jub markeet ka experience ho jaye aur balance na ho tab ham kia karain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jub markeet ka experience ho jaye aur balance na ho tab ham kia karain?
    dear members maira aap sab say yeh sawal hay k ham sab start main bahut mehnat say kaam krtay hain aur apnay aapko is kabil bana laitay hain k ham kuch earning kr sakain laikin jub aisa wakt ata hay k hamaray pass acha experience bhi aa jata hay aur ham achi earning bhi kr saktay hain to agar tab haamray pass invest ka masla ban jaye to tab hamko konsa tareeka ikhtiaar krna chaye jis say haamray pass invets bhi ajaye aur ham apni trading ko bhi rawan dawan rakh sakain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jub markeet ka experience ho jaye aur balance na ho tab ham kia karain?

    g dear us mai ap kuch na karain bus mahnet kay sath kam karain yani kay forum mai kam karain aur zayda say zayda post jarain ta kay ap ko aik acha bonus mil sakye kiyu kay jub ap ka expirence es mai ho jata hai tu ap ko koi parshani ni hotye hai na ap asani kay sath sirf bonus ka waite karain kiyu kay jitna acha bomus aye ga ap ko utna he es mai faida ho jaye ga kiyu kay zayda bonus ka humain hamesha he faida hota hai na kiyu kay sub say phala kam es mai hota he ye hai kay es mai aik acha expirence hasil kar lain ab jub hum es mai aik acha expirence hasil kar laitye hain tu dusra kam atna mushkil ji hita hai yani kay kosesh karain kay mahnet kay sath zayda say zayda post kar lain kiyu kay zauda post ho gaye tu acha bonus a jata hai ap ko bhut he zayda faida ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: jub markeet ka experience ho jaye aur balance na ho tab ham kia karain?

      dear agr hum bhair bonas k is main kam krte hein hamre paas trading k liye bonas nai hota ha tu phr hume demo account main apni trading skills ka test lena chaiye hum ese hi is business main kameyab ho sakte hein daily knowledge hasil krein khabi be market ko mis na krein agr balance nai ha tu phr ap demo account ko use kr liye krein real account ho be hume tab be demo account ko lazmi use krna chaiye jitna acha hum is main work krein gey utna hi acha hum is business main profit be hasil kr sakte hein daily tecnical analysis ur fundamental analysis ko fallow krna chaiye tecnical analysis hamre liye sab se best analysis hote hein hum market ki movement ka anadaza laga sakte hein
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: jub markeet ka experience ho jaye aur balance na ho tab ham kia karain?

        Forex trading mai investment ya capital balance kay baghair trading nahi ki jaa sakti jaisay kisi dusray business mai investment kay baghair uss business ka experience bhi hoto koi faida nahi hota hai. forex trading mai jab hum instaforex kay saath kaam ker rahey hain tou ye masla koi masla nahi hai. Instaforex nay pak forex forum issi liye shuru kia hai kay aisay traders jo investment nahi ker saktay wo forum pay trading seeekh bhi lain aur phir posting work say milnay waley monthly bonus say trading bhi shuru ker sakey. Pak forex forum mai regular work kernay say humain monthly baqaydigi say bonus milta rehta hai jo forex trading kay liye aik behtreen investment hai. iss liye humain experience aur trading seekhnay kay baad balance ki wajah say pareshaan nahi hona chaiye
        • #5 Collapse

          Re: jub markeet ka experience ho jaye aur balance na ho tab ham kia karain?

          Ji haan mere bhai aap kuchh Na Karen bus market ke sath kam Karen yani ke form mein kam se kam ya jyada se jyada poster jari rakhen Taki aapko achcha banaa sake use donon se aap experience ke sath trading Karen aur usse aur jyada kamai Karen aur jitni jyada posting karenge utna hi jyada aapko aligarh gi aur usse aap frustrating kar sakte hain aur apne experience ke sath jyada se jyada tamasha karte Hain instaflex ne Park mein isiliye shuru Kiya hai aise tractor jinke pass investment nahin hai vah form per trading Sikh bhi lena aur usse posting karke apne bonus mein jaffer Karen aur forex trading shuru Karen aur jyada se jyada profit kamaye
          • #6 Collapse

            Re: jub markeet ka experience ho jaye aur balance na ho tab ham kia karain?

            Forex trading experience hasil kerna koi hamari pehli priority honi chahiay then jab ham forex market main trading ka acha experience gain ker lety hain tou hamain phir trade continue ker leni chahiay per jab hamary trading account main balance na ho tou kuch himat ker ky forex market main investment ker leni chahiay ky hamain jab trading ka wide experience hai tou ham kuch amount invest ker ky forex market sy bahot zyada earning ker sakty hain ky yahan per earning ka hamain wide chance bhi hota hai tou hamain apny experience sy faida uthana chahiay lekin agar investment ki bhi himat na ho tou hamain phir demo account sy forex market main trading ko continue rakhna chahiay ky ham market ky sath update reh sakain aur hamain market ky behavior ky sath sath market ki technical movement ka bhi pata chalta rehy ky jab hamary account main balance ho tou ham successful trade ker sakain
            • #7 Collapse

              Re: jub markeet ka experience ho jaye aur balance na ho tab ham kia karain?

              Jub apky pas market ka acha experience ho to apko Pakistan forex forum ma acha kam kr ky acha bonus jama krna chye aor us py achi risk management ky sath trading krni chye market ma bakance apko insta forex provide krta hai bs ap apny goal aor target py focus kren aor knowledge aor tips share kren jo bonus mily usko trading ky leay behtreen andaz ma use kren aor us ko double kren phr withdraw shuru kren aor us ko apny real insta account ma invest kr den ta ky apko rules sy hat ky full.leverage mily jahan opportunities milen full leverage ko avail kren aor enjoy kren big target big profit lkn kabi bhi forex ko halwa na smjhen yeh bahot complicated market hai jo apko psychological fraud krti hai aor ap muhn dekhty reh jaty ho kabi bhi zeyada emotional aor excited ho ky forex market ma trading na kren.
              • #8 Collapse

                Re: jub markeet ka experience ho jaye aur balance na ho tab ham kia karain?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                jub markeet ka experience ho jaye aur balance na ho tab ham kia karain?<br />dear members maira aap sab say yeh sawal hay k ham sab start main bahut mehnat say kaam krtay hain aur apnay aapko is kabil bana laitay hain k ham kuch earning kr sakain laikin jub aisa wakt ata hay k hamaray pass acha experience bhi aa jata hay aur ham achi earning bhi kr saktay hain to agar tab haamray pass invest ka masla ban jaye to tab hamko konsa tareeka ikhtiaar krna chaye jis say haamray pass invets bhi ajaye aur ham apni trading ko bhi rawan dawan rakh sakain?
                Ji ap nay bohat acha sawal kia hay maray khial main to jo Pak Forex Forum ka member hay usay yeh problem nahi hona chahiay kun Forum apnay members ko learning kay sath sath trading kay liay bonus bhi provide karta hay jes say investment na bhi ho to bonus say hi investment kar kay trading ki ja sakti hay. Haan kuch aisay log bhi hon gay jo Pak Forex Forum kay members nahi hotay aor kisi others sources say Forex ki learning complete ki ho gi aor Forex ka knowledge bhi hasil kia ho ga aor demo pay Forex ki full practice kar kay experience bhi hasil kia ho ga lakin trading kay liay un kay pas investment kay liay koi money nahi hoti un ko chahiay k woh Pak Forex Forum ko zaror join karain aor InstaForex trading broker kay sath registered hon kar apna account verify karain aor Pak Forex Forum pay posting start karain aor Forum pay contest main bhi hisa lain es say un ko withdraw able bonus bhi milay ga aor non withdraw able bonus bhi milay ga jes say woh easily Forex market main bonus say investment kar kay trade open kar sakay gay aor bina kisi real investment kay bonus say hi achi earning kar sakay gay lehaza esi taran mara all Forum members ko mashwara hay k woh Forum pay achi posting kar kay pehlay acha bonus akatha karain jo k minimum 500$ tak ho phir es kay bad Forex trading start karan.
                • #9 Collapse

                  Re: jub markeet ka experience ho jaye aur balance na ho tab ham kia karain?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                  dear members maira aap sab say yeh sawal hay k ham sab start main bahut mehnat say kaam krtay hain aur apnay aapko is kabil bana laitay hain k ham kuch earning kr sakain laikin jub aisa wakt ata hay k hamaray pass acha experience bhi aa jata hay aur ham achi earning bhi kr saktay hain to agar tab haamray pass invest ka masla ban jaye to tab hamko konsa tareeka ikhtiaar krna chaye jis say haamray pass invets bhi ajaye aur ham apni trading ko bhi rawan dawan rakh sakain?
                  Dear friend ap ny both question kea ha forex trading main ap demo account main mehnat karty han or acha knowledge or experience hasil karny gy or phr ap k pass balance na ho to is k ley Pakistan forex forum best option ha yahan pe ache sy ache post karny maximum bounce banany or phr us bounce pe apny knowledge or experience k mutabiq trading karny to ap ko maximum fayda ho sakta ha is ley humy mehnat karni chae ha forex trading main knowledge or experience hona both zarori ha jab ap k pass experience ha to phr ap k ley both acha moqa ha k ap ziada sy ziada bounce hasil kar k ache trading karny
                  • #10 Collapse

                    Re: jub markeet ka experience ho jaye aur balance na ho tab ham kia karain?

                    Asalam o alikum friend aksar asa hi hota hy hmary pas jo investment hoti ha ham start m us m trading krty han mgr hmary pas km knowledge learning or km experience hony ki wja sy ham trading m loss kr lyty han or hmara account wash ho jata hy or hmary pas dobara trading krny k liay investment b ni hoti or tb tk apni mistakes ki wja sy ham sekh kr acha knowledge or acha knowledge hasil kr chuky hoty han mgr hmary pas dosra koi Rasta ni hota jis sy ham trading kr skan to forex ny asi sorat m hamy aik bot achi saholat di hy pak forum jis m ham posts krty han ham pak forum m jitny achy or mayari posts krty han hamy hmari mehnat k mutabiq utna acha bonus milta hy jis sy ham trading kr skty han ham wo bonus hasil kr k trading kr skty han or acha profit hasil Kar k apni khwaishat ko pora kr sakty han
                    • #11 Collapse

                      Re: jub markeet ka experience ho jaye aur balance na ho tab ham kia karain?

                      Dear ap ne zayda traders aisy dekhy ho gay jinho ne ais market mai kaam start kia hai aor ais mai investment kar di magar aus time aun ko ais market mai tab kaam karna ni aata tha aor aunhon ne ais market mai paisa laga k loss kar dia aus k baad aunhon ne ais market mai learning ki hai aor ais market mai kaam karny ki pracitce ki hai magar aun k pass investment ni hoti aor wo ais market mai sirf demo par kaam karty rehty hai ya wait karty hai k aun ko koi account manage k liay dey aisy hi ais market mai agar ap k pass paisa ni hai to ap account mange karna start kar dey ya ais forum par kaam kary aor ais se bonus bana k aus par trade kary aor ais market mai se paisa kama ley jo ap ne loss kia ho.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: jub markeet ka experience ho jaye aur balance na ho tab ham kia karain?

                        Dear Forex business me success app key experience aur app key knowledge par depend karti hay trading account me app key pass balance majood ho ya na ho app ka experience acha hona chaye, app khud se investment be kar sakty ho magar sab se pehly ye cheez zarori hay key trading ka experience app ka good level ka ho aur knowledge be app ka bahot hi acha ho, agar app ka account balance zeyda ho magar app experience ko use kar key trading nahi kar sakty to mery khayal me app ko account me loss hi ho sakta hay jab key trading experience key hony par hi app key profit margin me ezafa ho sakta hay.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X