Shopping ka shoq!
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Shopping ka shoq!
    New new cheze khareed karna almost sab ko pasand hota hai,aj kal to kapro aur shoe mein buhat sare brands agae hai aur her kuch months mein market meni kapro aur shoes ke new designs ajati hai to dosto kia ap logo ko shopping karne ka shoq hai ya nhi, aur kia ap shopping karne ko enjoy karte hai ya nhi?

    Click image for larger version

Name:	IMG_20181114_221057.png
Views:	1
Size:	410.2 کلوبائٹ
ID:	12462927
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Shopping ka shoq!

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Caprice پيغام ديکھيے
    New new cheze khareed karna almost sab ko pasand hota hai,aj kal to kapro aur shoe mein buhat sare brands agae hai aur her kuch months mein market meni kapro aur shoes ke new designs ajati hai to dosto kia ap logo ko shopping karne ka shoq hai ya nhi, aur kia ap shopping karne ko enjoy karte hai ya nhi?

    [ATTACH=CONFIG]8992[/ATTACH]
    Well bro mujhe occasionally shopping karna achi hota hai, jesa Eid ke liye ua phr apne family mein shadi ke functions ke liye shopping karne mein maza ata hai magar ese koe khas shooq nhi hai.
    • #3 Collapse

      Re: Shopping ka shoq!

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Earie پيغام ديکھيے
      Well bro mujhe occasionally shopping karna achi hota hai, jesa Eid ke liye ua phr apne family mein shadi ke functions ke liye shopping karne mein maza ata hai magar ese koe khas shooq nhi hai.
      Indeed, apne khandan ya ghr ki shadi mein to shopping ka alag hi maza hota hai. Aur friends ke sath mil ke shopping karte hue ache dresses aur accessories lena buhat dilchap hota hai.
       
      Last edited by ; 04-10-2019, 12:02 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Shopping ka shoq!

        G bilkl mjy bi bht shok hy shopping ka but apny Paso sy shopping krna thorry hosly ka kaam hota hy so I enjoy shopping
        • #5 Collapse

          Re: Shopping ka shoq!

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdulrehman86 پيغام ديکھيے
          G bilkl mjy bi bht shok hy shopping ka but apny Paso sy shopping krna thorry hosly ka kaam hota hy so I enjoy shopping
          BHai mere khayal se to shopping karne ka maza apne peso se cheze lene se hi ata hai. Qk jab hum apne peso se cheze lete hai to hume apni chezo ki qadar bhi hoti hai.
             
          Last edited by ; 03-12-2019, 12:00 AM.
          • #6 Collapse

            Re: Shopping ka shoq!

            G Bhai ap janty hn keh shopping ka shoq to her ak ko hota h r ap janty hn keh bht Kam koi Banda ho ga jis ko nh ho but shopping krny keleay hi money chaheay r time b chaheay r yeh Jin k pass hota h to woh jaty hn r krty hn r hum ko b bht shauk h shopping ka
            • #7 Collapse

              Re: Shopping ka shoq!

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdul Majeed پيغام ديکھيے
              G Bhai ap janty hn keh shopping ka shoq to her ak ko hota h r ap janty hn keh bht Kam koi Banda ho ga jis ko nh ho but shopping krny keleay hi money chaheay r time b chaheay r yeh Jin k pass hota h to woh jaty hn r krty hn r hum ko b bht shauk h shopping ka
              Exactly bro, shook chahe ap ko koe bhi ho us ko pura karne ke liye peso ki zarurat to hoti hai, shopping ka shooq bhi srf wahi log pura kar sakte hai jin ke pass apni daily routine ki zarurat puri karne ke ilawa extra money hoti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Shopping ka shoq!

                my deras friends
                umeed ha ka app sab thk ho ga ji han app ki bat thk ha shopping ka bi aik bot hi best shook ha kyu kay ham ko apni rooz mara zindgi ma bot sary cheezu ko lany kay lyia shooping karna party ha or apni zrooyiat zindgi ko pora karny kya lyia ham market ma shopping karty ha or ya shook zyida tar womens rakhty ha kyu kay who new new cloths or shoes ko market say buy karty ha or sath hi in ko apni or apny bachou ki or apny bhai or baki sab ki jo jo zroorat hoty ha in ko pora ya hi karty ha or apni city ja kar sab buy karty ha or in ko daty ha in ma zyida tar shose cloth or bachou ki jo jo zrorat hoty ha who shamil hoty ha
                • #9 Collapse

                  Re: Shopping ka shoq!

                  g han bhai jan ap ki bat bilkol thk ha jis tara amra dosra shok huta han es ma shoping karna ka bo aik bohat hi asa shok ha en ko pora karna ka liya hamy mehnat karni parti ha q ka jab hamra pas aik acha pasa hu ga tab hi ham es ko pora kar sakta han or es tara ka shok ko pora karna ka liya forex markit ma kam karna hamra liya bohat zarori ha es ma ham apna har shok ko pora kar sakta han zyad tar ya shok bohat zyada log ko huta ha ko wo achi sa achi chizy kharida or in ko pahny markit ma dakha jay to ya sab sa bara shok orto ka huta ha on ka pas jab pasy huta han wo asi markit ma ja ka apni or apna gar walo ki shoping karti han makit ma agr hamy asa shok ko pora karna ha to es ka liya hamy asi mehnat karni hu gi forex markit ma ham kam kar ka en ko asani sa pora kar sakta han
                  • #10 Collapse

                    Re: Shopping ka shoq!

                    Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay hams sab janty han kay har insan apna apna shok zaror rakhta ha chaheye wo kisi bhi kisam ka shok Q na ho dear shopimg karny ka shok ziada tar larkiayaan karti han dear bahut sari larkioon ko shoping karny ka bahut shok hota ha wo bazar main ja kay bahut sari asi cheezi kharidti ha jo un ki zarorat ki hon or khuch to fazool main jo cheez un ko achi lagy buy kar leti han khuch larkiaan to bahut zaida fazool kharch hoti han is leye unheey kabhi bhi ziada fazool kharchi nai karni chaheye balky is main apna zarorat ki cheezo ko buy karey or wapas apny ghar a jayee Q kay larkioon kay leye bazar nai hoty larkioon kay leye ghar ki char diwari hoti ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Shopping ka shoq!

                      Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review shopping kay shok pay mubni hay dosto ab eid ka zamana hay to ab shoping karni hay dosto ab to new clouth bi lany hain or ic kay bad ab new shoes bi lany hay or ya ar ab to har koey hi shopping kray gay to ya bott bather hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Shopping ka shoq!

                        Shopping ka shook bahot se people ko hota hay khas kar female ko shopping ka bahot hi shooq hota hay es shook ko pora karny key ley har koi kesi be place par ja sakty hey, bahot se achi stores hamary areas me be hamy mil sakty hey aur apny area se bahot dor be hamy mil sakty hey magar es ka ye matlab nahi key ham apna shook pora kaghir reh saken agar hamy shopping key shook ko pora karny key ley apny city se baghir be jana pardy to ham es key ley ja sakty hey, kesi kesi key shopping key shook be different ho sakty hey,

                        1. mobile aur tablets key sath laptop aur computer buy karna ka be shook hota hay aur esy people apna shooq pora karny key ley bahot kam time me apny mobile, tablets, computers aur laptop ko chnage karny aur buy kar sakty hey,

                        2, Food ka shooq be har kesi ko hota hay aur es key ley esy persons achy hotels ko find kar key es me apna shooq pora karny ki koshish karty hey,

                        3. Cloths aur dress ka shook be mery khayal me har kesi ka hota hay aur es shook ko pora karny key ley achy stores ka hi rukh kia jata hay es me bahot hi expensive cloths aur dresses majood hoty hey jo key achi quality ki hony ki waja se bahot costly be hoty hey magar apna shook pora karny key ley bahot zeyada pesy khach karny se be guriz nahi kia jata hay,
                        • #13 Collapse

                          Re: Shopping ka shoq!

                          Dear friends shopping karna almost sab ko hi acha lagta hay aur khaas Kar girls aor ladies ko tou shipping Karney ka craze hota hay aur kuch loggo ki hobby ban jaati hay shopping karna jab tak wo shopping nai Kartay hay wo restless reahtay hay new aur unique cheezay khreadna har koi chahta hay aur shopping Karney ka bohaut zayada experience bhi chahiye hota hay Kyu Kay jinko shopping Karney ka bohaut zayada shook hota hay unko market may achi aur munasib price wali cheezoo ka bohut zayada information bhi hoti hay aur achi shopping Karney Kay liye achi markets aur shops ka bhi pata hota hay ladies hamesha apney liye achay aur khubsoort dresses bags aur shoes khreadna pasand karti hay kuch Ladies ko brand ka bohaut zayada craze hota hay aur hamesha kisi achay aur behtareen Brand ki talaash may rehti hay shipping karna sirf ladies ko hi nai craze hota hay admi aur boys bhi shopping karna pasand kartay hay wo apney liye achay shalwar kameez aur pants aur shirts khreadna pasand kartay hay.

                          Advantages;

                          Shipping karna sabko acha lagta hay Kyu Kay apney liye achay kapray aur achay shoes sab hi khreadna chahitay hay iss Kay liye shipping ki jati hay aur apney liye axhay products ko purchase karna prefer kartay hay Kyu Kay jinko shopping Karney ka bohaut zayada craze hota hay wo hamesha achi cheezoo ko purchase karna pasand kartay hay shopping Karney ka ake advantage Yeah hota hay Kay haumay shops ka aur markets ka bohaut zayada pata hota hay aur unko bargaining bohaut achi karni ati hay.

                          Disadvantegs:

                          Shipping karna bohaut saray logg fazul khrchi samhjtay hay Kyu Kay kuch Logg jinko cheezoo ki buying ki zarorat bhi nahi hoti hay aur bas apney shok ki waja say khread laytay hay aor iss tarha shopping Karney ki waja say khabhi bhi saving nai Kar saktay hay aur unkay pass jitnay bhi peasay hotay hay unko shopping may uraa daytay hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Shopping ka shoq!

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Shabaz07 پيغام ديکھيے
                            Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review shopping kay shok pay mubni hay dosto ab eid ka zamana hay to ab shoping karni hay dosto ab to new clouth bi lany hain or ic kay bad ab new shoes bi lany hay or ya ar ab to har koey hi shopping kray gay to ya bott bather hay
                            Eid ki shooping karna sab ko pasand hota hai, magar abhi carona virus ka khatra bhi hai to jab bhi ap log shooping karne jae ya ghr se bahar jae to mask aur gloves zarur pah ke jae qk shopping karna itna ahem nhi hai jitna khud ko mahfoz rakhna hai. To mere khayal se is bar eid ya koe bhi occasion agar hum sadgi se manae ge to ye hamare aur hamare apno ki hifazat ke liye acha sabit hoga.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Shopping ka shoq!

                              Asslam Alaikum dear member ap ko shoq h shopping krny ka to ye shoq to hr ek insan ko hota h😛 mtlb esa kon hoga jisy shopping pr jana or nai nai chizen khridna acha na lgy mjhy bhi shopping krna bht psnd h or me shoq se shopping krny jati hun chahy roz hi q na jana pry or na me srdi dekhti hun na grmi na barish bs chal prti hun because i like shopping or almost sari hi lrkion ko shopping krna bht acha lgta h khas tor pr jb eid ho ya ghr me koi function ho to un ko shopping pr jany ki bht jldi hoti h q k un ko lgta h k hmary pas to koi ek bhi dganh ki chiz ni h chahye almari bhri pri ho😂 lekin vo thek bhi to kehti hr chiz to pehly logon ne dekhi hoti h or yad b hota h k ye dress to is lrki ne pehly bhi pehna tha flan event pr or esa koi comment sun'ny se ye masoom avam bht drti h or pehly hi apna bndobast krti h or shopping pr ja kt hi rehti h 🥰 lrkian to lrkian aj kl to lrkon ko bhi shopping krny ka bht shoq h vo bhi koi moqa gath se jany nhi dety shopping ka kher shopping pr jana buri bat nhi lekin fzul kharchi se bhi bchna chahiye q k is se Allah naraz hoty hn.hmen apni chadr ko dekhty huýe hi paon phelana chahiye...good luck everyone👍👍👍

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X