jaiza:forex main 50 % trader apny uper yakeen na hony say forex ko chor daity hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza:forex main 50 % trader apny uper yakeen na hony say forex ko chor daity hain.
    forex main success hony ky lea ap ky pas pehla step apny ap par yakeen hona bohut zrori hai aur saber hona bohut zrori hai kyon ky forex main asy halay bhi aty hain jab ap bilkul khali ho chuky hoty hain asay halat har trader ko face karny party hain jiss ko apny uper yakeen hota hai main iss main success hasil kar ky he rahon ga wo he iss main success hota hai aur bnoht sary trader jin ko forex main shak hota ha wo iss main kamyabi hasil nahi kar paty hain un ko yehi doubt rehta hai k ham success nahi ho sakain gay jis say hota bhi asa ha aur wo forex ko chor jaty hain ab tu ap ky pas ager investment nahi bhi ha tu ap ko pak forum say bohut achi invest milti hai jiss say ap faida utha sakty hain aur knowledge aur experience bhi yahn say he hasil kar sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza:forex main 50 % trader apny uper yakeen na hony say forex ko chor daity hai

    G forex trading business mein kaamyaab honey k liye aik ye bhi zaroori hy k aik trader ko khud par yaqeen hona zaroori hy kiok khud par yaqeen nhi ho ga tu wo forex trading business mein kabhi bhi kaamyaab nhi ho saktay aur khud par yaqeen tab hi hota hy jab hum forex trading business mein mehnat aur hardwork kar k learning knewledge aur experience hasil karain learning knewledge aur experience ho ga tu hi hum ko agr forex trading business mein loss bhi hota hy tu hum ko ye yaqeen ho ga mein forex trading business ko kar sakta hun aur aik din forex trading business mein kaamyaab ho ga aur forex trading business mein mehnat aur hardwork karain aur Pak forex forum par mehnat kar bonus hasil karain aur aik kaamyaab trader ban saktay han
    • #3 Collapse

      Re: jaiza:forex main 50 % trader apny uper yakeen na hony say forex ko chor daity hai

      g han bhai jan ap ny boht achi bat ki hai or main apki bat se agree krta hun forex trdaing main jub hum trading karty hain os main loss hony k zyda tar chances hmari apni galtiun se hota hai q k hum he forex mainstrong ability k sath trdaing nahi karty hain jis se hmain loss ho jata hai or boht se mambers forex main dar dar kar kam karty hain jis se un ko loss ho jta hai tu kbhi bhi khud par be atibari na rakhen q k forex aik aysa bsuiness hai jis main ap bar bar fail ho kar bhi pass hony ki maant kar skty hain es main kisi bhi trha ki koi formality ki zaorort nahi hoti hai tu aghr ap forex main kamyb hona chahty hain tu apko khud apni trdaing ko achi trha se use karen jub ap pni trdaing ko apny knowledge or expiernce k hisab se karty hain tu ap kbhi bhi loss ko face nahi karty hain acha proft apko mil jaata hai
      • #4 Collapse

        Re: jaiza:forex main 50 % trader apny uper yakeen na hony say forex ko chor daity hai

        g han app ki bat thek hai forex main log ziada tar khud pay yakeen nahi rakhty hain wo samjhty hain k forex aik international business hai jiss main hamra success hona namumkin hai ham ko yeh bat mind main nahi ani chaheay hamain forex main es bat say motivation laini chaheay k ju trader es main successfull ban jaty hain wo bhi tu success hoty he hain ager ap bhi hard work kar sakty hain tu ap ka bhi success hona forex main mumkin ho sakta hai ap ko apni learning main focus karna ho ga aur phir forex market ka har tarah ka knowledge hasil karna ho ga phir forex market ki samjh ati hai es lea apko kabhi bhi yeh sochna nahi chaheay ky ap es business main success hasil nahi kar sakty kyon ky jesa ap ki soch hoti hai app ka mind bhi wesy he kam karta hai ager yakeen ky sath am karain gay tu aik din zror success milti hai.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza:forex main 50 % trader apny uper yakeen na hony say forex ko chor daity hai

          Ji Bhai Jaan Ham Sab Logon Ko sabse pahle Apne andar confidence Paida karna hoga FIR Ham Logon Ko training karni ho gayi jitni Jyada ham log FIR Ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda Hoga aur ham log Kafi Achcha ise benefit hassil kar sakte hain Jitna Achcha Hamare andar confidence hoga
          • #6 Collapse

            Re: jaiza:forex main 50 % trader apny uper yakeen na hony say forex ko chor daity hai

            Yes dear ye to ap ne sahe kaha hai kun k ais market mai jo log kaam karty hai wo ais market mai jab kaam sekhty hai to aus time wo ais market mai yehi kehty hai k hum ne agar ais market mai kaam karna hai to hum ko ais mai kafi zayda risk lena pary ga tab hi hum ais market mai se paisa kama sakty hai magar ye humri ghalt fehmi hai kun k ais market mai agar hum kaam kary gay to hum ko ais market mai trade lagaty waqat darna ni chaye kun k ais market mai hum agar dar k trade karna choar dey gay to hum ko ais market mai ho sakta hai k thora sa loss ho jaye magar aus k baad hi hum ais market mai kamyb ho sakty hai jab hum ais mai ghalti karty hai aor aus k baad hi hum ais market mai kaam kar sakty hai.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza:forex main 50 % trader apny uper yakeen na hony say forex ko chor daity hai

              Forex trading business aik aisa business hai jisay kernay kay liye bohat ziada confidence ki zaroorat hoti hai. Jab tak acha confidence level nahi hota uss waqt tak forex trading mai ziada kaamyabi milnay ka imkaan kamm hota hai. Traders apnay aap per yaqeen nahi karengay khud pay confidence nahi rakhain gay aur jab tak apni abilities pay trust nahi karengay tab tak kaamyab nahi ho saktay hain. Ziada ter traders trading kertay kertay losses say gabra ker ya phir aksar mt4 terminals kay trading kay liye helping tools ko sahi tarah istamaal na kernay ki wajah say trading chore daitay hain.

              Jo traders bhi poori duniyaa mai iss waqt trading ker rahey hain unhoo nay forex trading apnay upper iss etimaad kay saath he seekhi hogi kay " Haan, mai ye ker sakta hu" Jab tak ye soch nahi paida ho uss waqt tak kisi bhi field mai kaamyab hona mumkin he nahi hai. Forex mai bhi yeh yaqeen bohat zaroori hai iss say ghabra ker trading chornay ki bajaey iss darr per pay qaabu paa kay kaamyab traders banana ki koshish shuru ker dain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza:forex main 50 % trader apny uper yakeen na hony say forex ko chor daity hai

                Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex m jb ham new traders hoty han to ham sb k sath asa hota hy k ham start m aik dm sy profit hasil ni kr paty or kbi kbi to apna account wash kr dyty han asa sb k sath hota hy k wo successful hony ki umeed chor dyty han unan apny ap py ahtmad ni hota wo account wash hony ki wja sy trading hi chor dyty han hmary sath b asa hi hoa mgr hamy himt ni harni chaiy hamy apny loss or apni mistakes sy sekhna chaiy or dobara trading start krni chaiy agr hmary pas investment k liay kuch ni to b hamy pak forum m posts kr k bonus hasil krna chaiy or us bonus sy trading krni chaiy trading ko chorna ni chaiy agr ham trading k liay khud py yakin ni krty to ham contest m posts kr k widraw able bonus k sath sath acha knowledge b hasil krna chaiy
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza:forex main 50 % trader apny uper yakeen na hony say forex ko chor daity hai

                  Forex trading main hum logun ko is ley apny upar yaqeen ni hota ha k hum log knowledge or experience k ley itni mehnat ni karty han or na he demo account maim practice karty han balky investment kar k trading start kar laty han or loss karwa daty han jab loss ho jata ha to phr forex trading ko chor daty han jab hum logun ko chae ha pehly hum log 1 saal tak demo account main practice Karna daily trading karny proper analysis k bad or phr results dakheny jab aik saal pura ho jay to phr humy real account main trading karni chae ha proper money management or risk management k sath ta k humy ziada sy ziada fayda hasil kar sakeny or humy loss na ho
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza:forex main 50 % trader apny uper yakeen na hony say forex ko chor daity hai

                    Ji haan mere bhai aapane theek kaha main aapki baat se aagrah karta hun forex trading mein main jab Ham trading karte hain to usmein loss hone ke bhi chances hote hain apni galtiyon se sikhana chahie frocks mein agar aapko pakka yakin nahin hai to use trade ko Na lagaen is mein hamen confident hona chahie ki is trade mein hamen profit hoga is mein hamen main lalach nahin karni chahie aur na hi ismein jaldbaji karni chahie apne aap per yakin hona chahie aur ismein mehnat karni chahie aur experience ke sath trade lagani chahie isase aapko profit hoga forex mein 50 wishes nahin balki thode bahut log Hain Jo ke apne upar yakin na hone ki vajah se a forex chhod dete Hain unko yah lagta hai ki unko profit nahin hoga Allah ke vah apni mehnat aur experience ke sath ek achi trade laga sakte hain aur profit hasil kar sakte hain lekin vah aisa nahin karte ho shrart ko chhod dete Hain inko Mera mashwara hai ki apne upar yakeen rakhen aur experience ke sath trade lagaen aur profit hasil Karen

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X