kia achi learning k liye real account ka hona lazmi hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia achi learning k liye real account ka hona lazmi hay?
    dear members yoon to ham learning k liye bahut say systems main kaam kr saktay hain ham demo main bhi learn kr saktay hain ham bonus account main bhi learn kr saktay hain laikin jo saths ath real account say learning milty hay wo kisi aur system say milna na mumkin hoty hay kia yeh baat sach hay kia yeh baat theek hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia achi learning k liye real account ka hona lazmi hay?

    Ji mere bhai mere hisab se aapka yah sawal bilkul galat hai ek acchi learning ke liye real account ka hona jaruri nahin hai balki aap kisi bhi website se yah news experience hasil kar sakte hain ya kisi expert bande se bhi experience Le sakte hain experience hasil karne ke liye aapko real account ka hona jaruri nahin hai balki aap demo account per bhi kam kar sakte hain aur demo account per aap jitna jyada profit kam aaenge utna hi aapka experience badhega aur apne hi jyada aapke profit ke chances honge isiliye mere hisab se real account ki jarurat nahin hai aap demo account se bhi experience hasil kar sakte hain aur aap mukti form sahi se pak form logon ki post se a tajavra hasil kar sakte hain aur expert Ban sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: kia achi learning k liye real account ka hona lazmi hay?

      Achi learning ky liay zaruri nehi hai ky ham real account bana ker trade kerain ham demo account sy continue forex market main trade kerty huey forex market main trading ki bahot achi learning ker skaty hain ky beshak hamain experience na hony ki waja sy bar bar loss hota rehta hai lekin hamari forex market main trade long time ky liay continue reh sakti hai jab bhi hamara account kisi waja sy wash ho jata hai tou ham apna demo account refresh ker lety hain tou new money sy ham phir forex market main trade kerna shoru ker dety hain continue forex market main trade kerty huey hamain trading ki different techniques ko learn kerty hain lekin jab ham real account sy forex market main learning purpose ky liay trade continue kerty hain tou phir hamain loss hony ki waja sy jab account wash hota hai tou phir hamary pas investment kerny ky liay extra money bilkul bhi nehi hoti ham bar bar forex market main personal amount invest ker ky risk nehi ly sakty
      • #4 Collapse

        Re: kia achi learning k liye real account ka hona lazmi hay?

        Dear friend Mere Khyal se Aisa Na bhi ho to aap acchi learning kar sakte hain Kyunki agar aap Forex Mein demo account create Karke demo account ko apna real account samajhkar kam karen to aap bahut hi acchi learning Hasil kar sakte hain jyadatar log Yahi Galti Karte Hain Ki demo account ko demo hi Samajh Kar kam karte hain usmein befikra hokar badi badi lot size open kar dete hain aur usmein Achcha profit to Kaki Bina per Hasil ho sakta hai aur jab aapko profit Hasil ho jata hai Dena aap live account mein trading start kar dete hain lekin yah Achcha experience Nahin Hota achha experience vahi hai jo ki aap kam lot size use Karen aur Chhoti Chhoti lot size ke sath Achcha profit Bana sake iske liye aapko mehnat karna Hoti Hai jaise ki agar aap demo account mein kam equity Rakhe trading Karen aur apni Har trade Mein profit Hasil karen to vah aapko accha experience ho sakta hai aur vah aapke liye bahut hi Behtar Hoga isliye demo account mein hi aap real account Ki Tarah trading karte hue Achcha experience Hasil kar sakte hain then aap live account mein acchi trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: kia achi learning k liye real account ka hona lazmi hay?

          forex trading mai demo account learning ka bahtreen tareeka hai. real account mai tou learning kernay kay baad he trading shuru kerna he behtar rehta hai. Real trading account mai bhi learning tou milti hai laikin saath saath loss aur profit say account ka real balance bhi ata aur jata hai. Demo account mai agar small balance say trading ki jaey aur usay bhi apna real account samajh kay he treat kia jaey tou bohat acha hai. Kiyu kay apni strategies ko check kernay aur behtar kernay kay liye domo account mai trading practice he behtar rehti hai. Demo account pay wohi traders kaamyab hotay hain jo usay real samajh kay kaam kertay hain. Real trading account ko achay experience aur learning kay baad he ziada use kerna behtar hota hai
          • #6 Collapse

            Re: kia achi learning k liye real account ka hona lazmi hay?

            Ji ap nay bil kul thek question kia hay maray khial main Forex ki learning kay liay zarori nahi hay k trader ka real account ho kun k learning without trading account bhi ho jati hay real trading account main kam karnay say hamri skill to increased to ho jati hay magar complete learning kisi expert traders say ya online sekhni chahiay agar ham Pak Forex Forum pay learning kar rahay hain to hamain chahiay k ham InstaForex ky sath register hon aor apnay account ko verify karain es say yeh ho ga k Pak Forex Forum pay posting karnay par achay work kissorat main acha bonus bhi milta hay jes say ham trading bhi kar saktay hain aor jo withdraw able bonus hay usay withdraw bhi kar saktay hain lehaza main to yahi mashwara doon ga learning kay sath sath real account bhi create karain aor demo account pay practice bhi karain ta k acha experiences hasil ho sakay.
            • #7 Collapse

              Re: kia achi learning k liye real account ka hona lazmi hay?

              G han dear ye bat tu hai kay aik acha expirence tabhi hota jub ap kay apss real account hota hai kiyu kay demo mai tu ap ko lose hota he nhi hai es waja say ap ko achi kearning nhi hotye hai jub kay lose mai zayda learning hotye hai lose he best teacher hai tu humain real mai kafi learning jar saktye hain kiyu kay aik bar lose hota hai aur es business maiose hota hai tu sirf real mai he hota hai jis ka humain pata hota hai kiyu kay real mai he pata chakta hai kay lose howa hai jub kay demo mai tu kisi ko pata nhi chalta hai kay demo mai lose bhi hows hai kiyu kay demo mai tu humain kafi bara balance diya jata hai jis pay humain jaisye chain traades ko oeon kartye jain faraq nhi parta hai per real account mai kafi faraq parta hai es cheez ka kiyu kay asal tu hota he real account he hai na
              • #8 Collapse

                Re: kia achi learning k liye real account ka hona lazmi hay?

                Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex aik real or profitable business hy is m hamy sb sy zyada learning hasil krna zrori hota hy q k jb b ham koi kam ya business krty han to us ka janna or usy smj lyna bot zrori hota hy or learning hasil krny k bot sy treqy hoty han sb sy acha treqa pak forum m posts kr k profit or learning knowledge hasil krna hy ya ham demo account bna kr us m practice kr k b forex ko learn kr skty han mgr forex aik asa business hy jo hamy earning k sath sath learning b dyta hy hamy sb sy zyada learning real account main trading sy milti hy q k ham jo mistakes krty han un sy sekhty han or real account main un mistakes ko samny rakhty hoay trading krty han
                • #9 Collapse

                  Re: kia achi learning k liye real account ka hona lazmi hay?

                  Pakistan Forex forum members acchi learning ke liye aapke pass real Forex trading account kea hona bahut zaruri hai lekin sabse pahle aapko mehnat kaarni huogi demo account mein main demo trading account aapko real trading experience provide karta hai ismein aapko leverage just like bonus affiliated instaforex broker account selection karni hogi so Pakistan Forex forum members technical aur fundamental knowledge ke liye forum best place hai leading platform haai jis mein thousands of members daily work karke aapna bonus haasil karne ke liye trading experience banaa rahe hain demo account mein traders ko just like real trading account workout karna chahie hard work successful hone kei neishani hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: kia achi learning k liye real account ka hona lazmi hay?

                    Dear ye zarori ni hai k agar ap ais market mai se achi earning karna chaty hai to ap ko ais mai real account bana k aus mai investment karni ho gi ais mai agar ap ais forum par kaam karty hai aor ap ko yaha se bonus mil jata hai to ap ais par trade kar k acha profit bana sakty hai ais mai bhi ap acha profit bana sakty hai ais mai ap ko agar apni investment karni ho to wo bhi ap ais mai kar sakty hai agar ap ne ais forum par dekha ho to yaha se bhi kafi zayda bonus milta hai jis par banda asani se achi trade kar sakta hai aor ais market mai acha profit bana k aus ko withdraw karwa sakta hai agar ap ne ais market mai kam karna hai to ap ko trading karni aani chaye aus k baad banda ais mai paisa kama sakta hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X