jaiza : jin traders ka greed katem nahi hota wo target sy over kam na kary
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : jin traders ka greed katem nahi hota wo target sy over kam na kary
    agar hum forex mai greed ko katem karna chatey hain to hamy target sy over kam nahi karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai poor mans or job les mans be kam kar sakty hain hum is mai agar mahnet sy kam kary gy to hamy acha bonus mily ga forex ak wasee business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy acha knowledge or exprience gain karna ho ga hamy market ky rules ko folow kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum kam kar ky paisa kama saky gy forex mai job less mans or poor mans or students or house wife's be kam kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : jin traders ka greed katem nahi hota wo target sy over kam na kary

    Traders trading karte hue different style use karte hain Kuchh credit score scalping karna pasand hai scalping trading ki vah strategy Hai Jisme traders Sambhal profit Banakar apni trade ko cut kar dete hain aur bahut se traders long term trading karte hain Iske alava Kuchh traders short term trading day Karte Hain Har trader Apne experience ke hisab se trading karta hai
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : jin traders ka greed katem nahi hota wo target sy over kam na kary

      Dear jab ap ais market mai greedy ho k kaam karty hai to ap ais market mai apna hi loss karty hai kun k ap ais mai jo bhi trade dekhy gay ap aus par lot bari lagye gay jis par agar ap ko profit ho jaye to sahe hai warna loss ki surart mai ap ka account bhi wash ho sakta hai ais liay hum ko ais mai kabi greedy ni hona chaye ais market mai agar ap risk zayda lety hai to ap ko hi ais mai loss hota hai agar ap ka daily ka target pora ho gia hai to aus k baad ap market mai trade na hi kary kun k ais market mai jab ap trade karty hai to ap ko ais market mai ye pata hona chaye k ap ais market mai over trading se apna account phansa sakty hai jo ap k liay bahot hi dangerious ho sakta hai ais liay soch k trades lagye.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : jin traders ka greed katem nahi hota wo target sy over kam na kary

        Kesi be condition me target se over profit earn karny key ley market me trading work nahi karna chaye es ka nuksan bahot zeyda aur benefit kam hota hay, agar hamara target complete ho jata hay to next day ki trading ka hamy sochna chaye aur es din agar hamy trade open karny key ley market me good price mil sakti hay ya market es had tak higher level par ya deep level par ponch jata hay jes se ham profit zeyda earn kar sakty hey to per profit target se zeyda be agar trading work ki jaye ya zeyda profit earn karny key ley risk le leya jaye to es ka nuksan nahi hay.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : jin traders ka greed katem nahi hota wo target sy over kam na kary

          Ham Sab Logon Ko market Mein lalach Nahin Karni chahie Agar Ham sab log market Mein lalach Karenge To Ham Sab Logon Ko iska bahut hi jyada nuksan Hoga Ham Sab Logon Ko Soch samajhkar trading Karni chahie Agar Ham Logon Ko Achcha program cancel karna hai to
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : jin traders ka greed katem nahi hota wo target sy over kam na kary

            Jo traders greed ko control nahi kar sakty un ko chaye key wo profit target ko zaror set karen, aur ye be traders ko rule bana lena chaye key jes time me us ka profit target achieve ho jaye to es se zeyda ki na to trading karen aur na hi zeyda profit earn karny ka lalach karen, greed ko agar control kia ja sakta hay to profit target set karny se hi control kia ja sakta hay,

            other koi be esa tool ya trading technique nahi hay jes key base par greed ka ya emotions ko control kia ja saky, profit target set karny se traders ko 2 benefits ho sakty hey greed be traders nahi kar saken gey aur traders emotional be nahi hon gey.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : jin traders ka greed katem nahi hota wo target sy over kam na kary

              Bilkol dear apki bat bilkol thik hai forex ek bohat hi risky business hai ziyda risk lyNa hi nai chahye forex may agr hum greed ko khtam nahi jar sakty tu koshish karni chahye Kay hum target say hat Kay over trade na lagain Kyun Kay yah bohat naqsandar hota hai humain chahye Kay hum target Kay andr andr rah Kay trade karain or loss say bache ki huMsha koshish karain ta Kay humra profit loss say save raha over greed bohat risky or buri BaT hai jo traders ziyda greed may akar trade lagty hain or profit Kay Chakro may risk ko ignore karty hain ase trader loss uthty hain or yah loss bohat muskil say recover hota hai forex trading business ek asa business hai jis say hum apni life style ko change kar sakty hain gar bathy bathy is liye forex may achi earning Kay liye great say dOr rahna chahye or koshish karni chahye Kay hardwork kar Kay forex Kay business ko samja jiye or Phir earning Kay liye trade lagai jiye target set karty hoe 50% traders Loss uthty hain over trade laga Kay is liye hir trader ko chahye k wo kam profit may hi sabar karain or lalach say dOr rahain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : jin traders ka greed katem nahi hota wo target sy over kam na kary

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                agar hum forex mai greed ko katem karna chatey hain to hamy target sy over kam nahi karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai poor mans or job les mans be kam kar sakty hain hum is mai agar mahnet sy kam kary gy to hamy acha bonus mily ga forex ak wasee business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy acha knowledge or exprience gain karna ho ga hamy market ky rules ko folow kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum kam kar ky paisa kama saky gy forex mai job less mans or poor mans or students or house wife's be kam kar sakty hain
                As-salamu alaykum aapki baat bilkul theek hai Forex trading business mein laalach bahut hi jaldi a jata hai aur bahut Sare members Aise Bhi Hain jinko ise Khatam karne mein bahut pareshani hoti hai isliye unhen Apna daily basis ka ek earning target banaa Lena chahie Agar utna profit Hasil Ho Jaaye to unhen apne aap ko control karna chahie aur next trade Nahin Lagani chahie Usi mein khush Rahana chahie Kyunki agar aap 10 dollar daily basis ke Hasil kar lete hain to vah Pakistani 1500 rupees bante Hain Jo ki ek acchi amount hai
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : jin traders ka greed katem nahi hota wo target sy over kam na kary

                  yes dear brother ap ney bohut he achi bat kahi hai ju forex main bohut ziada lallch karta hai uss ko chaheay apna aik plan ready akrain jiss main wo daily ka apna target set karain aur ager daily ka 10 doller target hai tu us chaheay ky 10 doller earn karny ky bad wo trade na open karay koi bhi iss tara say wo over trade karny ki wajah say lallch main ata ha jiss ki wajah say uss ka profit bhi zaya ho jata hai aur ju uss ka capital hota hai wo bhi lose ho jata hai forex main ju log plan ky stah kam karty hain wohi kamyab rehty hain ap nay aksar dekha ho ga ky bohut sary senior trader plan ko bohut ziada focus karty hain wo iss lea kerty hain ky uss plan main chand rules bana kar midn main rkahty hain aur phir usi pay datty rehty hain jiss say un ko succcess bhi milti hai hamin bhi ager plan pay focus karna ajay tu ham bhi forex main success ho sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : jin traders ka greed katem nahi hota wo target sy over kam na kary

                    Forex trading mai traders agar apna daily aur weekly trading ka target bana lain aur phir sirf usi kay mutabiq trade kertay rahey tou unhain apnay uper kaafi control ho jata hai. Greed aur laalach ko control kernay ka bahtreen tareeka trading ka target bana laina hai. Jaisay he unki trades target pay pohanchay uss kay baad mazid trades open nahi karain. Sirf iss aik baat say he laalach aur greed control ho jata hai. Targets 2 tarah kay ho saktay hain. Aik tou profit ka target banaya jaa sakta hai aur dusra target total daily ya weekly trades ka ho sakta hai. Target bana kay kaam karain aur apnay target say over kabhi bhi nahi jaey takay ghaltiaa nahi ho. Greed aur jald baazi aur over trading bohat loss ka sabab ban jatey hain
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : jin traders ka greed katem nahi hota wo target sy over kam na kary

                      g han bhae jan ap ki bat thek hai forex main greed ka apne mind main ajana aik aam see bat hai mager forex main greed ko apne uper swar kar laina aik bohat he nuksan day sabit hota hai greed har trader ky mind main hota hai mager esko sahi time main sahi jaga istmal karny say he ap ko faida milta hai jab ap ko lagy ky ap full confidence main hain aur ab aik percent bhi chances nahi hai market ka ap ky order kly khilaf jany ka tab ap thora say risk lay saktey hain mager ap ko yeh yad hona chaheay ky ju bhi ap risk lain wo money mangement ky hisab sy hona chaheay aur lalch karny say pehly iss bat ka bhi apne midn main khyal rakhna chaheay ky es market main 100 percent kuch bhi nahi hota aur na he koi es main 100 % success ho saka hai es lea behter hota hai ky ap greed karny ki bjay apna aik target bana kar kam karain phir he ap ka greed kam ho sakta warna greed karna say 99 % loss he samny ata ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : jin traders ka greed katem nahi hota wo target sy over kam na kary

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                        agar hum forex mai greed ko katem karna chatey hain to hamy target sy over kam nahi karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai poor mans or job les mans be kam kar sakty hain hum is mai agar mahnet sy kam kary gy to hamy acha bonus mily ga forex ak wasee business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy acha knowledge or exprience gain karna ho ga hamy market ky rules ko folow kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum kam kar ky paisa kama saky gy forex mai job less mans or poor mans or students or house wife's be kam kar sakty hain
                        Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy forex trading main agr ham lalich ko khatam karna chahty han to hamy apny knowledge or experience ko maximum karna ho ga jis k ley humy ziada sy ziada learning karni ho ge or sath main humy demo account main proper practice karni ho ge real account samj k or demo account ka balance bi kam sy kam rakhna ho ga or jis sy hum sahe real account ki tahra trading kar k forex market ache tahra samj sakeny gy or is tahra hum ache sy ache trading kar k apni earning ziada kar sakeny or apna traget easily achive karny gy or jab traget achive ho jay to humy lalich ni karni ha proper analysis k bad trading karni ha or lalich bilkal ni karni ha
                        Last edited by ; 07-11-2019, 02:52 AM. وجہ: Chota post ho gea tha
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : jin traders ka greed katem nahi hota wo target sy over kam na kary

                          Dear friend forex aik behad risky business hy is m greed ki koi gunjaish ni hr trader kbi na kbi lazmi greed krta hy hamy greed ko apny kam sy khatam karna chaey is k leay hamy achy targets bnany zrori hoty han or jo target ham bnaty han us k mutabiq trading karni chaey q k is sy over ho kr trading karan gy to hamy loss ho ga hamy apny targets sy ziada kam ni karna chaey q k phr wo lalich m a jata hy hamy choti trades open kar k thora thora profit hasil karna chaey jitni bari trade ham open kr k ziada fayda hasil karna chahta han utna hi bara hamy loss b hota hy is leay hamy lalich sy bach kr trading karni chaey forex aik behad famous business hy is m hamy ziada mehnat achy knowledge or achi earning ki zrort hoti hy
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : jin traders ka greed katem nahi hota wo target sy over kam na kary

                            g han asa he apni greed ko khatm karny ky lea hmay jiss chez ki need hoti hai wo hamra target level hota hai forex market main ap ko aik target bna kar kam karna chaheya jab bhi ap ka target ora ho jay tu ap ko again trade nahi lainai chaheay ager ap gain trade karain gay tu wo ap lalch main aker karian gay jiss say ap ka rules khra o ga aur ap over trade kar ky apna he nuksan kar lain gay forex main asy bohut sary trader dkehy hain ju profit kar laity hain mager usn say apna profit sambhala he nahi jata ha kyo n ky apna profit opver trade kar ky kharab kar daity hain jiss waja sy unka profit loss main convert ho jata hai es lea ham ko over trade say bachna chahea.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : jin traders ka greed katem nahi hota wo target sy over kam na kary

                              g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main ap ki bat se sehamat krta hun forex trading main jo log greed karty hain wo kbhi bhi kamyab nahi hoty hain es liye kbhi bhi apni trading main lalach ko na any den lalach karny se hum na tu achi eraning kar skty hain or na he loss ko control nahi karty hain es liye apny kam ko miyari karny k liye hmain apny lalah ko khtm akrna hoga lalach se humain jo kuj mila hota hai w bhi hum se nahi rah jata hai tu apny kam k miyar ko bahtr bnaen aghr ap kamayb hona chahty hain r jo mamber laalch karty hain wo kbhi bhi zyda kam na karen q k jub wo zyda se zyda ki tarf jaty hain tu zyda loss ko face karty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X