Khud Sy Markete Ko Predict Karna Acha Hota Hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Khud Sy Markete Ko Predict Karna Acha Hota Hy
    Agar ap khud sy markete ko analys karty hain aur kisi sy pochty nahi signal nahi lete to is cheez sy ye hoga k ap kabhi ye nahi keh pao gy us ki waja sy ya iski waja sy mujhy loss hua hy phir ap kisi ko blame nahi kar pao gy
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Khud Sy Markete Ko Predict Karna Acha Hota Hy

    Bath teak h app Ki lekin Agar app kisi ke sath mashwar nahi karty to loss ka hadsha b to zyada hota h baqi rahi blame karni k bath to wo har banda kisi na kisi ko karata h apni ghalti ko taslim nahi karty
    • #3 Collapse

      Re: Khud Sy Markete Ko Predict Karna Acha Hota Hy

      Asalam o alaikum Dear forex forum brothers and sisters Forex forum earning and learning ka behtareen platform hai jis mai mehnat ka behtareen sila milta hai. Forex forum mai trading karny se pehly market ko analysis karna chaheye. Phir situation ko dek k trading karni chaheye. Trading k doran lalach ka sahara nai lena chaheye. Tawojo se trading karni chaheye or aqal mandi se trade lagani chaheye.
      • #4 Collapse

        Re: Khud Sy Markete Ko Predict Karna Acha Hota Hy

        G han brother ap thek kah rahay hain, agar ham khud say market ko anlayse kar k trading kartay hain to phr hamara profit aur loss ham par hi depend karta hay aur ham apnay analysis achay kar apnay profit ko increase aur loss ko kam kar saktay hain but agar ham dosray signal ko follow karain gay to hamara profit aur loss dosro k hath main hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Khud Sy Markete Ko Predict Karna Acha Hota Hy

          bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai khud se mehnat karna bahut acchi baat hai aur agar Ham acchi mehnat karte Hain to acchi kamyabi milati hai isliye Pakistan forex mein Jo Bhi member khud mehnat karke kamyabi hasil karta hai vah successful bhi aur experience ke sath kamyabi hasil karta hai
           
          • #6 Collapse

            Re: Khud Sy Markete Ko Predict Karna Acha Hota Hy

            assalam walekum Pyare bhaiyon milkar to aap sab theek Honge main sirf Itna Kahana Chahta Hun Ki Insan Agar khud Se market ko analyse karen to vah uske liye bahut Achcha rahata hai rahata Hoga uske liye
            • #7 Collapse

              Re: Khud Sy Markete Ko Predict Karna Acha Hota Hy

              bhaijaan learning learning very important hai aur yah everyday hi karni chahie kyunki ismein daily basis per learning karke planning strategy technical analysis support resistance daily base per karne se hi experience bhi hota hai aur trading mein accha profit bhi hota hai sev trading bhi kar sakte hain
               
              • #8 Collapse

                Re: Khud Sy Markete Ko Predict Karna Acha Hota Hy

                hanji brother khud say market ko pridic karny ky bohut say faidy hoty hain jab khud kam karty hain tu ap ko kuch time nuksan tu hota hai mager jab experience ajata hai tu ap ko kisi or ki zrorat nahi rehti hai jiss say ap ko loss ho jab ky ap ager dosron ky analysis pay kam karain tab ap ko na he knowledge milta hai aur na he experience milta ha iss lea apny analysis bnain aur unhi main kam karain loss bhi ho ga tu us say ap ko learning he mily ge.
                • #9 Collapse

                  Re: Khud Sy Markete Ko Predict Karna Acha Hota Hy

                  ji Ham bhajan aapane bilkul sahi kaha hai ki agar Ram Forex trading main market se Karenge to hamesha Kamyab bol Sakte aur hamare pass experience aur knowledge hoga to main market Kaun Hai sev kar sakte hain aur ismein Se Jyada Se Jyada kamai kar sakte hain aur ham itne Mati se free vector Rahenge To Hamen bahut se fayde Honge
                  Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                  :1f4af:
                  • #10 Collapse

                    Re: Khud Sy Markete Ko Predict Karna Acha Hota Hy

                    Market kay analysis ke liye traders kafi dafa internet per majood forecasts aur reviews ka sahara laite hain ya phir different forums per majood logo ke madad say trading kay baray mai faisay kar rahy hoty hain jo ke achi practice nai hoti hai. ager traders khud say market ka analysis kar sakin tu yeh ziada achi baat hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Khud Sy Markete Ko Predict Karna Acha Hota Hy

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
                      Agar ap khud sy markete ko analys karty hain aur kisi sy pochty nahi signal nahi lete to is cheez sy ye hoga k ap kabhi ye nahi keh pao gy us ki waja sy ya iski waja sy mujhy loss hua hy phir ap kisi ko blame nahi kar pao gy
                      Assalam walekum yah Baat bilkul theek hai agar Ham Forex trading business Mein Apne mind se kam Karenge aur trade Lagane ke liye apni prediction Khud Karenge To Ham is business ko jaldi Sikh jaenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Khud Sy Markete Ko Predict Karna Acha Hota Hy

                        yes sir hum ko as mien aa ker her bar khud say nalysis karna hota hai or prediction karna hota hai agar hum as mien aa ker thek say predict ker lety hien tu hum as mien aa ker behtreen earning hasil ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker her bar khud say kam karna hota hai or hamain as mien aa ker try karna hota hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Khud Sy Markete Ko Predict Karna Acha Hota Hy

                          jo log market ko khud se kam krty hain.. khud se analysis krty hain smjhty hain . dosro se nhi pochty dosro par inskhar nhi krty wo log aksar kamiyab hoty hain. dosri baaat ye hai ky kamiyabi k liye sabar ka hona bhot zaroori hai . apna aanalysis ho to traders ka expereince bhi good ho jata hai .
                          First LEARN Then You Can Remove The "L"

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X