Jaiza:double minded ho kar order nai lgana chaheay mind one side hona zrori ha.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:double minded ho kar order nai lgana chaheay mind one side hona zrori ha.
    dear friends forex main loss hone ki aik wajah jab ham order lgany lagty hain tu hamra double hona hai jab bhi ham trade lganty hain tu double minded ho kar lgaty hain jiss ki waja say analysis he galt ho jaty hain aur ap ko yakeen he nahi hota hai k ap ki trade profit main jay gee jis waja sy ap ki trade loss main chali jati hai iss lea ap jab bhi trade lgain aik tu usko hold karain tp aur sl tak aur dosra trade laga akr uss ko close karna ka na sochain aur na he double minded hon iss say ap ka mind set kharab ho ga jis say next time mostly loss main trade close iss lea double plicey na apnaain ap ko aik he sides trade karna ho gee phir he ap ki trade ky win hon ky chanses ziada hoty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:double minded ho kar order nai lgana chaheay mind one side hona zrori ha.

    Assalamu Alaikum dear Forex number ji han bhai aapane bahut hi baat ki hai Hamen trading ke mamle mein kabhi bhi double Manjil Nahin Hona chahie Agar Ham double mind Ho Jaenge to Ham Kabhi profit gain nahin kar Payenge Hamara Hamesha lost hi hoga Kyunki Ham main confusion Hogi ki yah trade Ham Sahi likha rahe hain ya nahin to iske liye aapke pass Achcha experience Hona bahut jaruri hai agar aapko yah Janna hai ki Ham trade Sahi Laga rahe hain ya nahin Main Kahin traders Ko Dekha Hai Jinke pass Achcha experience nahin hai aur vah trade Laga Dete Hain aur bad Mein loss ka Samna Karte Hain To iske liye pahle aap Achcha experience aur knowledge Hasil Karen form ki sari information ko acche se read Karen aur uske bad Yahan account mein Kafi time tak acche se kam Karen Jab aapko full experience Ho Jaaye Uske bad hi real account mein investment Karke trading Shuru Karen isase aapke loss ke chances bahut jyada kam ho Jaenge aur aap ek bahut hi kam time Mein Ek acchi aur fast earning Karke Ek bahut hi acche Businessman Ban Jaenge
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:double minded ho kar order nai lgana chaheay mind one side hona zrori ha.

      yes bhai ap ne thek kaha hai hume is main double minded nai hona chaiye hume is mai n phaly hi eik target set krna chaiye ur phr hume is main os k mutabiq kam krna chaiye is maina gr hum trade open kr k sochyein gey tu phr os time hamre paas itna time nai hota ha ur hum tensoin main ko mistake kr jate hein hume is main menat k sath kam krna chaiye jitna acha hum is buisness mainwork krein gey hum utna hi acha is business se faida be hasil kr sakte hein eik target set krein ur phe ap is k mutabiq is main work krein jo marsi ho jaye ap ko hume target py nazar rakhni chaiye is main agr hum soch main par jate hein tu phr ap ko nuqsan hi hona ha
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:double minded ho kar order nai lgana chaheay mind one side hona zrori ha.

        g bhai bilkul ap ney thek bat kahi hai main bhi ap ki bat say agree hun forex market main full confidence k sath kam karna chahea jab app aik he midn rakh kar kam akrty hain tu ager ap ko loss bhi hota ha tu uss loss say ap ko ya sabak milta hai ya phior ap ko reality ka pata chalta hai aur ap next time uss say avoid karty hain jiss ki waja say ap ko loss hoa ho kyon k yeh tu sab ko pata hai k har business main pehly shuru karty loss hota ha es lea forex main bhi pehly ap ko loss karny ky leay ready rehna chaheay ager ap pehly loss say bchana chahaty hain tu ap ko kisi asy expert say sekhna pary ga ju ap ko sath sath learn bhi karway aur sath sath trade bhi lgway phir ap loss hony say bach sakty hain es leay market main 2 mind say nahi kam karna chaheay aik he midn aur aik he trend ki tarf kam karna chaheay phir he ap ko achi success milny kay chanes hoty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:double minded ho kar order nai lgana chaheay mind one side hona zrori ha.

          forex trdaing main ap kbhi bhi double minded k sath kamyb trdaing nahi kar skty hain q k apko confusing main kbhi bhi forex main kaybhi nahi milti hai es liye aghr hum apni trading main achi eraning karty hain tu apko apni trdaing main apny mind ko aik traf ho kar trading karni hogi jis k liye apka forex k liye trdaing ki grip strong ho jub ap forex main market kos mjhny main grip rakhty hain tu ap aik din zaror kamyb ho skty hain tu zarori hai k ap apni trdaing main aghr kamyb hona chahty hain tu apko apny expiernce ko gain krna chahye jub apka knowedge acha hota hai tab he ap kamyb trdaing kar skty hain or apko loss bhi tab he kam hota hai jub ap apni trdaing ko bahtr tariky se karny k qabil ho jaty hain or achi eraning k liye apko hard work krna zarori hota hai warna ap kbhi bhi forex main kamyb nahi ho skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:double minded ho kar order nai lgana chaheay mind one side hona zrori ha.

            Ham Logon Ko double minded Nahin Hona chahie Ham Logon Ko Agar trading Se Achcha profit Hasil karna hai to iske liye Ham Logon Ko hard work karna chahie Ham Logon Ko double minded Ho ke nahin trading Karni chahie isase Ham Logon Ko loss ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:double minded ho kar order nai lgana chaheay mind one side hona zrori ha.

              Dear jab hum ais market mai analysis karty hai to hum ko ais market mai jo trade lagani hoti hai to aus mai hum ne agar ais market mai acha profit banana hai to hum ko ais market mai jo bhi trade milti hai aus mai hum ko ye dekhna hai k hum ne jo analysis kiay hai aus k hisab se hum ko trade lagani chaye kun k hum agar ais market mai jo trade lagaty hai to hum ko khud par yaqeen hona chaye ta k hum jab ais market mai koi trade lagaty hai to hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum ais market mai jo bhi trade lagye to hum ko ais mai ye dekhna hai k hum jo ais mai trade lagany lagy hai to hum ko ais mai confirm ho k hum ne ais mai kaisy trade lagani hai aor ais time market ka trend kai chal raha hai aus k baad hi hum ais mai acha profit bana sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:double minded ho kar order nai lgana chaheay mind one side hona zrori ha.

                Forex market ki movement ka tou kisi ko bhi pata nahi hota hai kiyu kay market mai live trading ho rahi hoti hai jiss mai sirf undazay he lagaey jatey hain kay kis ki price uper jaey gi aur kitni jaey gi, aur kon si price neechay aey gi aur kitni aey gi. Kabhi bhi Iss baat say nahi darna chaiye kay trade open kernay kaay baad loss mai nahi chali jaey kiyu aisay agar darna shuru ker dia jaey tou koi bhi iss business mai nahi aey.

                Iss liye trading kertay huay kabhi bhi double mind nahi hona chaiye aur loss kay darr ko mind say nikaal kay trading karain. Aur hamesha apnay mind ko positive rakh kay apnay uper trust ker kay he trade open kia karain.Iss tarah achay decision hotay hain aur kaamyabi bhi yaqeeni ho jati hai. Double mind honay say bachnay kay liye apni learning aur knowledge ko improve kertay raha karain. Kiyu kay jitna acha market ka knowledge hoga utna he faisla kernay mai asaani rahey gi
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:double minded ho kar order nai lgana chaheay mind one side hona zrori ha.

                  Dear friend Forex Ek Aisa business hai jis mein Hamen full confidence ke sath kam karna chahie ismein kam karte hue Hamen main double minded Kabhi Nahin Hona chahie Kyunki ismein kam karne ke liye hamare pass Aisa experience Ho ki Ham jo bhi trade lagaen usko acchi Tarah Soch samajhkar lagaen Kabhi Bhi usmein nuksan Na uthaen Jab Ham is market Mein analysis Karte Hain To Ham ISI market mein jo train Lagani Hoti Hai To usmein Humne Agar market Mein achha profit banana hai To Humko is market Mein Jo Bhi trade milati Hai usmein Humko yah dekhna hai ki Humne Jo analyses Kiye Hain Uske hisab se Humko trade Lagani chahie Kyunki Ham Agar market mein jo trade Lagate Hain To Humko Khud per yakin Hona chahie Taake Ham Jab market Mein Koi trade Lagate Hain To Humko market Mein yah dekhna hai ki Ham is market Mein Jo Bhi trade lagaen vah Soch samajhkar lagaen aur Achcha work Karke ismein kamyabi Hasil Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:double minded ho kar order nai lgana chaheay mind one side hona zrori ha.

                    g han bhai jan ap ny bikul sahi kaha hai main apki bat se sehmat krta hun forex trading ko hmaisha apny fresh mind k sath karna chahye q k jub hum apni trading main double minded yah upset minded hoty hain tu hum kbhi bhi achi trading nahi kar skty hain or na he un ko acha profit ilta hai tu hmaisha apni trading ko soch smjh kar or fresh mind ks ath karen jis main apko loss hony k chnaces bhi na hon or ap apni trading ko bhi achi trha se kar saken forex hmary liye aik best earning business hai jis main hmari mahnat he hmain kamyb bnati hai or hmari galtian he hmain nakam bnati hain tu kbhi bhi apni trading main zyda risk nahi lena chahye na he apny mind ko ayse rakh kar trdaing karen jis main ap khud he apny loss k zimydar ho skaen
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:double minded ho kar order nai lgana chaheay mind one side hona zrori ha.

                      traders double minded es ley hoty hey key market ko analysis karny key ley same time me bahot se indicators ko use karty hey aur sath me fundamental analysis be karty hey, news se market ka jaiza zaror lena chaye aur ye bahot hi important be hay magar siraf long term trading key ley traders ne agar short term trading be karni hoti hay to same time me traders news se be market ka jaiza leny lagty hey aur technical indicators jo key different direction me indication de rahy hoty es ko be use kia jata hay, jab be market ka jaiza leny par different direction me signals milna start ho jaye to traders zaror confuse ho jaty hey aur traders ka double minded hona be yakeeni ho jata hay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X