Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading behtar?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading beh

    Ji As-Salaam-Alaikum Pyare bhaijaan Forex trading business Mein trade Lagane se pahle Hamen Apne tarike card wallpaper karna bahut Jaruri Hota Hai Jab tak Ham Apne Goyal ko Hasil karne ke liye koi effective tarike ka naam boiled kar lena Hamen isiliye Apne kam per focus se nahin Rakh Sakte trading Mein Achcha profit Hasil karne ke liye tarike kar Ka Hona bahut jaruri hai Jis per employee implement karte hue Ham profitable trade karte hain aur Market ki solution ka analyses aur movement ka idea Laga Ne bahut jaruri hai isko analyses karne mein tarike ka bahut jyada help Karti Hai Ham Ek planning karte hain aur use planning ke according Forex per trailer Gate Hain Is Tarah Hamen main planning se Hatke avatrade Nahin Lagani chahie aur isliye kam profit ho ya Jyada Sabar se kam lete hain trading tarike ka learn karna bhi Behtar Hai Magar jab tak Ham Khud develop Nahin Karte Jyada evolving Nahin Hoti Khud develop karne se Hamara experience gain hota hai aur ham easily market ki selection ko analysis karte hue train Lagate Hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading beh

      Assalamu Alaikum dear friend donon Tarah hi Baithe Raja Baap trading strategy ke sath kam karte hain tabhi aap acche nahin kar sakte hain lekin Jab aap Forex trading Mein Baithe aur acchi apni Hasil karna chahte hain to uske liye jaruri hai ki Khud ki strategy Bhi Ek achi banae account mein practis Karte Hain Kaun Main Khud ki strategy Banaye acche indicators ka istemal Karen Forex ki movement Maloom Karen market ke train ko Maloom Karen tabhi aap khud ki ek acchi aur behtarin strategy banaa sakte hain jisse aap Baithe aur acchi trading kar sakte hain to isliye trading strategy learn karna bhi bahut hi acchi baat hai Jab aap experience trader ko dekhte hain unko copy karte hain to usse aapko bahut hi accha benefit Aasan hota hai lekin Khud ki bhi aapko acche analysis karne chahie market ko acchi Tarah Se read karna chahie Taki Aane Wale Waqt mein aap Achcha profit Hasil kar Saken
      • #18 Collapse

        Re: Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading beh

        اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
        New trading karny waly aksar iss maslay mai confuse rehty hain. kuch expert traders kay khayal mai behtar trading karny ke liye achi baat yeh hai ke traders pehlay forex trading ke learning Karin aur apni trading ke strategy ko devlop Karin .

        apni trading ke strategy ko develop karny ka aik bara faida yeh hota hai ke yeh traders kay trading ke style aur trader ke mizaj aur personality kay mutabiq hoti hai kion ke iss ko traders nay khud apny hisab say develop kiya howa hota hia.

        Lakin kuch traders kay khyala mai ager kisi experience trader ke strategy ko use Karin tu iss ka ziada faida hota hai kion ke iss trah ke strategies pehlaay say tested hoti hai aur experienced traders in per kam b kar rahy hoty hain.

        App k khayal mai kiya trading strategies ko learn karna chaiye ya apni strategy develop kar kay trading behtar hai?
        Traders ko chahie ki vah apni trading karne ke liye apni trading ke 17 Jise Bhi Apne Aap banaen Jab AAP dusron party. Karke kam Karte Rahoge To aap kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte ho isliye aap apni satat ji apne aap Banakar kam kiya karo is AAP hi learning increase Ho Gaye trading karne ka experience we increase hoga aur aap bahut acchi trading kar Sakoge isliye traders ko chahie ki apni trading ki strategies apne aap banaen tabhi vah kamyabi Hasil kar sakte hain Agar apni trading kis chij Nahin bologe dusron ko copy karte Rahoge To Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte ho
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #19 Collapse

          Re: Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading beh

          asslam o alikam dost hume is main lerning be krni chaiye apne khud ka experince be market main improve krna chaiye ur hume is main planing k sath kam krna hota hai eik khud k is main strantegy open kr lein os main zada se zada menat krein strategesi open krne se hume faida nai hota ha faida hume tab hi hasil hota ha k agr hum daily apni strantegy k oper work krein gey hume is main soch samj kr kam krna chaiye is main risk kam lena chaiye lalach krein gey tu hamra knowledge hamrey kam nai aye ga is main agr hum acha work krna chahte hein tu os k liye hume is main zada se zada kam be krna chaiye daily analysis o dekhna chaiye
          • #20 Collapse

            Re: Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading beh

            Assalamu Alaikum friend traders on trading strategy ISI condition Mein he develop karne mein Kamyab ho sakte hain Jab status status ke bare mein knowledge aur information Hasil Karenge strategies per Agar work karna Ham start karen Ge To Hamen knowledge aur technical information ki bahut jyada jarurat hoti hai agar hamare pass knowledge aur technical indicator ka experience hoga to hi Ham apni e.on trading strategy ki buniyad Rakh sakte hain on trading State GK development itni mushkil Nahin Hai iske liye trader ko knowledge Hasil karne ki bahut jyada jarurat hoti hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading beh

              Dear forex members forex trading may haumay hamesha apni abilities aur skills Kay mutabiq trading strategy tarteeb daytay hoye trading karni hoti hay jab haum trading kartay hay to haumay kamyabi hasal karney Kay liye market Kay trends aur news ko monitor kartay hoye trading strategy tarteeb dayni hogi phir hi kamyaabi Kay sath trading kartay hay magar Lazmi nai hota hay Kay haum apni hi strategy ko apni trading may apply kartay hoye trading karay haum forex trading Kay achay aur experienced traders ki strategy aur planning ko bhi apni Trading strategy may istamaal Kar saktay hay aur isski waja say haum trading may zayada experience hasal Kar saktay hay.

              Jab haum trading kartay hoye apni khud ki learning aur information ki base pay trading strategy tarteeb daytay hay to haumay iss kay liye market ki movement ko analyz karna parta hay aur iss Kay ilawa haumay International market ki currunt situations ko analaysis karney ki zarorat hoti hay aur un news aur events ko bhi dekhna hota hay jo directly ya indirectly trading I pay effective ho sakti hay jab haum in sab batoo ko observe kartay hay to haumay trading say related knowledge aur information hasal hota hay jiss ki waja say haum trading strategy tarteeb daytay hay to wo zayada effectively Kam karti hay Kyu Kay iss ko tarteeb daynay Kay liye haum nay mehnut Kay saath trading knowledge aur information ko collect Kia hota hai tou haumay trading ki zayada experience aur information hasal hoti hay Jo haumay Trading karney may bohaut zayada help karti hay iss liye meray khayaal may agar haum kamyab trading karney Kay liye khud ki strategy bnatay hay tou zayada behter results hasal hotay hay.

              Magar Lazmi hay kay haum apney expert traders aur seniors Kay experience aur unki effective information ko gain kartay hoye trading strategy Kay saath relate karay to haumay zayada achay results hasal hotay hay.

              اب آن لائن

              Working...
              X