jaiza : saber or patience ko sat sat tarje dy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : saber or patience ko sat sat tarje dy
    forex aik acha busiens hain hamy is mai loss ky bad saber karna ho ga or hamy patience ky mutabik kam karna ho ga pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik world wide business hain hum is mai part tim be kam kar sakty hain hum is mai full time ne kam kar sakty hain hum is mai mahnet kary gy to he hum paisa kama saky gy forex aik wasee business hain is ko samjna aik din ka kam nahi hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy los ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international busienss hain kuch log loss ky bad gabra kar forex ko cor dety hain inhy saber karna ho ga or forex ko corna nahi chahey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : saber or patience ko sat sat tarje dy

    g han ap ny bilkul sahi bat ki hai forex main basically har trador ka yahi maqsad hota hai k hum es main akmyb kesy ho skty hain or es main jub tak hmari mahnat nahi hoti hai hum kbhi bhi es main kamyab nahi ho skty hain tu hmain cahhye kamybhi k liye pahly hard work or mahnat ko tarjeh den or es bat ka saber rakhen k hum aik din zaor kamy hongy or hmain hona hai or aghr kyj arsa k bad he hum yah sochny lag jaen k hum abhi kamyb ho jaen tu hum aysa kbhi bhi nahi kar skty hain tu hmain pahy khud main tdaing ki skills ko strong krna chahye or jub hum skills ko strong kar lety hain tu he hum apni trading main kamyb ho skty hain or jub hum mahant se kamybhi ki try karty hain tu hmain aik din or jaldi he kamybhi mil jati hai
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : saber or patience ko sat sat tarje dy

      Trading me patience ki importance

      Trading me patience ki importance koch zeyda hi hoti hay, mostly trading me loss ki waja patience na karna hi hoti hay, market ko analysis karny me be patience ka jazba trader me majood hona chaye aur trades ko place karny me traders ko patience kar key trades open karny me jaldi nahi karni chaye, jo kamyabi traders ko patience ki trading me mil sakti hay esi kamyabi traders ko jald bazi ki trading me nahi mil sakti hay, traders ko ye bat samjni chaye key trading me jaldi karny ka nuksan hi hota hay aur ye be 1 mistake hi hoti hay jab traders market ko analysis karny me aur trades open karny me patience karny ko ignore karna start kar dety hey.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : saber or patience ko sat sat tarje dy

        Patience (sabar)

        Trading me patience different types ke ki jati hay, market ko watch karnya ka be benefit hota hay es ko be traders ki patience (sabar) ka name dia jata hay aur trades open na karny ki be jaldi traders ki patience hi hoti hay, es key sath market ko analysis karna aur market price ko reasonable points se buy ya sell karna be traders ki patience ka hi name hay, traders ki patience ye be hoti hay key agar us ko loss ho jaye to sabar se kam le kar loss ki recovery be us ko bahot faida de sakti hay, trading har type ki patience ka faida hi faida hay.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : saber or patience ko sat sat tarje dy

          Dear ais market mai ap ne dekha ho ga k ais market mai agar hum ne acha kaam karna hai to hum ko ais mai sabar k sath kaam karna chaye agar hum ais market mai jald bazi kary gay to ais mai hum ghaltian kary gay agar hum ais market mai sabar karty hai to hum ko ais market mai sabar k sath kaam karna chaye kun k agar humri trade loss mai jati hai to aus time hum ais mai sabar ni kary gay aor jald bazi se trade lagye gay to hum ko ais mai loss ho ga kun k agar hum ais mai loss ko recover karny k liay hum lot bahot hi bari use karty hai ais liay hum ko ais mai loss bahot zayda hota hai agar hum ais mai sabar k sath kaam karty hai to hum ko ais market mai dekhna chaye k hum ne ais mai kitna risk lena hai aor ais mai se kaisy paisa kamana hai.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : saber or patience ko sat sat tarje dy

            Ji han forex ek aisa kam hai ko kh worldwide faila hua hai aur log ismein bahut sa profit hasil kar rahe hain aur isko business ki tarah kam kar rahe hain isliye hamen loss bhi ho jata hai aur profit bhi ho jata hai agar hamare paas experience hai to hamen ismein achha profit isiliye hamen is mein sabse kam Lena chahie agar hamen is my lost Ho jata hai to hamen ismein sabar karna chahie motion mein aakar agali train nahin lagani chahie aur apne account ko sabhi ke sath small karna chahie aur agar Ham ismein knowledge karenge yah emotions mein a jaenge aur sabar nahin karenge to hamen ismein aur double ho sakta hai isliye hamen ismein patients ke sath time karna chahie aur aap to raat amir hone ka Na sochana chahie Bal ke aisa size mehnute karke aage badhana chahie
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : saber or patience ko sat sat tarje dy

              Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha m ap ki bt sy mutfiq hon forex aik bot bara or profitable business hy mgr ye hamy tbi profit dyta hy jb ham is m sbar karan patience sy kam lan forex m trading krty wakt jb kisi ko loss ho jata hy to sbar ni krty hamy sbar krna chaiy or jin mistakes ki wja sy loss hoa un sy sekhna chaiy k ham kasy in ko na dohra kr acha profit hasil Kar sakty han forex aik asa business hy jo kbi na bnd hony wala business hy ham is ko aik din m ni smj skty hamy chaiy aik acha timetable bna kr is m kam karan is m kam krny k liay hamy ghr sy bhr jany ki zrort b ni hoti ham ghr byth kr b easily is m kam kr skty han hamy jb start m forex m loss hota hy to ham ghbra kr tnsn m isy chor dyty han jb k hamy pak forum join kr k isy sekhna chaiy or phr dobara trading kr k successful hona chaiy
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : saber or patience ko sat sat tarje dy

                Assalaamu alaikum dostou may b aap sub ki baatou say agree kerta hu dunya k is jadeed dour may forex trading aik boht bara or profitable business hay jou pouri dunia may ho raha hay or log ismay kamiaab b ho rahay hay yay kabi na khatam honay wala business hay hamay chahiyay k jub ham forex trading join karay tou hamay iskay baaray may sai learning kerni chaiyay iskay baaray may seekhna chahiyay or kabi ghabraana nai chahiyay loss say aksar log tension may aaker business chor daytay hay wo zara b saber nai kertay hamay saber say kaam layna chahiyay or isbaat pay ghor karna chahiyay k hamay loss kis waja say aaya hay or ghalti say sabak seekhna chahiyay or ziada mehnat kerni chahiyay qk mehnat ka phal hamaysha meetha hota hay. Jou log is baat pay yaqeen rakhtay hay woi is baat ko samajh b sakay gay.
                Shukria
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : saber or patience ko sat sat tarje dy

                  Forex trading business Mein Kamyab hone ke liye Hamen Hamesha Shabar se kam lete Hue trail gane chahie aur kabhi bhi overtrading nahin Lagani chahie Kyunki overtraining se Hamen nuksan ho jata hai isiliye Lal Aaj Se Dur Rahana chahie aur koshish Karni chahie ke kam se kam bonus bhi mil jaaye to koi baat nahin isiliye kam profit mein bhi apni trade co close kar sakte hain is compared to apni Jyada profit ka vate kiya jaaye Kyunki sometime uncertainty ki vajah se Hamari trade laws Mein Chali Jaati Hai isiliye law se bachne ke liye Hamen Jyada profit ka vate nahin karna chahie aur Fauji apni trade co close Karke profit and kar dena chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : saber or patience ko sat sat tarje dy

                    Ji ap nay bil kul thek kaha hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading main agar dekha jay to success ziada easy nahi hay es kay liay bohat ziada mehnat ki zarorat hoti hay aor es kay liay traders ko Forex kay baray main bohat ziada knowledge hasil karna parta hay aor Forex ki learning complete karna parti hay aor learning kay bad demo pay practice bhi karna parti hay. Forex ki learning complete karnay kay bad traders jo first time trade open kar rahay hotay hain woh profit kay lalach main demo ko bhool jatay hain aor without patience jald bazi say trade open kar daitay hain jes say hota yeh hay k experience na honay ki wajah say woh pehli trade main hi kai mistakes kar jatay hain aor es taran un ko bohat loss ho jata hay baz dafa to loss ki wajah say un ka account bhi wash ho jata hay. Agar yahi traders sabar say kam laitay howay pehlay demo pay trading ki practice kartay howay acha experience hasil karain aor big experience kay sath trading karain to un ko kabhi bhi koi tension nahi hoti aor un ki kamyabi kay chances bhi barh jatay hain lehaza traders ko kabhi bhi jald bazi nahi karni chahiay aor sabar say kam laina chahiay.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : saber or patience ko sat sat tarje dy

                      g han friends hamesha kam main sabar se kam len kiyo hum apne patenice ko ko sambhal kr rakhen ge tu kam long term hojaega achi earning k liye seniors se mashwara zarori hai ounke threads or posts dekhe hume bohat kuch sekhne ko milta hai humari knowledge or experience gain hota hai nad hum apne sabar or patenice ko level kr k chalenge tu kamiyab business person ban jaen.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : saber or patience ko sat sat tarje dy

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                        forex aik acha busiens hain hamy is mai loss ky bad saber karna ho ga or hamy patience ky mutabik kam karna ho ga pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik world wide business hain hum is mai part tim be kam kar sakty hain hum is mai full time ne kam kar sakty hain hum is mai mahnet kary gy to he hum paisa kama saky gy forex aik wasee business hain is ko samjna aik din ka kam nahi hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy los ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international busienss hain kuch log loss ky bad gabra kar forex ko cor dety hain inhy saber karna ho ga or forex ko corna nahi chahey
                        Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading puri duniya m phala hua ha jis ki waja sy puri duniya sy traders is main kam karty han is ley humy proper analysis karny chae han or proper learning karni chae ha us k bad real account main trading start karni chae ha jab humy forex trading main trading karty huy loss ho jay to humy saber sy kam karna chae ha patience rakhna ho ga apni galti ko talash karna ho ga ta k hum apni galti ko dor kar sakeny is ki practice karny or apny knowledge main azafa karny or maximum profit hasil ho or jtna ap saber or patience sy kam karny gy to ap ko ziada profit ho sakta ha isi tahra jtni mehnat karny gy utny he ziada kamyab hon gy is ley humy ziada sy ziada ache earning karni ho ge agr forex trading main loss ho bi jay to saber or patience rakhna chae ha
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : saber or patience ko sat sat tarje dy

                          sbar or patience ko tarjeh kiya hy mn apko btata hon or forex mn ham ko iski kitni zarorat wo bhi apko btata hon members.
                          Ham kisi bhi kam mn. Jab jaldi krty hain to wo hmesha ghalt hi hota hy. Kehtu hain k jaldi ka kam shetaan ka. To jab ham forex mn bat kren to is mn apko boht zyada sbr krna chahye. Or krna bhi parta hy kisi achi lot ko khredny k liye or chi trade k milny k intzar mn. Or jahan tak bat hy patience ki to isko boltu hain bardasht krna. Agr hmen ik wqt mn loss ho jata hy to hamen dil ni chorna chahye k b kiya hogya hy or kiya hoga balky usko bardasht krna chahye or achy wqt ka intzaar kr k achi trade lga k recovery krni chahye. To jab tak ap sabr or patience sy kam ni len gy ap kamyab ni ho sakty.
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : saber or patience ko sat sat tarje dy

                            Patience aur sabar ka business mai bihat eham kirdaar hota hai. Koi bhi business bay Sabri aur jald baazi say kaamyab nahi ho sakta hai. Forex trading business mai bhi jitna ziada sabar aur patience ka muzahira kia jaey utna he faida bhi hota hai. Forex trading kertay huay Tarders ko aisay bihat say moqay miltay hain jinn mai traders ko Thora sa risk kay bohat acha profit ho sakta hai laikin aisay waqt mai he sabar aur patience ki practice kaam aati hai. Jab Tarders ko jald baazi ki bajaey patience say kaam lay kay faisla kerna hota hai. Forex trading mai ziada ter traders ko jald baazi aur bay Sabri ki wajah say bohat loss hojata hai kiyu kay Bay Sabri aur jald baazi mai traders aisay bihat say steps ignore ker daitay hain jo koi bhi trade open kernay kay liye bohat zaruri hain. Traders ko kisi bhi conditions mai sabar aur patience ko nahi chorna chaiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : saber or patience ko sat sat tarje dy

                              g han bhai jan ap ny jo bat ki hai bikul sahi ki hai main apki bat se sehamt krta hun forex trading main loss hony k bad sub he apny saber ko khtm kar dety hain mind main boht se baren laty hain jis ki wjah se un ko apni khud ki ability par dought hony la jata hai jub k aghr hum loss ko positively len tu hmain loss se boht kuj sikhny ko bhi milta hai or hum apni tradng ko bahtr karny main bhi asani hoti hai es liye hmain chahye k hum aghr chahty hain k hmary loss ki wjah hum khud na banen tu hmain apny kam main saber rahna hoga q k forex business main loss hona bhi yakini amal hai or profit bhi hota hai jahan hum profit ko bardasht karty hain wahan loss ko bhi karna chahye wesy bhi jub hmain loss hota hai tu hmari khud ki ability kitna enhance hony wali rahti hai es k bary main hmain achi trha pta chalta hai or hum mazeed so main achi trading karny k liye mahnat karty hain tu apny loss se sikhen kbhi bhi saber ka hath na jany den q k os se hmain kuj nhi mily ga kbhi bhi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X