Jaiza: New traders ki kuch ghalat fehmiaan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: New traders ki kuch ghalat fehmiaan
    Assalam o alaikum Dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Forex trading aik bohat wasee aur complete business model ya set up hai. Poori duniya mai hazaroo laakhoo loog iss say munsalik hain or her roz trillions $ ka business hota hai iss liye iss pay trust rakhain or pooray etimaad say iss mai kaam karain.

    Ab atey hain new traders ki kuch ghalat fehmioo or misunderstandings ki baat ki taraf. Humarey paas aksr knowledge ya learning ki kammi hoti hai or jab hum say koi mashwara maangta hai ya apnay kisi maslay ka solution poochta hai tou hum usay mashwara laazmi daitay hain chahay hamarey paas knowledge ho ya nahi ho. Humain apnay knowledge ki quality ka bhi poori tarah nahi pata hota magar hum senior or expert bann kay mashwara zaroor daitay hain. Agar knowledge nahi hai tou mashwara nahi daina chaiye or agar mashwara daina zaroori hai to pehlay apna knowledge acha ker lena behtar hota hai.

    kisi ko acha mashwara nahi day saktay tou phir ghalat mashwara tou bilkul matt dain.

    Iss tarah ghalat information transfer hoti hai jo aik say dusray tak jaati hai or traders tradning kertay huay nuqsaan uthatay hain. New traders kay liye ghaltfehmiaa mat paida karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: New traders ki kuch ghalat fehmiaan

    new traders ko kuch galat fehmya hoti hai ke who rato rato forex trading se ameer hojaengy aesa bolkul nhi hota ager ap new traders aesa sochrhy hi to yah bilkul galat hai aesa krna gambling mai ata hai apko aesta aesta trading account ko growth krna chiye or compund ke zreye apne earning bharne chiye phr aesa aesa apke trading account bhi growth hojae jisse apke earing bhrjaegy or ak din ap bht ache earing kregy.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: New traders ki kuch ghalat fehmiaan

      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
      Assalam o alaikum Dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Forex trading aik bohat wasee aur complete business model ya set up hai. Poori duniya mai hazaroo laakhoo loog iss say munsalik hain or her roz trillions $ ka business hota hai iss liye iss pay trust rakhain or pooray etimaad say iss mai kaam karain.

      Ab atey hain new traders ki kuch ghalat fehmioo or misunderstandings ki baat ki taraf. Humarey paas aksr knowledge ya learning ki kammi hoti hai or jab hum say koi mashwara maangta hai ya apnay kisi maslay ka solution poochta hai tou hum usay mashwara laazmi daitay hain chahay hamarey paas knowledge ho ya nahi ho. Humain apnay knowledge ki quality ka bhi poori tarah nahi pata hota magar hum senior or expert bann kay mashwara zaroor daitay hain. Agar knowledge nahi hai tou mashwara nahi daina chaiye or agar mashwara daina zaroori hai to pehlay apna knowledge acha ker lena behtar hota hai.

      kisi ko acha mashwara nahi day saktay tou phir ghalat mashwara tou bilkul matt dain.

      Iss tarah ghalat information transfer hoti hai jo aik say dusray tak jaati hai or traders tradning kertay huay nuqsaan uthatay hain. New traders kay liye ghaltfehmiaa mat paida karain
      Assalam walekum aapki baat bilkul theek hai Forex trading business mein Jab Ham Apne tradeco news ki best for open Karte Hain To Hamen bahut hi jyada carefully se kam karna chahie Kyunki bahut se log news ko published hone ke bad hi apni trade ko open kar dete Hain Jiski vajah se a market ki ek Badi movement Unka account watch kar deti hai aise Kabhi Nahin Karna chahie Jab market ki news release ho to thodi der wait Karen aur Market ko stable hone De
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: New traders ki kuch ghalat fehmiaan

        Esi bahot si ghalat fehmiya hey jo key new traders me common pai jati hey, new traders Forex business ko join es waja se karty hey key un ko ghalat guide kia jata hay key es business me 1 din me be wo rich traders ban sakty hey, aur esy traders big investment baghir sochy samjy Forex business me karny ki ghalti kar lety hey,

        es key elawa be bahot si ghalat fehmiya new traders ko hoti hey, new traders ye be samjty hey key without learning key wo kamyab ho sakty hey, esy traders learning krny me time spend karny ko time zaya karna hi samjty hey jo key bilkul be ghalat soch hay.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: New traders ki kuch ghalat fehmiaan

          New traders me Forex business se related bahot se ghalat fehmiya pai jati hey, es ki waja ye hay key un ko ghalat guide kia jata hay, agar new traders ko ghalat guide na kia jaye to traders me ye ghalat fehmiya be khatam ho sakti hey,

          new traders ko forum me be ghalat guide kia jata hay jo members forum me ghalat information ya new traders ko ghalat guide karny ki koshish karty hey mery khayal me esy posts aur threads ko delete kar dia jata hay,

          new traders ko stop loss aur take profit key bary me be ghalat hi guide kia jata hay jab key take profit aur stop loss use karna hi traders key ley behtar sabit hota hay magar es tarha ghalat guide kar key new traders ko successful hony se aur expert traders banny se roka jata hay.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: New traders ki kuch ghalat fehmiaan

            Dear members Asalam.o.alikum forex forum leading place hai jahan sy learning kr ky kamyabi yaqeeni bnai ja skti hai forex trading market ma profit hasil krnq itna easy nhi hai jitna hum demo account ma high leverage with no fear of loss ky mind set py trading kr ky apni ghalt fehmiyan bna ky trading start kr dety hain members forex market ma apko maloom hona chye ky yahan py apko waqai ma efforts krna prti hai
            Market ko smjhny ki zarorat hoti hai is ma basic two things hain jin ko smjhna aor daily bases py us ki update ky bina kamyab trading mumkin nhi hai
            Market ka technical analysis economic fundamental analysis according to news
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: New traders ki kuch ghalat fehmiaan

              Forex trading ke learning kay institutes paksitanmai majood nai ha aur ziada tar log apni learning karty hain. aur ziada tar log internet per brokers kay advertisement daikh kar trading ke taraf aaty hain. broker ke advertisement aksar haqeeqat per mabni nai hoty hain aur in may traders ko kafi baray profit kay dream dikhany gyie hotyy hain. iss liye ziada tar traders ko forex kay baray mai kafi ziada ghalt fehmi hoti hai ke iss mai kam karna asan hai aur bohot ziada profit bohot he ziada aram say earn ho sakta hai. iss ghalat fehmi ke base per trading karny ke waja say new traders ko trading ke start mai aur yeh understand karny mai kafi time aur paisa waste ho jta hai ke forex aik kafi complicated aur mushkil business hai.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: New traders ki kuch ghalat fehmiaan

                Dear agar ap ne dekha ho to ais market mai jo bhi new aata hai wo ais market mai ye hi soch k aata hai k aus ne aty hi ais market mai se bahot sara paisa kama lena hai aor aik hi din mai ameer ho jana hai magar aisa ni hota kun k ais market mai jab ap kaam karty hai to ko ais market mai mehnat karni parti hai aor ais mai kaam sekhna parta hai agar ap ais market mai kaam sekh jaty hai to aus k baad hi ap ais market mai kamyab ho sakty hai aor ais market mai ap ko time lagana parta hai aus k baad hi ap ais market mai se paisa kama sakty hai kun k ais market mai jab ap ko kaam karny ka experince hota hai to aus k baad hi ap ais market mai kaam kar k kamyab ho saktyh hai waisy to ais market mai se paisa kamana atna asan ni hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: New traders ki kuch ghalat fehmiaan

                  Agar Ham Logon Ko Achcha profit Hasil karna hai to iske liye Ham Sab Logon Ko Jyada Se Jyada hard work karna chahie FIR jakar ham log Kafi Achcha profit hassil kar sakte hain isliye Ham Sab Logon Ko hard work karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: New traders ki kuch ghalat fehmiaan

                    Assalamu alaikum dear Forex trading members Pakistan Forex forum traders ko opening mistakes to avoid karte hue perfect trading strategies aur apni qualities to use karte hue trading krni chahie Pakistan Forex forum ke alava bhi aapko different sources use karna chahie multiple sources use karte hue Forex trading mein perfect successful approaches use karen Forex trading market risk full business ko manage karne ke liye aapke pass technical aur fundamental analysis ka complete course hona chahie aapko indicators tools and instruments uses maloom hona chahie dear forex trading members dear Forex trading mein successful hone ke liye apni mistakes ko dur karna chahie aur demo account mein zeyada practice karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: New traders ki kuch ghalat fehmiaan

                      Ji han dosa aapki bahut sari baten Acchi Hain 2K Forex trading main Jaga Rata Nu Pata yah samajhte Hain Ki Forex bahut hi easy work hai lekin Aisa Nahin Hai Forex trading ya koi bhi kam ho usmein sabse pahle Achcha experience Hona bahut jaruri hai Kyunki jab tak aap ko kam ke bare mein acchi Tarah Se information Nahin Hasil Hogi aap kabhi bhi kamyabi nahin kar sakte isliye Jitna Achcha Karenge utna hi acchi aap kamyabi Hasil kar sakte hain Forex trading ko acchi Tarah Se samajhne Ke Liye aapke pass Achcha experience Ka Hona bahut jaruri hai Jab aap market ko acchi Tarah samajh Lenge then our market se bahut hi Achcha aur fast fat Hasil kar sakte hain isliye new printed Hamesha Yahi Samajhta Hai Ki Forex trading Paise kamane Ki machine hai lekin Aisa bilkul Nahin Hai Agar aapke pass Achcha experience Hai Tabhi aap acche paise Kama sakte hain otherwise aapko ismein nuksan hi nuksan hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: New traders ki kuch ghalat fehmiaan

                        g han new traders ki galt fahmia ye hoti hein wo boltey hein ham forex trading me ye kar denge wo kar deinge to yahan forex trading me ye sab nahi chalta yahan to experience hi kam ata hai aur tajarba kam ata hai warna los hi ata hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: New traders ki kuch ghalat fehmiaan

                          G han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex aik behad waseh or famous business hy is m pori dunya sy hr hisy k or hr age k log acha profit hasil Kar ry han ye hr shakhs k liay hy is m greeb ameer hr koi kam kr skta hy berozgari sy jo log tng a gy han wo b isy full time join kr k apni berozgari khtam kr skty han forex hamy bot c saholyat dyta hy jis sy ham faida utha kr aik successful zindgi guzar skty han g han aksar asa hota hy k new traders k pas knowledge km hota hy or experience b ni hota to jb koi un sy mashwara krta hy to km knowledge ki wja sy wo isy sahi guide ni kr paty or usy ka loss kr dyty han to zrori hy k ham acha knowledge hasil krny k bd hi kisi ko mashwara dan

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X