Jaiza: bigger leverage size bigger profit potential
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: bigger leverage size bigger profit potential
    Bigger leverage size bigger profit potential

    Broker bigger aur higher leverage size ki facility provide karty hey es ka faida investors ko ye hota hay key wo es bigger leverage size key base par bigger profit potential ka advantage hasil kar sakty hey agar higher aur bigger leverage size select karty hey to un ko trading margin bahot zeyda mil jata hay esi waja se traders bigger profit earn karny ki position me a sakty hey, koch traders ye be samjty hey key bigger leverage size key base par trading karny ko risky samjty hey risk ka taluq kabi be leverage size se nahi hota, app lot size key key base par risk ko aur loss ko reduce kar sakty ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: bigger leverage size bigger profit potential

    Big Leverage size faida mand experts ky leay nuqsan deh learning members ky leay
    Dear members Assalamualaikum
    Forex trading market business ap sub ko maloom hai ky bahot he zeyada risky hai is ma kisi ko koi surety nhi hoti ky market kdr jay gi kahan tk jay gi sub ky maafruzy hoty hain ky market yahan tk gai to wahan tk ja skti etc
    Professional traders aor expert investors market ma entry point ka wait krty hain aor risk ko manage krty hain manage krny ka simply matlb yeh hota hai ky support aor resistance py strategy bna ky stoploss lga dety hain is chez ko mind ma rakhty huy apko kam krna chye
    Leverage agr expert professionals ki zeyada ho to wo to market sy strategy aor management sy faida utha ky side py ho jain gay lkn yeh big leverage size aik neem hakeem ya learning member ki ho wo full lot size lgana ky beth jay management ki na ho ya management ki bhi ho to ghalat ki ho to phr loss kis ka zeyada hua faida kis ko hua lehaza apko learning stage py leverage size minimum rakhna chye revenge ma big leverage option use na kro
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: bigger leverage size bigger profit potential

      Forex mein her ba day ka dil tou kerta hai kay woh bhi forex sae bari bari income hasil keray lakin iss mein kamyab nahin ho pata lakh jatan kerta hai lakin ussay loss ho jata hai zayada profit hasil kernay kay chakar mein leverage size ko bara rakhta hai ta kay bari trade laga kay bara profit hasil ker sakay lakin uss sae bhi loss ho jata hai tou aap ko chahyea kay aap leverage size ko na charain woh broker nay aap ko bonus account per 1:50 ka dya hai tou bahut zabardast dya hai iss sae aap ka account safe rehta hai agar leverage size bara ho ga tou aap bari trade lagain gay aur aap ka account jaldi wash ho jaye ga iss lye aap ko chahyea kay aap kam leverage walay account per choti trades kerain aur lalach mein na perain kay aik hi dada sara profit hasil ker lain thora thora ker kay hasil kerain gay tou zayada ho hi jaye ga iss lye mehnat sae aur soch samajh ker kaam kerain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: bigger leverage size bigger profit potential

        forex mai jab hum amount invest karty hain to hamy is py leverage lagane hote hain hamy soch samj kar leverage lagane ho ge q ky agar hum sy aik be mistake ho ge to hamy loss ho jy ga hamara account banned ho jy ga is mai market ka balm nahi ho ga forex aik wasee business hain is mai leverage ke bohat value hain hamy km capital py km leverage ka istmal karna ho ha or hamy zada leverage ko zada capital py istmal karna ho ga pher he hum market mai run kr saky gy or hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik wasee busines hian is mai hum apny boss ap he hoty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: bigger leverage size bigger profit potential

          forex aik unique business hain is mai leverage ke bohat value hain hamy over leverage nahi lagane chahey pher he hum loss sy bachty hain forex aik international business hain hum is mai mahnet sy or lagan sy kam karna chatey hain forex mai job less mans be kam kar sakty hain hm gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik unique business hain is mai jo traders leverage ko ignore kar dety hain inhy kuch be hasial nahi ho ga forex ko samjna aik din ka kam nahi hain agar hum is mai jald baze mai kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: bigger leverage size bigger profit potential

            big leverage size ko me 1 trading key ley facility samjta hon jo key hamari investment par ham trading margin (loan) limit ko increase kar deta hay, bigger leverage size key key base par big profit potential limit aur average me ezafa kia ja sakta hay, small leverage size key base par ham limited trades hi open kar sakty hey magar jab ham bigger leverage size ka intekhab karty hey to zeyda trades aur zeyda lot size ka advantage hamy hasil ho jata hay, loss ko recover karny me be bigger leverage size important role play karta hay, leverage size se ham loss ko control nahi kar sakty es ley small leverage size ka intekhab hamari ghalti ho sakti hay.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: bigger leverage size bigger profit potential

              dear apki baat apk experience ki had tak theek hay magar jin traders k pass ap jaisa experience nai hay unk liye big leverages say kaam krna bahut he dangerous hay aur ziada lose honay ka khatra hay is liye hamko kam say kam he leverages say kaam krna sab say ziada better hay q k hamaray pass jitna bhi acha knowledge aur experience hoga lose to hamko tb bhi hoga aur agar hamko lose kisi big leverages say hoga to zahir hay k hamari lots bhi ziada honge aur ham zaida say ziada lose say do chaar hongay jo hamaaray liye kisi khatray say kam nai hoga is apka experience apko mubarak laikin mairay khayal say hamko kisi bhi surat main big leverage say kabhi kaam nai krna chaye markeet main koi bhi aisa traders nai hay jo markeet main har haal main 100 percent har trade main win krta jaye.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: bigger leverage size bigger profit potential

                g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai or main apki bat se sehamt krta hun forex trdaing main broker ny hmain boht he azberdast facility di hai leverage ki jis main hum apni marzi se leverage set kar skty hain or faida otha skty hain mostly tradors ko yah lgta hai k wo highlverage ko mange ahi kar skty hain apni tdaing main jub k aghr hum soch smjh kar or achi trha anlysis kar k apni trdaing main highlverage k sath trdaing karen tu hum apni trdaing main boht he acha profot gain kar skty hain q k jub hum apni trading main kam lverage set karty hain tu hmain kam he proft milta hai jub k zyda leverge se trdaing karny se hmain profit bhi zda he milta hai tu hmain apni trdaing ko apny expiernce ki base par karna chahye jis main na tu hmain zayda loss ho or na he hmari trdaing main risk zada ho
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: bigger leverage size bigger profit potential

                  Lalach traders Ki Sabse Badi mistake hai traders Jab Lalan to traders ka profit loss Mein change ho jata hai isliye traders ko chahie ki trading karte hue Hamesha reasonable profit banaen aur Jyada profit banane ki grid na Karen is loss ke chances badh Jaate Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: bigger leverage size bigger profit potential

                    Zeyada leverage ky faidy aor nuqsanat
                    Faidy

                    dear forum members Asalamoalikum
                    zeyada leverage ky jahan faidy hain wahan nuqsanat bhi haj big leverage size sy apko zeyada margin facility milti hai aor ap jub trade lgaty ho to apko mazeed trades lgany ka option mojood hota hai ap thory waqat ma big lot size sy zeyada profit hasil kr skty ho
                    members apko trading knowledge aor experience bhi hona chue apko trading chart py support and resistance py kam krna chye technical analysis ky mutabiq leverage ko manage krna chye
                    Nuqsanat zeyada leverage rakhny ky
                    members jahan humen zeyada leverage rqkhny ky faidy hain wahan nuqsanat bhi hain maslan apko loss bahot zeyada hp skta hai keun ky ap ny risk zeyada lea hua hai management ma lack aa gia hai aor ap ny lot size maximum rakh lea hai lehaaza apko forex trading market ma expert bnana chye proper planning krni chye phr market ma kam krna chye
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: bigger leverage size bigger profit potential

                      Forex trading ko join karny waly new traders b iss baat kobari achi tarh say understand karty hain ke ager woh trading mai ziada risk lain tu phir profit ziada ho jata ha , lakin loss ke soratmai phir loss b ziada ho jata hai. iss liye yeh decision laina k khab kitna risk laina hai yeh traders per kafi ziada depend karta hai .
                      Kehnay mai tu yeh bari achi baat lagti hai ke app bari lot size say risk lay kar trading Karin tu phir profit ziada hota hai. lakin forex trading mai masla yeh hai ke iss mai profit aur loss dono sath sath chalty hain , iss liye traders ko inn dono ko zaroor consider karna hota hai . iss liye traders ko apny risk ko b apny money management plan kay hisab say use karna chaiye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: bigger leverage size bigger profit potential

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                        Jaiza: bigger leverage size bigger profit potential<br />Bigger leverage size bigger profit potential<br /><br />Broker bigger aur higher leverage size ki facility provide karty hey es ka faida investors ko ye hota hay key wo es bigger leverage size key base par bigger profit potential ka advantage hasil kar sakty hey agar higher aur bigger leverage size select karty hey to un ko trading margin bahot zeyda mil jata hay esi waja se traders bigger profit earn karny ki position me a sakty hey, koch traders ye be samjty hey key bigger leverage size key base par trading karny ko risky samjty hey risk ka taluq kabi be leverage size se nahi hota, app lot size key key base par risk ko aur loss ko reduce kar sakty ho.
                        Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. es baray main main yeh kehna chahon ga k agar traders kay pas Forex trading ka best and complete knowledge ho ga aor un kay pas Forex ka full experience ho ga to woh Forex trading ko play karna achi taran jantay hon gay aor un ko Forex trading main kamyabi hasil karna aor loss say bachna and profit hasil karna yeh sab aata ho ga woh Forex main leverage and margin kay baray main bhi jantay hon gay mray khial main to sab say pehlay yeh janana zarori hay k leverage hay kia.
                        Leverage
                        Aam tor pay Forex trading market main trading karna har aik kay liay easy nahi hay kun k is main aik lot pay trade karnay kay liay 10,0000$ ki zarorat hoti hay jo k har aik kay bas ki bat nahi hay lakin traders ko kam investment say trading karnay kay liay broker leveeage ki saholat daiata hay leverage main yeh hota hay k trader 50$ say 2500$ ki trade open kar saktay hain aor 500$ say 25000$ trade open kar saktay hain is main yeh hota hay k jab ham kisi currency ko buy ya sell karnay ka order datay hain to us kay liay hamain kuch investment margin kay tor par apnay trading account main rakhna hoti hay aor jo baqi amount trading kay liay need hoti hay woh broker borrow money kay tor pay invest kar data hay aor jab trader profit earn karnay kay bad trade close karta hay to profit+margin trader kay account main chala jata hay aor jo amount broker nay as a loan invest ki thi woh broker wapis lay laita hay bigger leverage say trader kam balance yehni margin ki soorat main bhi kai order laga sakta hay aor bigger profit bhi earn kar sakta hay bigger leverage say agar ziada faida hasil hota hay to is say nuqsan bhi ho sakta hay aor yeh trader ka bohat jald account bhi wash kar sakti hay khas kar us condition main jab trader ka account balance kam ho yehni margin kam ho aor trader ko Forex main koi ziada experience bhi na ho to jab k small investment ki soorat main small leverage laganay say profit to kam ho ga lakin is main success kay chances ziada hotay hain leverage ko understand karnay kay liay kuch pics darj zail hain
                        Click image for larger version

Name:	margin-vs-leverage.png
Views:	4
Size:	9.7 کلوبائٹ
ID:	12322900Click image for larger version

Name:	Leverage -2.jpg
Views:	3
Size:	625.2 کلوبائٹ
ID:	12322901Click image for larger version

Name:	Leverage -1.jpg
Views:	2
Size:	199.4 کلوبائٹ
ID:	12322902
                        منسلک شدہ فائلیں
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: bigger leverage size bigger profit potential

                          Yes dear ye to ap ne sahe kaha hai k jab hum ais market mai leverage zayda use karty hai to aus time hum ko ais mai profit bhi zayda hi hota hai kun k humry pass jab zayda leverage ho gi to aus time hum ais market mai bari lot laga sakty hai jis se humra margin kam use ho ga aor hum aus par asani se acha profit bana sakty hai aor ais ka aik aor faida hai k hum agar choti lot laga k trade kar rahy ho aor humri trades loss mai jaye to aus time humry pass free margin zayda ho ga aor aus time hum aik bari lot laga k asani se apna loss recover kar sakty hai aor ais market mai acha profit bana sakty hai magar ais mai hum ko ye dekhna parta hai k hum jo lot laga rahy hai wo kis cheaz ko dekh k laga rahy hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: bigger leverage size bigger profit potential

                            Ham Sab Logon Ko leverage kam se kam rakhni chahie jitni kam leverage Hogi itna hi jyada Hamare liye fayda hota hai jitni Kamle bhej Hoti Hai Itna kam Ham Logon Ko loss hota hai isliye leverage kam se kam rakhni chahie iska bahut hi jyada fayda Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: bigger leverage size bigger profit potential

                              Forex trading business bahut hi profitable business hai agar Ham Jyada aur Jyada average per trade order Lag Jaaye To Hamen Achcha profit Hasil ho sakta hai Hira leverage Lagane ke liye Hamen Hamare Paas knowledge experience Ka Hona bahut jaruri hai bagair knowledge experience ke Hamen Kabhi Bhi Zyada risk Nahin Lena chahie aur koshish Karni chahie ki Ham kam Rishte Achcha profit Hasil Karen Kitna Jyada Ham investment karte hain utna Jyada Hamesha profit hota hai Jitna Jyada mis karte hain utna Jyada Hamesha profit per Milta hai agar Ham Apne Ko exact right trade lagaen to otherwise Hamen Jyada risk pay loss ka Samna karna pad sakta hai isiliye koshish karen ki risk Lene se pahle Khud Ko improve Karen aur apni skills and knowledge ko increase karne ki koshish karen Shukriya...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X