markeet main har wakt koi na koi orders nai laitay rehna chaye..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    markeet main har wakt koi na koi orders nai laitay rehna chaye..
    dear maine daikha hay k bahut saray aisay bh traders hain jo har wakt isi try main rehtay hain k koi na koi orders lagatay rahain hamko aisi soch say kabhi bhi kaam nai krna chaye q k agar ham aisi soch say kaam karaingay to hamko markeet say knowledge kam aur lose ziada hota jayega yeh aik knowledge wala kaam hay is main hamko tab he entery laini chaye jub hamko hamara experience is baat ki iajazat day jub hamko achi confirmations milay ,agar ham orders pay order lagatay jayengay to ham jo kuch bhi earn karain gay wo sath sath lose main change hota chala jayega.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: markeet main har wakt koi na koi orders nai laitay rehna chaye..

    Forex mein hum sub kaam kertay hain achi income hasil kernay kay lye aur iss kay lye hum bahut zayada mehnat bhi kertay hain sub sae pahele tou hum forum per kaam kertay hain aur wahan sae bonus hasil ker kay hum trading kertay hain aur phir hum aise trading kertay hain kay bus trade per trade lagatay hain jub kay humain aisay hi her waqt trade nahin laga deni chahyea iss mein humain soch samajh ker kaam kerna chahyea forex mein trade laganay kay lye khoob soch samajh ker kaam kerain forex mein trade laganay mein kabhi jaldi na kerain jub bhi trade lagain tou market mein achi trade ka intezaar kerain aur jub humain market mein koi achi trade milay tou hum uss waqt market mein trade open kerain market mein jitna sabar sae kaam lain gay tou hum forex mein bhi utna hi zayada kamyab hoon gay sabar ka phal hamesha meetha hota hai
    • #3 Collapse

      Re: markeet main har wakt koi na koi orders nai laitay rehna chaye..

      G han agar Forex market open ho to zarori nahi hay key hamara trade be every time trade open kia jaye ya trade ko open hi raka jaye, jab be market me profit earn karny ka chance milta hay esi time hi trades place karny chaye, otherwise agar every time hi trade open raka jaye to es ka bahot hi zeyda nuksan be ho sakta hay es ko ham kabi be full time trading ka name nahi de sakty hey, full time traders be market ki movement par depend karty hey jes level se be esy traders ko profit earn karny ka chance milta hay traders ki koshish hoti hay key wo esi time hi trades ko open kar len, agar market profit earn karny key ley suitable na ho aur loss ka dar ho to market ko watch karna zeyda behtar hay.
      • #4 Collapse

        Re: markeet main har wakt koi na koi orders nai laitay rehna chaye..

        g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai forex trdaing main jub ap trading karty hain tu hmain chahye k hum aik he bar market ko achi trha se analysis kar k trading karen bar bar market ko chek karny se bhi ap confuse ho skty hain or apko kbhi bhi acha profit nahi milta es ki sub se bari wjha yah hoti hai k jub hum trdaing karty hain tu hmain aik he bar trade ko open karny k abad market ko chek karty rhna aik psychology hai tu yah he kam hmain depress bhi krta hai q k jub trdae loss main ja rahi hoti hai tab bhi hmain boht masla hota hai tu apko aghr forex main kamyab hona hai tu apko fresh mind ks ath trdaing karni chahye ta k apko ksi bhi trha ki koi pareshani na ho or ap apni trdaing ko achi trha se kar k acha profit gain kar skaen
        • #5 Collapse

          Re: markeet main har wakt koi na koi orders nai laitay rehna chaye..

          Forex trading business bohat patience or soch samajh kay kerna chaiye. Jab tak sabar or bardaasht say kaam lay kay trading nahi ki jaey gi uss waqt tak loss kay chances ziada or profit kay chances kamm hotay hain. Market ki movement bohat tezi say or achanak reverse hoti hai iss liye her waqt trade open kernay say kaafi traders nuqsaan uthatay hain. trade usi waqt open kerni chaiye jab market ki movement kisi aik side pay sell ya buy mai stable hojaey. Her waqt trade open kernay ka dusra nuqsaan ye hota hai kay real trading account ka balance apnay free margins or margins ko risk pay ker lia jata hai. agar ziada trades open ki jaey to margin bohat ziada use mai hota hai or thora sa loss bhi account kowash ker sakta hai or dobara loss ki recovery bohat mushkil ho jaati hai
          • #6 Collapse

            Re: markeet main har wakt koi na koi orders nai laitay rehna chaye..

            Assalamu Alaikum dear Forex members Forex Mein Ham Sab kam karte hain acchi income Hasil karne ke liye aur iske liye Ham bahut jyada mehnat Bhi Karte Hain Sab sy pahle To Ham forum per kam karte hain aur vahan se bonus Hasil Karke Ham trading karte hain aur FIR Ham Aise trading Karte Hain Ki bonus read portrayed Lagate Hain jabki Hamen aise hi Har Waqt Nahin Laga Deni chahie ismein Hamen Soch samajhkar kam karna chahie Forex military Lagane ke liye Khoob Soch samajhkar kam Karen Forex material Lagane Mein Kabhi jaldi na Karen Jab Bhi trade lagaen to market Mein acchi trade Ka Intezar Karen aur jab Ham main market Mein Koi achi trade Mile To Ham is Waqt market Mein trade open Karen market Mein Jitna Sabar se kam Milenge To Ham Forex mein bhi utna hi jyada Kamyab Honge Sabar ka fal Hamesha Meetha hota hai isliye Hamen kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie
            • #7 Collapse

              Re: markeet main har wakt koi na koi orders nai laitay rehna chaye..

              Ye to her trader ki apni trading strategy hoti hai k wo ais market mai kon si trade laga raha hai aor ais market mai wo kaisy kaam karta hai jo scalpers hai wo ais market mai zayda trades lagaty hai aor aus k sath wo ais market mai jab bhi trade lagaty hai to thora sa profit le k side par ho jaty hai magar ais market mai jo log long term par trade karty hai ya intraday trading kar rahy hoty hai wo ais market mai atny zayda orders ni lagaty ais market mai agar ap ko achi trade milti hai to ap aus par hi sirf trade lagye other wise aisy hi ais market mai risk kabi na ley agar ap jald bazi kary gay to ap ko ais market mai loss ho sakta hai aor ap ais market mai apna hi nuqsan kary gay ais liay aram se soch samjh k hi kaam kary.
              • #8 Collapse

                Re: markeet main har wakt koi na koi orders nai laitay rehna chaye..

                yes dear bilkul forex market order ko bar bar lainy say profit nahi milti hai aik acha trader wo he hota hai ju pehly market k achy level ka wait kary phir order lay aur acha order lainy k lea aik week bhi wait karna parta hai ju lalchi trader hoty hain wo yehi galti karty hain jab order na mil raha ho tu wo bgair kisi logic k trade laga daity hain jiss ki waja say unhain loss hota hai ager ap aik week wait kar k aik he achi trade pcik kar laity hain tu ap ko aik week ki earning mil jati hai is lea order wohi lain jiss main trade k win k chanses ziada houn warna ap tab tak trade na lain jab tak ap k pas achi logic na ho kyon k loss krwany say behtr ha kay ap trade he na karain ap ka capital tu save rahy ga forex main profit karna he nahi balky apny capital ko save rakhna bhi zrori hai.
                • #9 Collapse

                  Re: markeet main har wakt koi na koi orders nai laitay rehna chaye..

                  G han bilkul ye hamari mistake hi hoti hay ham zeyda profit earn karny key ley full time trading karny ki koshish karty hey aur every time ham trades open rakna zarori be samjty hey trading ka ye tareeqa bilkul ghalat hay, jab tak app nahi samajty key market profit earn karny key ley suitable hay be ya nahi to us time tak app ko koi be trade open karny ka decision nahi lena chaye, agar app market ki condition aur analysis se ye andaza lagaty ho key market me trade open karny se app ko loss ho sakta hay to ye zarori nahi key app es condition me be trade open karo agar trade app 5 days tak be open nahi karty to ye app key ley loss se acha hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: markeet main har wakt koi na koi orders nai laitay rehna chaye..

                    Experience trader aur un experience trader mein ye hi fark hota hy k experience trader apne experience k mutabik market ko dekh kar samjh kar aur analysis kar k market ka wait kar k sabar se jab market ki movement ko samjh jatay han tu trade open kartay han aur market se profit hasil kar k market se out ho jatay han aur phr market ka wait kartay han aur jab koi trade milti hy tu hi trade open kartay han aur Jo log un experience hotay wo is traha nhi kartay aur trade par trade open kartay han aur is traha un ka loss ziada hota jata hy aur lot size bhi ziada ho jata hy aur phr account hi wash ho jata hy hum ko is mein ziada se ziada mehnat karni cahaiye aur experience hasil karna cahaiye tab hi trade open karni cahaiye aur market ka wait kar k trading karni cahaiye trade par trade open nhi karni cahaiye
                    • #11 Collapse

                      Re: markeet main har wakt koi na koi orders nai laitay rehna chaye..

                      Forex ke market mai har time per he kisi na kisi type ke trading ke opurtuniteis majood hoti hain kion ke forex ke market b 24 hours open rehti hai .
                      lakin iss ka yeh matlab nai hota hai ke traders har time per iss baat ko apny oper lazmi kar lain ke iss mai har time he trading karna hai.
                      Forex trading mai har time per app ko oppurtunies zaroor nazar ayien ge lakin trading ke liye apni trading strategy ko follow karna bohot zaroori hai . ager ap apni trading ke strategy kay mutabiq he oppurtuniees per kam karin aur sirf in mai he trading karin tu yeh baat he zaida tar traders kay liye behtreen rehti hai . bar bar ke trading karny mai loss aur spread pay karny ke siwa kuch b hasil nai hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: markeet main har wakt koi na koi orders nai laitay rehna chaye..

                        jee han apki baat bilkul thek hai kay hamen har wakt koi na koi order nahi lgaty rahna chaea or na he order lga kar bar bar usy close karnai ha chaea kyun kay yei sab kam tab hota hai jab hamry pas knowledge bohat kam hota hai forex main ham tab tak aik achay trader ki tra kam nahi kar sakty hain jab tak hamry pas iska full experience or knowledge na ho i lea hamen isko karnay say pahly iska experience laina chaea market ki movement ko smajhna cahea phir ja kay hamen trades lagani or koi bhe trade ho confrm trade lgaain kabhe kbhi bhe orders pay orders nahi lganay chaea yhi chezen hmary loss ke wja banti hain is laea hamen forex ko karnay say pahly usko ache tara samjh laina chaea uskay bary main extra knowledge rakhna cheaa ta kay hamen trading karty hoy loss ko face na karna pary
                        • #13 Collapse

                          Re: markeet main har wakt koi na koi orders nai laitay rehna chaye..

                          Forex mein hum sub kaam kertay hain achi income hasil kernay kay lye aur iss kay lye hum bahut zayada mehnat bhi kertay hain sub sae pahele tou hum forum per kaam kertay hain aur wahan sae bonus hasil ker kay hum trading kertay hain aur phir hum aise trading kertay hain kay bus trade per trade lagatay hain jub kay humain aisay hi her waqt trade nahin laga deni chahyea iss mein humain soch samajh ker kaam kerna chahyea forex mein trade laganay kay lye khoob soch samajh ker kaam kerain forex mein trade laganay mein kabhi jaldi na kerain jub bhi trade lagain tou market mein achi trade ka intezaar kerain aur jub humain market mein koi achi trade milay tou hum uss waqt market mein trade open kerain market mein jitna sabar sae kaam lain gay tou hum forex mein bhi utna hi zayada kamyab hoon gay Jo log un experience hotay wo is traha nhi kartay aur trade par trade open kartay han aur is traha un ka loss ziada hota jata hy aur lot size bhi ziada ho jata hy aur phr account hi wash ho jata hy hum ko is mein ziada se ziada mehnat karni cahaiye aur experience hasil karna cahaiye tab hi trade open karni cahaiye aur market ka wait kar k trading karni cahaiye trade par trade open nhi karni cahaiye.
                          • #14 Collapse

                            Re: markeet main har wakt koi na koi orders nai laitay rehna chaye..

                            Ji Bhai Agar aapke pass investment Nahin bhi hai to aap Logon Ko demo account mein practis Karte Rahana chahie Is Tarah Se aapka knowledge Jyada Se Jyada increase hoga aur aapko bahut hi jyada fayda Hoga isliye aap log demo account per bhi practice karte hain sath sath
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: markeet main har wakt koi na koi orders nai laitay rehna chaye..

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                              dear maine daikha hay k bahut saray aisay bh traders hain jo har wakt isi try main rehtay hain k koi na koi orders lagatay rahain hamko aisi soch say kabhi bhi kaam nai krna chaye q k agar ham aisi soch say kaam karaingay to hamko markeet say knowledge kam aur lose ziada hota jayega yeh aik knowledge wala kaam hay is main hamko tab he entery laini chaye jub hamko hamara experience is baat ki iajazat day jub hamko achi confirmations milay ,agar ham orders pay order lagatay jayengay to ham jo kuch bhi earn karain gay wo sath sath lose main change hota chala jayega.
                              Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main humy ziada sy ziada waqat learning or practice karni chae ha par har waqat trade open ni karni chae ha balky proper analysis karny seekeny chae han us k mutabiq trading karni chae ha ta k hum kamyab ho sakeny har waqat trading sy humy loss ho sakta ha jab k humy proper money management or risk management sy trading kar k ziada profit hasil kar sakty han jtna knowledge or experience ziada ho ga jtna he behtar hum trading kar k ache earning kar sakeny gy forex trading main jab ache candle ya confirm signal milny to he hum kamyab ho sakty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X