1 Lot kitnay dollar kay barabar hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    1 Lot kitnay dollar kay barabar hay?
    Forex trading kay doran aik term lot ki bhi use hoti hay aor is ka Forex market main bohat ziada kirdar hay aik lot 100,000 units kay brabar hota hay mara ap sab members say sawal hay k kia aik lot kitnay dollar kay brabar hay? tafseel say wazahat karan thanks.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 1 Lot kitnay dollar kay barabar hay?

    Dear mere mutabiq aapane Jo Sawal poochha Hai Uska maksad hai ki ek lote kitne dollar ke barabar hoti hai dear 0.01 ki lot 1 cent ke barabar hoti hai agar aapko market Mein Ek pics movement hoti hai to uska matlab hai aapko Ek send profit Hua Hai yah Ek send loss Hua Hai ISI Tarah agar aap Badi lot Lagate Jaenge to usko multiply Karte jaen Jaise ke agar aap 1.0 ki lot open karte hain to usmein aapko Ek apps per 1 Dollar profit Hoga aur ek dollar hi nuksan hoga isliye kam se kam lot size use Karen Taki aap risk free training kar sake aur apne account ko safely use Karen Taki aap lifetime aur parmanent trading Karte Rahe
    • #3 Collapse

      Re: 1 Lot kitnay dollar kay barabar hay?

      Mt4 terminal pay jab koi bhi new trade kisi pair ya commodity mai open ki jaati hai waha uss box mai sell or buy ki price or option kay elawa kuch or option bhi show ho rahey hotay hain. Waha pay aik option volume ka show hota hai jo minimum 0.01 hota hai or ziada say ziada 10 bhi ho sakta hai. Volume ka matlab hota hai jisay lot size kaha jaata hai kay jo bhi trade aap open ker rahey hain uss mai buy ya sell mai aap kitni miqdaar rakhna chahtay hain. Misaal kay tor pay agar aik mobile aap ko 10 ka mil raha hai or total 100 mobile hai to aap kitnay mobile laina chahtay hain , aik say 100 say darmiyaan tadad ko volume ya lot size kaha jaey ga. Ab aap forex mai pairs ki price jo buy/sell ki hoti hai usay 0.01 say taqseem ker kay apni lot size ki qeemat nikaal saktay hain. her pair ya commodity ki price alag alag hai iss liye 0.01 lot size ya volume ki price bhi alag alag hogi. Jaisay market mai sirf mobile nahi sale ya purchase hotay or bhi mukhtalif price kay item khareeday ya baichay jatey hain
      • #4 Collapse

        Re: 1 Lot kitnay dollar kay barabar hay?

        Lot size hamesha pairs key spread par hi depend karta hay, ham ye nahi keh sakty key market me majood har pair me lot size same rate se hi profit ya loss de sakta hay, es key ley zarori hay key market me pairs key spread ko deka jaye, agar crude oil me 0.01 ka lot size se trade open kia jaye to 0.10$ ka loss aur profit ho sakta hay esi tarha agar etny hi size ka lot size se currency pair EUR/USD ko buy ya sell kar dia jaye to traders ko es se be kam ka loss aur profit ho sakta hay, pairs ka spread agar zeyda ho ga to us ko kam se kam profit ya loss ho saky ga aur agar spread kam ho ga to zeyda profit aur loss us ko per trade me ho saky ga.
        • #5 Collapse

          Re: 1 Lot kitnay dollar kay barabar hay?

          Lot ki tareef
          Lot apki trade lgaty waqat ky size ya volume ko lot size kaha jata hai
          Agr ap aik order ka volume ya size .01 rakhty ho to iska mtlb hai kya koi lot size 0.01 hai aor aik pip py apko .01 profit ho ga 100 pip py apko 1$ profit ho ga aor apki lot size micro count ho gi
          Lot ki types (iksaam)
          1. Standard lot 1.0 units 100,000
          standard lot ma apko 100,000 units ka broker leverage provide krta hai ap ki lot 1.0$ ki hoti hai aor apko 10$ per pip profit milta hai lkn insta ma apko yeh lot mini ky brand mil rahi hai standard lot nhi hai leverage 1:50 hai
          2. Mini lot size 0.10 units 10,000
          Mini lot size py per pip apko 1$ profit hota hai jo insta ka hai
          3. Micro lot size 0.01 units 1000
          Micro lot size ma qpko per pip 0.10$ profit hota hai
          4. Nano lot size 0.001 units 100
          Nano lot size ma apko per pip 0.01$ profit hota hai aor apko insta ma yeh facility nhi hai meqn to say ky apko Nano wali lot micro ma mil rahi hai
          Lot size ko smjhna bahot zaroeri amal hai keun ky account ko isi ky hisab sy apko manage krna hota hai
          • #6 Collapse

            Re: 1 Lot kitnay dollar kay barabar hay?

            Dear agar hum ais market mai 1 lot lety hai to aus ki value ap k account ki type par hoti hai agar ap ne insta par 1 standard account banya hai to ap ko ais mai 1 lot 10000$ k braber hoti hai aor ye to hum ais market mai leverage use karty hai jis ki waja se kam investment par hum bari lot laga sakty hai agar hum ais market mai direct trade lagana chaty hai to hum ko ais mai 1 standard lot lagany k liay hum ko kam az kam 10000$ ka account chaye aor ais mai agar hum ko loss ho ga to humra account wash ho jaye ga magar ye to broker ki waja se hai k hum ko ais mai thori si investment par kaam kar sakty hai aor zayda profit bana sakty hai ais market mai behtar hai lot kam hi use kary ta k humra account safe rahy.
            • #7 Collapse

              Re: 1 Lot kitnay dollar kay barabar hay?

              Lot size

              Forex trading me lot size ko units se hi define kia ja sakta hay, standard size ki agar bat ki jaye to ye 100,000 unites ka hota hay, es key sath broker mini lot size (10,000 units), micro lot size (1,000 units) aur nono lot size (100 units) ki offer karta hay, lot size aur leverage size trading me kesi facility ya opportunity se kam nahi hoti, traders ki koshish honi chaye key wo basic knowledge aur trading expernice me lot size key use karny ko achi tarha understand karny ki koshish kary aur es ki testing demo account me be kary, demo account me lot size aur leverage key fawayed ka achi tarha information mil sakti hey.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: 1 Lot kitnay dollar kay barabar hay?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
                Forex trading kay doran aik term lot ki bhi use hoti hay aor is ka Forex market main bohat ziada kirdar hay aik lot 100,000 units kay brabar hota hay mara ap sab members say sawal hay k kia aik lot kitnay dollar kay brabar hay? tafseel say wazahat karan thanks.
                Assalamu Alaikum Mere mutabiq aapane Jo Sawal poochha Hai Uska maksad hai ki ek lot kitne dollar ke barabar hoti hai 0.01 ki lot 1 sent ke barabar hoti hai agar aapko market mein Ek pipe ki movement hoti hai to uska matlab hai aapko Ek send profit hua yah Ek Centre loss Hua Hai hi ISI Tarah agar aap Badi Laut Lagate Hain To usko multiply karte jaen jaise ki agar aap 1.0 ki lot ki open Karte Hain To usmein aapko Ek pipe per 1 Dollar profit hoga aur 1 Dollar hi nuksan hoga isliye aapko Chhoti Se Chhoti lot size Lagani chahie isase aapko Agar profit kam hota hai to nuksan bhi kam hoga Taki aap parmanent kam Karte Rahe aur aapka account Khali Na Ho Shukriya

                اب آن لائن

                Working...
                X