Jaiza: Less lot size aur larger stop losses
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Less lot size aur larger stop losses
    Forex trading business me sab se best trading strategy ye hay key less lot size ka use kia jaye aur stop loss larger raka jaye, agar ham take profit ko kam point par rakty hey to ye aur be achi bat hoti hay es se hamari trading strategy 100% hi profitable ban sakti hay,

    trading me strategy ko use karna profitable trading ki waja banti hay aur agar trading strategy key sath ham risk ko be manage karny ka khayal rakty hey to hamari trading strategy profitable hony key sath without loss key be kamyab ho sakti hay, trading me lot size kam aur stop loss ki limit zeyda rakny se hi ham risk ko manage karny me kamyab ho sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Less lot size aur larger stop losses

    Trading hamesha planing key sath karna bahot zarori hoti hay agar ham lot size ko zarorat key mutabeq less raken gey aur stop loss larger point par to ye hamari achi trading ki strategy ban sakti hay, mery khayal me esi trading strategy jes me loss zeyda face kia jaye se ye trading strategy behtar hay jes me risk ko manage be kia jaye aur profit be earn kia jaye, har trader hi strategy key sath trading karta hay magar zeyda risk trading strategy be traders use karty hey jes ki waja se un ka fail hona yakeeni ho jata hay agar strategy me risk ko minimize karna be shamil kia jaye to ye achi strategy samji jati hay.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Less lot size aur larger stop losses

      Is Me Koi Shak Nai Ke Bilul Thek Kahan Gaya Hy Or Mene Bhi Experience Kia Hay Ke Jesa Apne Kahan Wesa Hee Hota Hy. Ke Humey Trading Me Take Profit Kam Or Stop Loss Zada Difference Per Rakhna Chaiyye Hy Ke Humey Profit Bhale Kam Ho No Tension Or Stop Loss Jitna Zaada Door Hoga Utna Humry Us Order Ka Profit Me Close Hone Ke Chances Hain.
      Me Ye Bhi Khena Chata Hun Ke Humey Lot Size Kam Se Kam Rakhna Chaiye Hy Q Ke Lot Size Ki Waja Se Ache Ache Or Barey Barey Account Wasshed Hojate Hain. Or Washed Hone Ke Bad Again Come Back Possible Hy Magar Bht Bht Bht Zada Mehnat Karni Hoti Hy.
      # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Less lot size aur larger stop losses

        Dear forex trading members Asalam.o.alikum ma ap logo ki bat sy kisi had tak itefaq krta hun lkn mery kheyal sy humen forex trading ma apna stoploss limited ste krnq chye qor qpna take profit zeyada lgana chye keun ky apko agr profit ho to double aor loss ho to usky muqably ma hlf ho so forex trading ma humen stoploss itna rakhna chye jo recover ho sky qisa na ho ky loss itna ho jay ky usko hum recover he na kr pain
        Dear forum members isky leay aoko experience sy management krna hoti hai risky pairs ko avoid krna chye jesa ky black gold jo ky crude oil hai aor dosra gold is py humen bahot he muhtaht ho ky trading krni chye ta ky humne itna loss ho jitna hum brdasht kr pain forex trading forum ma humen a0ni skills ko improve krny ky leay demo account ma trading ky sath apna experience brhana chye
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Less lot size aur larger stop losses

          Assalamu alaikum Pakistan Forex forum fellows and friends Forex trading management bahut zaruri hai aapko strategy ke according apni account management karni chahie support and resistance dekhne ke liye horizontal line use karen major support and resistance level find out kren
          Technical analysis ki base per aapko stoploss lagana chahie lot size minimum use karni chahie first trade mein second trade mein aapko trend confirmation ho jaati hai uske bad aapko apni targeted designation find out karne chahie forex trading mein largest stoplossnahin lagana chahie bol ke largest take profit half stop loss lagana chahie
          Acha kaam achy daam
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Less lot size aur larger stop losses

            Gee haan forex mein kam lot size rakhnay kay bahut zayada faiday hotay hain iss sae aik tou humara account balance mehfooz rehta hai doosra aap ka forex mein trading period zayada hota hai jis sae aap ki trading practice bhi zayada hoti hai aur ap oay experiance mein bhi zayada izafa hota hai forex mein agar aap lot size kam rakhain gay tou aap ko profit tou thora thora ho ga lakin agar aap month kay end mein apna accumulated profit dekhain gay tou bahut acha profit ho ga aur zayada lot sae tou aap ko loss ho jaye ga aik aur baat kay jub aap apni trade mein take profit aur stop loss lagatay hain tou uss sae aap stop loss ki range bhi zayada rakh saktay hain jis sae aap ki trade mazeed safe ho jati hai aur agar aap ki trade loss mein jati bhi hai tou aap ko aik dam sae bara loss nahin ho ga jo aur trade reverse hoti hai tou aap ka loss profit mein badal jata hai tou aap ko kam lot ki wajah sae loss nahin hota abhi sae forex trading kay lye planning kerain aur her kaam aik strategy ka mutabiq kerain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Less lot size aur larger stop losses

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              Jaiza: Less lot size aur larger stop losses<br />Forex trading business me sab se best trading strategy ye hay key less lot size ka use kia jaye aur stop loss larger raka jaye, agar ham take profit ko kam point par rakty hey to ye aur be achi bat hoti hay es se hamari trading strategy 100% hi profitable ban sakti hay,<br /><br />trading me strategy ko use karna profitable trading ki waja banti hay aur agar trading strategy key sath ham risk ko be manage karny ka khayal rakty hey to hamari trading strategy profitable hony key sath without loss key be kamyab ho sakti hay, trading me lot size kam aur stop loss ki limit zeyda rakny se hi ham risk ko manage karny me kamyab ho sakty hey.
              Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon Forex trading main success and fail honay ki wajohat ka agar mutalia kia jay to yeh bat bil kul samnay aa jai hay k traders ko taqreban 60% loss Lot size kay wrong choice ki wajah say hi hota hay jis main yeh hota hay k traders small investment and big Lot size say trade open kar datay hain aor stop loss ko use nahi kartay jis say yeh hota hay k jab market down move karti hay to big lot size honay ki wajah say loss bohat tezi say aor bohat ziada honay lag jata hay jis say trader ka account bohat jald wash ho jata hay aor trade close ho jati hay jo k aik khatar nak soorat e hal ho jati hay. Agar Traders yahi trade jo woh small account say big Lot size kay sath open kartay hain aor un ko loss ho jata hay woh small lot kay sath open karay and top loss ko ziada margin pay set karain to trade kay success honay kay chances ziada ho jatay hain bal main to kahoon ga k trade 100% successful ho gi aor jo strategy trader create kar kay trading open karta hay woh es method say yaqenan kamyab ho jati hay mara har new traders ko yahi mashwara hay k woh mini lot ya micro lot say hi trade open karay bil kul new trader kabhi bhi big lot kay sath trade open karnay ka risk na lain bal k micro lot size kay sath trade open karain aor take profit and stop loss ko zaror set karain es say kamyabi kay chances ziada ho jatay hain.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Less lot size aur larger stop losses

                ye be hamri kamzori hai k hum apni trade main stop lose ka use tu krte hein lekin stop large lagte hein jise hume zada lose ka samna krna phrey ga dear is main hume large stop lose ka use nai krna chaiye hamre paas eik target hona chaiye ur hume is k mutabiq is main kam krna chaiye take profit ur stop lose dihan se use kiya krein is main agr mistake krein gey tu phr hume lose hi hona hai hume daily analysis ko fallow krte rehna hota ha ye hamre eik sab se best online business hai hume tecnical analysis ur fundamental analysis ko check krna chaiye in ko fallow kr k hum apna target ko select kr sakte hein hume is main menat k sath kam krna chaiye daily analysis ko dekhna hota ha
                :1f60d: hard work :1f60d:
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Less lot size aur larger stop losses

                  Ji han aap ne Jo strategy batai hai woh Kafi had Tak work karti hai, Small lot size Hamesha trading mein faydemand hoti hai is se aap ko loss and profit dono kam hote hain lekin aap ko sikhane ke liye bahut Kuch Milta Hai. Trading ko samajhna Itna Aasan Kam Nahin Hai is liye aap Longer time lain aur is mein profit ke sath sath trading ko bhe learn karty jaen. Secondly stop loss Agar Apne Kareeb Lagaya hoga tu bahut zyada chance hai ki woh jaldi hit ho jaega aur aap ko profit ki bajaiy loss a jaiga koshish karen Stop loss lagana hai Hi Tu long lagaen Jiska hit hone ka Khatra Na Ho. Aur sab se Acha hota hai take profit take jo ke Kareeb lagaen takay woh jaldi hit ho jaaye aur aap ko profit mil jaiy aur take profits 20 se 30 pips Ka Hona chahiey.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Less lot size aur larger stop losses

                    Hamin hamesha low lot size kay sath sath lower stop loss aur take profit bhi set karna chahiye sirf usi surat mian 100% profit ki guaranty ho sakti ahy agar ham ziyada bari lot aur ziyada pips pe stop loss ya take profit lagain gay to ham kabhi bhi profit nai ho sakta sirf loss ho ho ga kiun kay bari lot size se hamara balance jaldi consume ho jaye ga ayr ham apna ccount wash kar baitin gay is liye hamin chahiye kay hamsha apnay account balance kay hisaab se lot size select karin tab hi ham forex business main kamyab ho sakte hein..
                    THKS
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Less lot size aur larger stop losses

                      g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai or main apki bat se agre krta hun forex trdaing main jub hum trading karty hain tu hmain apni trdaing main stop loss k sath trading karni chahye jub hum trading karty hain tu hmain trading k sub he tools ko achi trha sue kar k trading karni chahye q k jub tak hum tools ko bahtr use nahi karty hum kbhi bhi kamyab trading nahi kar skty hain or achi eraning k liye zarori hai k hum apni tdaing main risk ko kam se kam set karen jitna hmari trading main risk kam hoga otan he hum apni trading main kamyb trading kar skty hain or achi eraning k liyez arori hai k ap apni trdaing main small lot k sath trdang karen jitni lot apki small hogi otna he apki trdaing main risk kam oga or jub risk kam hota hai tu hum apni trading main acha profit bhi gain kar skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Less lot size aur larger stop losses

                        Ye to dear bahot hi achi baat hai k agar ap k pass account bara hai aor ap ais market mai kaam kar rahy ho to ap ko ais mai lot choti use kar leni chaye ais se ap ko ye faida ho jata hai k ap ne agar phly stop loss kam rakhna tha to ab ap ais mai apna stop loss kafi zayda kar sakty hai kun k ap ne jab ais mai lot kam kar di hai to ap k account k hisab se jitna risk banta hai wo ap ais market mai ley to ap ka stop loss ab zayda dor ban jaye ga ais mai ap ko atna loss tab ho ga jab market ka trend hi change ho jaye ga aisy mai agar ap ne ais market mai kaam karna ho to ap ko ais market mai lot k hisab se apny take profit aor stop loss dekhny hai k kaha tak ban rahy hai agar ap lot ko control kar ley to ap ko kamyabi asani se mil sakti hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Less lot size aur larger stop losses

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                          Forex trading business me sab se best trading strategy ye hay key less lot size ka use kia jaye aur stop loss larger raka jaye, agar ham take profit ko kam point par rakty hey to ye aur be achi bat hoti hay es se hamari trading strategy 100% hi profitable ban sakti hay,

                          trading me strategy ko use karna profitable trading ki waja banti hay aur agar trading strategy key sath ham risk ko be manage karny ka khayal rakty hey to hamari trading strategy profitable hony key sath without loss key be kamyab ho sakti hay, trading me lot size kam aur stop loss ki limit zeyda rakny se hi ham risk ko manage karny me kamyab ho sakty hey.
                          Dear ap ny both ache baat ki ha main ap sy agree hon k forex trading main agr hum logun ny kamyab hona ha to humy apny account k mutabiq trading karni chae ha jtna account ha us k hessab sy small trade open karni chae ha main agr 100 dollars han to phr ap 0.01 ki lots sy bari trade na lagany or jasy jasy account bara hota jay to us hessab sy lots size use karny ta k ap ka account safe ho
                          Ap stop loss ki bat ki ha mara jo experience kehta ha us k mutabiq humy proper analysis k bad stop loss lagana chae ha or stop loss ap jtni take profit rakhty han us ka double hona chae ha means agr ap ny 30 pips take profit rakha ha to 15 pips pe stop loss rakheny stop loss or take profit main ratio 1 : 2 honi chae ha q k agr ap din main 5 trades open karty han 2 ka stop loss hit hora ha or 3 ka take profit to bi ap KO loss ni ho ga profit he ho ga is ley trading k duran both soch samj k trade open karny ta k ap easily kamyab hon
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Less lot size aur larger stop losses

                            Traders kay liye stop loss aik aisa phenomenon hai jiss mai mukhtalif experiments hotay rehtay hain. Jinn traders kay account balance ziada hotay hain aur aik waqt mai aik he trade ker rahey hotay hain woh apnay stop loss hamesha ziada he rakhnay ki koshish kertay hain aur uss kay saath lot size ya trading volume small select ker laitay hain. Aisay traders long terms mai trading ker rahey hotay hain aur uss waqt trades open kertay hain jab market mai prices lower portion mai a jaati hai iss Tarah unhain upward movements kay ziada margins available hotay hain aur woh araam say ziada profits ka wait ker laitay hain.

                            Dusri taraf aisay traders bhi hotay hain jo koshish kertay hain kay less account balance kay saath small stop loss level pay minimum lot sizes ya average lot sizes kay saath trading kertay hain aur jaha pay bhi minimum profit milta hai tou spread clear hotay saath he trade ko close ker laitay hain. Iss Tarah small account balances kay saath bhi achay profits accumulate hojatey hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Less lot size aur larger stop losses

                              Forex trading ek Aisa online business hai jis mein Mukhtalif trader Mukhtalif stretgy ko use karte hain aur apne capital mein earning add karte rahte hain. Main aapki stategy se bhi ittefaq karta hun ki agar Hamari trading account mein jitni bhi trade active hoti hain unmen lot size kam use kiya jaaye aur stop last ko actual price se dur place Karen to hamen Bada nuksan bhi Nahin Mil sakta aur iske alava Ham acche earning bhi le sakte hain. jitne bhi expert trader Hain unhen chahie ki vah Is tarah ki advice aur strategies tamam forum ke Junior member ke sath share karte Raha Karen Taki jitne bhi new member hain aur trading se Koi aisi tation feel na Karen aur economically bhi fayda utha sake. Community forum hamesha bahut accha soch rahe hain learning Hasil karne ke liye kis liye apna focus form per rakhen aur learning Hasil karte Rahe.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X