Jaiza: Currency trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Currency trading
    Currency trading

    Safe trading es condition me hi possible hay jab hamy low spread key sath trading karny ka muqa milta hay aur ye currency trading me hi possible hay, kesi be major currency pairs ya cross currency pairs me trading ki jaye to traders ko low spread key sath trading karny ka chance mil sakta hay aur traders safe trading karny me be kamyab ho sakty hey, crude oil aur gold me spread be bahot zeyda hota hay jes ki waja se profit earn karny me aur safe trading karny me traders ko bahot zeyda mushkil hoti hay, traders ko chaye key jab tak us ka trading experience aur confidence level kam ho to wo currency pairs me hi trading karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Currency trading

    Dear currency trading ko agar dekha jaye to ais mai kaam karny ka bahot hi zayda faida hai kun k hum ais mai bilkul choty se account par bhi aram se kaam kar sakty hai aor aus k sath sath hum agar kisi currency par trade karty hai to aus par hum ko bahot hi thora sa spread dena parta hai aor aus trade ko aram se hold rakh sakty hai aor ais mai ap jab chaye currency ki trade laga sakty hai ap k pass bahot zayda currency k pairs hoty hai jin par ap trade kar sakty hai aor acha profit bana sakty hai magar ais k liay ap ko ye pata ho k ye jo currency hai kis waja se move karti hai aor jab bhi market mai aus currency ki news ho ap aus time trade mat kary tab hi ap ka account safe rahy ga aor ap ais mai aram se profit bana saky gay.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Currency trading

      Currency pairs me trading karny ka faida ye hota hay key bahot kam spread key base par trades open karny ki opportunity hamy mil jati hay aur esi ka faida le kar ham safe trading karny me kamyab ho sakty hey, jes pair ka spread kam hota hay es me trading karny se risk factor be kam hi hota hay, new traders ko me yahi mashwara deta hon key demo account me har pair me trading ka experience hasil karna chaye aur low spread key pairs ko find karny ki koshish karni chaye ta key loss kam se kam face kia jaye es se account ki safety possible ho sakti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Currency trading

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Currency trading

        Safe trading es condition me hi possible hay jab hamy low spread key sath trading karny ka muqa milta hay aur ye currency trading me hi possible hay, kesi be major currency pairs ya cross currency pairs me trading ki jaye to traders ko low spread key sath trading karny ka chance mil sakta hay aur traders safe trading karny me be kamyab ho sakty hey, crude oil aur gold me spread be bahot zeyda hota hay jes ki waja se profit earn karny me aur safe trading karny me traders ko bahot zeyda mushkil hoti hay, traders ko chaye key jab tak us ka trading experience aur confidence level kam ho to wo currency pairs me hi trading karen.
        Assalamu Alaikum safe trading is condition Mein Hi possible hai hi Jab Hamare low spread ke sath trading karne ka mauka Milta Hai aur yah currency trading Mein Hi possible hai Kisi bhi major currency pair ya cross currency pair main trading ki Jaaye two traders ko l o w s p r e a d ke sath trading karne ka chance mil sakta hai aur traders sev trading karne mein bhi trading karne mein bhi Kamyab ho sakte hain crude oil aur gold main separate bhi bahut jyada Hota Hai Jiski vajah se profit earn karne mein main traders ko bahut jyada Mushkil hoti hai traders ko chahie Ke Jab Tak uska trading experience aur confidence level kam ho to vah currency pairs Mein Hi trading Karen Shukriya
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Currency trading

          forex aik good business hain hum is mai currecny mai trading kar sakty hain hum is mai live trading karty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain forex kabe be katem na hony wala buisenss hain hum is mai kam karty howe jab market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga hamara account wash ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai students or house wife's be kam kar sakty hain agar hamary pass paisa nahi hain to hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain or hum kam kar ky acha bonus asnae sy hasial kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Currency trading

            Forex trading members Assalamualaikum Forex trading market business risky hai is ma apko multiple instrument CFDS aor metal trading ky leay available hain qpko yahan py perfect analysis confidence emotional control avoid greed planning and strategy skills use krty huy kam krnq hai jis chez py apko demo account practice hai usi py trading kren confidence sy kam kren management krnq na bholen forex trading market ma apko indicators available hain in ko istemal kro analysis ly leay live chart dekho economic calendar dek ho Geopolitical situation py nazar rakho jesy china America trade war chl rahi hai uska nafa nuqsan dekh ky kam kren.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Currency trading

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Jaiza: Currency trading<br />Currency trading <br /><br />Safe trading es condition me hi possible hay jab hamy low spread key sath trading karny ka muqa milta hay aur ye currency trading me hi possible hay, kesi be major currency pairs ya cross currency pairs me trading ki jaye to traders ko low spread key sath trading karny ka chance mil sakta hay aur traders safe trading karny me be kamyab ho sakty hey, crude oil aur gold me spread be bahot zeyda hota hay jes ki waja se profit earn karny me aur safe trading karny me traders ko bahot zeyda mushkil hoti hay, traders ko chaye key jab tak us ka trading experience aur confidence level kam ho to wo currency pairs me hi trading karen.
              Ap ki bat kisi had tak theek hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon Forex trading main do tran kay currency pairs pay trading hoti hay aik major currency pairs aor dosra crosses currency pairs pay.
              1: Major currency pairs
              Major currency pair woh currency pair hay jis main others currency kay sath dollar shamil ho yehni jis currency pair main dollar baray rast shamil ho major currency pair kelata hay example kay tor par JPY/USD, GBP/USD waghaira waghaira ziada tar traders major currency pair pay hi trading kartay hain kun k is main ziada profit hasil hota hay.
              2: Crosses currency pair
              Forex trading kay liay use honay walay currency pair main say agar kisi currency pair main USD shamil na ho to woh cross currency pair kehlata hay example kay to par BGP/JPY, waghair in currency pairs pay traders bohat kam trading kartay hain kun k in main spreed bohat ziada hota hay is kay ilwa gold and silver pay bhi trading hoti hay lakin yeh trading kafi mushkil hoti hay is wajah say traders crosses currency pair pay trading kam kartay hain currency pair kay ilwa bhi bitcoin ki tran ki electronic currencies hain jin pay trading ki jasakti hay .
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Currency trading

                aslamualikum dostoo ....her bar dar hi hamara nuqsan kerwa deta h kabhi kabhi ham ko as mien bhoot munafa milana hota h aur ham dar trade close ker dete hien tu ham bad mien pachtate hien k ham ko as mien ye nahi karnahai aor aus k sath sath hum agar kisi currency par trade karty hai to aus par hum ko bahot hi thora sa spread dena parta hai aor aus trade ko aram se hold rakh sakty hai aor ais mai ap jab chaye currency ki trade laga sakty hai ap k pass bahot zayda currency k pairs hoty hai jin par ap trade kar sakty hai aor acha profit bana sakty hai magar ais k liay ap ko ye pata ho k ye jo currency hai kis waja se move karti hai aor jab bhichahye agar ham as mien kio galti kerte hien tu ham ko as ki bari saza mil sakti h as lyee as mien hamain her bar galti nahi kerna hota h aur ham ko ache waqt ka intzar ker k as mien trade kerna hota h aur jab wo acha waqt a jata h tu ham ko darna nahi hota h aur trade open ker dena hota h as lyee as mien hamari soch ko badal ker as mien trade karna hota h aur kamaee b kerna hota h. shukriaa good night ....
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Currency trading

                  Kafi saray new traders ke yeh try hoti haike woh gold , crude oil aur iss trah ke bohot he aize say move hony wali market mai trading Karin . Currency market mai trading kay apny advantage hain.
                  currency ke market Gold aur crude oil ke markets ke nisbat kam taize say move hoti hai lakin iss mai b profit earning karny ke chance kafi ziada hoty hain.
                  iss ke main reason yeh hai ke currency ke markets baqi markets ke nisbat kam risky hain aur boot he ziada move nai hoti hain iss liey aksar ghalt trades b recover ho he jate hian.
                  Iss say b important baat yeh hai ke currency ke markets mai spread ya brokers ka commison b kafi kam hota hai iss liye traders ke b kafi had tak bachat ho jate hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Currency trading

                    Ham Sab Logon Ko currency Mein trading Karni chahie currency Mein trading karne se bahut hi jyada fayda Hassan hota hai aur ham log Kafi hai kya profit Hasil kar sakte hain isliye Ham Sab Logon Ko Kiran Singh merit Jaenge Karni chahie
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Currency trading

                      Gee han jis currency ka spread ya jis pairs ka spread low hota hai us par har trader trading karna chahta hai q k us par spread b thik hota hai pairs acha or normal hota hai aisa pairs na zaida fast hota hai na zaida slow hota hai balke normal b hota hai kam spread us pairs ka hota hai jis par zaida log trading karte hai jis par low spread par zaida trade ki wajah se b broker ko acha profit ho jata hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X