Jaiza: Profit aur loss ka concept
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Profit aur loss ka concept
    Profit aur loss ka concept

    Forex trading business me new traders ko trading me profit aur loss ka concept clear kar lena chaye, agar small profit key base par big loss ko face kia jaye to ye profit aur loss ka concept new traders me bilkul be ghalat hay, new traders esy hi karty hey agar wo trade open karty hey aur market trend positive direction me move karti hay to small profit hony key bad trades ko close kar lety hey aur agar un ko loss hony lagta hay to ye loss bahot zeyda face karny ki koshish karty hey un ko chaye key bahot zeyda loss face karny se acha hay key kam loss hi face kia jaye. mine me profit aur loss ka concept pehly se define kar lena chaye es key bad hi trades open karny chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Profit aur loss ka concept

    g han bilkul trading karny se pehly mind me loss aur profit ka concept (risk aur reward ratio) clear kar lena chaye ta key hamari trading ki performance behtar ho saky aur zeyada se zeyda time tak market me survive karny me asani ho saky, agar ye concept traders clear nahi karty aur small profit key base par big loss ko accept karna zarori samjty hey to esi trading ko good nahi samja jata, take profit aur stop loss points pehly se clear karny chaye, aur percentage aur profit/loss average key sath har trade ko open karna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Profit aur loss ka concept

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Jaiza: Profit aur loss ka concept<br />Profit aur loss ka concept<br /><br />Forex trading business me new traders ko trading me profit aur loss ka concept clear kar lena chaye, agar small profit key base par big loss ko face kia jaye to ye profit aur loss ka concept new traders me bilkul be ghalat hay, new traders esy hi karty hey agar wo trade open karty hey aur market trend positive direction me move karti hay to small profit hony key bad trades ko close kar lety hey aur agar un ko loss hony lagta hay to ye loss bahot zeyda face karny ki koshish karty hey un ko chaye key bahot zeyda loss face karny se acha hay key kam loss hi face kia jaye. mine me profit aur loss ka concept pehly se define kar lena chaye es key bad hi trades open karny chaye.
      Ji ap nay bil kul thek kaha hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon Forex trading aik profitable business honay kay sath sath aik risky business bhi hay is main profit and loss dono parts of business hain is main aisa bil kul hi nahi hay k just profit hi hota ho aor loss na ho aor na hi aisa hota hay k just loss ho aor profit na hota ho agar trader nay achi aor kamyab trading ki to usay acha profit hasil ho jata hay aor agar kisi mistakes ki wajah say trade wrong time iopen kar di to usay loss ho jata hay bar hal har new traders kay mind main profit and loss dono ka concept hona chahiay trader ko yeh knowledge hona chahiay k loss kis wajah say hota hay aor isay kaisay roka ja sakta hay aam tor par traders aisa kartay hain trade open kar di aor jaisay hi un ko kuch thora bohat profit howa to trade ko close kar dia is say un ko small profit hasil ho jata hay halan k un ko market trend ko dekhtay howay trade close karni chahiay ho sakta hay un ko is say bhi ziada profit hasil ho jay isi taran jab un ko trade open karnay kay bad loss hona shuru ho jata hay to woh market ki movement change honay ka wait kartay hain trade ko close nahi kartay ta k mazeed loss na ho unkay trade open rakhnay say un ko big loss ho jata hay jis say un ka account bhi aksar wash ho jata hay is liay behtar to yahi hay k trader ko market trend ko dakhtay howay trade open and close karni chahiay ta k muna sib profit hasil kar lia ja sakay aor loss say account ko bhi wash honay say bachay ja sakay bal har new traders ko take profit and stop loss ka use zaror karna chahiay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Profit aur loss ka concept

        Assalamu Alaikum dear Forex number ji han bilkul trading karne se pahle mind Mein loss aur profit ka concept clear kar lena chahie tha Aage Hamare trading ki performance Behtar ho sake aur Jyada Se Jyada time tak market Mein save karne mein aasani ho sake Agar yakin Sahab traders clear Nahin Karte aur smart profit ke base par Dekh Lo usko accept karna Jaruri samajhte Hain To Aisi trading co good Nahin samjhata take profit aur loss. Pahle Se Ke Liye karne chahie aur percentage of profit loss average ke sath heart rate ko open karna chahie koi bhi trade aitsam J Nahin Karni chahie trade fair aaram se aur tasalli se Soch samajhkar trade Lagani chahie aur Jis state ka aapko hundred percent confirm hai Usi per trail Karni chahie
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Profit aur loss ka concept

          Profit aur loss market ka hissa hai isliye Ham Sab Logon Ko profit aur loss Ko Dekhkar hi trading Karni chahie Agar ham log profit aur loss Ko Dekhkar trading Nahin Karenge To Ham logon ko koi fayda nahin Hoga aur ham log market Se Acha profit Hassan nahin kar sakte hain Ham Logon Ko market ke sath kam karna
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Profit aur loss ka concept

            Dear agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais market mai kaam sekhty waqat apna ye concept clear kar lena chaye k hum ais market mai jo bhi trade lagaty hai aus mai hum ko profit bhi ho sakta hai aor loss bhi ho sakta hai agar hum ais market mai koi trade lagaty hai to aus time hum ko ye soch lena chaye k hum ko agar loss ho jaye to hum ais market mai kabi bari trade ni lagye gay ais liay hum ko ais market mai money management k hisab se kaam karna chaye agar hum ais market mai lot bari use karty hai to ho sakta hai k hum ko aus par loss ho jaye ais liay hum ko ais market mai soch samjh k trade lagani chaye aor ais mai risk lety hoye apny account ko dekh lena chaye k kahe account wash na ho jaye.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Profit aur loss ka concept

              Dear forex trading members Assalamualaikum yes of course forex trading market aik risk wala kam hai yahan py humen trading profit aor loss ka concept clear hona chye forex trading ma limited loss ko recover krna asan hai lkn major trading loss ko recover krna mushkil ho jata hai jub apki equity half ho jay to usko recover krna intehai mushkil ho jata hai lehaza apko trading ky leay knowledge aor experience hasil krna hota hai
              market ma bahot sary secrets factors ko understand krny kay bad apko trading ma knowledge aor guidance ky sath kam krna chye market ma sentiments fundamental principles technical aspects jin ma support aor resistance stop out levels aor indicators ky istemal sy kamyabi ko yaqeeni bnaya ja skta hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Profit aur loss ka concept

                Har Business mein profit ke sath sath Hamen loss ka Samna karna padta hai isiliye Hamen Jayegi Forex trading business Mein profit aur loss ka Kaun seft bilkul clear Rakhna chahie Apne mind Mein Taake in case Agar Hamen loss Ho Jaaye To Ham easily isko recover kar sake aur profit ko bhi control kar sake aur benefit Hasil kar sake Hamen chahie ki Ham Apne profit ko Is Tarah Se manage Karen ki Hamen inke Agar loss Ho Jaaye to easily recover Kiya Ja sake Forex trading business Meher senior trader preferred hota hai ki Apne confidence ko build Karen aur profit aur loss ko emotional hokar Nahin confidence se face karne ki koshish karen Jis Tarah Ham profit ko enjoy karte hain Hamen chahie ki Ham Apne loss ko confidence se face karte hue usse learning Hasil Karen aur recover karne ki koshish karen sometime Hamen kam profit per Jyada loss ka Samna karna padta hai Hamen kabhi bhi fedup nahin Hona chahie balke koshish Karni chahie kya apne Lo se Kuchh Na Kuchh sikhen aur dobara same Galti karne se bacchen
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Profit aur loss ka concept

                  Assalam walekum Pyare doston Forex trading mein Jab Ham kam karte Hain to yahan per hamen profit aur loss dono hi mil sakta hai. Islamic point of view se agar Ham dekhte Hain to aisa karobar jis mein profit aur Loss dono aate Hain, Islamic point of view se agar koi aisa karobar Hai jis mein profit hi profit hota hai aur woh fix ho to wah karobar jaiz nahin hota sakta, hamen khush Hona chahie ki Forex trading aisa business hai ki Islamic point of view se bhi jaiz hai aur ham is per mehnat kar ke earning Hasil karte Hain yahan per hamen loss and profit dono ko madhya nazar rakh kar trading Karni ho gi. Agar Ham loss ko ignore kar ke trade lagaen ge to yah hamare liye mushkil Ka bais ban sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Profit aur loss ka concept

                    Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex trading main new traders ko hr chez soch smj kr or ahtiyat sy krni chaiy forex trading main khas kr loss or profit ka consept new traders ko smj m ana zrori hy q k wo km profit k liay zyada loss krty jaty han unan jb b loss hota hy wo chahty han k usi trade m cover ho jaiy jb k asa bot km mumkin hota hy ham agr km loss m hi trade close kr lan or usy aik new trade open kar k recover kr lan to zyada bahter ho ga new traders ko ye bt zahn m rakhni ho ge k hamy forex trading main sirf profit hi hasil ni ho ga loss ka b kahin na kahin samna krna ho ga or loss ko fase krna ho ga is liay hamy zyada sy zyada mehnat or ahtiyat k sath trading karny ki zrort hoti hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Profit aur loss ka concept

                      hamy soch samj kar kam karna ho ga forex mai pher he hum acha profit kama saky gy or hum loss sy bach saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy los sho jy ga is mai market ka balm nahi htoa hum is mai apny bos ap he hoty hain forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hai hum is mai agr tukka system sy kam kkary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Profit aur loss ka concept

                        forex aik wasee business hain hum loss ko katem kar ky kam kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik wasee business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is maai full time be kam kar sakty hain hum is mai pairs mai or currency mai kama kar sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum gaar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Profit aur loss ka concept

                          Business mai profit aur loss ka concept bohat clear hota hai. Jab business kertay huay apni investment kay elawa profit return hoto usay profit kehtay hain. Jaisay kay aik cheez 1000 ki khareedi aur wo 1200 ki sale ker di tou apni investment bhi wapis agai aur 200 profit bhi hogaya. Issi tarah Agar 1200 ki cheez khareedi aur 1000 ki slae hui tou 200 loss hai. Forex trading mai bhi aisa he hota hai mjab traders koi trade lagatay hain aur wo trade Agar sell ki hai laikin market buy mai chali jaey tou loss hojata hai issi tarah Agar trade sell ki lagai aur wo sell mai he gai tou profit ho jaey ga. Traders ko ye concept bohat clear hona chaiye. New aur beginner traders ko ye concepts demo trading mai he clear ker lainay chaiye takay real trading kertay huay unhain koi masla nahi ho. Real trading kay Doraan seekhnay aur learn kernay ka itna time nahi milta jitna kay demo trading account mai mill sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Profit aur loss ka concept

                            insan koe bhi jub kaam karta hy to us kaam main ya to us ko naffah hasel hota hy ya pher us kaam main us kaam karny waly ko loss ka samna karna parhta hy or jub wohkaam ka aghaz karta hy to us waqt sy us ky zehn main yeh batin hoti hain keh is kaam main ya to naffah hasel ho ga ya pher loss forex ky palit forum py kaam karny waly ka bhi concept donon tarf jata hy woh bhi bkaam karty waqt ise kush makash main hota hy keh ya to mujhy is kaam main jo main kar rha hon mujhy faeda ho ga ya pher mujhy loss ka samna karna parhy ga ab agy us ky nasib ki baat hoti hy or us ki mehnut ka sela hota hy agr kaam acha kary ga or nasib bhi sath dy ga to naffah hasel ho jae ga warna to loss ka samna karna parhy ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Profit aur loss ka concept

                              Ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai ek Achcha aur experienced people kabhi bhi Los corrector Kuchh Jyada Nahin Rakhta vah Hamesha Apne loss tractor ko kam Rakhta hai aur apne profit ko Jyada Rakhta hai isliye new trader Hamesha Yahi Karte Hain Ki Unka risk loss ki taraf Jyada hota hai aur profit Unka kam hota hai isliye Ek experience trader ke liye jaruri hai ki vah Apne profit ko Jyada Se Jyada Rakhe aur hard worker mehnat Kare Jab Uske pass Achcha experience majbut hoga to vah Kabhi Na Kami Nahin Hasil Karega isliye hard worker mehnat Karen aur apne profit ko Jyada karne ke liye Hamesha acchi trade Upar Karen Taki aap Baithe aur acchi acchi nahin kar sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X