Lot Size Ka Sahi Istamal
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot Size Ka Sahi Istamal
    Dear Friends

    Forex main aksar trader es bat se pareshan hoty hain un ko lot size chose karna nai ata hai tu woh bara lot size ki trade laga kar bhout jaldi apna trading account wash kar laity hain tu sub se asan tareeqa yeh hai kay ap 100 usd tak 0.01 se 0.04 tak trading volume ka use karain or 500$ se upar apka capital hai tu phir ap 0.10 tak chose karain es tarha ap apny account ko risk management b kar lain gy or sath main lot ka sahi use kar kay account wash hone se bacha lain gy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

    lot size ap ko jab money managemetn a jaey gi phir ap ko samaj a jaye gi kis trade ko capital kay hisab se kiya lot size lagana hai or kaisy apny account ko wash honay se bachaya ja sakta hai or kaisy ap apni trading ko theek tarha se sar injaam day sakty hain or ap ko pata hona cheye kay lot size ap ko profit or loss mai izafa or kami lata hai ager ap theek chose karty hain tu.
     
    • #3 Collapse

      Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

      Aap ko apny account capital k hisaab se lot size use karna chahiye aap ko chahiye k money management k rule k tehat jo lot size use hota hai us se barra lot kabhi b na lgaayein aap jitna chhota lot size use karein gy aap ka account utna he zyada safe rahy ga aap k wash k chances Kum hoty jayen gy is trah aap aik achhay aur professional trader ban sakty hein
      • #4 Collapse

        Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

        ji dost ap ny sahi kaha hy agar hamain ek acha trader banna hay to hamain chaiye ke ham har us kam ko sahi se karen jo ke forex ke sath jura hua hy jese ke lot size aur tp stop loss to hamain chaiye ke ham en sari chezon ko sahi se istmaal karen tabhi ham profit utha saken gy
        • #5 Collapse

          Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

          jitna capital hu usky hisab sy ap decide kr skty hin forex min kyunk kisi b buusiness mi capital bhut ahm or basic hasyt rkhta hai. Aap ko apny account capital k hisaab se lot size use karna chahiye aap ko chahiye k money management k rule k tehat jo lot size use hota hai us se barra lot kabhi b na lgaayein aap jitna chhota lot size use karein gy aap ka account utna he zyada safe rahy ga aap k wash k chances Kum hoty jayen gy is trah aap aik achhay aur professional trader ban sakty hein
          • #6 Collapse

            Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

            اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadsadique پيغام ديکھيے
            ji dost ap ny sahi kaha hy agar hamain ek acha trader banna hay to hamain chaiye ke ham har us kam ko sahi se karen jo ke forex ke sath jura hua hy jese ke lot size aur tp stop loss to hamain chaiye ke ham en sari chezon ko sahi se istmaal karen tabhi ham profit utha saken gy
            Ap lot ka sahi istamal tab kar sakty hian jab ap ko pata ho leverage kitna select karna hai. ap ka leverage depend karta hai ap kay capital pay. ap ka capital jis kadar thora ho ga leverage ko be kam select karian. es se ap lot ka sahi istamal kar sakain gay lekin jab ap ko na leverage ka pata ho ga na he ap ko pata ho ga kon c trade ko kitni lot size use karna hai tu ap nuqsan karain gay yeh basic cheezay hoti hai jo trader ko sath sath seekhni hoti hai.
             
            • #7 Collapse

              Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

              اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion30 پيغام ديکھيے
              Dear Friends

              Forex main aksar trader es bat se pareshan hoty hain un ko lot size chose karna nai ata hai tu woh bara lot size ki trade laga kar bhout jaldi apna trading account wash kar laity hain tu sub se asan tareeqa yeh hai kay ap 100 usd tak 0.01 se 0.04 tak trading volume ka use karain or 500$ se upar apka capital hai tu phir ap 0.10 tak chose karain es tarha ap apny account ko risk management b kar lain gy or sath main lot ka sahi use kar kay account wash hone se bacha lain gy.
              Lot size ko set karne ke liye Hamen bahut hi savdhani ke sath kam karna chahie Kyunki Jab Ham ek baar apni trade Khol lete hain to use Mein loss to Usi time hi start ho jata hai aur Agar Ham starting Mein Hi Kam Jankari Aur tajurba kam hone ki vajah Se Apna lot size Jyada kar lete hain To Hamen bahut Bade nuksan ka Samna karna pad sakta hai isliye pahle hi carefully kam karna chahie
              https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
              • #8 Collapse

                Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

                اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion30 پيغام ديکھيے
                Dear Friends
                Forex main aksar trader es bat se pareshan hoty hain un ko lot size chose karna nai ata hai tu woh bara lot size ki trade laga kar bhout jaldi apna trading account wash kar laity hain tu sub se asan tareeqa yeh hai kay ap 100 usd tak 0.01 se 0.04 tak trading volume ka use karain or 500$ se upar apka capital hai tu phir ap 0.10 tak chose karain es tarha ap apny account ko risk management b kar lain gy or sath main lot ka sahi use kar kay account wash hone se bacha lain gy.
                lot size ko set karne ke liye hamen bahut hi savdhani ke sath kam karna chahie kyunki jab Ham ek bar apne trade khol lete hain to use mein loss to usi time hi start ho jata hai aur agar Ham starting mein Hi Kam jankari aur tu tajurbakam hone ki vajah se apna lot size jyada kar lete hain to hamen bahut bade nuksan ka samna karna pad sakta hai isliye pahle hi carefully kam karna
                • #9 Collapse

                  Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion30 پيغام ديکھيے
                  Dear Friends

                  Forex main aksar trader es bat se pareshan hoty hain un ko lot size chose karna nai ata hai tu woh bara lot size ki trade laga kar bhout jaldi apna trading account wash kar laity hain tu sub se asan tareeqa yeh hai kay ap 100 usd tak 0.01 se 0.04 tak trading volume ka use karain or 500$ se upar apka capital hai tu phir ap 0.10 tak chose karain es tarha ap apny account ko risk management b kar lain gy or sath main lot ka sahi use kar kay account wash hone se bacha lain gy.
                  trading main aapka trade ka lot size bahut jyada matter karta hai agar aap Big Lot use Karke kam Karte Hain To aapki trading bahut jyada risky hoti hai nuksan hone ke chances Jyada Hote Hain isliye Hamesha small aur reasonable not use Karke kam Karen
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

                    Ji han aapane bilkul theek kahan hai hi jab ham trading start karte Hain to hamen chahie lot size kam rakhen taki hamara banner save rahe aur hamen jyada loss na hai agar aap lalach karenge lot size jyada karenge to aap ka blance save ho jaega isliye lot size customer kam Karen aur prophet hazrat Karen aur apne maqsad mein kamyab rahe aur learning Karen trading per II aur sikhen trading co taki aap kamyab trader ban sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

                      Assalamu Alaikum main who is karta hoon ke Chumma member khairiyat se Honge
                      Baat yah Hai Ke sabse pahle Hamen Pata Hona chahie ki Lot kya chiz hai Lot vah chij hoti hai jo Ham trade carr tay Hain Misal ke Taur per for example Agar Ham US dollar Mein kam kar rahe hain To Hamen Hamari qoute khareed Kitni honi chahie se Lot Kahate Hain Hamen cent Mein kam karna chahie for example 10 cent bhi sent Mein Kyunki Ham bonus per kam kar rahe Hote Hain To Hamara hone Agar Hai yah 50 Dala Hai To usmein Hamen nuksan bahut kam Hoga Hamare count was hone ke at Raat bahut kam Honge isliye Hamen yah chahie ki Ham Chhoti Laut Mein kam Karen Taki Hamara account was hone se bacha Jaaye Kyunki Agar negative Ho Gaya last Mein Chali Gai trade to account jaldi jaldi Awaaz Nahin Ho sakega Agar Ham Ne Laat Chhoti istemal ki hui hai agar Ham Badi raat mein kharide hain for example ham Ham do Dollar Mein kam kar rahe hain to Hamari Jab Hamari trade last Mein Jayegi to Usi hisab Se Hamare account jald was hone ka Khatra hai isliye Hamen lalach nahin karna chahie Hamen kam na fir per Ek Tarfa karna chahie

                      Agar meri post acchi Lage to thank kar dena
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

                        g sahi kaha hi apny k lot size ka ismael achy sy kaaren kaam lot size use kaaren q k ik chooti sy ghalti apko loos dy skti haii aur apka account wash kaar sktii hai isilye ghaltissy bcheein aur lot size kaam use kaaren ziada lot size sy bacheein q k asa na ho k market apk against chli jaii aur apka account wash hojaai isilye achy sy trading kaaren ur asy he tukky na lgaain balk green signal milny p trade lgaany jis sy apko loss kam hoga experience aur knowledge achaa kaaren aur apny senior sy kuch seekhin
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

                          Slam
                          Jtna lot size km hoga utna e loss k chances km hon gy.ye karobar hi jtna zeyada investment hope utna e loss k chances km hon gy.lot size ap currency k motabiq bhi lga skty hn.agr ap ko how know ho us currency k about tb e ap lot size brha ya km kr skty.
                          Thanks.
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

                            Assalamu Alaikum ji han aapki baat bilkul theek hai Forex trading main aapko lot size trade open karne se pahle bahut carefully select karna chahie aur Puri calculation karne ke bad hi lot size Lagana chahie aapka Jo desired take profit ki limit hai use hisab se aapko calculate karna chahie ki lot size Kitna Hona chahie bahut bada lot size bhi Naaz like Karen Kyunki isase aapke account mein Jiska factor increase ho jata hai aapko carefully Chhote lot size ke sath secure trading Karni hoti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lot Size Ka Sahi Istamal

                              Assalamu alaikum friends mein ummid karta Hun ki tum ham dost khairiyat se honge dost aapane bilkul sahi kaha hai ki agar ham Forex trading mein kamyabi hasil karna chahte hain to hamen chahie ki ham lot size ka Sahi istemal Karen agar ham lot size ko proper tarike se use karenge to ham tabhi kamyabi hasil kar sakte hain kuchh number se hote Hain Jo Apne chhote capital bhi per Bhi jyada lot size Rakh dete Hain aur jiski vajah se unhen Los ka samna karna padta hai to dost hamen capital ke mutabik hi lot size use karna chahie for example agar hamara capital 200 Dollar kya hai to use per hamen sirf point Van ki lottery use Karni chahie agar ham jyada lalach karenge to hamen blouse Ka samna bhi ho sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X