Jaiza : risk ko avoid karain.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : risk ko avoid karain.....
    Dear trader forex trading business bohat hi risky business hai forex may kamyab hone Kay liye zarori hai Kay hum lalach say dOr rahain or risk ko avoid karty rahain risk ko jab tak hum avoid karain gye humain faida ho ga koshish karni chahye Kay market ki situation ka analysis karty hoe trade lagai jiye ta Kay acha profit mily jo traders ziyda profit Kay Chakro may hoty hain or ziyda risk utha lyte hain ase trader ko sometimes bohat heavy loss ka samna karNa parhta hai ir Phir recover karna bohat muskil hota hai acha is liye ase risk say bachna chahye jis ko recover karna humre liye muskil ho humain chahye Kay hum kam risk layn or koshish karain Kay acha profit earn kiya jiye or koshish karni chahye Kay ziyda profit ka wait na kiya jiye kam profit pay hi trade close kar k dyni faidamand hoti hain Kyun Kay bohat dafa asa hota hai Kay market bohat down chali jati hai Phir yah profit bhi loss may jana start ho jata hai achi earning Kay liye humsha humain risk ko ignore or avoid karna chahye or kam profit may hi guzra karna chahye ta Kay achi ki ja saky forex trading business may kamyab hone ka basic maqsad forex ko learn karna hai is liye learn karna zarori hai ziyda earning pay focus karna zarori nahi hai..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : risk ko avoid karain.....

    Dear ye to her trader ka plan hota hai k wo ais market mai jab kaam karta hai to ais mai kitna risk leta hai kuch traders ais market mai risk ais liay zayda lety hai k wo ais mai lalch karty hai aor aik hi din mai paisa kamana chaty hai aor kuch traders ais market mai emotional ho jaty hai aor uas k baad ais market mai risk zayda le lety hai agar ap ais market mai risk kam ley gay to ais se ap ko hi faida ho ga kun k ais market mai agar ap k pass account chota hai to aus par ap zayda risk ni le sakty aor agar ap k pass account bara hai aor aus par ap choti trades lagaty hai to ap ko ais mai atna zayda masla ni hota ap aus mai trades ko ghold rakh sakty hai kun k ais mai ap k pass account bahot hi zayda hota hai ap ka account wash ni hota.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : risk ko avoid karain.....

      G han bilkul risk ko avoid karna hi trading hay agar risk ko minimize kia jaye to trade open karny me risk factor ka khayal raka jaye to traders achi trading me kamyab ho sakty hey, jo traders risk ko avoid karna janty hey esy traders hi successful aur professional traders samjy jaty hey,

      Risk ka avoid karna traders ko kamyab bana sakta hay agar trading risk key base par ki jaye to 90% traders esi waja se hi fail hoty hey traders ko jald profit earn karny ki jaldi hoti hay aur esy traders risk par depend kar key hi trading kar sakty hey, market me risk ko control karna ya avoid karna hi real trading hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : risk ko avoid karain.....

        Ham Logon Ko forex market Mein kam se kam risk Lena chahie Jitna ho sake Ham Logon Ko Itna kam Lena chahie Agar Ham Logon Ko forex market Mein kamyabi Hasil karni hai to iske liye Ham Logon Ko kam se kam risk Lena chahie Agar ham log Jyada risk Lete Hain To iska Ham logon ko bahut hi jyada nuksan ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : risk ko avoid karain.....

          Risk ko manage na karny ki waja aur risk ko avoid na karny ki waja se ham lot of money loss kar lety hey, agar risk ko trading me avoid kar leya jaye to traders bahot asani se account balance ko safe rakny me aur mazeed profit earn karny me kamyab ho sakty hey, es key bajey agar risk ko proper manage na kia jaye ya risk ko avoid na karny ki ghalti ki jaye to mery khayal me esy traders key ley risk ka control karna bahot mushkil ho jata hay bahot se traders fail be esi waja se hi hoty hey har trader ki koshish yahi hoti hay key wo zeyda profit ko earn kary magar risk management na karny ki waja se esy traders fail ho jaty hey.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : risk ko avoid karain.....

            Forex trading mai risk bohat khatarnak cheez hai jisay avoid kerna her individual trader ki zimadaari hai. Risk ka Matlab her trader ko samajhna chaiye takay traders risk kay nuqsanaat ko samajh kay unn say bachnay ki tadbeer ker sakain. Risk ka Matlab koi bhi aisi trade open kerna hai jiss kay barey mai poori Tarah study aur work na kia gaya ho. Forex trading mai risk uss waqt count hota hai jab traders kisi pair ya comm3mai movement daikhtay Haun aur baghair trends aur analysis kiye apni trades big lot size kay saath open ker laitay hain jiss kay baad unn ka account balance unn kay loss ko support dainay kay liye bhi available nahi rehta aur account wash ho kay saara balance zaya ho jata hai. Risk ko avoid ker kay trader small trades bhi open kertay rahey tou end pay acha profit bann Jata hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : risk ko avoid karain.....

              Forex trading Mein risk bahut Khatarnak chij Hai jisse about karna Har Indigo Odia ki jimmedari high-risk ka matlab Har trader ko samajhna chahie Taki traders risk ke nuksan ko Samajh Ke Unse bacche ki tadbeer kar sake risk ka matlab koi bhi Aisa trade open karna hai Jiske bare mein Puri Tarah study aur work na Kiya gaya ho Forex trading Mein risk use Waqt count Hota Hai Jab traders kisi par Ja yah Commission movement Dekhte Hue aur bagair train aur Anil kiye apni trade Big Lot size ke sath open kar lete hain Iske bad Unka account balance wash Ho Jata Hai Jiski vajah se unhen bahut hi Mushkil Ka Samna karna padta hai isliye risk ko samjhe aur acche se kam Karen
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : risk ko avoid karain.....

                Jamir bhai aapane bilkul theek hai ki Ham raise ko award Karke Hi Kam karte hain agar aap likh kar baat karke Kam Nahin Karenge to aapko loss Hoga agar aap Chahte Hain Ki aapko Ek Achcha profit Ho Jaaye aur aapki Din Ki trade profit Mein close ho jaaye to aapko free hoke aa se avoid hokar kam karna hoga Kyunki yah bhi bahut acchi trading hoti hai ismein bahut Sare log bahut Achcha Paisa Kama sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : risk ko avoid karain.....

                  Dear forex members forex trading esa risky business hay jiss may agar traders regular basis pay apna knowledge aur experience Gain nai kartay hay to unko profit ki bajay nuksan uthana parta hai risk layna har wakat aur har trader ki success nai hoti hay Kyu Kay forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye risk ki bajay quality of work ko prefer karna chahiye takay haum trading ko achi tarha say samjh kar aur mehnat kartay hoye Kamyab tareekay say complete kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay forex trading may jab traders trading kartay hay to usually kuch traders bagair information Kay aur bagair attention Kay trading kartay hay to unko ake ya do bar tou kamyaabi hasal hoti hay aur magar Lazmi nai hota hay Kay har bar appka tukka method Kam Kar jaye iss liye haumay hamesha trading Kartay hovay attentive aur active rehtay hoye Trading ko seriously prefer karna chahiye takay haum trading kartay hay to haumay kamyabi hasal ho sakay.

                  Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market ki movement ko analyz karna parta hay phir hi haum kamyab trading Kar saktay hay aur forex trading may haumay discipline Kay saath trading karni parti hay jab haum trading kartay hovay selling ya buying pay market ki movement kay hisaab say trade open kartay hay to haumay uss may risk ka margin rakhna hota hay phir uss Kay mutabiq apna account balance secure rakhtay hoye trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay.

                  Forex trading may haum jab market ki movement ko ignore kartay hay to haumay kamyabi hasal nai hoti hay aur forex trading may traders kabhi bhi kamyab trading nai kar saktay hay jab wo market ki movement Kay opposite direction may jatay hay tou unki trade nuksaan my chali jaati hay.

                  Haumay trading may hamesha market ki movement ko analyz karna parta hay phir hi kamyaabi Kay sath trading kartay hay aur forex trading may zayada profit hasal hota hay.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : risk ko avoid karain.....

                    Assalam o alikum dear members forex trading main risk say avoid Kara hi bhtr ha avoid kerna her individual trader ki zimadaari hai. Risk ka Matlab her trader ko samajhna chaiye takay traders risk kay nuqsanaat ko samajh kay unn say bachnay ki tadbeer ker sakain. Risk ka Matlab koi bhi aisi trade open kerna hai jiss kay barey mai poori Tarah study aur work na kia gaya ho. Forex trading mai risk uss waqt count hota hai jab traders kisi pair movement daikhtay Haun aur baghair trends aur analysis kiye apni trades big lot size kay saath open ker laitay hain jiss kay baad unn ka account balance unn kay loss ko support dainay kay liye bhi available nahi rehta aur account wash ho kay saara balance zaya ho jata hai. Risk ko avoid ker kay trader small trades bhi open kertay rahey tou end pay acha profit bann Jata hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X