Jaiza: market ko samajhna hai tou continue market ki movement ko observe kerain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: market ko samajhna hai tou continue market ki movement ko observe kerain
    Forex trading main hamari sab sy bari mistake yeh hoti hai ky ham kisi bhi pair main market ki bari movement hony ky bahd reverse order main trade open ker lety hain aur profit ki umeed rakhty hain ky ab market reverse move kery gi aur hamain bahot jald bahot acha profit hasil ho jaey ga lekin aesa hota nehi hai bari movement agar long time same trend main market ky rehny ky bahd hui ho tou phir trend jab change hota hai tou bari movement bhi ho jata hai aur market phir kabhi reverse movement bahot jald start nehi kerti tou hamain bara risk lena bahot mehenga perta hai ky continue loss hoty hoty hamara account wash ho jata hai agar ham trade open na hony ky sath bhi market ko continue observe kerty rehty hain tou hamain pata hota hai market ki both directions main movement ki limit ka tou aesy time main ham aesi ghalti kerny sy bach sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: market ko samajhna hai tou continue market ki movement ko observe kerain

    G han dear es mai koi shak ni hai kay huaminmarket ko samjhna atna asan kam nhi hota hai kiyu kay market ki roz ki apni he moment hotye hai ager es ko samjhna hai yu pher humain es mai karna ye ho ga kiyu kay kafi satye log aisye bhi hain jo kay btat hain yani kay market ki momnet ko wo samjhtye hain usi tarha ager mehnet kay sath kam karin gaye tu humain bhi us kai samjh a he jatye hai kiyu kay market ki moment bhut different hai es mai kafi time pair change hotye hain yani kay kabhi nuy aur kabhi sell mai jatye rhatye hain tuvus mai hota ye hai kay aik time pay wo buyai jata hai per pher wapas apni position mai ata hai tu us mai humain samjh nhi atye hai kay wo kub aur kis time pay wapas aye ga tu us mai faida laina hai tu humain es ko follow karna chye yani kay market pay nazar rakhtye rhana chye aik time pay humain es mai kamyabi hasil ho jatye hai kiyu kay mahnet ka hi zaya nhi hotye hai tu mahnet karain aur kanyabi hasil karain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: market ko samajhna hai tou continue market ki movement ko observe kerain

      Gee haan aap ki baat theek hai forex mein jitna zayada market ko observe kerain gay tou aap ko forex mein utni hi zayada achi trades milain gi aur aap forex mein achi trading ker kay zayada income hasil kerain gay aap forex mein mehnat sae kaam kerain aur forex market ko samajhnay ki koshish kerain
      Forex mein aap ko agar kaam kerna hai tou forex kay knowledge ko improve kerain jitna zayada aap forex mein intouch rahain gay tou aap ko forex ka pata chalay ga aap forex ka acha experiance gain ker lain gay aur jub aap kay pas forex ka experiance ho ga tou aap forex mein bhi kamyab hoon gay khud ko forex mein improve kerain tou aap bhi forex mein improve ho jayain gay forex ko apna permanant business banain aur iss mein full time kaam kerain aur iss sae apnay lye aur apni family kay lye achi income hasil ker kay acha zindagi shru kerain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: market ko samajhna hai tou continue market ki movement ko observe kerain

        Dear member main aap ki baat se Mukammal itefaq karta hun ki trading trend ke opposite trade open Nahin Karni chahiy, Jab Bhi Ham trend ke opposite trade open Karen ge to us mein nuksaan Ke Chance profit se bahut zyada hai. Aap sab se pahle fundamental issues per Ghore Kiya Karen ki aaj Koi Aisi meeting yah news To Nahin a Rahi Jis ki waja se a aap ka selected pair mutasir ho sakta hai, agar aisa Nahin Hai To phir aap market Ko Mukammal watch Karen ke aap ko oversold ya overbought indication mill rahi hai to tab aap trade place Karen. Secondly yah Baat zehan mein rakhen ke market Kisi bhi waqat reverce ho sakti hai aur aap ke account mein jo capital Hai voh is tarike Se Manage Hona chahie ke market Kitni bhi violet aur reverce ho jaaye aap ka account wach hone Se Bach jaiy. Agar aap in Choti Choti Baton per Amal Karen ge to umeed hai aap ko loss kam aaega.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: market ko samajhna hai tou continue market ki movement ko observe kerain

          Ji haan mere Bhai aapane bilkul theek kaha agar hamen market ko samajhna hai to hamen iski movement dekhni hogi aur rojana daily basis per hamen iske bare mein Janna hoga iske bare mein news per nahin hogi aur iske bare mein experience hasil karna hoga aur hamen dam account per bhi kam karna hoga agar ham ismein ek achcha experience hasil Kar Le to hamen market ke bare mein pata chal jata hai ki kis tarah group karegi aur hamen isase bekhabar rahane ke liye iske bare mein tapman news Pani chahie Pak forex form se iske bare mein news dekhni chahie aur yahan se 20 ke bare mein knowledge Mile usko dekhen aur market ki movement ko samjho aur jitna jyada aap isko time denge utna hi acche se samajh sakenge ismein aap jitni mehnat karenge utna achcha experience hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: market ko samajhna hai tou continue market ki movement ko observe kerain

            Expert traders ki trading ka tareeka ye hota hai kay wo kabhi bhi trading shuru kertay he trade open nahi kertay hain. Jab bhi tarding shuru kerni hoti hai pehlay wo mt4 terminal pay apnay pairs waghaira select ekrtay hain jin pay unhoo nay trading kerni hoti hai uss kay unka agla step ye hota hai kay wo chrts ko M1 say H1 tak baari baari zaror daikhtay hain. Kiyu kay time frames ko mukammal aur baghour daikhna traders kay liye trend daikhnay kay liye bahtreen samjha jaata hai aur issi tareeka kaar say trends ko daikh kay he analysis kiye jatey hain. iss tarah jab analysis nikalay jatey hain tou uss kay baad trading faida he daiti hai.

            jab trading kertay huay trends aik dum reverse hotay hain tou uss waqt new trade open ekrnay ki bajaey apni pehlay say opened trades ko safe tareekay say close kerna he zaroori hota hai. reverse movement mai new trades nuqsaan ziada barhaa daiti hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: market ko samajhna hai tou continue market ki movement ko observe kerain

              Forex trading business may kamyab hone Kay liye market ki movement ko samjna or analysis karty hoe trad e lagna bohat zarori hai market ko samjne Kay liye humain Market ki up and down situation ko observe karna chahye or koshish karni chahye Kay learning hasil ki jiye jitna ziyda hum market ki movement ko samjy gye practices karain gye humre liye bohat ziyda faidamand hai begaar Market ki movement ko analyze karty hoe trade nahi lagni chahye or koshish karni chahye Kay kam waqt may ziyda sy ziyda mehnat kar Kay ziyda leaning hasil ki jiye ta Kay trade lagne may asaani ho currency pairs ko set karna or market price dikhNa or sath sath market ki situation dikhNa bohat zarori hai jo trader market ki up and down ko understand karty hain or follow karty hoe trade lagty hain ase traders kamyab hoty hain is liye humain ziyda focus forex Kay tools or procedures ko learn karne pay rkhna chahye ta Kay complete knowledge hasil kiya jiye or bad may trade lagne may asaani ho...
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: market ko samajhna hai tou continue market ki movement ko observe kerain

                Asalam.o.alikum forex forum fellows and expert trading friends kya hal hai umeed hai ao sub khair khreyat sy hon gay bhaio ny bahot acha share kia hai data continue market ki movement ko measures aor observed krna bahot ahm hai keun ky is market ma volitality uncertainty aor trading market ma news observation bahot important hai agr ap yeh smjhty hain ky technical analysis sy kaam chlaa len gay to bhii apko kabi kabar faida ho skta hai permanent nhi aor agr ap yeh smjhty hain ky news trading kren gay aor pending orders lga len gay to yeh bhi acha amal nhi hai apko har aik chez py nazar rakhni ho ge aor har aek chez ko importance dena ho gai lehaza apko har waqat nhi blky time of new trading update leni ho gi
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: market ko samajhna hai tou continue market ki movement ko observe kerain

                  Forex market mein kamyabi hasil kernay kay lye humara market ko smajhna aur seekhna bahut zaroori hai jub hum forex market mein achi trade lagain gay tou humain forex mein kaam kernay ka maza bhi aye gakyun kay humain forex sae profit hasil ho ga aur forex trading mein humara interest bhi barhay ga aur aap ko bahut achi trades milain gi jis sae aap ki forex mein kamyabian zayada hoon gi
                  Agar hum forex market ko continuously watch kerain gay tou humain forex mein market ki samajh lagay gi aur market mein humain teade laganay kay lye best entry time milay gi aur jo trade best entry time per lagay gi uss mein humain bahut acha profit ho gaiss lye humain chahyea kay market kay analysis kerain market ki movement ko continuous watch kerain ta kay humain forex main zayada faida ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: market ko samajhna hai tou continue market ki movement ko observe kerain

                    G ha dear ye to apne sahe kaha hai k hum ais market mai jitna zayda time lagye gay hum ais market mai atna hi zayda pata chaly ga k ye market kaisy kaisy moment karti hai agar ap ais market mai kaam karty hai to ap ko ye pata hona chaye k market agar koi pattern banati hai to aus ko kab follow karti hai aor kab aus ko break kar deti hai agar ap ne ais market mai acha profit banana hai to ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna chaye tab ap ko ais market mai faida ho jaye ga ais market mai ap ko thora sa time dena ho ga aus k baad ap ais market mai se profit bana sakty hai kun k apko market ki moment samjh aa jaye to aus k baad ap ais market mai se paisa nikal sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: market ko samajhna hai tou continue market ki movement ko observe kerain

                      Ji main aapki baat bilkul theek hai agar aap Forex message nahin karna chahte hain to market ki movement ko last Tak judgement karna bahut jaruri hai aur koi bhi trade open karne se pahle market ko acchi Tarah analyse karna market ko read karna ki market Kis Tarah move kar rahi hai aur Market ko Behtar Tarika se read Karke FIR usmein trade gana yah sabse acchi trader Ki Nishani Hai Ek accha trade Kabhi market Mein bagair soche samjhe trade Nahin open Karega isliye Hamesha market ko acchi Tarah jagkar a market Mein trade. Ko Dekhen aur Market candlestick chart ko Chaitra read Karen Sab Kuchh read karne ke bad FIR aap trade lagane ka Faisla Karen then aapki trade Hamesha profit Mein Jayegi aur take profit aur stop loss use Karke agar aap trading Karte Hain To sabse behtar hai isliye Jyada Se Jyada time market ko Den Taki Jyada Se Jyada profit Hasil Kare Ja sake
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: market ko samajhna hai tou continue market ki movement ko observe kerain

                        Short time me market ki movement ko expert traders be nahi samaj sakty hey, daily aur regular time to time market ko watch karna zarori hay es se market ki movement ko observe karny me asani hoti hay aur traders self base par es kabil ho jaty hey key wo agar indicators use na be karen to daily market ka jaiza leny ki waja se un ko ye andaza ho jata hay key market ki movement kia hay aur trades kes direction me open karny ka faida hay, agar ham market ko khud watch nahi karen gey aur fully technical indicators par depend karen gey to es ka koi faida nahi.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X