jaiza : loss ko 100% katem karna hain to hamy bad feelings ko qabo mai rahkna ho ga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : loss ko 100% katem karna hain to hamy bad feelings ko qabo mai rahkna ho ga
    agar hum forex ko bilkul katem karna chatey hain to hamy bad fellings ko qabo mai rahkna ho ga yane hamy emotions ko or greed ko qabo mai rahk ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik acha business hain hum is mai live kam karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik wsee business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex mai hum agar kamyab hona chatey hain to hamy acha knolwedge or expeirence haisal kar ky analysis ko use kar ky kam karna chahye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : loss ko 100% katem karna hain to hamy bad feelings ko qabo mai rahkna ho

    G han loss ko reduce karny me traders ko bahot asani ho sakti hay agar traders apny mind se esi feeling ko khatam karny me kamyab ho jaye jo us ki trading key ley achy nahi samjy jaty aur us ko kamyab hony se rokty hey to traders ko acha profit earn karny aur loss se bachny me bahot asani ho saky gi, ye bad feeling kia hoti hay es ko discus karna bahot important hay,

    1. Emotions ko agar trading me na ki jaye to traders ko apny feeling ko positive rakny me 100% kamyab ho sakty hey,
    2. Loss ka dar be demo account ki trading ki tarha real account ki trading me nahi hona chaye
    3. zeyda profit earn karny ka lalach be bad feeling samji jati hey.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : loss ko 100% katem karna hain to hamy bad feelings ko qabo mai rahkna ho

      As-salamu alaykum aapane bahut Achcha Sawal Kiya Hai Kuchh log trading Mein loss ke bad market ko kaaorwar tehraty hain aur Kahate Hain ki market ki vajah se Hamara loss ho gaya lekin yah bilkul galat baat hoti hai trading Mein Hamari apni hi Galti Hoti Hai Jiski vajah se Hamen market Mein losss ho jata hai Hamen loss ki vajah se bahut kuch sikhnay ko Milta hai isliye hamein loss sy ghabrana Nahin chahie Agar hamein loss bhi Hota Hai To hanein is se Sikh kar isko agli dafa khatm karne ki koshish Karni chahie Kyunki Forex Ek bahut hi Bada International aur kabhi na khatm honay wala business hai aur vo hamein bahut sari Sholayat daita ha jaisay ky demo account dia ha demo account mein kaam karke hum Achcha experience kar sakte hain aur phir real account mein invest Karke acchi earning kar sakte hain aur acha bussiness kar saktay hein ham is mein boht hi kam time mein boht hi zaida achi earning kar skatay hein
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : loss ko 100% katem karna hain to hamy bad feelings ko qabo mai rahkna ho

        forex trading business ho ya koi bhi dusra business ho agar sahi tarah soch vichaar ker kay or poori tarah samajh kay kia jaey to loss pay bohat achay tareekay say qaabu paya jaa sakta hai. 100% loss khatam kernay kay liye sub say important baat ye hai kay apni money management or time managements ko acha kia jaey. Money managements or time managements ka matlab hota hai kay kis waqt kon si trade kitnay lot size kay saath buy ya sell mai open kerni hai. Agar traders apnay faislay kernay mai in 2 baato ka khayal rakhain to bohat achay tareekay say trading kay loss ko khatam ker saktay hain. Forex trading mai chance ya tukkay pay kaam kernay waley traders kabhi bhi apnay loss pay qaabu nahi paa saktay hain
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : loss ko 100% katem karna hain to hamy bad feelings ko qabo mai rahkna ho

          Bilkul theek Kaha agar aap log ko hundred percent Kabu karna chahte hain to aapko Apne andar Kuchh Shabd in Ya Na Ho Gayi Jiski vajah se aap Forex Mila usko control kar sakte hain jaise ke apne andar lalach ko Dur Karen aur UN conference bahut ho confidence ke sath work Karen aur Forex mein badi badi lot size materials Karen leverage kokum rakhen aur apne account ki equity ko Jyada Se Jyada rakhen Kyunki backup ke liye Jab balance pahuncha hoga to aap ki koi bhi trade laws main college Nahin Hogi isliye apni equity ko Jyada Se Jyada rakhen aur Forex trading tools ko use Karen Jaise ke stop loss apni har trade Mein istemal Karen Taki Jyada loss se bachne
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : loss ko 100% katem karna hain to hamy bad feelings ko qabo mai rahkna ho

            G ha dear ye to ais market mai agar hum ne kaam karna hai to hum ko ais market mai 100% loss se bachny k liay hum agar ais market mai zarori hai k hum ais market mai learning kary aor aus k baad hum ais market mai stop loss k baghair kaam kary agar hum ais market mai discipline k sath kaam karty hai to hum ko ais market mai kamyabi hoti hai agar hum ais market mai 100% loss se bachna chaty hai to sirf perfect entry ka hi wait karna chaye kun k ais market mai humri entry jitni achi ho gi atna hi zayda hum ais market mai safe trade kar sakty hai aor jitni zayda safe trading hum ais market mai kary gay aus se hum ko faida ho ga kun k ais market mai hum jitna zayda risk lety hai atna hi zayda loss ka chance hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : loss ko 100% katem karna hain to hamy bad feelings ko qabo mai rahkna ho

              G han trading me risk ko reduce karny aur loss ko apni trading se bilkul be khatam karny key ley traders ko bad feeling par control karna chaye, agar trading me bad feeling (loss ka dar) jesy khayalat aye gey to us ki trading performance kharab se kharab hoti jaye gi aur yahi cheez traders key loss ki waja be banti hay, sab se big bad feeling me greed ko samjta hon profit earn karny key bad be ham trades ko es waja se close nahi karty aur ye sochty hey key jes teezi aur asani se hamy ye profit hasil howa hay agar ye trade mazeed 1 hour open raka jaye to aur be zeyda profit ho sakta hay magar traders ye nahi janty key 1 hours me jo profit ham ne earn kia hota hay ye be loss ho sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : loss ko 100% katem karna hain to hamy bad feelings ko qabo mai rahkna ho

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                G han loss ko reduce karny me traders ko bahot asani ho sakti hay agar traders apny mind se esi feeling ko khatam karny me kamyab ho jaye jo us ki trading key ley achy nahi samjy jaty aur us ko kamyab hony se rokty hey to traders ko acha profit earn karny aur loss se bachny me bahot asani ho saky gi, ye bad feeling kia hoti hay es ko discus karna bahot important hay,

                1. Emotions ko agar trading me na ki jaye to traders ko apny feeling ko positive rakny me 100% kamyab ho sakty hey,
                2. Loss ka dar be demo account ki trading ki tarha real account ki trading me nahi hona chaye
                3. zeyda profit earn karny ka lalach be bad feeling samji jati hey.
                Assalamu Alaikum Agar Hamen loss to reduce karna hai To Hamen bahut aasani ke sath Apne mind se feelings ko khatm karna hoga aur jo isko khatm karne mein Kamyab ho jaaye Jo uski trading ke liye acche Nahin Hai two traders ko Achcha profit earn karna aur loss se bachne mein bahut aasani ho sake gi yah bed feeling kya hoti hai isko discuss karna bahut important hai number 1 emotions Ko Agar trading mein Na kiya jaaye to traders ko Apne feeling ko positive karne mein Hundred Percent Kamyab ho sakte hain number 2 loss kajar bhi demo account ki trading Ki Tarah real account ki trading Mein Nahin Hona chahie number 3 Jyada profit and karne ka yah Lal Aaj Bhi bad feeling samjhi Jaati Hai Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : loss ko 100% katem karna hain to hamy bad feelings ko qabo mai rahkna ho

                  Pyare doston Aisa Mumkin Nahin Hai ki trading Main 100% profit mile Kyunki yah Ek business hai aur ismein profit aur last donon Jude hue hain sometime aap pradan karte hain and sometime aap nuksan uthate Hain Magar ji Koi pareshani wali baat nahin hai yah trading ka hissa hai. Hamen sirf yah sochana chahie ki ham nuksan Ko minimise kaise kar sakte hain. Human emotion Ek natural Amal hai Jis per Har Insan Kabu pa sakta hai Misal ke Taur per greed, lack of confidence, overconfidence, fear yah emotion Hain Joker trading mein nuksan dene Mein madadgar bante Hain isliye aap Mukammal koshish karen ki in Tamam human emotion se a Apne aapko Mehfooz rakhen taka aap ki Shara nuksan kam ho jaaye aur aur aapko economically fayda Ho
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : loss ko 100% katem karna hain to hamy bad feelings ko qabo mai rahkna ho

                    dear baat to apki theek hay agar ham forex ki markeet main kaam krtay hain to koi bhi hamra hath pakkar kr hamko lose ki tarf nai lay jata hay balka hamari kuch aisi habbits hain jinki wajha say hamko lose ka samna krna parta hay agar ham apnay he mined apnay he jazbaat pay kaboo pa saktay hain to hamko kisi k pass kuch learn krnay kuch hasailkrnay ki bhi zarurat nai rehty hay asal main ham he apnay lose aur profit k khud zimadaar hotay hain jis ki wajha say hamko kabhi khushi milty hay aur kabhi lose jaisa gham is liye better yahi hay k ham asia ki sab say big markeet main kaam kr rahay hain is main mistakes ki koi bhi gunjaish nai rehty hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : loss ko 100% katem karna hain to hamy bad feelings ko qabo mai rahkna ho

                      Ji han ap nay bil kul thek bat ki hay mian ap ki bat say bil kul agree karta hoon Forex trading main agar ham kamyabi chahtay hainaor yeh chahtay hain k loss khatam ho jay to haman bad feeling pay control karna ho ga loss ko 100% khatam karna maray khial main ti bohat hi mushkil kam hay isay kuch had tak to khatam kia ja sakta hay mukamal khatam karna mumkin nahi hay bad feeling main bohat kuch shamil hay jis main greed, fair, emotions and jald bazi khas kar shamil hain in ki wajah say aksar traders ko trading main loss ho jata hay aor un kay account bhi wash ho jatay hain lehaza traders ko chahiay k woh Forex ka achi taran knowledge hasil karan aor experience bhi hasil karan aor sath sath apni bad feeling ko bhi control karay in pay qaboo hi yaqeeni kamyabi hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : loss ko 100% katem karna hain to hamy bad feelings ko qabo mai rahkna ho

                        Los Ko Agar hundred percent kam karna hai to iske liye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard working Karni chahie Apne knowledge ko increase karna chahie Apne experience Mein izafa karna chahie aur ham Logon Ko Jyada Se Jyada practis Karni chahie FIR Ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : loss ko 100% katem karna hain to hamy bad feelings ko qabo mai rahkna ho

                          forex trading aik rsiky bsuiness hai es liye es main risk ko mange kar k kam karna bot zyda zarori hai tu hum sub ko he yah bat maloom hai k hmari trading main loss tab he hota hai jub hum apni trdaing main loss ko ange nahi kar paty hain or hmain loss yakini ho jaata hai tu hmaisha apni trdang ko confidence ks ath karen jitna ap apni trdaing main confidence ks ath kam karengy otna he apko loss hony k chaces kam se kam hungy tu hmain apni trdaing ko achi trha mang kar k krna cahhye
                          hmaisha apni fellings par control rakhen q k baz trdaor apny jazbat par qabo nahi rakhty hain jin se un ko loss ho jta hai tu hmaisha apni trdaing main kbh bhi ajzbati ho kar kam na karen jub ap jazbari ho kar kam karty hain tab apko loss hona yakini ho jata hai tu hmaisha apni trdaing main es chez ka khsa khyal rakhen aghr kamyb hona hai tu
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : loss ko 100% katem karna hain to hamy bad feelings ko qabo mai rahkna ho

                            g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai or main apki bat se agree krta hun forex trdaing main boht se mambers apni fellings par qabo nahi rakhty hain un ko lgta hai k wo apni trdaing main ayse react kar k achi tdaing kar skty hain or acha profit gain kar skty hain jub k felling main a kar hum kbhi bhi achi tdaing nahi kar skty hain q k jald bazi bhi hmari bad fellings main se aik feling hai jis se hum apni trading main khud he loss krwa bethty hain tu aghr forex main kamyb hona hai tu hmain apni trading main jald bazi ko khtm karna hoga os k bad jub loss hota hai tu osko pallning k according recover karen q k kbhi bhi jald bazi main ap apni trdaing main hony waly loss ko recver nahi kar skty hain tu hmaisha he apni trdaing main loss hony waly factors ko avoide kar k trdaing karen aghr kamyab trdaing karni hai or achi eraning karni hai tu
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : loss ko 100% katem karna hain to hamy bad feelings ko qabo mai rahkna ho

                              Assalam O Alaiekum Dear Friends , Forex Men Khush Asmdeed , Agar Ap Chahte Hen K 100 % Loss Pe Kabo Pana Chahte Hen To In Point Pe Kam Krene Se Loss Ko Control Kia Ja Sakta Hai.
                              Ways to Avoid Losing Money in Forex
                              1) Do Your Homework.
                              2) Find a Reputable Broker.
                              3) Use a Practice Account.
                              4) Keep Charts Clean.
                              5) Protect Your Trading Account.
                              6) Start Small When Going Live.
                              7) Use Reasonable Leverage.
                              8) Keep Good Records.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X