Bahtreen jawabaat kay contest mai jaiza or sawal mai kia faraq hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bahtreen jawabaat kay contest mai jaiza or sawal mai kia faraq hai?
    Dear members and trader maira sawal ye hai kay bahtreen jawaab kay muqabalay kay rules mai jaiza aur sawalia mouzu kay threads kernay kay barey mai baat ki gai hai. jaiza or sawaal kay threads mai kia faraq hai? Kia jaiza ya sawaal kay withdrawable prize bonus mai koi faraq hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bahtreen jawabaat kay contest mai jaiza or sawal mai kia faraq hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
    Dear members and trader maira sawal ye hai kay bahtreen jawaab kay muqabalay kay rules mai jaiza aur sawalia mouzu kay threads kernay kay barey mai baat ki gai hai. jaiza or sawaal kay threads mai kia faraq hai? Kia jaiza ya sawaal kay withdrawable prize bonus mai koi faraq hai?
    Assalamu alaikum bhai contest Mein Jo Bhi Koi posting kar raha hai vah Jab apni Ek post ke sath Jay jhalakta Hai To iska matlab yah hota hai ki vah Pahle Se Hi post ko kar sakta chuka hai aur is post ka jayja lene ke bad Dobara kar raha hai aur Sawal Mein yah Hota Hai Agar aapko kisi se baat ke bare mein puchna Hai To usse ek question ke Taur per form per share kar diya Jaaye
    • #3 Collapse

      Re: Bahtreen jawabaat kay contest mai jaiza or sawal mai kia faraq hai?

      Dear ais contest mai ap ne dekha hai k ap ne agar koi question pochna hai to aus k sath ap question mark dal dety hai jis se pata chal jata hai k ap ais mai koi baat poch rahy hai magar jab ap ko ais mai koi aisi thread karni ho jis mai ap koi baat share karna chaty hai to aus mai ap jaiza likh dety hai mean ais mai ap apna point of the view likhna chaty hai to ap ais mai jaiza likh dety hai ais mai ye rule hai k ap ne jo baat share karni ho aus k sath ap ko jaiza likhna pary ga agar ap ne koi baat pochni hai to aus k sath ap ko ais mai question mark dalna hi pary ga agar ap ais mai achy se baat samjha lety hai to ap ko ais acha bonus mil jata hai ye to ap k kaam par depend karta hai k ap ais forum par kitna acha kaam karty hai.
      • #4 Collapse

        Re: Bahtreen jawabaat kay contest mai jaiza or sawal mai kia faraq hai?

        Contest me agar Forex se related kesi topic ka ham jazia leny ki koshish karty hey to tafseel se jaiza lena bahot zarori hay aur ye contest ka rule be hay kam se kam 6 line ka thread hona zarori hay aur 500 characters ki hamari post honi zarori hay aur agar questing ka thread ham create karty hey ye questing mark ka hi thread hona chaye aur agar question jes thread me pocha jaye to es ki length agar zeyada na be ho per be es ka bonus mil jata hay, contest me rules ko fully read karna zarori hay aur sath me rules ko follow karna be important hay.
        • #5 Collapse

          Re: Bahtreen jawabaat kay contest mai jaiza or sawal mai kia faraq hai?

          Behtarin question ka aap contest mein jaiza le sakte hain aur aur ham tafsil se jyaza le sakte hain SO kam se kam hamara thread 5 se 6 line Ka Hona chahie aur ismein 400 se 500 characteristic hone chahie.
          Iske liye hamen Forex form ke rules parhna bahut jaruri hai.
          • #6 Collapse

            Re: Bahtreen jawabaat kay contest mai jaiza or sawal mai kia faraq hai?

            Dear jub bhi hum forum humaray bahtareen jawab kay muqablay mein hisa letay hain aur threads kertay hain tou jis thread mein hum kisi topic ko agar brief kertay hain uss topic ka jaiza letay hain tou uss kay sath jaiza bhi likha hua aajata hai jaisay contest mein agar forex sae related kisi topic ka hum jaiza lenay ki koshish kartay hain tou tafseel sae jaiza lena bahut zaroori hai aur yeh contest ka rule bhi hai kam sae kam 6 lines ka thread hona zaroori hai aur 500 characters ki humari post honi zaroori hai
            Aur agar hum contest mein topic mein koi sawal poochtay hain tou uss mein jaiza nahin likha hua ata aur log uss per reply kertay hain uss ki brief detay hain jaisay agar question ka thread hum create kartay hain woh question mark ka hi thread hona chahyea aur agar question jis thread mein poocha jaye tou iss ki length agar zayada na bhi ho phir bhi iss ka bonus mil jata hai contest me rules ko fully read karna zaroori hai aur sath mein rules ko follow karna bhi important hai
            • #7 Collapse

              Re: Bahtreen jawabaat kay contest mai jaiza or sawal mai kia faraq hai?

              contest work main hum acha work krein gy tab hi kameyab be ho sakte hein is main hume sawal be krte hote hein ur jawab be dene hote hein sawluo se zada hum jawab dein gey tab hi hum is main acha bonas hasil kr sakte hein dear ap is main soch samj kr kam kiya krein is main agr ap befasol kam krein gey tu ap contest work main se block ho jahuo hy hume is main batreen jawab dene hote hein ur batreen sawal br krne hote hein hume is main daily work krna chaiye contest main hume 2 month k bad bonas milta ha jab k bonas wark main hume monthly bonas mil jata ha ur contest ka bonas hum withdraw be kr sakte hein bhagir trading k
              :1f60d: hard work :1f60d:
              • #8 Collapse

                Re: Bahtreen jawabaat kay contest mai jaiza or sawal mai kia faraq hai?

                Behtareen answers ka contest Hamare Liye ek Bohat ache opportunity hai Is ki madad se a ham aisa bonus Hasil Karte Hain Jis ko trade karne ki zarurat Nahin parati aur directly Ham withdrawal kar lete hain. Is form mein earning Hasil karne ke liye Ye sab se pahle aap ko is key rules and regulation tawjo se parhay Hon ge tab ja kar aap winners Mein Shamil Ho sakte hain. Kyun ki Yahan per quantity Se zyada quality matter karti hai. Jab aap Koi Sawal puchna Chahte Hain To simply aap Sawal likhty Hain aur uske sath savaliya Nishan bhi Hona chahie secondly Jab aap ko Kisi baat Ka Acha ilam Hota Hai tu new thread Krin gay is se yeh pata chaly ga ke aap ko is point ka Achcha ilam hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Bahtreen jawabaat kay contest mai jaiza or sawal mai kia faraq hai?

                  Threads me ham jaiza be le sakty hey aur question be kar sakty hey, agar knowledge share karny key maqsad se ham kesi topic ko discus kar rahy hey to jaiza ka thread hi ham create karen gey aur es me bahot zeyda knowledge key sath tafseel be deni hoti hey, jaiza key threads ki length zeyda rakni zarori hay contest key rules key mutabeq jaiza thread jetni zeyda tafseel key sath ho gi es ka bonus acha mily ga aur sath me threads ki quality be achi ho gi, question mark key sath ham koi be Forex se related question threads me poch sakty hey agar question zeyda length ki na be ho per be acha bonus hasil kia ja sakta hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Bahtreen jawabaat kay contest mai jaiza or sawal mai kia faraq hai?

                    Assalamu alaikum Pakistan Forex forum member hamara behtarin jawab contest main aapko rules and regulations ko follow karna chahie aapko trading rules and form rules iske alava aapko hamara behtarin jawab mukabala jawabat ke rules ko acchi trah se parhna chahie phr contest mein kam karna chahie
                    dear forum members aapko Forex trading mein jazia aur sawal ke difference kam pata hona chahie Forex trading market business ke related question ko aap direct question raise kar sakte ho jab ke other than Forex trading business market economic fact and figures economic climate economic study and knowledge related questions just light insurance policy banking policy banking interest rates currency interest rate change and banking theory ko understand karne ke liye aap hamara behtarin jawab muqabla mein question kiye before jaiza likhate ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Bahtreen jawabaat kay contest mai jaiza or sawal mai kia faraq hai?

                      Ji ap nay very important question kia hay. Maray khial main Pak Forex Forum ko members ziada tar Forex kay knowledge ko gain karnay aor Forex ki best learning kay liay join kartay hain is kay liay woh Forum kay har session main posting kar saktay hain lakin aam tor pay 2 sessions main posting ziada say ziada ki jati hain jin main say aik aam Forex ki guftgu aor dosra trading university kay encyclopedia main encyclopedia main behtreen jawabat kay contest main aam tor par do taran ki posting hoti hay aik woh jo others members kay sawalia threads kay jawab main posting karna aor dosra khud threads create karna threads 2 types kay hotay hain aik sawal (question) dosra Jaiza (overview).
                      1: Sawalia thread
                      Contest main sawalia thread kay zariay members Forex trading, Forex market and Pak Forex Forum kay baray main sawal kartay hain aor thread likhtay waqat thread kay sath sign of interrogative yehni question mark lagatay hain sawalia thread main ziada line na likhnay say bhi kam chal jata hay lakin is kay liay thread ka miari hona zarori hay fozool kisam ki threads delete kar diay jatay hain jab k quality walay aisay threads jin pay reply karnay say Forex trading ka authentic knowledge others members kay sath share ho sawalia threads pay best reply karnay par threads create karnay walay ko chahiay k woh us member ki is best post ko thanks bhi karay.
                      2: Jaiza thread
                      Jaiza thread main member Forex trading kay baray main apna knowledge and experience others members main share karna chah raha hota hay aor woh is main apni all information jo woh share karna chahta hay likh daita hay aor us topic pay jis pay woh jaiza pesh kar raha hota hay others members ki ray laita hay jaiza main bhi forum kay rules kay mutabiq lines likhi jati hain aor best quality par bonus bhi best hi milta hay jab k wrong jaiza pesh karnay par isay delete kar dia jata hay aor na hi us pay koi bonus milta hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Bahtreen jawabaat kay contest mai jaiza or sawal mai kia faraq hai?

                        Jis bhai ke yahan jismein Bhar Ke answer Jyada prapt Honge ISI ko Jyada bonus Milega isliye Ham Sab Logon Ko correct answer dene chahie FIR Ham Sab Logon Ko iska bahut hi jyada fayda Hoga aur ham log Kafi Achcha profit Hassan kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Bahtreen jawabaat kay contest mai jaiza or sawal mai kia faraq hai?

                          Sawalia nishan waly questions bnana forum muqably ka rule hai apko aik to repeated questions nhi krny chye dosra apko rules ko follow krna chye aik sawal jo pehly sy forum ma majood ho to usko repeat na kren qor dosra jaiza likhna ka mtlb yeh hota hai ky ao mashing surtehal insurance banking system ya kisi bhi aisI chez ky bary ma discuss krna chahty ho to ap kr skty ho knowledge aor experience ky sath apko apny muqably ky sawalat ka jawab dena chye acha jawab deny waly ko zeyada in am mil na chye yahan py surtehal bahot he ult ho jati hai zeyada kam krny waly ko zeyada in am mil jata hai chahty us ny acha kaam kia ho ya nhi yeh bat theak nhi hai wqisy
                          • #14 Collapse

                            Re: Bahtreen jawabaat kay contest mai jaiza or sawal mai kia faraq hai?

                            Assalamu alaikum dear Forex trading forum members
                            Pakistan forest forum ke contact hamara behtareen jawab muqabla kis section mein aapko according to rules of contest work out karna chahie trading ke liye trading universities section create kia gaya hai jisne aapko Forex encyclopaedia main main kam karne ke liye kaha gya sake senior member junior members Forex trading market se related complete authentic and perfect knowledge share karen is mein aapko allow kiya gaya hai ki aap aise question raise karo jinke bare mein aapko incomplete knowledge hoga car ke sare other members is question ka behtarin jawab dekar mukabala jitne ki koshish karenge jaiza ka matlab yah hai ki economics questions not related to Forex trading questions of banaa sakte hain
                            Acha kaam achy daam
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Bahtreen jawabaat kay contest mai jaiza or sawal mai kia faraq hai?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                              Dear members and trader maira sawal ye hai kay bahtreen jawaab kay muqabalay kay rules mai jaiza aur sawalia mouzu kay threads kernay kay barey mai baat ki gai hai. jaiza or sawaal kay threads mai kia faraq hai? Kia jaiza ya sawaal kay withdrawable prize bonus mai koi faraq hai?
                              Dear friend ap ny both acha question kea ha Pakistan forex forum main 2 tahra k thread create kar sakty han jis main jaiza or sawal ho sakty han
                              sawal
                              Pakistan forex forum main ap koi bi sawal puchena chahty han to ap easily puch sakty han Pakistan forex forum k bary main koi question ho ya phr forex trading k bary main question ho kar sakty han ya phr different chart k bary main sawal ho karny or different indicators k bary main question karny ya in ki information k bary main sawal ho puch sakty han
                              Jaiza
                              Jaiza main ap apna knowledge or experience share karna chahty han to us k sath jaiza likh k aagy apna knowledge ya information share kar sakty han wo kisi k bary main ho sakti han Pakistan forex forum ya forex trading in trading ki planning or strategy bta sakty han indicators ki information share kar sakty han or jo ap k pass Knowledge ho share kar sakty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X