jaiza : over clever traders ka forex mai anjam ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : over clever traders ka forex mai anjam ?
    forex mai jo traders over clever ho ky kam kary gy to inhy loss ho jata hain is mai market ka balm nahi hota forex aik acha busienss hain hamy is mai confidence ky sat kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hm is mai mahnet kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik wasee busienss hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex jasa koi or business nahi hain yai hamy learning be deta hai or hamy earning be deta hain forex aik world wide business hain yai students or poor mans or job less mans ky liye best job hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : over clever traders ka forex mai anjam ?

    dear forex markeet main kaam krnay ka aik apna he andaaz hay aur apna he mukaam hay jo banda is main over clevery say kaam krta hay ya lazy ban kr kaam krta hay is main in dono ka he koi khaas mukaam nai hay is main jo isk rules ko follow krtay huvay kaam krta hay wahi is say kuch hasil krnay k kabil hay,agar ham forex main apnay mined ka use krtay hain aur aisa kuch krtay hain jiska forex markeet ki dunya main koi kaam he nai hay to ham ko markeet say tab bhi lose ho sakta hay sab say pehlay hamko yeh daikhna hota hay k iska trend kia hay aur phir hamko yeh daikhna hota hay k ab iska current trend kia chal raha hay tab he ham isk baray main koi na koi deceioun lay saktay hain otherwise hamara is main apna man maani wala kaam chalana ya tukkay say kaam krna kisi kaamka nai hota hay chaye ham kitnay bhi overclever ban jayen hamara yahan pay apny aapko chalaak sabit krna kisi kaam ka bhi sabit nai ho sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : over clever traders ka forex mai anjam ?

      Over clever traders jes ko ham lalchi traders be kehty hey esy traders ka anjaam trading business me fail hona hi hota hay, jo traders profit earn karny ka hi lalach karty hey aur market me short time key base par market ki movement se profit earn karny ka lalach karty hey to esy traders kabi kamyab nahi ho sakty, kamyab trading karny key ley koch rules key base par trading karna zarori hota hay, greed aur over clever ko trading me bilkul be avoid karna to bahot hi zarori hay es key elawa be traders ko careful ho kar risk ko avoid kar key trading karni chaye.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : over clever traders ka forex mai anjam ?

        forex trdaing main joover claver traddors hoty hain wo kbhi bhi kamyab nahi hoty hain es liye aghr hum forex main kamyb hna chahty hain tu hmain fprex k sub he roles ko folow krna hoga jub hum rols ko follow karty hain tu he hum forex main kamyb ho skty hain or aghr hum forex mainmyari kam nahi karty hain tu hum apni trdaing main na tu kamyb ho skty hain or na he achi eraning gain kar skty hain tu forex hmain itna cha moka deti hai k hum jub bhi time mily trdaing kar skty hain tu hmain chahye k hum apny aik time table ks ath trdaing karen shorts cut na tu forex main koi hain or na he ayse shorts vuts se hmain kuj milta hai tu hmain es bat ka khas khyal rakhna hoga k aghr kamyab hona hai tu pure mahant k sath karna hoga nahi tu hum kbhi bhi kamyb nahi ho skty hain
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : over clever traders ka forex mai anjam ?

          Zeyda clever ya lalchi traders zeyda time tak market me kamyabi se profit earn karny me kamyab nahi ho sakty aur na hi esy traders long time tak es business survive kar sakty hey, jo traders khud ko clever ya samajdar samjta hay loss be esy hi traders ko zeyda ho sakta hay, koshish karni chaye key market me na to ham greed karen aur na hi ham clever khud ko samaj kar trading karny ki koshish karen, market ki movement ko careful ho kar samjny ki koshish karni chaye aur risk ko manage karny ki har mumken koshish karni chaye aur greed ya clever trader banny ki bilkul be koshish nahi karni chaye.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : over clever traders ka forex mai anjam ?

            Karna chahie confidence ke sath market per Najar rakhni chahie kam ko stability ke sath wrong time ke liye karna chahie Jo Log Yahan Par long time ke hisab se kam Karte Hain vah Log kabhi bhi yahan se apne kam Mein nuksan Nahin karte hain kam Mein samajhne ke liye information bahut jyada Jaruri Hoti Hai train per bhi Hamen Najar Rakhna hota hai Jitna Achcha trend chal raha hota hai utani acchi Aadat hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : over clever traders ka forex mai anjam ?

              Dear jo ais market mai soch samjh k aor aram se kaam karta hai wo ais market mai kamyab ho jata hai magar jo traders ais market mai bahot hi zayda taiz banta hai aor ais market mai risk bahot hi zayda le leta hai to wo ais market mai apna hi loss karta hai kun k ais market mai agar ap pora week paisa kamaty rahy aor aus k baad ap ais mai aik hi din mai atna loss kar dety hai k ap k pory week ki mehnat zaya ho jati hai ais liay agar ap ne ais market mai acha result lena hai to ais mai aik plan k hisab se aram sakon se kaam kary agar ap ais market mai zayda risk lety hai to ap ko ais mai kafi zayda loss ho sakta hai ais market mai her koi apny plan k hisab se hi kaam karta hai magar kamyab kam log hi hoty hain.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : over clever traders ka forex mai anjam ?

                Assalamu Alaikum dear Forex members Forex mein jo trader over clever hokar kam karta hai vah Hamesha loss Mein hi aata hai ismein market ka koi Kasur Nahin Hota yah Hamari apni Galti hoti hai isliye market ko kasur var Nahin tahrana chahie Forex Ek bahut hi accha aur Jabardast business hai Jisne Har Koi Kisi bhi waqt 24 ghante mein se time table Banakar kam kar sakta hai iske liye Hamen Kisi bhi office jaane ki jarurat Nahin ismein Ham Apne Boss Khud Hote Hain Ham Ghar baithkar Kisi bhi time Forex Mein kam kar sakte hain Forex Ek bahut hi accha International aur worldwide business hai aur kabhi na khatm hone wala business hai Ham ismein kam Karke lifetime earning kar sakte hain iske liye sirf aur sirf mehnat knowledge or experience ki jarurat hai jo ke Hamen Forex se milati hai Forex Ek aisa business hai jo Hamen learning bhi deta hai aur Nahin bhi isliye Har Kisi Ke Liye poor man's womens Jo log berojgar hai Sabke Liye best hai 4 Students ke liye Bhi Ek bahut hi kamal ka business student farig waqt Mein ismein kam Karke acchi earning kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : over clever traders ka forex mai anjam ?

                  Agar ham log market Mein hardworking Karte Hain To isase Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai isliye Ham Sab Logon Ko Jyada Se Jyada market Mein hard working Karni chahie FIR ham log Kafi Achcha profit cancel kar sakte hain aur ham logon ko bahut hi jyada kamyabi milati hai
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : over clever traders ka forex mai anjam ?

                    g bilkul ye bat to cleiar hai k jo zyada teez hote hain wohi zyada los uthete hein isi lye chaye k zyada clevar traders ka forex me anjam bohut bura hota hai so un ko chaye k aram aur sakoon k sath kam kya karein tbhi kamyab honge warna los hoga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : over clever traders ka forex mai anjam ?

                      Over clever trader ko huMsha loss hi hota hai Kyun Kay Wo huMsha lalach may hi rahy hain or bohat si important cheezo ko ignore karty hain is tarha nahi karna chahye trade kahty waqt sabar say kam lyNa chahye or koshish karni chahye Kay risk kam say kam lyn ta Kay loss say bacha jiye profit kam bhi mily tw khush rahna chahye forex trading business may kamyab hone Kay liye zarori hai Kay mehnat ki jiye or market ki situation ko analysis karty hoe achi earning ki ja saky jo trader over trade lagty hain or apni money management ka bhi khyal nahi karty wo bohat heavy loss ko bardsht karty hain ir yah asa loss hai jo Kay recover karna bohat muskil hota hai is liye humain ek waqt may ek hi trade lagne chahye ta Kay acha profit mily loss may trade loss na ho..

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X