Hamesha apny mistakes ko samny rak kar hi trading kia karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamesha apny mistakes ko samny rak kar hi trading kia karen
    Past me ham se jo be mistake hoti hey ye hamary mind me hony chaye aur jo be trade ham open karty hey agar ham apny mistakes ko samny rak kar trading karen gey to es ka hamy bahot fadia ho ga, hamary trading plan aur strategies hamary mistakes ki waja se hi fail hoty hey, indicators signals ki wala se agar hamy loss ho to es me be hamary mistakes ka hi hath hota hay esi tarha news trading agar ham karty hey to koch ham se mistakes ho jaty hey jes ki waja se hamy news trading me be loss ka samna ho jata hay, jo be ham mistakes karty hey es ko control esi condition me kia ja sakta hay jab hamy ye mistakes yaad raken gey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamesha apny mistakes ko samny rak kar hi trading kia karen

    Mistakes karna insan ki fitrat mein shamil hota hai isliye ye is baat se mat pareshan hua Karen. As a trader rozana ki buniyad per bahut si galtiyan kar rahe hote Hain magar aap ki koshish yah honi chahie kya aap apni galtiyan ko note down Karen aur repeat hone se a bachin. Senior traders hun yeah junior traders khammam hi mistakes karte Hain. Apni galtiyan ko note down karna ek bahut acchi aadat hai, jokae a aapki trading life mein main bahut jyada yah madad kar sabit ho sakti hai. Jab dusre traders apni mistakes share karte Hain to usko aap aise hi liya Karen Jay Seva mistake aapane ki Ho. Aur jo mistakes aapane apni trading life mein ki hai vah bhi e community ke sath share Karen tar ke dusre logon ka fayda ho sake.
    • #3 Collapse

      Re: Hamesha apny mistakes ko samny rak kar hi trading kia karen

      Dear ais market mai hum jab kaam karty hai to hum ko ais market mai faida tab hota hai jab hum ais market mai koi mistake karty hai to hum ko ais mai wo sahe karni chaye aor aus k baad hi hum ko ais market mai analysis karny hoty hai aor apny account par jo bhi trade lagani ho hum ko aus mai apny analysis par hi trade lagani chaye aor aus k baad hi hum ais market mai jab risk lety hai to hum ko aismai faida tab hota hai jab hum ais market mai analysis karty hai to hum ko ais mai apny analysis k hisab se trade laga leni chaye aor aus k baad hi hum ais market mai koi trade laga sakty hai kun k ais market mai hum ko kisi aor ki trades par belive ni karna chaye ais mai hum ko apni trades lagani chaye aor aus k baad hi ais market mai trade karni chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Hamesha apny mistakes ko samny rak kar hi trading kia karen

        Mistake ham jab bhi forex market main trade kerty huey kerty hain tou hamain loss zarur hota hai tou hamain chahiay ky kab bhi new trade open kerny ja rehy hon tou ham pehly apni mistakes ko notice ker lain ky hamain in mistakes ko repeat hony per jo loss hona hai ham is loss sy bach sakain ky loss hamain jab thora sa bhi ho jata hai tou usko recover kerna hamary liay bahot mushkil ho jata hai ky ham jab same loss ko recover kerny ki koshish kerty hain tou hamesha bara risk lety hain aur wohi bara risk hamary account wash ka sabab banta hai hamain hamesha trade open kerny sy pehly apni previous mistakes ko zarur notice ker lena chahiay taky future trade main aesi mistakes sy avoid kia ka saky
        • #5 Collapse

          Re: Hamesha apny mistakes ko samny rak kar hi trading kia karen

          Ji Agar ham log mistake ko Dur Nahin Karenge to iska Ham logon ko bahut hi jyada nuksan Hoga isliye Ham Sab Logon Ko Agar mistake per Kabu Pana Hai To Jyada Se Jyada mehnat Karni Hogi aur mistake ko Dur Karke trading Karni Hogi
          • #6 Collapse

            Re: Hamesha apny mistakes ko samny rak kar hi trading kia karen

            jasy k hum janty ham k forex ttrading aik difficult or hardwork hy is main har kisi sy mistake ho jati hy ghalti to ho jati hy usy durust karny k lia hamyn un ghaltiyon ko made nazar rakhna chahya agr hum sy mistake ho gai hy to agli bar trading karty time usy zahan main rakhna lazmi hy agr hum asa nai karty to hamyn loss hota hy agr in ko durust kar lyn to hamyn zyada sy zayada profitr hasilk hota hy hamyn work karny sy pahly forex trading ko read kar lyna chahya ta k koi mistake na ho agr ho b jay to us dosri bar ya ghalti na ho.
            kamyab hony k lia mistake ko sahi karna bohat zarori hy.
            • #7 Collapse

              Re: Hamesha apny mistakes ko samny rak kar hi trading kia karen

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Hamesha apny mistakes ko samny rak kar hi trading kia karen<br />Past me ham se jo be mistake hoti hey ye hamary mind me hony chaye aur jo be trade ham open karty hey agar ham apny mistakes ko samny rak kar trading karen gey to es ka hamy bahot fadia ho ga, hamary trading plan aur strategies hamary mistakes ki waja se hi fail hoty hey, indicators signals ki wala se agar hamy loss ho to es me be hamary mistakes ka hi hath hota hay esi tarha news trading agar ham karty hey to koch ham se mistakes ho jaty hey jes ki waja se hamy news trading me be loss ka samna ho jata hay, jo be ham mistakes karty hey es ko control esi condition me kia ja sakta hay jab hamy ye mistakes yaad raken gey.
              Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon Forex trading main loss honay ki wajohat agar dekhi jain to mahain yeh bat zaror accept karna ho gi k jo bhi trade hamari fail hoti hay aor us main hamain loss hota hay to woh hamari apni mistakes ki hi wajah say hota hay ham trading kay doran aksar mistakes knowledge and experience ka kami ki hi wajah say kartay hain aor ham ko trading main loss ho jata hay is kay liay hamain chahiay k first of all Forex ka achi taran knowledge hasil kar laina chahiay aor experience kay liay demo pay achi taran practice kar laini chahiay jab ham aik trade main loss ko face kartay hain to hamain chahiay k ham analysis karain k hamain kis wajah say loss howa hay aor trading kay doran apni ki hoi mistakes ko find karay aor in tamam mistakes ko note kar lay aor next trade main in mistakes say avid karay es taran trading successful honay kay chances ziada ho jatay hain lehaza hamain hamesha apni mistakes ko samnay rakh kar trading karni chahiay.
              • #8 Collapse

                Re: Hamesha apny mistakes ko samny rak kar hi trading kia karen

                g han bhai jan aghr hum apni trading karty yah bat sochen k hmain apni galtiun ko mind main rakhen tu ummed ki jati hai k hum os mistakes ko kbhi bhi reapte nahi kar skty hain tu hmaisha apni trdaing main aik bar aik he galti aghr ho jay tu masla nahi hai laken bar bar kbhi bhi aik he galti na kare asye ap kbhi bhi kamyb nahi ho skty hain ayse ap apni trdaing main achi eraning bhi nahi kar skty hain or ap kbhi bhi ayse apna knowledge nahi gain kar skty hain tu hmaisha he apni trdaing main kamyb hony k liye hard work karen or apni galtiun ko sodhar kar trdaing karen q k jub hum trdaing karty hain tu hmara mind kafi dar or khof main hota hai boht se tradors tu khud he galti kar jaty hain laken apni pahli galtiun ko hmaisha he mind main rakh kar trdaing karen jub ap ayse karty hain tu ap apni galtiun se he kafi kuj sikh skty hain or gher bethy he achi trdaing kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Hamesha apny mistakes ko samny rak kar hi trading kia karen

                  yes dear bilkul app thek kah rahy hain mistake ko hmain apny samny rakh kar phir he akm karna chaheay kyon jab app trade karty hain tu ap ko apni mistake nazer ati rehti hai jiss say jab ap apni mistake ko repeat karty hain forex main wesy bhi ham aik mistake ko bar abr repeat karty hain kyon ky yeh aik makret risky hain jiss main ap k mind main bar abr lalch ata hai aur jiss waja say apni mistake hoti hai iss leay ap ko apny samny daily note pad pay trading desy pay rakhni chaheay phir he ap ka loss minimize hos sakta hai jitna ap apni mistake ko repeat akrty jain gay utna loss karty hain gay jisss say aik din app apna account ko wash akr bethy gay aur ap ko phir say invest kahti karna mushkil ho jay ga iss lea thora earn karain mager regular earn karain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamesha apny mistakes ko samny rak kar hi trading kia karen

                    HuMsha koshish karain Kay apni mistakes say learning hasil karain or trade karne say phly mistakes ko apne mind may rhty hoe trade lagai jiye or ek hi galti bar bar na ki jiye is tarha ek hi galti bar bar karna loss ki reason banti.. Kyun Kay forex trading business bohat hi risky business hai humain is liye koshish karni chahye Kay apni galti ko recover karain or koshish karain Kay apni mistakes say KuCh acha learn kiya jiye bar bar ek galti na Durhhai na jiye... Jo traders apni mistakes ko identify nahi karty or bar bar galtiya karty rhty hian during trade ase trader kamyab nahi hoty forex may is liye humain chahye Kay hum ziyda sy ziyda mehnat karain or apne weak points ko recover karty rahain profit earn karne Kay liye...
                    • #11 Collapse

                      Re: Hamesha apny mistakes ko samny rak kar hi trading kia karen

                      Yes exactly, Hume trading ke dorana hue apni mistake ko note book mein note down kar lena chahiye. Pher her bar trade karne se phly apni mistakes ko remind kar ke phr trading karni chahiye. Is tarha hum same galati repeat karne se bach jae ge aur phly se acha result hasil kar sake ge.
                      • #12 Collapse

                        Re: Hamesha apny mistakes ko samny rak kar hi trading kia karen

                        Forex trading business aik bohat acha aur faiday wala business hai. Jisay kernay kay liye hum bohat learning aur knowledge gain kertay hain. iss liye agar forex trading kertay huay hum say koi ghalti hojaey ya koi trade galat open hojaey aur uss ki wajah say loss ho jaey tou hamain ghabrana nahi chaiye kiyu kay ghaltiaan sub say hoti hai aur kaam kertay hain un say tou laazmi hoti hain jo kaam he nahi kertay unn say ghaltiaa bhi nahi hoti hain. Hamari learning aur knowledge ka test tab he hota hai jab hum apni ghaltioo say sabaq seekh lain aur agli trade mai wo ghaltiaan saamnay rakh kay unn ko control karain aur dobara unhain repeat na honay dain. Kisi bhi trader ki kaamyabi ka raaz yehi hai kay wo apni ghaltioo ko jald say jald samajh kay unhain theek ker ley. Iss tarah achi aur ghaltioo say paak trading kernay ka experience barhay ga jiss say profit bhi barhay ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Hamesha apny mistakes ko samny rak kar hi trading kia karen

                          Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon g han friend ham apni mistakes sy hi sekhty han hmari mistakes hi hmari bari ustad hoti han hamara loss jin mistakes ki wja sy hoa hamy un mistakes sy sekhna chaiy or ainda trading krty hoay ye mistakes samny rakh k trades open krni chaiy agr ham apni mistakes ko avoid Karan gy un sy sekh kr trading ni karan gy to hamy kbi b profit hasil ni ho ga hmasha loss ho ga ham apny loss ko tbi cover kr skan gy jb ham apni mistakes ko bholny k bjaiy samny rakhty hoay trading karan gy forex aik behad profitable business hy is m ap jitna kam karan gy utna hi ap profit hasil Kar k aik successful life guzar skan gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Hamesha apny mistakes ko samny rak kar hi trading kia karen

                            Dear friend forex trading main humy apni galtiun sy seekena chae ha or proper learning or practice k sath acha knowledge or experience hasil kar k or analysis karna seek k trading karni chae ha ta k humy loss na ho forex trading main humy apni purani galtiun ko mind main rakh k trading karni chae ha
                            Forex trading main hum jtna apni galtiun sy seek k trading karny gy to hum utny he kamyab hon gy is ley humy apny knowledge or experience pe tawaja dani chae ha or or humy proper learning karny ki zarorat ha jis sy hum acha knowledge hasil karny or practice kar k experience hasil karny or forex trading main dobara woe galtien na karny ta k kamyab hon
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hamesha apny mistakes ko samny rak kar hi trading kia karen

                              Ji haan mere Bhai Forex mein agar kabhi mistake ho jati hai to hamen an mistake se kuchh Na kuchh sikhna chahie koi bhi kam ho usmein kabhi kabar galti Ho jaati hai bjjaaye iske ke galti per galti Karen UN galtiyo se sikhna chahie aur apni trading mein acchi improvement Lani chahie agar Ham galti nahin karenge to hamen pata bhi nahin chalega k galti karne se loss bhi hota hai aur is sa hmmay bahut kuchh sikhne ko milega use galti ko apne mind mein rakhkar dobara na karne ka aehad Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X