dear all senior members main ap say aik swal pochna chata haun forex main emotion k mutalik kuch trader ka kehna hai k ham jab emotions main kam kar rahy hoty hain tu uska nuksan ham jab profit karty hain tab bhi hota hai aur jab loss karty hain tab bhi hota hai kia main ye jan sakta hun k profit karny say asa kyon nuksan hota hai aur ager ap jab loss karty hain tu tab ap ko kyon emotion ka nuksan karty hain please meri help karain apny comment mainn mujhy isska best salution dain ta k mujhy forex ka acha knowlegde mil saky aur isska jwab detail main aur achi tara say example day kar dain ta k mujhy is masly ka hal mil saky k asa kyon hota hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим