Fish keeping ka shooq!
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fish keeping ka shooq!
    Dosto log cats aur dogs ko to as a pet bana lete hai magar fishes ko hamesha apne dinning table pe hi dekhna pasand karte hai. Per mujhe fish keeping ka buhat shook hai aur mere ghr mein ek bara aur acha sa fish aquarium bana hua hai jis mein 7 different types ki fishes hai. Ap mein se kis kis ke pass fish aquarium hai aur konsi fishes ap ke pas hai aur un ke ilawa konsi fish rakhna chahte hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fish keeping ka shooq!

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Earie پيغام ديکھيے
    Dosto log cats aur dogs ko to as a pet bana lete hai magar fishes ko hamesha apne dinning table pe hi dekhna pasand karte hai. Per mujhe fish keeping ka buhat shook hai aur mere ghr mein ek bara aur acha sa fish aquarium bana hua hai jis mein 7 different types ki fishes hai. Ap mein se kis kis ke pass fish aquarium hai aur konsi fishes ap ke pas hai aur un ke ilawa konsi fish rakhna chahte hai?
    Well bro fish aquarium buhat ache lagte hai magar fishes ki dekh bhal karna aur safae karna kafi mushkil hota hai. Agar sahi se safae nhi rakhi jae to fishes mein bemari ho jati hai. To ye kafi mushkil kam hai aur kafi kam log fish aquarium ghr mein rakhte hai.
     
    • #3 Collapse

      Re: Fish keeping ka shooq!

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Caprice پيغام ديکھيے
      Well bro fish aquarium buhat ache lagte hai magar fishes ki dekh bhal karna aur safae karna kafi mushkil hota hai. Agar sahi se safae nhi rakhi jae to fishes mein bemari ho jati hai. To ye kafi mushkil kam hai aur kafi kam log fish aquarium ghr mein rakhte hai.
      Wese bro aj kal to market mein itni different cheze agae hai jis se fish tank ki safae karna asan ban gaya hai to aquarium ko saf rakhna itna mushkil kam nhi hai, bas agar ap fishes ke khane aur aquarium ka time pe pani change karne ka khayal rakhe to ap ki fishes mein koe bemari nhi hogi.
      • #4 Collapse

        Re: Fish keeping ka shooq!

        my dears friends
        umeed ha ka pp sab thk ho gay ji han app ki bat thk ha my friend kyu kay ham cats or dogs ko to apny pass rakhty ha lakin fish ko apny pass rakhty zroor ha lakin ham is ko apny dining table par hi zyida tar dakhty ha or ya bot hi beautiful lagty ha or sath hi ma aik city ma rahta ho or mary colony aik bot hi choti si ha lakin who par jo bi rahty ha sab financhily tor par perfect ha or mary pass apny hi dining table par aik shishy ka aik table ha jis par ma nay is ma bot sary fishes ko rakha hova ha jis ma bot hi achi or beautiful descion waly fishes majood ha or ya aik bot hi beautifull place daty ha or pory ghar ko is kay hony say hi ronak mily ha
        • #5 Collapse

          Re: Fish keeping ka shooq!

          Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay har insan apna koi na koi shok zaror rakhta ha jisy pora karny kay leye bahut sari kosish bhi karta ha or usy apny anjam tak bhi ponchata ha dear ye ak bahut he achi bat ha dear khuch loog aseey hoty han jin ko fish keeping ka shok hota ha dear ye bahut he achi bat ha fish ko keep karna bhi bahut dilchapli leni parti ha is kay barymain information bhi hasil karnihoti ha kay konsi fish kaha pa pai jati ha dear ak ak bahut he acha shok ha fish kay bary main jan kay un ki sari information rakhna or pher yahan pa bhi dasteeyab ho wahan say us ko parkna or keep kar kay apny pass rakhna is kay leye bhi achy setup ki zarorat hoti ha ye bahut nazuk cheez ha
          • #6 Collapse

            Re: Fish keeping ka shooq!

            Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay har insan apna koi na koi shok zaror rakhta ha jisy pora karny kay leye bahut sari kosish bhi karta ha asi markit ma har kisi ka apna khas shok huta ha mara aik shok ya bi ha ka ma fish keping bi karta ho jis ki sab sa bari waja yahi ha ka mara khouch dost bi es ko bohat zyada asand karta han or ham jab akty huta han to ham es ko zror kana jata han or es ka bad ham is ko khud mange kar ka kai bar cook karta han zyad tar ham jaha jata han waha es ka porsa intzam kar ka jata han or en ko pakrna ka bad ham es ko waha hi rat ka andr steam karta han jis sa hamy boh zyada mza ata ha asy bohat sa log han jo es ka bohat zyada shok rakhta han ya aik bohat hi acha shok ha
            • #7 Collapse

              Re: Fish keeping ka shooq!

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ShanJutt پيغام ديکھيے
              my dears friends
              umeed ha ka pp sab thk ho gay ji han app ki bat thk ha my friend kyu kay ham cats or dogs ko to apny pass rakhty ha lakin fish ko apny pass rakhty zroor ha lakin ham is ko apny dining table par hi zyida tar dakhty ha or ya bot hi beautiful lagty ha or sath hi ma aik city ma rahta ho or mary colony aik bot hi choti si ha lakin who par jo bi rahty ha sab financhily tor par perfect ha or mary pass apny hi dining table par aik shishy ka aik table ha jis par ma nay is ma bot sary fishes ko rakha hova ha jis ma bot hi achi or beautiful descion waly fishes majood ha or ya aik bot hi beautifull place daty ha or pory ghar ko is kay hony say hi ronak mily ha
              Yes bro ghr mein aquarium rakhne se ghar ki khubsurati mein bhi azafa hota hai aur ap ko shok bhi pura ho jata hai. Bas is ki dekh bhal agar sahi se nhi ki jae to ap ki fishes mein bemari lag jati hai is liye aquarium ki saf safae ka khas khayal rakhna parta hai.
               
              • #8 Collapse

                Re: Fish keeping ka shooq!

                Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review dosto fish ko pakrna boot say logon ka kam hay dosto boot say log revier pay jaty hain or wo boot say fish ko paktry hain ya or in ko enjoey bi karty hain or boot say rich mans nay apny ghron main scha raka ho ta hay or in main boot zaida price ki fish ko raka ho ta ya or in ko dak kar wo enjoay karty hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Fish keeping ka shooq!

                  Fish keeping ka shook har kesi ko hota hay ye bahot hi acha aur asaan shikar hota hay aur ham fish ko pakrdny me bahot acha be feel karty hey, agar ham apny area me hi esy place ko find karen jaha par pani me fish majood ho to ham es area me ja kar be fish keeping ka shook pora kar sakty hey, fish keeping me jo cheezy use hoti hey ye bahot low price ki hoti hay es key ley kesi be high price ki koi cheez khareedny ki zarorat hi nahi hoti hay aur hamara shook bahot hi kam paiso me hi pora ho jata hay, esy bahot se fish point be majood hey jaha par bahot hi achi nasaal ki fish pai jati hey agar ham es ka shikar karen to na siraf hamara shook pora ho saky ga ham es ko kah be sakty hey aur es ko market me sale be kar sakty hey agar ye business hi start kar dia jaye to shook be pora hota rahy ga aur hamari income me be ezafa ho ga, fish keeping karny ko me bahot hi asaan samjta hon es me hamy zeyada dor jany ki ya per bahot zeyada hardworking ki zarorat hi pesh nahi ati hay araam se kesi 1 jaga water me bate kar ham ye shook pora karny me kamyab ho sakty hey aur fish hoti be bahot hi lazeez hay es ko kahny ka apna hi 1 maza hay khas kar sardi key mosaam me fish kahny se health par es ka bahot hi positive effect hota hay.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X