Lot Size Ka Sahi Istamal
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rimsha12 پيغام ديکھيے
    Slam
    Jtna lot size km hoga utna e loss k chances km hon gy.ye karobar hi jtna zeyada investment hope utna e loss k chances km hon gy.lot size ap currency k motabiq bhi lga skty hn.agr ap ko how know ho us currency k about tb e ap lot size brha ya km kr skty.
    Thanks.
    Lot size ka sahi istamal tab hota hai jab ap apny stop loss tak ki calculation kar lain kay market waha tak jaye gi tu ap ko kitna loss ho sakta hai. Lot ap ki size pay depend karta hai kay kitna stop loss ho sakta hai. koshish karian kay jab ap stop loss use karian tu ap us ko minus plus kar lain. es se ap ko yeh faida ho sakta hai kay kitna stop loss tak ap ko loss ho skata hai. yeh es se ap apni percent ko manage kar sakty hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

      assalamu alaikum ji han bilkul hamen apni lot size ka sahi istemal karna chahie agar aap badi laat lagaenge to ismein aap nuksan uthaenge aapka account wash bhi ho sakta hai hamen is per hardworking karni chahie jitna jyada aap uske bare mein experience hoga itna hi aapke liye achcha aur fayde mand hai isliye Ham mein Forex mein jyada se jyada time den jitna jyada aap is per hardworking karenge itna is mein success honge
      • #18 Collapse

        Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

        Sab se phly bat k jo dost new he wo demo account pe he Sab se zyada dekhe then ap k pass agr 100$ bhe ho tab the koshish kre k maximum lot size 0.01 se 0.02 he lagae is se ap ka account wash hone se bachae rahe ga or zyada se zyada time low lot size me lagae or zyada se zyada. Sekhe then ap bare lot ka Soche lkn PHRr bhe start me Kam size he lot lagae
        • #19 Collapse

          Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

          Agar hum forex men lalach kay sath kam karty hian tu hum kamyaby hasil nahin kar sakty hain agar hum himat kay sath ur saber kay sath forex men kam karty hain tu hum kamayb ho jaty hain ur hum kabhy bhe naakm nahin ho sakty hain tu hamen jaldi nahin karny chahye tkaeh hjum kamayby hasil kar saken kun kay forex men jo meber achy experience kay sath lot size ka istamal karta hy tu voh kamayb ho jata hy ur kabhy bhe nakam nahin ho sakta hy
          • #20 Collapse

            Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

            Tuition now barmer speed kya hai Dr bullet weight for cash gane online business
            • #21 Collapse

              Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

              اصل پيغام ارسال کردہ از: bismarafeeq پيغام ديکھيے
              Agar hum forex men lalach kay sath kam karty hian tu hum kamyaby hasil nahin kar sakty hain agar hum himat kay sath ur saber kay sath forex men kam karty hain tu hum kamayb ho jaty hain ur hum kabhy bhe naakm nahin ho sakty hain tu hamen jaldi nahin karny chahye tkaeh hjum kamayby hasil kar saken kun kay forex men jo meber achy experience kay sath lot size ka istamal karta hy tu voh kamayb ho jata hy ur kabhy bhe nakam nahin ho sakta hy

              lot size ka sahi istamal tab hota hai ap overall apny capital ki base pay risk lain. ap risk zaida lain gy tu ap kay account kay leye khtara ho sakta hai esleye koshsih karian woh risk lain jo ap easily afford kar sakain. or lalch mai a kar kabi risk na lain just woh rade open ya close karain jis kay baray main ap sure ho ap kay analysis or ap ki news reading achi ho ap ki news reading jis kadar achi hogi ap us kadar us mai achi earning kar sakty hain ap ko cheye kay technical anlaysis ko be sath sath karain jis se ap ko sahi se trade kar sakain.
                 
              • #22 Collapse

                Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

                jitna capital hu usky hisab sy ap decide kr skty hin forex min kyunk kisi b buusiness mi capital bhut ahm or simple hasyt rkhta hai. Aap ko apny account capital ok hisaab se lot size use karna chahiye aap ko chahiye k money management k rule okay tehat jo lot length use hota hai us se barra lot kabhi b na lgaayein aap jitna chhota lot length use karein gy aap ka account utna he zyada secure rahy ga aap okay wash k chances Kum hoty jayen gy is trah aap aik achhay aur expert dealer ban sakty hein
                • #23 Collapse

                  Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

                  lot size k sai istamal forex trading me bohat important hai is liye jitna zaida capital hu usky hisaab sy ap decide kr skty han forex me kyun k kisi b buusiness me capital bohat important or basic hasiyat rkhta hai Aap ko apny account k capital k hisaab se lot size use karna chahiye aap ko chahiye k money management k rule k tehat jo lot size use hota hai us se barra lot size kabhi b na lgaayein aap jitna chota lot size use karein gy aap ka account utna he zyada safe rahy ga aap k account wash k chances Kum hoty jayen gy is tarah aap aik achay aur professional trader ban sakty hein is liye hamisha lot size km sy km rakhy aghr hamary pass balance km hai tw or aghar hamary pass balance zaida hai tw phir lot size kuc bari rakh sakty hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

                    Lot size ka istemal Karte time aapko Hamesha market ko dekhna chahie Apne account balance ko dekhna hai chahie ki aap log se Agar galat lagayenge to usse aapka account kharab ho jaaye aur nahin kar Sakenge bahut Hota Hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

                      G han dosto bilkul forex trading me Humen shi lot kia istemal Karn chy Humen apny account kiya mutabik lot size istemal karna chahie Humen chy kiya humesha tarde lagaty waqkt small size lot istemal Karen jis sy hum Forex tarding sy acha profit hasil kar sakte hain aur apna account save rhka shkt hai Humen lalach aur jaldbazi sy avoid Karen chy lot size humesha soch samajhkar choose Karen chy tabhi Hum achi earning kar sakte hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

                        Lot size ka Sahi Sambhal Mein Shikayat Hai Kya Mein trading Mein work kaise karna hai aur Yahan per Apne account ka balance maintain bhi Kaise Rakhna hai aur Achcha profit bhi Kaise Hasil karna hai isliye sabse pahle Apne lot size or manage karna sikhe Agar account ka balance kam hai to Hi Kam lot size use Karen aur agar aap kya counterbalance jyada hi to Jyada Laut Sahi use Karen Taki aapko cprofit bhi mil jaaye aur jo aapka kam ka balance hai vah bhi yahan per sari Baat to hamare profit ki hoti hai na isliye Ham Yahi koshish Karte Hain Ki Hamen Achcha profit mil jaaye
                        • #27 Collapse

                          Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_raja پيغام ديکھيے
                          Lot size ka istemal Karte time aapko Hamesha market ko dekhna chahie Apne account balance ko dekhna hai chahie ki aap log se Agar galat lagayenge to usse aapka account kharab ho jaaye aur nahin kar Sakenge bahut Hota Hai

                          bhai ap money management ko seekh lain us ka ap ko yeh faida ho ga kay ap sahi se apni trades ko manage kar lain gy or ap ko pata ho ga kay kitny capital mai kitni lot ko open kiya ja sakta hai or kitni trades ap ko faida dy sakti ai or lot size kitna use ho ga or risk kitny percent ap involve kar rahy hain or koshish karain woh trades open na karain jo ap ny analysis na keye ho or na money management ki ho.
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

                            dear forex markeet main kaam karnay ko log bahut ziada asaan bhi samjhtay hain aur yeh bhi samjhtay hain k is market main kaam ko sirf start karna he mushkil hay iski earning usk baad apnay aap he start ho jaty hay jisk baad hamain is main aur koi bhi khaas mehnat say kaam karnay ki koi zarurta nai hay yeh baat bilkul bhi ghalt hay k is main kaam karna bhi asaan hay aur is say eanring kana bhi asaan hay jisk liye hamko aisi soch k sath is makret main kabhi bhi koi aia deceioun nai liana chaye balk is makret main kaam karna mairay khayl say sab say ziada mushkil bhi hay aur is main eanring karna bhi ziada mushkil kaam hay jisk liye agar ham apnay account ko maintain rkahtay hain to tab he hamain is main kaam karnay main bhi assni ho skaty hay aur tab he hamain is main ziada dair tak market main ham kaam kartay hwuay tick bhi skatay hain agar ham is main lalach say aur bay tukkay tareekay say kaam karna nai chorr skatay hain to hamain is main kaam karnay kabhi koi faida bhi nai hay aur na he ham kabhi is makret ki reality ko smajh saktay hain jisk liye hamain sab say important kaam yahi karna hota hay k hamain makret man enter honay say pehlay apni lots ki calculations ko control karna sab say ziada lazmi hota hay qk jub ham is baat main kaboo panay main kamyab ho saktay hain to ham makret maiin risk aur reward ka bhi sahi tareak samjh skatay hain.
                            • #29 Collapse

                              Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

                              Aoa all members umeed karta hn ap sb thk hn gay or forex trading pay work kar kay earning hasal kar rahy hon gay g han dosto ap logu nay bilkul sahi kaha forex trading ma lot size ka istmal boht zarore hai ku kay ap ka profit or loss ise par depend karta hai mery experinse kay mutabik ap ko lot ka istmal kam karna chahy agr ap asa karty hn to ap ko boht faida hasal hoga agr ap manat say work karty hn to ap ko kbhi nuksan uthany ke zarort nahi pary ge ap achy se work anjam daay ap ko faida hasal hoga thanks
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

                                good question I am angry with you dear friends aapane bilkul sahi kaha hai ki jab bhi ham updated lagaye to apni load sale apni kaun palace ke mutabik ghar ke chitra hamari load chahie acchi hogi smal hogi to market mein Diya tha der tak maujud rah sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X