Forex me kam karne wale 90% log nakam ku hote hen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex me kam karne wale 90% log nakam ku hote hen?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Almakhan پيغام ديکھيے
    Dear friends forex me 90% kam karne wale log nakam ku hote he or wo kon kon se mistakes karte hen jis ke wajaha se un ko loss hoata he or wo yaha pe nakm ho jate hen i sleye kia kam keya jae take hum yaha pe kamyabi hasil kar saken or yaha pe ache income kama saken or forex se apne ache life ko start kar saken ku ke jo log yaha pe mehnat se kam karte hen un ko yaha pe kamyabi zaror milte he or wo kamyabi se trading jare rakhte hen is leye hum ko mehnat karne chaye take hum 10% logo me shamil ho saken.
    Dear friend forex trading maximum log is ley fail hoty han k hum sab lalich karty han or juldbazi karty han or bagar analysis k trading karty han tab hum log fail hoty han jab k knowledge or experience hasil kar k trading karni chae ha ta k humy loss na ho or hum fail na hon
    Forex trading k bary main maximum knowledge or experience hasil kar k trading karni chae ha ta humy forex trading main loss na ho
    Forex trading ko seekena chae ha demo account main practice karni chae ha learning ko demo main apply kar k apna experience ziada karna chae ha ta k humy maximum fayda ho or humy loss na ho or forex trading main fail na hon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex me kam karne wale 90% log nakam ku hote hen?

      forex trdaing main nakam hony waly tradors main boht se common galtian hain jo sub he tradors karty hain basically tu boht se mambers fail es bat par bhi ho jaty hain k wo forex ko aik game ki trha smjhty hain or toka lgaty hain k aghr hum jeet jaty hain tu achi bat hai or aghr har jaty hain tu bhi koi masla nahi q k ayh kon sa hum ny apni jaib se lgay hain sub se bari nakmi yahan se he start hoti hai.

      es k ilwa boht se mambers forex main jald bazi se kam karty hain un ko lgta hai k hum aik he din main boht sara paisa bna lengy es liye hmain sochy smjhy bar he trading karty rahna chahye or apni trdaing main risk ko bhi mange karny ki zarort nahi hai.

      forex main wo tradors bhi nakam hoty hain jo forex main knowledge gain nahi karty hain forex ko leran nahi karty hain or forex ki practice nahi karty ayse wo forex ko achi trha sikh bhi nahi paty or bad main apni trading ka agaz ayse he lake off all se start karty hain

      es k ilwa or bhi boht se wajohat hain jo aksar tradors ki nature main pai jati hain
      • #18 Collapse

        Re: Forex me kam karne wale 90% log nakam ku hote hen?

        aslamoalaikm dear ya baat to kabi b ni suni ka 90 persent log nkam ho rhy hn ya baat ho skti ha unka knowledge kmm ho skta ha jiss ki waja sa markket ko achi traha aanalysis ni kr skty or wo loss krwa bathty hn jo qamyab trader hn wo kabi b nkam ni hoty or q ka unky pass acha experience or acha knowledge hota ha jis ki waja sa qamyab hoty hn to pehly knowld gain krain phir trade open krin to phir loss ni hota ha
        • #19 Collapse

          Re: Forex me kam karne wale 90% log nakam ku hote hen?

          Assalamu alaikum my dear friend aap bilkul theek kah rahe ho 90% log na kam ho Jaate Hain vah Aise log Hain To Kabhi mehnat karna Nahin Chahte agar aap mehnat Karenge to Ek Do Bar loss hone ke bad aap Kamyab Ho jaenge
          • #20 Collapse

            Re: Forex me kam karne wale 90% log nakam ku hote hen?

            80/90 percent lig nakam is liye ho jaty hain k un ka knowledge us level ka ni hota jis sy wo achi trade kr saken.or is k sath sath un mn sabr ki kami hoti hy wo sabr bilkul ni karty rato rat log ameer hony ki sochty rehty hain or by fazool trade lgaty rehty hain is liye kuch log nuqsaan uthaty hain. Log training kr k razi koi ni buss kehty hain aj id bnni to kal sy income start ho jaye to is trha bndy ny fail hi hona. Is mn ik major factor lalich ka hy log pes kamty hain boht kmty hain mgr kbhi kbhi apny ap ko boht bra trader smjh k bari lot k sath over trading krty jis sy account wash ho jata to wo nakam ho jaty. Ik wo log jo udjar ly k kam krtu wo kamyab ni hoty qn k tention mn hmesh ghkt hi trade lgaty hain.
            • #21 Collapse

              Re: Forex me kam karne wale 90% log nakam ku hote hen?

              Dear friend aapki prediction bilkul theek hai ki 90% log Forex trading mein Nakaam hote hain aur 10% log kamyab hote Hain. Is ki sab se bari wajah yah hai ke trading mein 90% ka behaviour casual hota Ham aur 10% traders woh hote Hain Jo mustaqil Mizaji ke sath professional tarike se trading karte rahte hain, yahi vah log hote Hain Jo trading ko lifetime business samajhte hain aur ek din Ka profit nahin samajhte. Agar ham log chahte Hain ki 10 percent trader's mein Ham bhi a jaen to uske liye hamen apni learning se lekar trading Tak tamam chizon ko professional tarike se karna ho ga otherwise Ham bhi 90% logon mein shamil Ho jaen ge.
              • #22 Collapse

                Re: Forex me kam karne wale 90% log nakam ku hote hen?

                Ji han bilkul yah baat hai ki Kat hai ke Forex trading mein 90% log na kam hote Hain aur uski sabse badi vajah yah hai ki Forex trading ka knowledge hona hai jo hamare pass Forex trading ka knowledge hoga to Ham is business mein kabhi bhi Na Kam nahin ho sakte is baat ki guarantee hai kyunki Forex trading abhi ek business hai aur aam aam taur per bhi business kar rahe hote hain lekin UN business ka hamen knowledge hota hai aur Forex trading kar abhi hamen apna knowledge nahin hai jitna ki hamen hona chahie kyunki Ham Forex trading rules and regulation ko follow nahin karte isliye hamari trade se Hain vah loss mein jaati hai lekin agar Ham yah rul regulation follow karna shuru kar diya aur mehnat karenge account practice Karen to Ham 90% logon mein nahin rahenge Ham 10% logon mein a jaenge Jo log profit Hi Kam aate Hain unka loss nahin hota lekin vah sabhi karte hain aur long term trade karte hain tabhi vah log kamyab hain aur apne account ki money management lazmi karte Hain
                • #23 Collapse

                  Re: Forex me kam karne wale 90% log nakam ku hote hen?

                  Salam walekum doston ji bilkul mere Bhai yah baat hakikat hai ki Forex trading mein 90% log jo hai vah nakam hote hain aur 10% Jo log hai vah kamyab hote hain lekin aapko shayad pata nahin ki local broker Jo hote hain vah ISI baat ka fayda uthate hain aur vah game diwakar ke ine logon se10 logon ne profit sukama nahin hota Jo log 90% logon mein shamil hote Hain vah log sirf losi karte hain aur yahi baat ka local broker fayda uthate hain aur vah m se sare dollar Jo hote hain vah nikal lete Hain isiliye hamen temperature in logon mein shamil hona hai hamen broker ke bare mein aur Forex trading ke bare mein pura knowledge hasil karna hai tab jakar Ham 10% logon mein shamil Ho jaenge
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex me kam karne wale 90% log nakam ku hote hen?

                    Salaam alaikum my dear friend aisa ho sakta hai ki 90% log hi Forex trading nahin nakam hote Ho lekin abhi logon mein bahut jyada Forex trading ki awareness a gai hai aur log Forex trading co jaane Lage Hain aur log Forex trading mein kam bhi karne lage aapko pata hoga ki YouTube par bahut jyada video inkim bani Hui hai Forex trading Kiya wale se har bande ne apna YouTube channel banaya hua hai jis per vah apne tutorial for exceeding hawale se send karta rahata hai aur use per hamen bahut jyada knowledge aasan hota hai lekin hamen chahie ki Ham Forex trading mein kamyab hone ke liye agar Ham bhi 10% logon mein aana chahte Hain to Ham demo kaun ho practice Karen aur Forex trading mein kamyab Ho jaenge kyunki practice ke Bina aur knowledge ke Bina ham log kamyab nahin ho sakte
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex me kam karne wale 90% log nakam ku hote hen?

                      Forex business mein Nakami ki wajuhaat;

                      Forex business mein nakami ki bohot sari wajuhaat hoti hey aur yeh different traders ki different wajuhaat hoti hein, Lekin in mein jo most famous hein woh Just aur just Lack of Knowledge and Experience yeh sab se bari wajha hey loss ki,
                      iske ilawa Most traders aisey bhi hotey hein jinke pas Knowledge and experience to kafi had tak hota hey but uske sath sath woh Greedy hotey hein aur Emotions ko achi trha se control nahin kar saktey hain jiski wjha se unko bhi is business mein loss hi hota hey chahe unke pas jitna bhi experience and knoweldge hota hey woh is mein loss hi kartey hein ,
                      Koi trading plan nahin hota hey bas trade lagai aur chor di Without Stop Loss ke trade mein enter ho jana aur thora sa profit nikaal lena jab keh koi Stop loss na hone ki wjha se jitna bhi loss hota jaye usko Hold mein rakhna aur phir bohot hi kam time mein account wash ho jata hey. Aisey bohot sarey causes hein loss karen ke aur mein samjhta hun keh hamen forex mein enter hone ke bad iske sarey rules ko achi trha se read kar lena chahiye aur phir uske bad hi hamen is business mein enter hona chahiye aur rules ko follow karna chahiye tab hi hum is mein kamiyab ho saktey hain.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex me kam karne wale 90% log nakam ku hote hen?

                        Yeh baat kafi dafa discuss ke jate hai lakin Iss baat ka tu confirm nai pata hai ke forex trading karnay waly logon mai say 90 percent nakam ho jatay hain.
                        Forex trading mai yeh baat zaroor hai ke new join karny walay logon ke aksariat nakami ka he samna karte ha. Aur iss ke bohot hesimple reason hain.
                        Jab koi banda new business ya job start karta hai tu iss time matlab start mai iss kay pass job ya business ka acha knowledge majood nai hota hai jis ke waja say new starter ko mushkilaat ka he samna rehta hai aur yahi sorat haal forex trading mai b hoti hai jis ke waja say new traders forex trading mai nakam ho rahy hoty hain.
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex me kam karne wale 90% log nakam ku hote hen?

                          90% log forex market Mein Kaam hote hain Kyunki vah log hardworking Nahin karte hain Agar ham log bhi heartbreaking Nahin Karenge To Ham Logon Ko Bhi nuksan Hoga isliye Ham Logon Ko trade Lagane se pahle Jyada Se Jyada hard working Karni Hogi Taki ham log Chahte Achcha profit Dil Kar Saken Ham Logon Ko nuksan Bhi Na Ho
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex me kam karne wale 90% log nakam ku hote hen?

                            forex main ziada tar log es lea fail hoty hain ky wo forex ko achi tara say samajh he nahi paty hain aur na he wo proper learning karty hain jis waja say wo fail hoty hain es lea forex market main rules aur regulation ky bgair kam karny waly hamesha nuksan main he rehty hain forex market main buy aur sell karny ka name he trading nahi hai es main jab tak ap proper learn nahi akrty hain aur demo account main achi tara say practice nahi karty hain tu ap ko success nahi milti hai es lea forex market main ap ko sb sy ziada zrori bat pehly sekhna hoti hai phir ju ap nay sekhna hota aur uss ky bd ju ap nay sekha hota hai uss ka ap nay aiok demo account bana kar practice karni hoti hai jiss ky bad ap ko success milti hai es lea ap ko forex main pehly achi tara say sekhna chaheay phir real main kam akrna chaheay.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X