Jaiza: small vulume trade size
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: small vulume trade size
    dear trader forex trading business bohat risky business hai is liye humain bohat ehtiyat say trade lagne chahye... ager ap small volume main trades karo ga to ya ziyda better ha or is main risk bi kam ha ager big volume use karo ga trading main to us main risk zadha ha hamesha small volume main trades karo Small volume = small risk big volume = big risk.. Is liye koshish karni chahye Kay huMsha small risk lyn yani Kay lot size chOta select karain ta Kay kam profit hi sahi mager loss say bacha jiye lot size select karty waqt humain apne balance pay bhi dihan sy a chahye ta Kay trade lagty waqt loss say bache Kay liye Lot size ka kam hona zarori hai bohat say trader trade lagty hoe apne balance ko ignore karty hain or ziyda risky trade laga dyte hain ase may bohat dafa bohat say traders ka balance loss may gya hai is liye loss say bachne ky liye kam risk lyNa zarori hai shukria..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: small vulume trade size

    Dear agar hum ye dekhy k hum ais market mai choti trade lagaty hai to hum ko ais market mai profit bhi kam hota hai aor profit bhi zayda hota hai kun k ais market mai ap ne dekha ho ga k ais market mai hum agar profit banaaty hai to hum ko ais mai profit bhi kam hota hai kun k ais market mai hum jab apni trading strategy k hisab se lot lagaty hai to hum ko ais market mai faida tab hota hai kun k hum ne ais market mai apny account k hisab se trade karni ho to hum ko ais mai stop loss k hisab se lot select karni hoti hai kun k ais market mai agar hum lot bari use karty hai to hum ko ais mai faida tab hota hai jab hum ais market mai lot apny account k hisab se use karty hai to hum ko ais mai profit hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: small vulume trade size

      Small volume key orders be bahot zeyda profit de sakty hey risk ko manage esi condition me ham kar sakty hey jab ham small aur kam lot ya volume size par depend kar key orders ko place karny ka decision lety hey, esa bahot hi kam dekny me aya hay key small volume size ki waja se kesi trader ko big loss howa ho ya us ka account wash howa ho, jo traders small lot size lagaty hey es ka ye matlab nahi hota key us ka trading experience kam hay ya us key knowledge me kami hay risk ko control karny key ley some time kam lot size par be depend kia ja sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: small vulume trade size

        forex trading main smll volume trdae se apki trdaing main risk bhi kam hota hai or jub ap high volume main trdaing karty hain tu apki trdaing main risk bhi yzda hota hai tu aghr forrex main kamyb hona chahty hain tu apko apni tdaing main risk ko kam se kam rakhna hoga qk hum kamyb trdaing tab he karty hain jub ap forex main risk ko mange kar k trdaing karty hain es liye apko chahye k apni trdaing ko small lot ks ath karen smll lot se apki trdaing main risk kam hota hai or apki trdaing main loss hony k chaces bhi kam se kam hoty hain tu apko hmaisha es chez ka khas khyal rakhna hga k jub ap small lot ks ath trdaing karengy tu apko lossbhi kam hota hai loss kam hony se apki trdaing main risk kam hota hai tab he ap apni trdaing main success hasil kar skty hain q k jub lot bari set kar dety hain tu loss bhi bara hota hai or apko bara loss hony se apka account bhi wash ho jaata hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: small vulume trade size

          agr ham is main trade lagana chahty hain to hamy acha experience or knowledge hasil karna chahey hamy apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar is main rakh kar is main mehant sy kam karna chahey hamy aik time table bana kar is main daily base par kam karna chahey pher hi ham apna target pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy out off cost account bana kar be kam kar sakty hain ham isy apna life time prfoessioanl be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala aik best business hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain forex all world main aik famous business hain yai usa or china or new yourk main aik unique business hain or pakistan main be aik legal business hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: small vulume trade size

            Small volume (lot size) ka faida ye hota hay key traders ko loss zeyada lot size lagany se kam hota hay aur es ko bahot asani se recover be kia ja sakta hay, small volume (lot size) key order me profit be small hi hota hay magar sab se achi bat ye hoti hay key hamara account wash nahi hota aur loss be etna hi ho sakta hay jetna key ham es ko afford kar sakty hey aur ye 1 hi order me recover karny key qabil be hota hay, zeyada lot size lagany waly traders key ley risk management ka malsa hota hay aur loss ko es asani se manage nahi kar paty hey esi waja se traders ki zeyada tadaad loss karny ki hi hay.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: small vulume trade size

              forex mai lot laga kar hum munfa kama sakty hain hamy experence gan kar ky aik time table bana kar forex mai kam karna ho ga hamy learning gn kar ky aik time table bana kar forex mai kam karna ho ga hum is mai 24 ganty mai sy kese be wkt k time tabe bana akr kam kar sakty haij hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to harma account baend ho jy ga forex busienss paksitan mai legal ban cuka hain is mai usa or china or new yo jasy bary bary mumalik invle hain is ko smjna aik din ka kam nahi hain forex aik big busness hain hum is mai postng , trading , investment kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex ko samjna aik din ka kam nahi hain forex aik wsasee tareen bsiness hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: small vulume trade size

                hamy small volme kki lot kagani chahey hamy bohat acha knowledge hasil kar ky market main trade lagani chahey pher hi ham acha pasia kama sakty hain forex poors man job less man house wife or students boys or girls ky liye aik acha business hain is main ameer or greeb sab kam kar sakty hain is main kam akrny ky liye hamy apni emotion or lalch ko qaboo main is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham nuqsan sy bach sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main day main trading kar sakty hain or ham is main apni marzi sy night main be trading kar sakty hain yai aik wasee bsuienss hain ham is main apny friends or relitives ko be invite kar sakty hain is ka extra 20% bonus milta hain yai aik best business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: small vulume trade size

                  Small volume size ya small lot size aik he baat hoti hai. Bohat say new tarders ko yeh pata nahi hota hai kay volume aur lot aik he cheez kay do alag alag technical name hain. Forex trading business mai demo account ki jabb bhi Baat ki jaati hai tou uss mai trading ki practice kay liye hamesha lot size sahi select ker kay trading ki practice ki baat ki jaati hai. Forex traders Agar lot size apni trade ka sahi volume select kerna seekh lain tou aadhi trading seekh laitay hain.

                  Forex traders ko apni trade ka lot size hamesha Kamm rakhna chaiye kiyu kay iss Tarah account safe aur secure rehta hai jiss ka faida traders ko long time trading mai ho raha hota hai. Traders ko chaiye jabb bhi lot size select karain tou sub say pehlay apnay selected currency pair ya commodity ki price unhain pata honi chaiye aur phir uss pair ya commodity ka spread unhain sub say pehlay daikhna chaiye aur uss kay baad lot size select kerna chaiye. Small lot size say profit tou Kamm hota hai laikin loss bhi bohat Kamm ya na honay kay barabar he hota hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Jab ap ka capital thora ho tu ap small lot size jo kay 0.01 or standard lot be kaha jata hai us ka use kar sakty hain. or baqi ap ka capital or analysis strong ho gy tu ap yeh risk level zaida or kam dunu kar skaty hain. us kay leye zarori hai kay ap risk management kar lain. jis ka faida ap ko yeh hoga kay ap ko sahi pata chal sakta hai kay kis trade ka stop loss kitna hona cheye or ap us ko kam yah zaida kar kay apny account ko secure bana sakty hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X