Meta Trader 4 aur 5 platforms main farq Kia ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Meta Trader 4 aur 5 platforms main farq Kia ha?
    Aslam u alaikum friends..main is forex pak forum pe new hon aor mujhy meta trader 4 aor meta trader 5 k baray main pochna ha kia koi is k baray main farq bata sakta ha aor ager aap ko nhi pata toh apney senior se poch kr zaror jawab dain... Thanks in advance...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Meta Trader 4 aur 5 platforms main farq Kia ha?

    Bhai jan meta trader 4 and meta trader 5 ma farq to sirf wo banda he bata sakta hy jo.in donon ma kam karta hy, ma ny sirf meta trader 4 he use liya hy is liye ma to is k.baey ma koi comments nai dy sakta
    • #3 Collapse

      Re: Meta Trader 4 aur 5 platforms main farq Kia ha?

      Assalam o alaikum dear friends me is trading me filhal new hu to mujhe itna idea ni ha but itna suna hai k meta trader 5 se trading new comers k lie seekhna kafi mushkil ho jati ha q k wo kafi complicated hai as copmarison to meta trader 4
      • #4 Collapse

        Re: Meta Trader 4 aur 5 platforms main farq Kia ha?

        Aslam o alikum sab kasy hu umeed karta hu sb khariyt say hungy tu ab aty hy point py tu Meta trader 4 aur 5 farq yai hai ka meta trader 5 say trading new comers k leye sekhana kafi mushkil hujta hy as comprison to meta 4 es say ziada inform tu wohi dy sakta hy jo ziada kam kar raha hu es mai jitna humy pta tha humny bta deya
        • #5 Collapse

          Re: Meta Trader 4 aur 5 platforms main farq Kia ha?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: uzairarif635 پيغام ديکھيے
          Aslam u alaikum friends..main is forex pak forum pe new hon aor mujhy meta trader 4 aor meta trader 5 k baray main pochna ha kia koi is k baray main farq bata sakta ha aor ager aap ko nhi pata toh apney senior se poch kr zaror jawab dain... Thanks in advance...
          Metatrader 4 aur metatrader 5 Jyada difference Nahin Hai metatrader 5 metatrader ka latest system Hai Jab Ke metatrader for metatrader ka old system tha bahut Sare traders Forex trading market ke update hone ke sath Apne trading terminal ko bhi update kar lete hain Ham Sab Ko bhi ab metatrader 5 use karna chahie
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Meta Trader 4 aur 5 platforms main farq Kia ha?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: uzairarif635 پيغام ديکھيے
            Aslam u alaikum friends..main is forex pak forum pe new hon aor mujhy meta trader 4 aor meta trader 5 k baray main pochna ha kia koi is k baray main farq bata sakta ha aor ager aap ko nhi pata toh apney senior se poch kr zaror jawab dain... Thanks in advance...
            Metatrader 4 metatrader 5 Mein kuchh khas difference Nahin Hai Bus metatrader 5 ko metatrader 4 ki update kya sakte hain metatrader 4 mein thodi bahut changing Karke aur isko update Karke metatrader 5 bna dia gya hai ap isko asani sy use kr skty hain bs isko achi trha sy use krna seekh lain or use orna shoro kr dain
            • #7 Collapse

              Re: Meta Trader 4 aur 5 platforms main farq Kia ha?

              Assalamu alaikum pyare bhai metatrader 5 aur metatrader 4 main itna khas fark Nahin hai Bus yahi hai ky metatrader 5 latest platform hai jab ke donon forms consistently use ho rahe hain
              • #8 Collapse

                Re: Meta Trader 4 aur 5 platforms main farq Kia ha?

                Pehlay aya tha meta trader 4 us kay bad ab aya hai meta trader 5. jaha tak mai nay observe kiya hai tu woh yeh hai kay ap ko meta trader 4 ana cheye pehlay. ik tu es se har tools ko ap sahi se use karo gay or phir me ta trader 5 main ap bad mai ayain. q kay meta trader 5 ki sub advanced tools meta trader 5 main day raha hai jab ap ko 4 nahi aye ag tu 5 main sahi adjust nahi ho gay.
                • #9 Collapse

                  Re: Meta Trader 4 aur 5 platforms main farq Kia ha?

                  Doston aap sab ko aaj MT4 aur mt5 mein Fark ke bare mein batane Ke Liye Main yah bataunga ke donon Ek Hi chij ke software Hain Ek updated software hai aur ek all varjan software hai jo aapko compatible lagta hai aap Usi ke upar Gaon Karen aur ismein Thoda Sa third ka aur spreads ka Fark Hota Hai Jiski vajah se log jinko jo suitable lagta hai vah hisab se use karte hain aur dusri Baat Rahi ke market ke Hawale se market donon per sim Chalti Hai Sam tarike se movement Hoti Hai Kisi Ki sim ka koi Fark nahin hai aapko Agar MT4 Achcha lagta hai to aap MT4 istemal Karen agar aap ka emplifier Achcha lagta hai to aap mt5 istemal Karen lekin Kuchh account brokers ke hote hain vah Usi hisab se unke sath compatible hote hain to aapko bhi istemal karne padte hain to Aapka Pro Karega Mt4 ke sath compatible hai to aapko unke Sath hi Hona Padega
                  • #10 Collapse

                    Re: Meta Trader 4 aur 5 platforms main farq Kia ha?

                    Dosto meta trader 4 aor 5 me itna farq nahinyeah dono trading apps hai hame inko samajh Kar aage Jana chahiey .
                    PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Meta Trader 4 aur 5 platforms main farq Kia ha?

                      Dear Friends !
                      G han dost in plate forums m koi frq nh balke farq t srf itna h k meta trader 5 thora new or Complex ksm k h or MEta trader 4 thora simple or bhtr h or ache tarhan smjh m a jata h or ise tarhan hm t y sugest karte hn k ap Mt4 h Use karen
                      Sukriya!
                      Agr post ache lage t Thanks zaror den

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X