Jaiza: Traders ki Balanced Life
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Traders ki Balanced Life
    Assalam o alikum dear members and traders. umeed hai aap sub bohat achay hongay. forex trading business mai trders ki life bohat masroof hoti hai . 5 din jab market open rehti hai tou traders ko bilkul bhi fursat nahi hoti kay wo koi aur zaroori kaam bhi ker sakey aur ye masla unn traders kay liye bohat ziada serious result lay kay ata hai jo job kay saath saath forex trading business ker rahey hotay hain. Kiyu kay unn traders kay paas tou bilkul bhi apni social life aur family kay liye time nahi bachta hai.

    traders ko bhi apni life ko balance zaroor kerna chaiye. Balanced life kay liye traders ko apnay time ko divide kerna chaiye takay wo apnay trading business ko bhi proper time day sakey aur apni family aur friends kay liye bhi munasib waqt bacha sakey. Jo tarders saath saath job kertay hain unhain bhi apna schedule zaroor banana chaiye jiss pay ammal ker kay wo apni life aur business dono ko behtar bana saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Traders ki Balanced Life

    G han dear ye bat tu hai kay acha trader hamesha he busy rhata kiyu kay es mai kam karna hai tu humain es mai 5 days tu trading mai he guzar jatye hain jub kay us kay bad hum kartye ye hain kay jub weekind ata hai tu us kai bhi news aur anylisis pay focus hota hai na kiyu kay jub minday ko market opeb ho jatye hai tu us mai hum phlue he say plan kar kay baithye hotye hain jub kay monday ko acha trader start kar daita hai trading asami mai us ki life mai trading ka kafi interfair hota hai kiyu kay ager aik acha trader trading karta hai tu ye bhi daikhain kay us ko us mai kafi faida bhi ho jata hai yani kay us ko aik job say bhi best job lagtye hain trading jitna hum fully month mai job mai earning kartye hain atna tu trading mai aik ya 2 hafoo mai a jata hai bilkuuy kafi mil jata hai na
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Traders ki Balanced Life

      Assalamualaikum pyare members aap sab bahut acche se honge frustrating mein business tractor ki life bahut mashruf hoti hai 5 din jab market open rahti hai to trader ko bilkul bhi fursat nahin hoti vah Koi aur guri kam bhi nahin kar sakta aur yah masla an trader ke liye bahut jyada credicorp Ni life ko balance jarur karna chahie balance life ke liye trader ko apne time ko divide karna chahie Taki vah apne trading business ko koi proper time de sakte aur apni family aur friend ke liye bhi naseeba sake aur apni life ko balance kar sake aur aur mere hisab se jyada se jyada time forex ko de aur isase achcha profit game kar sake to isko Koi part time job ki jarurat nahin hai aur vah isase apna achcha kam aa sakta hai aur ek accha tractor bhi
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Traders ki Balanced Life

        Walikumasalam dear trader and expert professional members traders ki life bahot tough ho jati hai agr wo market ma schedule aor discipline sy kam nhi kren gay to unko bahot msla ho ga is leay humen chye ky hum manage krty huy kam kren aor rozana ka mamool bna ky kam kren forex forum ma humen kam ky leay har waqat nhi in rehna chye blky hum apny muqarar waqat ma ajain aor apni posts ky uper comments kren threads bnain ya hamara behtreen jawab mukabla ma kam kren rules ko follow kren aor emotional control ky sath lalich ko chor ky market ma risk management krty huy kam kren forex trading ma expert bnana zaroori hai market ma professional approach rakhni ho gi market ka technical analysis aor fundamental analysis krna chye ta ky hum acha munafa hasil kr sken
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Traders ki Balanced Life

          G forex ki market mein hum kaamyaab hi tab ho saktay han jab hum forex mein buht ziada mehnat aur hardwork kartay han aur mehnat aur hardwork kar k hi hum is market se kuch hasil kar saktay han aur ye tab hi hota hy jab hum forex ko buht ziada waqt dain gay aur is k Aik trader jo forex trading business mein full time kaam karta hy ya part time kaam karta hy jab Tak us mein mehnat nhi karta aur forex market ko ziada waqt nhi daita wo kaamyaab nhi ho sakta is liye Aik trader ki life mushkil ho jati hy aur hum tab hi apni life ko easy kar saktay han jab hum apne time ko achi traha use karain aur har kaam ko apne waqt k mutabik karain kiok agr hum apne kaam ko waqt par kartay han tu hum apni Job bhi kar saktay han aur forex ko bhi kar saktay han
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Traders ki Balanced Life

            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
            Assalam o alikum dear members and traders. umeed hai aap sub bohat achay hongay. forex trading business mai trders ki life bohat masroof hoti hai . 5 din jab market open rehti hai tou traders ko bilkul bhi fursat nahi hoti kay wo koi aur zaroori kaam bhi ker sakey aur ye masla unn traders kay liye bohat ziada serious result lay kay ata hai jo job kay saath saath forex trading business ker rahey hotay hain. Kiyu kay unn traders kay paas tou bilkul bhi apni social life aur family kay liye time nahi bachta hai.

            traders ko bhi apni life ko balance zaroor kerna chaiye. Balanced life kay liye traders ko apnay time ko divide kerna chaiye takay wo apnay trading business ko bhi proper time day sakey aur apni family aur friends kay liye bhi munasib waqt bacha sakey. Jo tarders saath saath job kertay hain unhain bhi apna schedule zaroor banana chaiye jiss pay ammal ker kay wo apni life aur business dono ko behtar bana saktay hain
            Salaam Alaikum Forex trading business Ek bahut hi risky aur critical business hai agar ismein Ek trader apni e business mein balance Nahin Lagta to vah kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakta trader ko apni life mein bhi balance karna Zaroori Hota Hai life balance karne ke liye trailer ko Apne a bonus qualified karna chahie aur use bonus share trading wale Hisse Sahi trade Karen Baki ko ek se side per Rakhe Taake loss recover karne mein use kam a Jaaye
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Traders ki Balanced Life

              Dear agar baat ki jaye to ais market mai jo trader kaam karty hai wo ais market mai atna zayda masroof ho jaty hai k apni life ko time hi ni dety agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai sab se phly to aik time table bana lena chaye aus k baad ap ko ais market mai sirf analysis karny hai aor ais market mai trade laga deni hai aor aus k baad apni trades k sath take profit aor stop loss laga dena chaye aus k baad ap ko ais market se hat jana chaye agar ap ais market mai bahot zayda time lagaty hai to ap ko ais market mai se nikalna muskil ho jata hai aor ap ais market k ilawa kisi aor cheaz k bary mai ni sochy gay jis se ap ki life disturb ho jati hai ais liay ais market mai plan bana k kaam kary.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Traders ki Balanced Life

                G han es me koi shak nahi jab app Forex business ko join kar lety ho to investment karny key sath app ka kam khatam nahi ho jata hay aur free me app ko profit be investment key base par nahi ho sakta hay, app investment kar key market ko analysis karty ho aur market me achi trading kar key hi app ko profit mil sakta hay es se traders ki life bahot hi zeyda masroof ho jati hay jab trade open ho jata hay to traders apny orders ko apna order follow be karna hota hay es key ley time ka spend karna bahot zarori hota hay Forex business me hamari life bahot masroof hony par hi hamy kamyabi milti hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Traders ki Balanced Life

                  g han bhai jan ap ny bilkul sahi abt ki hai aik trador ki lie ka jo time table hai wo kuj aysa he hota hai q k jub tradors forex main busy rahty hain tu un ko khud par bhi deahn dena ka waqt nahi milta hai es k ilwa baz okat tu jesy ap ny kaha apni life k zarori kam bhi nahi kar pta tu aghr hum es bsuiness main hain or kam kar rahy hain tuhmain es kliye apni personal life ko distrub nahi karna chahye q k baz okat tu hum es k liye apny bevi bachon ko bhi ignor kar jaty hain jo k boht he galat bat hai tu es bsuiness main agr hum apna time table set kar k kam karen os main hum apny other kam bhi add kar len tu hmain asani ho jati hai jis se hum es business k sath sath apni life ko bhi dekh skty hain or apni family ko bhi time de skty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Traders ki Balanced Life

                    Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy ap ki bt bilkal durst hy forex m jb ham trading krty han posting krty han to hmari life bot bzy ho jati hy ham na apny liay time nikal paty han na apni family k liay q k hafty k 5 din market open hoti hy or ham in 5 dino m job or forex trading m msrof rahty han ye hmary liay aik bot bara msla hota hy k ham apni family ko kasy time dan to hamy chiay k is ka best hal nikalan jasy k weknd k jo do din Free hoty han un m ham apni family ko pora wakt dan un ko smjan is l ilawa b jb market open hoti hy to hamy trade dakhny k sath sath family ko thora thora time dyna chaiy is sy ham b easy ho skan gy or family b khush ry sky gi

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X