kameyabi sarif menat se milti befasol kamuo se hume lose hi hota ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kameyabi sarif menat se milti befasol kamuo se hume lose hi hota ha ?
    asslam o alikam dear bhai jan hume is main kameyabi sarif menat se hi milti ha menat krein gey hum tab hi is main kameyab be ho sakte hein hume is main daily work krna chaiye daily kam krne se hamra mind forex k sath set ho jata ha ur hum is main phr zada menat krne lagte hein
    :1f60d: hard work :1f60d:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kameyabi sarif menat se milti befasol kamuo se hume lose hi hota ha ?

    walikum aslam bhai jan....
    g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai forex trdaing main jo trdaors mahant karty hain kamyb bhi wohi hoty hain es liye hum bhi aghr forex main kamyb hona chahty hain tuhmain mahant krna hogi forex ko time dena hoga jub hum forex ko smjhny or sikhny ki traf dehan dety hain tab he hum es ka knowledge gain karty hain tab he hmain es ki smjh ati hai k forex kiya hai or hum ny kis trha es main eraning karni hai tu hmain aghr forex main kamyb hona hai tu hmain zyda se zyda mahnt krna hogi nahi tu hum kbhi bhi kamyb nahi hoty hain or na he hmara expiernce acha hota hai forex main jitni hmari mahant or jitni hmarahard work hota hai otna he hmain faida milta hai mahant kbhi bhi waste nahi jati hai hmaisha mahnat ka phal milta hai
    • #3 Collapse

      Re: kameyabi sarif menat se milti befasol kamuo se hume lose hi hota ha ?

      Forex trading business is traha ka business hy k jab Tak hum is mein mehnat aur hardwork nhi kartay aur forex ko ziada se ziada waqt nhi dain gay tu is mein kaamyaab nhi ho saktay kiok forex Aik worldwide online business hy aur is ka knewledge aur experience hasil karna mushkil hy kiok is ka knewledge bhi worldwide hy aur experience k liye bhi ziada mehnat ki zaroorat hoti hy aur mehnat kar k hum knewledge hasil kar saktay han aur demo account par ziada se ziada practice kar k hum experience hasil kar saktay han aur jtna ziada knewledge aur experience ho ga hum kaamyaab ho saktay han is liye mehnat karain gay tu hi knewledge aur experience ho ga js se hum achi trading kar k achi earning kar saktay han
      • #4 Collapse

        Re: kameyabi sarif menat se milti befasol kamuo se hume lose hi hota ha ?

        Forex business me kamyab ka daro madar traders key mehnat karny par hota hay, agar app mehnat karo gey to kamyabi app ko mil sakti hay aur agar app hardworking ko avoid karny ki koshish karo gey to ye cheez trading me app key ley dangerous ho sakti hay aur app proper knowledge aur learning karny me nakam ho sakty ho, jes business me be investment ham karty hey us ko understand karna hamari responsibility hoti hay aur agar ham apni responsibility pori karny key ley mehnat nahi karen gey to ham es business me fully fail ho sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: kameyabi sarif menat se milti befasol kamuo se hume lose hi hota ha ?

          Jo new traders Forex trading Mein Aate Hain unko chahie ke vah Forex trading ke market Mein tab tak real investment na Karen jab tak unko trading ki Kafi Jyada knowledge or experience Na Ho Jaaye Kyunki agar aap rail investment ke sath Thode knowledge or experience ke sath trading Karenge to aap ko bahut jyada loss bhi ho sakta hai isliye apni knowledge ko increase Karen real account mein invest Karen
          • #6 Collapse

            Re: kameyabi sarif menat se milti befasol kamuo se hume lose hi hota ha ?

            Dear jab ap kaam sekh rahy hoty hai to aus time ap ko ye pata hota hai k ais market mai ap jo bhi trade lagany lagy hai wo kis waja se laga rahy hai agar ap ais market mai koi trade apny analysis k baghair lagaty hai to ap fazool mai apna loss hi kary gay ais market mai agar ap ne achy se profit banana hai to ap ko ais mai mehnat karni pary gi kun k ais market mai ap k analysis jitny achy ho gay ap ais market mai atna hi acha profit bana skty hai ais mai ap ko sirf thori se trades lagani hai aor aun k target set kar deny hai jab market ap k target tak jaye to aus k baad ap ne aor trades lagani hai agar ap over trading kary gay to aus se ap ka free margin khatam ho jaye ga aor ap ka account wash bhi ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: kameyabi sarif menat se milti befasol kamuo se hume lose hi hota ha ?

              Jitni Jyada Ham sab log mehnat karte hain Itna Jyada Ham Sab logon ko kamyabi milati hai isliye Ham Sab Logon Ko Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie FIR Ham Sab logon ko bahut hi jyada fayda Hoga aur ham log Kafi Achcha profit hassil kar sakte hain market se
               
              • #8 Collapse

                Re: kameyabi sarif menat se milti befasol kamuo se hume lose hi hota ha ?

                G han bilkul traders ko kamyabi agar mil sakti hay to 100% hardworking karny se hi mil sakti hay agar fazul works me time zaya kia jaye aur trading be ki jaye to esy traders kabi kamyab nahi hoty, Forex business me successful hony key ley koi be shortcut way talach karny ki be koshish nahi karni chaye jo traders esy shortcut ways find karty hey wo apna time hi west kar rahy hoty hey, traders ko agar kamyab trader banna hay to un ko hardworking par hi depend karna ho ga es key baghir kabi be kamyabi hasil nahi ho sakti hay, traders jetni zeyda mehnat karen gey etni hi jaldi un ko success milny ki be umeed rakni chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: kameyabi sarif menat se milti befasol kamuo se hume lose hi hota ha ?

                  Bilkol dear forex trading business may kamyab hone Kay liye traders ko mehnati hona bohat zarori hai hai jo traders mehnat karty hain or market ki situation ko dikhty hoe trade lagty hain ase traders kamyab hain forex trading business may forex trader ko chahye Kay Wo daily ka target pura karain or koshish karain Kay sab say phaly apna mind set karain Kay forex say achi earning kamani hai ir forex may basic maqsad learning hai mehnat hai jo traders learning karty hain or mehnat karty hoe apna daily ka target pura karty hain ase trader ka mind set hOta hai or wo easily achi earning Kay liye mehnat karta hai or apne Goal ko hasil karne may liye struggle karta hai ase trader kamyab hoty hain na Kay Wo trader jo fazol Kamo may lagy rhty hain or mehnat ko ignore karty hain or sath sath umeed rkhty hain Kay forex say achi earning kama li jiye asa kabi possible nahi hai Kay Begaar mehnat Kay kisi nay kamyabi hasil ki ho...
                  • #10 Collapse

                    Re: kameyabi sarif menat se milti befasol kamuo se hume lose hi hota ha ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Raaz6432 پيغام ديکھيے
                    asslam o alikam dear bhai jan hume is main kameyabi sarif menat se hi milti ha menat krein gey hum tab hi is main kameyab be ho sakte hein hume is main daily work krna chaiye daily kam krne se hamra mind forex k sath set ho jata ha ur hum is main phr zada menat krne lagte hein
                    Walekum assalam main aapki baat se Mukammal Taur per agri karta hun ki agar Hamen Forex trading business Mein kamyabi Hasil karna hai to ulte Sidhe kam Karke Hamen Kuchh Bhi Hasil Nahin Hoga Jaisa ke aajkal member apni fake ID se thanks Lagate Hain aur daily basis per main dekhta hoon ke Kafi members ko 28 30 15-16 thanks Lage Hote Hain mujhe samajh nahin aati yah se kya hota hai ab forum Walon Ko Pata hi hota hai ki yah fek thak Lage Hain isase Koi fayda Nahin Hai isliye fazool kam chhodkar hardworking se forum per kam Karenge to Jyada Achcha bonus Hasil ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: kameyabi sarif menat se milti befasol kamuo se hume lose hi hota ha ?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
                      Bilkol dear forex trading business may kamyab hone Kay liye traders ko mehnati hona bohat zarori hai hai jo traders mehnat karty hain or market ki situation ko dikhty hoe trade lagty hain ase traders kamyab hain forex trading business may forex trader ko chahye Kay Wo daily ka target pura karain or koshish karain Kay sab say phaly apna mind set karain Kay forex say achi earning kamani hai ir forex may basic maqsad learning hai mehnat hai jo traders learning karty hain or mehnat karty hoe apna daily ka target pura karty hain ase trader ka mind set hOta hai or wo easily achi earning Kay liye mehnat karta hai or apne Goal ko hasil karne may liye struggle karta hai ase trader kamyab hoty hain na Kay Wo trader jo fazol Kamo may lagy rhty hain or mehnat ko ignore karty hain or sath sath umeed rkhty hain Kay forex say achi earning kama li jiye asa kabi possible nahi hai Kay Begaar mehnat Kay kisi nay kamyabi hasil ki ho...
                      Koi bhe kaam ho woh baghair mehnat k nahen hota. Mehnat sab sy pehly aur skills dosry numbr py hain.aap mehnat karen gy to kaamyabi laazmi mily gi.
                      • #12 Collapse

                        Re: kameyabi sarif menat se milti befasol kamuo se hume lose hi hota ha ?

                        Ji bhaijaan aapane bilkul theek baat ki hai kamyabi sirf mehnat se milati hai jitni Jyada ham log mehnat karte hain Itni Jyada Ham logon ko kamyabi milati hai isliye Ham Sab Logon Ko Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: kameyabi sarif menat se milti befasol kamuo se hume lose hi hota ha ?

                          Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy forex ho ya chahy koi bi business hr kam m successful hony k liay bot zyada mehnat ki zarort hoti hy ye ni hota k ham koi kam start karan mgr us py twja na dan or hamy success b mil jaiy forex m b hamy successful hony k liay mehnt ki zrort hoti hy hmary pas agr knowledge or experience hy hr chez hmary pas mukmal hy mgr mehnat hmari is m shamil ni ham serious ho k apna Kam ni kr ry apny kam py dhyan ni dyty to forex kbi b hamy profit ni dy ga ham kbi b kamyab ni ho skty
                          • #14 Collapse

                            Re: kameyabi sarif menat se milti befasol kamuo se hume lose hi hota ha ?

                            g han bhai jan ap ny sahi bat ki hai main apki bat se agree krta hun jis main hum apni trading ko kamyb sirf mahant se he kar skty hain q k forex main kamyb wohi karty hain jo mahant karty hain tu hmain apni trdaing ko mahant krna chahye q k mahant kbhi bhi zaya nahi jati hai es liye hmaisha he apni trdaing ko bahtr se bahtr karny ki koshish karen q k jub tak hum mahant nahi karengy tab tak hum kamyb nahi ho skty hain or na he hum apni trdaing main achi eraning kar skty hain tu hmaisha apni trdaing main trdaing ka knowledge or expiernce gain karny ki try karen q k jitna apko trdaing ka knowlege hga otna he ap ki trading main success hasil karny k chaces hoty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kameyabi sarif menat se milti befasol kamuo se hume lose hi hota ha ?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Raaz6432 پيغام ديکھيے
                              asslam o alikam dear bhai jan hume is main kameyabi sarif menat se hi milti ha menat krein gey hum tab hi is main kameyab be ho sakte hein hume is main daily work krna chaiye daily kam krne se hamra mind forex k sath set ho jata ha ur hum is main phr zada menat krne lagte hein
                              Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main hum log jab tak mehnat ni karny gy to humy profit ni ho sakta ha is ley humy pehly ache tahra seekena ho ga k forex trading main kam kase karty han or is main market ki movement kase hoti ha is ley humy maximum knowledge or experience hasil karna ho ga jtni ziada ho sakta ha mehnat kar k trading karni ho ge or is ley humy proper learning or practice sy maximum knowledge or experience hasil kar k trading karni chae ha ta k humy maximum profit hasil ho or loss bilkal bi na ho forex trading main jtni mehnat karny gy to humy utna he fayda ho ga or loss ni ho ga or forex trading main analysis karny seekeny hon gy jtna hum seek k kam karny gy to hum utny he kam kamyab ho sakty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X