Take profit aur stop loss agar use na kia jaye to es ka nuksan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Take profit aur stop loss agar use na kia jaye to es ka nuksan

    dear yeh baat lazmi nai hay k agar ham kisi trads main ya har trades main stoplose use na karain to hamko har hal main lose he hoga agar hamaray pass forex amrkeet k aisay resources hain k ham jantay hain apnay experience aur knowledge ki wajha say k ham is trade main beleive rakhtay hain k hamko is say acha kuch profit mil sakta hay to ham nalagain apna stoplose aur take profit hamko us say agar trade hamaray favour main aty hay to bahut barra reward mil sakta hay hamko aisi earning mil sakty hay jiska hamko andaza tak nai hoga aur agar ham markeet main thora bahut jantay hain to hamko aisa risk kabhi bhi kisi bhi surat main nai laina chaye q k ho sakta hay k kabhi kbhi markeet main aik choty c news bhi bahut barra kaam kr jaaty hay aur agar is douraan markeet nay hamko lose dia to hamara account bhi washed ho sakta hay aur ham phir markeet main recovery tak ki koi trade lainay k kabil nai rahaingay is liye better yahi hay k ham jub bhi koi trade lain hamko propper tareekay say kaam krna chaye order lagtay he hamko sab say pehlay is main stoplose lagana must samjhna chaye aur usk baad hamko is main take profit lagatay huvay aik proffesional trader ki tarha kaam krnay say he ham achay traders ban saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Take profit aur stop loss agar use na kia jaye to es ka nuksan

      Forex trading mai stop loss aur take profit bohat important tools hain. Stop loss aur take profit trading mai trdae open kertay huay use kernay ka matlabhai aap apnay loss aur profit ko aik limit pay fix ker laitay hain. Stop loss ko traders ziada ter uss waqt istamaal kertay hain jab lot size ziada rakhain aur account balance ko bhi safe rakhna chahtay hain. Jab traders ko trade open kernay kay baad market monitoring kernay kay liye poora waqt dastyaab na ho uss waqt stop loss aur take profit use ker laitay hain.

      Stop loss aur take profit say traders apnay liye asaani bana laitay hain.Agar stop loss na use kia jaey to loss bohat ziada bhi ho sakta hai aur take profit na lagaya jaey tou ziada profit kamm bhi ho sakta hai aur thora profit trade close kernay say pehlay khatam bhi hoskata hain
      • #18 Collapse

        Re: Take profit aur stop loss agar use na kia jaye to es ka nuksan

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Trading esa business hay jes me har cheez ka khayal rakna zarori hota hay agar ham small mistake be karen to ye zeyda loss ki waja banti hay, agar take profit use na kia jaye to es ka nuksan ye hota hay key ham ne jo profit earn kia hota hay ya trade profit me change ho jata hay to take profit na hony ki waja se ye profit manage nahi hota aur ye kesi be time loss ho sakta hay esi tarha agar stop loss ko use na kia jaye to market ki movement hamari soch se bahot zeyda hamy loss de sakti hay take profit aur stop loss dono ko use karny se hi ham account ko maintain rak sakty hey.
        Assam Alaikum basically Hamen Forex trading business ko understand karna hai ki yah Kaise kam Karta Hai Forex trading business Mein every second market ki different movement hoti hai aur hamare pass Itna Jyada time nahin Hota Jiska se Ham market Ko Itna Jyada time de sake isliye Hamen koshish Karni chahie ki Ham apni Har trade Mein stop loss aur take profit ka use Karen inke use karne se ek to hamare andar maujud laalach khatm ho jayegi aur Hamare account ke bich se Farar hone ke chances Ban jaenge
        • #19 Collapse

          Re: Take profit aur stop loss agar use na kia jaye to es ka nuksan

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Trading esa business hay jes me har cheez ka khayal rakna zarori hota hay agar ham small mistake be karen to ye zeyda loss ki waja banti hay, agar take profit use na kia jaye to es ka nuksan ye hota hay key ham ne jo profit earn kia hota hay ya trade profit me change ho jata hay to take profit na hony ki waja se ye profit manage nahi hota aur ye kesi be time loss ho sakta hay esi tarha agar stop loss ko use na kia jaye to market ki movement hamari soch se bahot zeyda hamy loss de sakti hay take profit aur stop loss dono ko use karny se hi ham account ko maintain rak sakty hey.
          Dear forex trading main stop being or take profit both important han
          Stop Loss
          ap trade k sath stop loss use ni karty han to ap ka account risk main rehta ha ap ko loss ho sakta ha ya ho sakta ha k ap ka account wash ho jay is ley behtar ha k ap jab bi trade open karny to stop loss zaror use karny ta k ap ko loss ziada na ho srif itna loss ho jtna ap bardast kar sakty han
          Take Profit
          Stop loss ki tahra take profit bi both important ha take profit ap laga k trade ko chor dan to ap k take profit PR value puncheny pe trade auto pe close ho jay ge or ap ko ap ka profit mil jay ga chae ap us waqat online hon ya ni ya ap PC pe trade value dakh rehe hon k ni ap ko profit mil jata ha
          Is ley dear take profit or stop loss lazmi use karny chae han
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Take profit aur stop loss agar use na kia jaye to es ka nuksan

            Gee brother stop loss or trake profit k apnay faida or nuqsan hai agar take profit ko use na kya jay phir aap 24hour online nahi reh sakte k time par insta profit bana kar close kar do agar set kar diya jay phir acha profit hota hai trading profit target tk ponch kar wapis nai aaty auto close ho jaty hai jab k agar stop loss na lagao aap kisi time offline ho jao phir kya pata hai big move aap ka account hi wash na kare de

            اب آن لائن

            Working...
            X