jaiza: New traders VS Senior traders
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: New traders VS Senior traders
    Assalam o alaikum dear members aur traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. aaj mai senior members aur new ya junior members ka aik tajzia kerna chah ra hu aur umeed hai apa bhi iss mai apna hissa zaroora daalengay.

    Senior Traders

    senior tarders ki trading mai aik maturity nazar aati hai. senior trader trade open kertay waqt hamesha trends,analysis,signals,news aur indicators ko use kerta hai jiss say usay aik achi aur mazboot profitable strategy banay mai madad milti hai. senior trader apnay account balance aur margins ko daikh kay he pairs aur lot size select kerta hai aur spreads pay bhi nazar rakhta hai

    New Trader

    New trader ki koshish hoti hai jaldi jaldi trade open ker lay aur profit mai chali jaey. new ya junior trader market mai movement ko daikhtay he sari learning aur knowledge bhool jata hai. jiss ki wajah say account balance,margins ka khayal nahi rakhta aur aik achi strategy bhi flop ho jaati hai. Trading mai ye soch kay risklaita hai kay shayad trade loss mai na jaey aur profit ho jaey


    senior traders aur junior tarders ki ye thori si qualities mai nay likhi hai. Inn ko he daikh lia jaey tou pata chalta hai kay junior traders kiyu nakaam hotay hain aur senior tarders kaisay kaamyab hotay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: New traders VS Senior traders

    Forex trading business may seniors kamyab hoty hain kyu Kay unka pas hota hai experience knowledge skills or wo maturity points pay hoty hain wo apne skills ko use karty hoe profitable trade lagty hain ir acha profit earn karty hain or rules ko follow karty hoe apni weakness ko dOr karty hain or sath sath koshish karty hain Kay mazeed knowledge hasil kiya jiye or market ki situation ko fOran say analyze kar lyte hain jab Kay New trader ki koshish hoti hai Kay kam waqt may begaar experience hasil kiye profit kama liya jiye jab wo apne seniors ko ziyda profit earn karty hoe dikhty hain tu new participants bhi same ziyda profit Kay Chakro may jaldbazi say kam lyte hoe galt trade order laga dyte hain jis say kafi naqsan ka samna karNa parhta hai new traders ko chahye Kay Wo koshish karain Kay ziyda sy ziyda mehnat karain apna experience ko build karne may or forex say learning hasil karne may begar knowledge experience say hum kabi bhi kamyab nahi ho skty...
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: New traders VS Senior traders

      Gee haan aap ki baat theek hai forex mein new traders hamesha kaam ko jaldi mein kernay ki koshish kertay hain jab kay senior members aisa nahin kertay woh forex mein her qadam soch soch ker rakhtay hain trade laganay sae pahele achi tarah analysis kertay hain forex ko samjhtay hain iss lye woh forex mein kamyabi hasil kye huay hain fodex aik bahut acha business hai jo junior members hain unn ko chahyea kay woh forex mein apna waqt zaya na kerain balkay forex ko seekhain aur samjhain kyun kay jitni jaldi woh iss ko seekhain gay iss mein unn ka hi faida haikal ko woh bhi senior member hoon gay tou agar woh iss kaam ko nahin seekhain gay aur apna time waste kertay rahain gay tou woh forex ko kabhi bhi nahin seekh sakain gay tou kabhi bhi woh forex mein kamyabi bhi hasil nahin ker sakain gay iss lye aap ko chahyea kay juniors ki help kerain ta kay woh bhi forex mein grow ker sakain
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: New traders VS Senior traders

        Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading main 2 taran kay log trading kartay hain aik new traders jo learning kay bad foran trading start kar daitay hain aor dosray woh jo kafi arsa say trading kar rahay hain.
        1: New Traders
        Forex ko jo log first time join kartay hain un ko new traders kehtay new traders main say agay 2 taran kay traders hotay hain aik successful traders aor dosra Fail honay walay traders.
        i: FOrex main Fail honay walay traders
        hain new traders main aksar knowledge and learning ki kami kay sath sath experience ki kami bhi hoti hay esi kami ki wajah say woh trading main bohat si mistakes kar jatay hain ziada experience na honay ki wajah say woh yahi sochtay hain k Forex main bohat kam time main ziada profit hasil hota hay bas esi wajah say woh jald bazi kartay howay na market kay analysis kartay hain aor na hi indicators and charts ko understand kartay hain aor big lot size say trade open kar datay hain jis say un ko loss ho jata hay aor woh trading main fail ho jatay hain.
        ii: Successful New Traders
        Yeh zarori nahi hay k new traders fail hi hon bal kai aisay traders hain jo Forex ka poori taran knowledge hasil karnay kay bad aor learning complete karnay kay sath sath demo pay Forex ki achi taran practice bhi kartay hain aor apnay knowledge aor learning aor experience ko mad-e-nazar rakhtay howay full analysis kay bad small lot size kay sath trade open kartay hain aor kam profit hasil kar kay kamyabi hasil kar latay hain.
        2: Senior Traders
        Forex trading main kamyab honay walay traders main say sab say ziada tadad seniors and expert traders ki hay jo apnay experience ki buniad par Forex kay tamam rules and regulation ko follow kartay howay trading kartay hain woh trade open karnay say pehlay poori taran market ki movement ko judge kartay hain aor news indicators and charts ko reed karta howay en ko understand kartay hain aor phir esi hisab say trading strategy banatay hain jo k kamyab bhi ho jati hay seniors main greed, fair and emotions nahi hotay aor woh soch samajh kar trade open kartay hain aor trading tools ko use kar kay trading main kamyabi hasil kartay hain.
        Lehaza mara all new traders aor Forum members ko yahi mashwara hay k woh expert traders ko follow kartay howay trading start karain ta k Forex main kamyabi kay chances barh jayin.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: New traders VS Senior traders

          Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon or new traders or senior traders ka tjzia krna chahon ga new or old means senior or junior traders ki trading m bot farq hota hy new traders jb trading m aty han to unan jaldi ameer banna hota hy is k liay w lalich karty han or bari lots use krty han jis sy unan profit to ni hota balky loss zror hota hy or bot zyada loss hota hy or senior traders start m mistakes or loss k bd acha knowledge hasil kr chuky hoty han is liay unan trading k mutaliq acha knowledge or best experience ho jata ha jis ki waja sy wo soch smj kr trading krty han wo choti trade open krty han jis sy loss na ho profit chahy kam ho wo anylyses ko study kr k market k up down ko dakh kr achi stertgy bnaty han jis sy trading karny sy unan sirf profit ho loss na ho senior traders hr kam m junior traders sy agy hoty han q k un k pas kafi experience a jata hy isi tra new junior traders b aista aista experience hasil kar lyty han
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: New traders VS Senior traders

            G han dear jhan tak bat ki jaye new trader ki tu wo bhut he zayda jazbatye hotye hain kiyu kay us ki waja ye he hai kay us ko atnye samjh ni hotye hai trading karnye ki jab kay jo senior membrrs hotye hain un ka expirence kafi zayda ho jata hai aur wo kabhi bhi es mai jazbati ni hotye hain aur hamesha trader lagnye say phlye achi tarha us kay bar mai yani kay market kay anylisis kay barye mai jan laitye hain aue sabar kay sath trade lagtya hain na jub kay new trader hamesha trade jaldi mai aurr zayda laga baithtye hain aur jub lose mai jata hai tu zayda trade open kar baithtye hain aur trade pay trade lag datye hain us kay bad un ka account wash ho jata hai tu humain kafi oarshani ka sabab ban jata hai tu hamesha soch samjh kay aur daikh kay he trade ko open krain aur kamyabi hasil karain kiyu kay juniorr bhi aik time pay senior ban jatye hain per time to time kam hota hai na jaldi mai nuqsan hota hai tu kamyabi kaliye kabhi nuqsan nhii hona chye
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: New traders VS Senior traders

              Forex mein kamyab aur naakaam traders donoun paye jatay hain aur humain unn trades ko bhi follow kerna chahyea jo kay forex mein kamyab hotay hain na kay unn ko jo forex mein naakaam hoon
              Forex mqin jo traders kamyab hotay hain woh forex mein senior traders hotay hain aur woh forex mein issi lye kamyqb hotay hain kyun kay woh forex kay baray mein bahut acha knowledge rakhtay hain unn kay pas forex ka bahut acha experiance hota hai woh forex trading ko achi tarah samajhtay hain market ko bahut achi tarah samajhtay hain forex mein kamyab trader hamesha market kay analysis kernay kay baad hi market mein trade open kertay hain
              Issi tarah iss business mein kuch naakaam traders bhi hain jo kay zayada ter tou junior traders hi hotay hain tou woh forex ki zayada samajh nahin rakhtay jis ki wajah sae woh forex mein kamyab nahin ho patay aur aisay members hamesha jaldi mein earning kay chakar mein hotay hain junior traders ki humain rahnumai kerni chahyea aur unn ko bhi kamyqbi hasilmkerni mein madad deni chahyea kyun kay woh forex ko seekhnay kay marhalay mein hotay hain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: New traders VS Senior traders

                forex aik acha business hain hum is mai live caht kar sakty hain hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai jab new hoty hain to suro mai hamy loss hota hain lakin jab hum loss sy learning gain karty hain to hum kamyab ho jaty hain hum expert ban jaty hain or hum kam kar ky ache earning gain kar lety hain forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala business hain is mai students be kam kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar skay gy hum is mai part time be kam kar sakty hauin or hum is mai full time be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: New traders VS Senior traders

                  Ji mere bhai new trader aur experience trader main bahut jyada Fark hota hai kyunki jiske pass experience hai vah bahut acche se read karta hai aur jo newtrade hote hain uski koshish hoti hai ki vah jald se jald apni trade open Karen aur usse jyada se jyada profit kamaen isiliye vah lalach mein a jaate Hain aur apna account was karva baithe Hain yah loss mein jaate Hain Jo export trade hote hain yah Jo senior trader hote hain vah apni trade experience ke sath aur bade acche tarike se apne account ko manage karte hain aur vah profit hasil karte hain isiliye hamen bhi chahie ki Ham ismein jyada se jyada apne experience ko badhaen aur uske bad trade Karen aur is mein lalach Na Karen aur emotions ke sath train na Karen isase hamare profit hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: New traders VS Senior traders

                    Dear members main aap ki baat se ittefaq karta hun ki mostly senior members forex trading mein kamyab hote Hain, magar mere zati khyal mein senior member wahi hai jis ka experience aur learning zyada hoti hai, agar ek member aisa hai jis ne trading per Kai sal guzar diye Hain magar us ko forex trading ka knowledge nahin hai aur ek new member aisa hota hai jis ke pass six mahine mein bahut acha knowledge a jata hai to main samajhta Hun ki vah six mahine wala new trader zyada experience aur senior kehlaiy ga. Ilaam kisi ki miraas nahin hoti waqt ke sath aur interest ke sath insan ko hasil hota hai is liye jo bhi trader apna interest ziada show kare ga us ko yah jald se jald mily ga. Hamesha wohi trader kamyab hota hai jis ke pass acchi learning aur achcha knowledge hota hai, wohi tamam pehluan ko analysis kar ke trade lagata hai aur profit hasil karta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: New traders VS Senior traders

                      gee mery bary bahio Pakistan Forex forum ma seniors ki bajot khidmaat hain unki waja sy aj tak yeh forum.qaim hai log yahan py kaam py tawajoo dety hain achi mehnat krty hain aor acha paisa kaamaty hain sub ki ma bahot he respect krta hun ky un logo nay itni mehnat ki aor trader bn ky uno ny ham sub ko guide kea aor kaam.sekhaya forex trading market ma perfect prapproach aor acha trader ho usi ko follow kren aor reliable aor authentic analyse use kren aor markrt ma seniors ma sy qabel pwrsons ko follow kren traders sub bn jaty hain lkn main maqasad hoty han kamyaab trader bn ky acha kaam aor achy afisly krna aor.mehnat ka silla hasel krna aor qhe kamyab hai jo perfect hai
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: New traders VS Senior traders

                        Dear ais market mai her koi kaam kar raha hai ais mai kuch new traders hai aor ais mai kuch porany traders hai agar ap ne ais market mai kaam karna ho to ap ko ais market mai kaam sekhna parta hai aus k baad ap ais market mai agar acha kaam karty hai to ap ko ais mai faida hota hai kun k ais market mai jo new traders hai aun k pass ais market mai kaam karny ka experince ni hai aor ais market mai jo seniors log hai wo ais market mai acha kaam kar sakty hai ais market mai agar ap ne kaam sekhna hai to ap ko ais market mai seniors se kaam sekh lena chaye kun k ais market mai agar ap ne dekha ho to ais mai seniors k pass experince hota hai wo ais mai acha kaam karty hai aor ap ais mai acha profit bana sakty hain.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza: New traders VS Senior traders

                          Friends mat b aap sub ki baatou say agree kerta hu yay baat aisi he hay kahe b chalay jaye seniors hamaysha juniors say boht qabil hotay hay qk unkay paas us field ka kaafi experience hota hay isi tara forex trading may b jo juniors join hotay hay tou unhay jaldi jaldi sub kuch kerna hota hay or unho nay laalich may ziada earning kerni hoti hay or wo bari lots lagaatay hay jiska unhay pata nai hota or wo apna acha khaasa nuqsaan kerwa bethtay hay or agar seniors ki baat karay tou seniors hamaysha daykh daykh k market may apna trade souch samjh k lagaatay hay qk wo us cheez k ouper pouri analysis ker k trade or lots lagaatay hay seniors choti choti lots laga k achi khaasi or easily apna profit bana laytay hay may kehta hu juniors ko chahiyay k wo trading kernay say pahlay ussay achi tara seekhay os pay mehnat karay or phir apni trading karay or isi tara unhay b experience haasil hoga or wo b trading kertay kertay senior ho jaye gay us field may

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X