Market mai aik time par kitni trades open karni chaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market mai aik time par kitni trades open karni chaye?
    Dear agar ap ais market mai koi trading strategy bana rahy hai aor aus time ap k pass kitna balance ho k ap aik time mai zayda trades open kar saky ais mai hum ko kam az kam kitna balance chaye k hum aik time mai 2 ya 3 trades aik sath open kar k rakhy? zayda trades open karny se hum ko profit zayda ho sakta hai apka ais bary mai kai khyal hai??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market mai aik time par kitni trades open karni chaye?

    Trading ki strategy Banatay waqt ya real time market mai trading kertay huay agar aap 2 ya 3 tradesopen kernay ka soch rahey hain tou aap ko kuch baato ka khayal rakhna hoga. Jin mai sub say important tou aap kay account mai bohat acha balance hona zaroori hai. Jab aap 2 ya 3 trades open kerna chah rahey hoo tou aap ko un pairs ka pata ho jaha aap entry kerna chah rahey hain aur unn pairs ka spread bhi pata ho. Kiyu kay spread ka pata hoga tou jab aap pehli trade open karengay aap kopata chal jaey ga kay aap ka free margin kitna remaining hai aur aik trade kay saath kitna margin consume hogaya hai. Iss tarah aap agar dusri aur teesri trade open kerna chahengay tou ap ko pehlay say pata hoga kay free margin kitna available hoga aur aap kaha tak profit kay liye apni trades ko hold ker saktay hain
    • #3 Collapse

      Re: Market mai aik time par kitni trades open karni chaye?

      Dear members Forex trading aik difficult field hai is mein different traders Different techniques use karte hain. Aap ne Jo Sawal Kiya Hai Is per different logon ka different opinion ho sakta hai, magar main apne a Chhote se trading tajurbe ke hisab se yah Baat recommend karunga ki aap ko trade karne se pahle technical analysis aur fundamental analysis ko completely follow karna chahiey aur jo bhi trade up Lagana Chahe vah money management kar ke aik hi lagaen. Ham Log Yahan per as a day trader kam kar rahe hain aur Hamen chahiey ki ham Apna target set kar lain aur achive hone ka wait Karen. Forex market 10 se 15 pips Upar Neeche Move Karti rahti hai Magar aap ko chahiey ki aap wait Karen Takiy aap ko aap ka target achive Ho.
      • #4 Collapse

        Re: Market mai aik time par kitni trades open karni chaye?

        Ji ap nay very important question kia hay es baray main mara khial to yeh hay k hamain market main aik time main aik hi trade open karni chahiay kun k aik say ziada trade aik time main market main open karna bohat ziada risky ho jata hay jis ki bari wajah yeh hoti hay k trader ka ccount small hota hay aor aik say ziada trade ki soorat main account main margin kamho jata hay aor leverage barh jati hay jis say market ki mukhalif direction main moving trades kay fail honay ka sabab ban jati hay aor aksar ziada trade open honay ki wajah say loss ko face kartay hain es liay traders ko koshish karni chahiay k woh aik time main aik account say aik hi trade market main open karain aor us pay mukamal nazar rakhain aor aor market ki right direction par trade open kar kay profit hasil karain.
        • #5 Collapse

          Re: Market mai aik time par kitni trades open karni chaye?

          Aik time mein kitni trade open karni cahaiye is ka depend karta hy ap k knewledge aur experience par aur ap k analysis aur ap k account balance aur ap ki account leverage par agr tu ap ko forex mein acha knewledge aur experience hy aur ap market ko samjh saktay han aur market ka analysis achi traha kar saktay han aur market mein sabar se trading kar saktay han tu ap is market mein Aik se ziada trade open kar saktay han kiok agr ap knewledge aur experience k baghair aur market k analysis k baghair Aik se ziada trade open karain gay tu over trading ho gi aur over trading se faida kuch nhi hota loss hi hota hy aur ziada trade tab bhi open kar saktay han jab account balance ziada ho aur is k elawa agr account ki leverage ziada ho tu Kam balance par bhi ziada trade open kar saktay han lakin is mein risk ziada hota hy aur account wash ho sakta hy
          Hum ko Aik waqt mein Aik hi trade open karni cahaiye tab hi kaamyaab ho saktay han aur agr market ka analysis acha kar saktay han tu 2 se 3 trade open kar saktay han is se ziada open nhi karna cahaiye ye bhi over trading hoti hy aur over trading se loss hi hota hy
          • #6 Collapse

            Re: Market mai aik time par kitni trades open karni chaye?

            ham aik time main aik hi trade open kar sakty hain hamy market ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main fresh mind ky sath trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar kay market main run kar sakty hain ham is main apni marzi sy bager pasio kuy account bana kar be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jan yki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain agr ham jald ameer hony ki chakron main tukky laga kar is main jald bazi sy kam kary gy to hamy loss ho sakta hain loss ko cover na karny sort main hamara account be banned ho sakta hain is main market ka yai haamry broekrs ka koi be qasoor nahi hota hain yai aik intwernational business hain
            • #7 Collapse

              Re: Market mai aik time par kitni trades open karni chaye?

              forex aik aca busness hain hum is mai market ko samj kar kam kary gy to hamy kaamybe hasial ho jy ga forex aik wasee business hain hum is mai posting , trading , investment kar sakty hain hamy learning gain kar ky forex mai kam karna ho ga forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai out off balance account baa kar be kam kari sakty hain yai kabe be badn na hony wala bsiness hain hum is mai agar tukak sytem sy kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai apne marze sy tiem tbanle bana kar kam kari saakty hain forex aik internaitonal busines hain is mai hamara koi be boss nahi hain forex aik internaitonal or kabe be band na h0ony wala acha or unique businss hain is jasa koi or business nahoi hain
              • #8 Collapse

                Re: Market mai aik time par kitni trades open karni chaye?

                Forex trading main aik time main hum log apni marzi sy trade open kar sakty han ye humary account balance or humari leverage pe depend karta ha jtna acha balance ho ga or leverage ziada ho ge to phr hum log itni he ziada trade open kar saken gy or profit tab he ho ga jab humary pass knowledge or experience ho humy analysis karny aaty hon jab bi hum log pehly ache tahra learning or practice karny gy or us k bad real account main trading karny gy to hum log kamyab ho saken gy is ley humy proper money management or risk management sy trading karni seekeni ho ge or behtar planning or strategy k sath trading kar k hum log ache earning kar saken gy jtni hum mehnat karny gy to hum log kamyab ho saken gy or forex trading main aik time aik he trade open karny to safe ho ga ap k ley behtar ha jab tak ap ka experience ziada na ho jay to hum log ziada trade aik sath open na karny
                • #9 Collapse

                  Re: Market mai aik time par kitni trades open karni chaye?

                  trade open karny ky be rules hoty hain agar hum rules ko follow kary gy to hum profit hasil kar saky gy agar hum rules ko ignore kary gy to hamy naqsan ka samana karna pary ga or is mai market zemadar nahe hote loss hum rules ko ignore karny ke waja sy karty hain hamy market ky up or down ko watch kar ky aik trade open karne ho ge jab market close ho jay to hamy trade ko be close kar dyna chahey agar hum galt trade open kar dy gy to hamy loss he ho ga jab hamare trade loss mainja rahe ho to hamy is ko close kar dyna chahey market ko achy sy analyses kar ky he hamy kam karny ka risk lyna ho ga yai asa business hain jo hamy knowledge be dyta hain or yai hamy experience be dyta hain yai duna ka toper business hain hamy is main meyare kam karna chahey ta ky hum thanks be hasil kar saky
                  • #10 Collapse

                    Re: Market mai aik time par kitni trades open karni chaye?

                    Forex market me zarorat se zeyada ya per kam account balance key hoty howy be zeyada trades ka open karna bilkul be kesi achy aur professional traders ki pehchan nahi hoti hay, at a time market me agar single trade be open kia jaye to professional traders planing key sath hi ye single trade open karny ki koshish karty hey, leverage size ki waja se at a time ham 1 se zeyada trades open karny ka advantage be hasil kar sakty hey magar ye leverage size facility ka ghalat use hota hay jo key traders ko bilkul be nahi karni chaye, traders ko etny hi trades open karny ka market me advantage lena chaye jetna key wo loss afford kar saky.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Market mai aik time par kitni trades open karni chaye?

                      forex market mai hamy aik time mai aik trade lagane ho ge hamy market ke movement ko samj kar analsysi ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum munfa kama saky gy forex ak international or kaabe be band na hony wala buisness hain hum is mai apne maraze sy time table bana kar kam kair skaty hain hum is mai agar tka system sy kam kary gy t hamara account baned ho jy ga forex aik unique busness hain hum is mai live postng , trading , investment kar skaty hain hamy is mai indicnators ko use kar ky kam karna hho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik amm busness ke nisbat acha busines shain yai aik asa business hain jo hamy learning b deta hain or hamy earning be deta hain forex paksitan mai legal busienss ban cuk hain is jassa koi or business nai hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X