Bitcoin ka muthsar taarif full information jis ki wajah se aap bitcoin par aa jao gai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bitcoin ka muthsar taarif full information jis ki wajah se aap bitcoin par aa jao gai
    salam all members
    bitcoin 2009 main ek japani banday ne banayi yeh ek hard disk GB k tarah kam karta hai jab isay mine har koi kar sakta hai matlab b kar sakte hai apnay pc ya computer se bitcoin kisi k control main nai hai yeh ek azaad currency hai har koi is ka malik hai bitcoin ki khobi yeh hai yeh gold se behtar hai is ki total max tadad 21milion hai matlab total bitcoin 2crore 10lac hai jin main se 76% bitcoin ban chuka hai matlab 1cror 70lac bitcoin mine ho chuka hai ab tk bitcoin 2 year pehlay jab main ne first time buy kya thi bitcoin ki price 400$ thi jo pichlay year december main 20000$ se tukara gi thi ab is ki price 8000 to 10000$ k andar ghoom rahi hai is ki price up hi jay gi aap ki mazeed information b share karo bitcoin and cryptocurrency k baray main
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bitcoin ka muthsar taarif full information jis ki wajah se aap bitcoin par aa jao

    bhi jan ya bat to theak ha k future ma online money he istamal ho ge lakin bohot sare log is ko janta han is leya pakistan ma b kafi method ha jo online money introduce karwa rahe han or agr ap b pakistan ma online purchase karne cha rahe han to ap ko kafi site mil jay ge or ap apne bank sa online shopping kar sako ge is leya ap is ke value kam he hoti rahe ge long tarm ma is leya dakh kar is par trading kare,
    • #3 Collapse

      Re: Bitcoin ka muthsar taarif full information jis ki wajah se aap bitcoin par aa jao

      Bitcoin ik digital currency hain jo kay din ba din famous ho rahi hai or log es ki studies kar kay achy analysis bana kar woh itna zaida earning kar sakty hian jo kay ap baqi commodities or currencies main nahi kar sakty hian. bus yeh hota hai kay ap ko knowledge ho kay ap nay trade kaisy karni hai or kaisy es se ap nay earn karna hia. es kay analysis or news kay sath jitna update rahay gay ap ko us kadar faida hoga.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Bitcoin ka muthsar taarif full information jis ki wajah se aap bitcoin par aa jao

        Bitcoin main jab ap aty hain tu ap daikhain kay kuch sal sy bitcoin kaha tak move kiya hai. us ki previous history kaisi rahi hai. kitna move kiya hai bullish mai. tu ap ko achy sy idea ho jaye ga kay bitcoin mai jin logo ny kuch sal pehly sy investment ki thi aj woh trader kis had tak kitny zaida percent apni amount ko kama chuky hain. jab ap apni trade bitcoin mai karain gy tu ap ko future trading nahi ati hai tu ap spot trading be kar sakty hain. kuch bitcoin ka hisa lay kay rahk lain or us ko jab bad mai ap achi price mai sell kar kay achi earning kar sakty hain.

        اب آن لائن

        Working...
        X