ibtadai forex traders ka losss ky wkat ka hal
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ibtadai forex traders ka losss ky wkat ka hal
    dosto meny bhot se aysy traders deky hain jo new new hoty hain. ya fir wo forex ko sahi se leran nhi krty . leran krty wakat un ko mot prti hai . dosto wo trader lalchi bn jaty hain. jab un ko profit ayk bar milta hai to wo hawaho me urna shuru kr dety hain . lekin jesy hi un ko losss hony lgta hai ya accoount wash ho jata hai to wo rola shuru kr dety hain . un ki halat bhot buri ho jati hai . dosto agr aap bhi new hain to merbani kryn forex ko learn kryn is ko sekhyn smjhyn ,. kal apka apna hi faida ho ga.
    Mehnat Me Azmat hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ibtadai forex traders ka losss ky wkat ka hal

    new forex trader jo mistakes karty hain woh yeh hoti hai kay woh short cut kay chakar mair ehty hain or apna nuqsan kar laity hain. lerning ki bijaye pehlay earning karna chahty hain or apni trading mai skills zaida na honay kiw aja se un ko loss hota hai. es ka behtreen hal yeh hai kay trader apny experience ko increse kar kay us kay bad woh live account ki taraf ayain.
     
    • #3 Collapse

      Re: ibtadai forex traders ka losss ky wkat ka hal

      dear friends forex work main jab kisi ko loss hota hai tu uska koi solution nhi hia q k ye trading hai kabhi market kese aur kabhi kese aur ha albatta admi ko hosla nhi harna chahiye q k umeed per duniya kaim hai dosto
      • #4 Collapse

        Re: ibtadai forex traders ka losss ky wkat ka hal

        Boss aap ki baat belkul durast hai aur ham ko as mien umeed ka daman nahi chorna hota h agar ham as mien umeed chor dete hien aur nuqsan kerne k bad ham as mien dil chota ker lete hien tu ham as mien kamaee nahi kar sakte hien
        as lyee ham ko as mien umeed karna hota h aur ham ko as mien dil sy kaam karna hota h aur ham ko as mien umeed sy kaam karna hota h aur ham ko kamaee karna hota h jab ham umeed kaerte hien tu ham kamaee ker sakte hien aur jo new traders hote hien tu
        un ko jab loss hota h tu wo loss dakh ker preshan ho jate hien as lyee un ko preshan ho ker kuch b ni mil sakta h.
        • #5 Collapse

          Re: ibtadai forex traders ka losss ky wkat ka hal

          Jo new trader recently join krte hain wo bina soche samjhy trading karna shuru kr dete hain or starting me hi loss uthate hain phr wo forex se upset ho jate hain to un ko yeh karna chahiye ke starting me bilkul low volumes se trading karen.
          • #6 Collapse

            Re: ibtadai forex traders ka losss ky wkat ka hal

            Forex Trading main Loss trader ko es waja se hota hai kay woh apni mistake se loss karty hain. Loss recover karny kay chakar main be trader loss kar daity hain. jab tak ap apni mistake ko kam nahi karo gay apni learning or experience ko increase nahi karo gay ap ko loss he hota rahy ga. esleye ap ko cheye kay trading mian aisi trading karain jis se ap ka experience skills or practice shamil ho. Apni trading ka har guzaray din kay sath review karain.
            • #7 Collapse

              Re: ibtadai forex traders ka losss ky wkat ka hal

              اصل پيغام ارسال کردہ از: moonali پيغام ديکھيے
              dosto meny bhot se aysy traders deky hain jo new new hoty hain. ya fir wo forex ko sahi se leran nhi krty . leran krty wakat un ko mot prti hai . dosto wo trader lalchi bn jaty hain. jab un ko profit ayk bar milta hai to wo hawaho me urna shuru kr dety hain . lekin jesy hi un ko losss hony lgta hai ya accoount wash ho jata hai to wo rola shuru kr dety hain . un ki halat bhot buri ho jati hai . dosto agr aap bhi new hain to merbani kryn forex ko learn kryn is ko sekhyn smjhyn ,. kal apka apna hi faida ho ga.
              Jab traders Forex trading Mein new hote hain to unko nuksan hone ke chances se profit hone se jyada hote hain iska main reason yah hota hai ki new traders ke pass market ka itna knowledge Nahin Hota aur na hi trading karne ka experience Jyada Hota Hai Jiski vajah se vah Aksar rong tradeplace kar dete Hain Jiska unko nuksan Hota Hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: ibtadai forex traders ka losss ky wkat ka hal

                start main trading ko loss tab hota hai jab woh lalach mai a kar bari lot ka use karty hain or phir loss ki fikar start mai nahi karty hain or jab money management nahi karty hain tu phir loss kar jaty hain. esleye koshish karian short cut ko importance na dain or phir just woh trade karain jis se ap ko experience hasil ho nahi tu ap ko loss ka samna karna parh jaye ga.
                 
                • #9 Collapse

                  Re: ibtadai forex traders ka losss ky wkat ka hal

                  Forex jahan aik profitable business ha wahan risky bhi ha, is lye beginners hamesha shuru ma loss karta hain, aur ziadah tar short cut k chakar ma hotay hai, meray khayal se to forex traders k loss ka solution ka 2 ways hain
                  a) learning: forex ko proper seekhna chahye, q k without knowledge koi bhi is ma kamyab ni ho sakta ha,
                  b) trading practice: beginners ko chaye k woh sab se pehlay demo pe trading ki ashi tarh se practice karain, apnay experience ko increase karain, q k jis k pass jitna ziadah trading ka experience hota ha wohi is ma kamyab hot ha, market ko underestimate mat karain, q k jo is ko serious ni leta ha woh is ma fail ho jata ha,
                  • #10 Collapse

                    Re: ibtadai forex traders ka losss ky wkat ka hal

                    jab ap apni strategy or analysis achy se karain gay tu ap ko loss nahi ho ga fix stop loss ko set karain. or sath main phir analysis kar kay stop loss take profit ko sahi se set kar lain phir ap ko daikhna exact result mily ga. ager ap ko loss be hota hai tu pareshan na ho. in shaa ALLAH ap ko profit be mily ga or wait karain achy waqt kay leye jab ap kay analysis sahi se pair kay sath set ho jain.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: ibtadai forex traders ka losss ky wkat ka hal

                      G han dear ap ny bhot hi achi bt kahi hy kafi dost jo abhi new New forex mn kam krna klie ata hn shoro mn agr un ki trade loss mn chli jati hy to wo preshan ho jata hy or es ko chor dety hn or kam ni krty es sy behtr ye Hy pehly trade lagana sy pehly kafi ku6 learn krin or demo account bna kr ku6 seekhin phir ja kr trade lagy ta k es masla sy bach sagy
                      • #12 Collapse

                        Re: ibtadai forex traders ka losss ky wkat ka hal

                        Forex aik risky business hay mager hum is se acha profit earn to ker sektay hian but is k lie hamare pass forex ka knowlege aur experience zroor hona chahie jo new trader atay hi forex ko learn kie bgair is main trading kertay hain un ko aik do bar profit to ho sekta hay but wo is business main successful ni ho sekta is business ko start kerne se pehle is ka knowledge aur experience hona zroori hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: ibtadai forex traders ka losss ky wkat ka hal

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: moonali پيغام ديکھيے
                          dosto meny bhot se aysy traders deky hain jo new new hoty hain. ya fir wo forex ko sahi se leran nhi krty . leran krty wakat un ko mot prti hai . dosto wo trader lalchi bn jaty hain. jab un ko profit ayk bar milta hai to wo hawaho me urna shuru kr dety hain . lekin jesy hi un ko losss hony lgta hai ya accoount wash ho jata hai to wo rola shuru kr dety hain . un ki halat bhot buri ho jati hai . dosto agr aap bhi new hain to merbani kryn forex ko learn kryn is ko sekhyn smjhyn ,. kal apka apna hi faida ho ga.
                          Dear loss busssniss ka eik hisa hai jise Traders ko kbhi b dil chota nh krna chahye Use chahye apne dil ko taslee de aur achi trade krne ki koshish kre Inshallah kamyab honge aur trade lagane se phle roles ko foolw kre Market ko dekhe chart banae aur news dekhe buy sell ka signal chek kren Inshallah wo zaror kamyan jaiga
                          • #14 Collapse

                            Re: ibtadai forex traders ka losss ky wkat ka hal

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: MuhammadTariq1995
                            Yes,well said,I agree with you.people should not be hurry up for trading.they should learn the very basic of trading knowledge..
                            dear ap post main apna experience be show kiya karian. ap ko main bata do trader ko loss tab hota hai jab woh apni learning or strategy ko side pay kar kay mazeed or asan tareeqay short cut kay talash karta haitu woh fail ho jata hai. yeh business ki taraha ap es ko nahi lo gay tu ap be fail ho jain gay esleye koshish karian jab beap trrading karain tu ap ko cheye kay apny loss kay point ko dobara repeat na honaydain
                            Shukriya.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ibtadai forex traders ka losss ky wkat ka hal

                              new trader ko loss ho skta hai kay woh ager apni strategy ya learning kay bina short cut ki taraf ayain gy tu ap ko loss ho skata hai esleye es se bachny kay leye ap learning karain or phir us ko practically use karian es e ap ko faida yeh hoga kay ap ko sahi experience hasil ho jaye ga or ap achi tarha apni trade ko mukamal kar sakain gy or sahi se learning karain gy tu ap ko bad mai achy decision lainy main asani be ho gi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X