jaiza : forex mai hamary account ka safegurad stop loss hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : forex mai hamary account ka safegurad stop loss hain
    forex aik bohat bara business hain is mai stop loss kamyabe ka aik tool hain hamy is ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum success gain kar saky gy or hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain stop loss hamart account ke safty hain yai as a safegurad hamary account ko look karta hain jab hum is ko avoid kar ky kam karty hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international or kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai mahnet kary gy to hamy paisa kama saky gy forex mai hum 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex jasa koi or business nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : forex mai hamary account ka safegurad stop loss hain

    g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai forex main hmara jo safguard hai wo hmara stop loss hai jis se hum apny account ko secure bna skty hain or account jub wash hota hai tu dukh bhi hota hai stop loss hota bhi esi liye hai es liye aghr tu forex main kamyb trading karni hai tu hmain stop loss ko kbhi bhi ingnor nahi karna chahye jub hum stop loss k bigair trading karty hain tu hmain loss hony se account wash ho jta hai

    1: stop loss se hum apny account ko wash hony se bacha skty hain

    2: hmari trading main risk ka factor kam hota hai

    3: or jub hum apni trdaing main stop loss ko trdaing main use karty hain tu hmain loss bhi kam se kam hota hai

    4: money mangemnt k sath trading ki ja skti hai
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : forex mai hamary account ka safegurad stop loss hain

      Stop loss

      Stop loss tool ko me account protect tool samjta hon hamary bahot zeyda loss ki waja stop loss use na karna hi hota hay, terminal me esy useful tools trading me risk ko kam karny key ley banaye jaty hey agar ham esy tools ko use karna zarori nahi samjy gey to nuksan hamara hi ho sakta hay, minimum loss jo key stop loss ki waja se hota hay es ko recover asaan hota hay magar jo big loss stop loss use na karny ki waja se hamy trading me ho jata hay es ko recover karna hamary ley bahot mushkil ho sakta hay, stop loss ko apny har order me hi use karna ho ga es se account ki safety ho jati hay aur es ka effect hamari trading par be bahot zeyda ho sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : forex mai hamary account ka safegurad stop loss hain

        G ha dear ye to sahe hai k hum ne agar ais market mai safe ho k kaam karna hai to hum ko ais market mai apni her trade k sath stop loss lagana chaye kun k agar hum ais market mai trade lagaty waqat stop loss lagye gay to market humry opposite jati hai to thory se loss mai humri trade close ho jati hai aor agar hum ais market mai stop loss use ni karty to market agar humry opposite jati hai to humra account safe ni hota aor aus se humra account wash bhi ho sakta hai agar hum ne lot bari use ki hai ya 4, 5 trades lagai ho gi to loss atna zayda ho jaye ga k jis se humra account wash ho jaye ga ais liay hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum ais market mai kamyab hona chaty hai to hum ko her trade k sath stop loss use karna chaye.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : forex mai hamary account ka safegurad stop loss hain

          Capital protect tool

          Stop loss tool ki ehmeyat account ki safety karny me bahot hi zeyda hay stop loss ko trading ka part samjna chaye aur koi be trade agar ham without stop loss key pace karty hey to bahot bahot zeyda risk le kar hi ye trades open karty hey, risk ko manage karny ka yahi tareeqa hay key stop loss laga dia jaye aur market ki movement par depend kar key es trade ko hold raka jaye, new traders ko har condition me ye stop loss faida hi de sakta hay agar trading expernice ki kami be ho per be stop loss use karny se account ki safety 100% ho jati hay aur ye trading ka 1 important rule be hay key profitable trading without stop loss key ya risk ko reduce karny key baghir impossible hay.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : forex mai hamary account ka safegurad stop loss hain

            Stop loss ka tool waqai mai traders kay accounts ka safeguard kehlanay ka haqq daar hai. Jab bhi trader apna order box open kertay hain tou stop loss ka option unhain milta hai aur samajhdaar trader wohi hotay hain jo stop loss ko her trade mai zarur set kertay hain. Kuch traders yeh samajhtay hain kay stop loss ki wajah say confirm loss hojatay hain tou unn traders ko yeh samajhnay ki zarurat hoti hai kay stop loss ko hamehsa apnay trading pair ya commodity ki price, spread, lot size aur apnay balance kay mutabiq set kerna chaiye iss Tarah stop loss kay hit inay kay chances Kamm say Kamm rehtay hain aur traders kay account balance ki limits kay under achi trade ker kay apni trade ko achi support di jaa sakti hai aur achi earnings ka wait kia jaa sakta hai

            اب آن لائن

            Working...
            X