Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

    dear forex markeet main yeh sab kuch possible hay k ham jitna marzi lose kr lain usay ham aik ya do din main recover krnay main success ho saktay hain laikin agar ham aisi soch say kaam karaingay to yeh kaam koi logical nai count hoga balk agar ham itna barra risk laitay hain to sath sath haamra sara account bhi washed ho sakta hay hamko is main kaam krna hay koi lalach ya tukkay ka sahara agar ham laitay hain to ham kabhi bhi is main kuch earn nai kr sakaingay is main earning aur lose recover k liye thora amal sab say better hay jis k pass agar aisa formulla hay wo is field main kabhii bhi lose nai karaiga jisay hoga wo is main jaldi recovery kr laiga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      hamara account agar 200 dollar ka hay aur hamy 25% ka loss ho jata hay to kia ye loss 1 din me recover ho sakta hay traders ko kia ye loss 1 din me recover karna chaye ya nahi?

      Forex business me agar 200 dollar key capital me 150$ ka be loss ho jata hay to ye 1 din me recover ho sakta hay magar traders key ley behtar yahi hota hay key wo apny loss ko 1 din me recover karny ki koshish bilkul be na karen,

      agar 200$ ka account balance ho aur 50$ ka loss ho jaye to ye loss agar 4 days ya 5 days me recover kia jaye to ye bahot hi best ho sakta hay.
      Dear friend ap ny both acha question ha forex trading main humy loss ho jay to humy chae ha tohra tohra kar k apna loss recover karny ta k humy or mazeed loss na ho or hum ahsani sy apna loss recover kar sakeny gy
      Forex trading main humy proper planning or strategy sy apna loss recover karna ho ga warna ho sakta ha humy or ziada loss ho jay is ley hum aik din main loss recover karna both muskal ha humy aram sy tohra tohra kar k apna loss recover karna chae ha
      Jtna hum pur sakun ho k trading karny gy to hum ziada kamyab ho sakty han is ley humy loss ki tension ni lani chae ha or sakun sy trading karny or apna loss recover karny
      • #18 Collapse

        Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

        Dear mamber forex trading mein jab Loss ho raha hota hai to trader bahut confuse hota hai aur is confusion mein main mazeed Loss Ho jaane ka khatra hota hai. Is stituation se bachne ke liye hamen chahie ki Ham stop-loss lazmi use Karen apni trade mein aur agar hamen Loss ho jata hai to woh recover hona ek din mein mumkin nahin hai us ke liye phir se hamen main bahut ziada hard work karna ho ga tab ja kar hamara account recover ho ga. Jab bhi Koi bahut bari moment jab bahut bari news aane wali hoti hai to koshish karen use time mein aap trading mat lagaen. Jesa ke aajkal ke waqt mein situation chal rahi hai ki pound sterling exit ke koshish kar raha hai to market ki movment bahut fast Ho jaati hai is liye aap fundamental analysis ko madhe nazar rak kar trading Karen.
        • #19 Collapse

          Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

          Brother agar aap ka loss ek din main recover ho sakta hai to kar lo lekin yad rakho mujhay nai pata aap qismat par loss ko recover karo gai ya phir account ko safe rakh kar loss recover karo gai agar qismat par karo gai phir ho sakta hai aap ka mazeed loss ho jay ya recover ho jay is ka faisla qismat hi kare gi agar safety par ek day main loss recover ho jay phir yeh boht achi baat hai
          • #20 Collapse

            Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

            Dosto loss recover krny k lay hum koi fixed bat nii kr skty ku k ya aik online kam hy as pay kbii market ki movement kasy hotii hy tu kbii ksy as lay humy asa koi bhii kam nii krna chye jas say humy loss nuksan hn humsh soch samjh kr mahant k sth acha or quality wla complete kam krna chye
            Agr humy thora buht loss ho jaye tu wo aik main achii tread mail jaye tu us say asani k sth covar ho skta hy agr zyda loss ho jaye tu usy Mary khayl say humy thora thora kar k recover karna chye ku k jab hum usy thora kr k recover kry gay tu us rat humy buht fida hoga humry khowlage or experience main izafy k sth humri earning ki income bhi zyda hoti jaye gie jab humra losss thira thora ho kr recover ho jaye ga tu us say humy kud ba kud
            Buht fida hoga as lay humy chye k hum as pay dil lga kar mahant k sth acha or complete quality wla mukaml information k sth meyarii kam kry jas say humra bonus bhi increases ho humy acha profit bhi gain hn forex pay loss ko recover karny k lay buht soch samjh kr fresh mind k sth humsha achy pair ka wait karna chye market ki movement ko samjna chye jab hum acha profit gain kr lay gay tu us say humri earning kud ba kud increases hotii jaye gie or humy us say loss nuksan bhi buht kam ay ga as lay humy apny khowlage pay or learning pay zyda focus krna chye jas ka humy buht fida hasil ho skta hy.
            • #21 Collapse

              Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

              yeh market pay depend karta hai aur ap ky experience par depend karta hai aur ager ap ky pas jitna acha capital ho ga ap utna he jaldi loss recover kar sakty hain aksar professional trader apna loss aik he din main cover kar laity hain kyon ky un k account kafi big hoty hain jiss ki wajah say un ka loss jaldi recover ho jata hai aur wo big lot use kar ky apne loss ko recover kar laity hain es lea forex main ager ap ky pas acha experience hai aur market achi movement kar rahi hai tab ap apna lsos iak he din amin recover kar sakty hain ager market main achi movement nahi bhi ho rahi tu ap ko loss recover karny main jald bazi nahi karna chahea jab market achy level pay ho tab ap ko trade karni chaheay.
              • #22 Collapse

                Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

                loss iak din main bhi handle ki ja sakta hai aur aik week bhi lag sakta hai forex jab bhi achi movement ho rahi hoti hai aur trendy market hoti hai tab ap big lot sy apna loss recover kar sakty hain forex main jab bhia loss ko recover karain gay tu ap ko yeh bat apne mind main rakhni chahea ky ap loss ko bhol kar phir trade lgain jab ap asa karain gay tu ap ky mind main koi bhi kisi qism ka presure nahi ho ga jis say ap apni trades main profit bhi bana sakty hain aur mazeed ap uss say uper profit bhi bana sakty hain aur kabhi bhi ap ko emotions main aa kar apni recovery trades nahi lgani chaheay fresh mind say recovery trade lgaani chaheay phir he ap ko achi income mil sakti hai.
                • #23 Collapse

                  Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

                  Asalamualikum dear friends
                  Ap sub ny bilkul thek kaha loss kbi bi ek din mai recover ni ho skta lekin agr market tezz ho aur good experience ho to shayd he mumkin ho bi skta hai.. Lekin bhaiyo hamain laalach ni krni chaheyay gar hamain 50 dollar nuqsan ho gea hai jo k recover krna hai to hamain choti choti trading jin mai easy ho k hum recover kr skty hain hamain wo krna chaheyay q k agr us mai loss ho ga bi to thora sa itna fark ni perhy ga aur hamara ye loss 4 5 din mai recover ho jaye ga lekin agr hum jazbaatii ho kr ek hi din mai pura krny ki koshish krain aur bari trade Karin to ye hamary liyay risk se zaida kuch ni agr us mai nuqsan ho gyaa to bajeyr recover krny k hum aur zaida loss mai chaly jahein gy jo bilkul bi acha ni ho ga hum sub k liyay isi liyay hamain zaida jazabaati ya lalachi nai hona thora thora kr k experience hasil kr k hmain aagy jana hai aur loss recover krna hai.. Aur agr koi bari bet ya trading krna chahta hai to usy pehly achy tareeky se trading aur bet seekhni pary gi experience lena pary ga q k Zara si mistake apko boht bara nuqsan de skti hai lehaza hamain iteyat krni chaheyay
                  • #24 Collapse

                    Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

                    Well bro 200 ka 25% matlab ap 50 dollar ko recover karne ka socha rahe hai aur wo bhi ek din mein! ye buhat hi ziyada mushkil hai itna ziyada nuksan ek din mein recover karna, behtr hai ke ap is nuksan ko tukro mein recover kare matlab thora thora kar ke recover kare otherwise pareshani aur guse mein ap ka nuksan recover hone ke bajae bhar sakta hai.
                    • #25 Collapse

                      Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

                      Forex trading main loss recover karny k ley juldbazi Ni karni chae ha q k juldbazi sy hum sahe sochty samjty Ni han or loss recover karny k chaker or loss Kar daty Han is ley humy normal ho k relax Kar k trading karni ho ge ta k hum easily ache earning kar sakty Han or ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading Kar k ahsta ahsta apna loss recover kar sakty Han is ley humy ziada sy ziada knowledge or experience hasil krna ho ga or is k alawa market main news time ko dakh k trading karni ho ge jtni behtar planning or strategy sy trading karny gy to humy loss ho sakta ha is ley humy ziada sy ziada profit hasil karan or loss ko recover karny k ley ziada time Dana ho ga ta k hum Aram sy loss recover kar lan or humy mazeed loss na ho is ley proper stop loss or take profit istamal Kar k trading karni ho ge ta k hum kamyab ho sakeny
                      • #26 Collapse

                        Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

                        dear jub ap ko 200$ ke account per 25% loss jo ke 50$ banta ha agr ap ko ho jaye tu ap ko osay aik din me recover karne ki try nehi karni chahie is se mazeed loss ho sakta ha is ki reason yeh ha jub ap apna loss short time me recover kare gay tu big lots ka use karn ap are gay jisse capital wash ho sakta ha agr wo trade market ki wrong direction me open ho gai

                        ap ko loss recover karne ke liey money management ka saha lena chahie is se mazeed loss nehi ho ga aur loss bhi recover ho sakta ha bus ap ko loss recover karne me kuch time lag sakta ha aur ap ko yeh bat bhi zehan me reakhi chahie forex se short cut profit earn nuksaan de ha

                        25% loss hone ke bad ap ke 150$ reh gay hain tu ap is per 3% per trade risk le ju ke 4.5$ per trade banta ha jo ke safe risk money management ke hisab se apna reward risk se kuch zeyda rakhainy yeni ke 4.5$ ke loss per 6.5$ profit aur ap ki 4 trades agr profit me jati hain tu 26$ earn kar sakte hain aur ap ka loss recover ho jaye ga agr ap daily aik trade profit letainy hain tu 4 days me asani se loss recover ho jaye ga yeh aik safe and secure method ha jo ap ko bataya ha loss recover karne ke liey aur ap ko isi method per amal karke loss recover karna chahie
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

                          Dear for business Mein Hamen Agar loss hota hai to vah 1 Din Mein recover Nahin ho sakta hai Forex trading business Mein hone wala loss recover karna depend karta hai aapki knowledge or experience per agar aap ek knowledge or experience rakhte Hain To aap apne loss ko Kuchh ghante mein bhi recover kar sakte hain Jaruri Nahin Hai aapko apna loafers recover karne mein Din Lag Jaaye sabse Behtar to yah hai ki aap ismein stop loss take profit customer karte hue work karen to aapko loss hone ke bahut hi kam chances Honge Baat FIR Vahi a Jaati Hai Agar aapke pass iska knowledge or experience hai to aapko loss Hoga hi Nahin

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X