Forex trading main Robot ka istimal krna.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main Robot ka istimal krna.
    Dear Dosto main aap sub ko yeh important baat bataon ga k forex trading main trading krney k lye Robot ka istimal nah karain bcoz Robot starting main Thora profit daita ha phr baad main aap ka zaidah loss bhi kray ga aor AAP ka Account wash bhi KR day ga better yehi ha k forex trading main trading krney k lye bs apna knowledge aor experience ko istimal kro...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main Robot ka istimal krna.

    Bilkul theek kaha aap ny. Main ny bhi kafi robots ko use kr k dwkha hai starting main to acha profit mil jata hai lakin thira time guzarny k bad hamesha account he wash hota hai. Manual trading he behtreen hai kyun k aap ko apni trade khud he open aur close krni hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main Robot ka istimal krna.

      aap ny boht achi baat kahi hai. ham ko chahiye k ham trading mai robot ko use krny sy avoid kare. kyu k ye starting mai to bohat acha profit daita hai. but aahista aahista ye loss b karwa daita hai jis sy ham sb ko bachna chahiye.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main Robot ka istimal krna.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: shahjee5 پيغام ديکھيے
        aap ny boht achi baat kahi hai. ham ko chahiye k ham trading mai robot ko use krny sy avoid kare. kyu k ye starting mai to bohat acha profit daita hai. but aahista aahista ye loss b karwa daita hai jis sy ham sb ko bachna chahiye.
        Baat yeh hai new trader atay hain tu woh robot use karty hain. us ki reason yeh hai un ko idea nahi hota hai kay trading kaisy karni hai.tu woh asan haal robot ka talash karty hain jo unka account be wash karwata hai or sath time be waste karta hai esleye trading main ink ka istamal ap kay loss kay sath nuqsan be hai esleye manual trading ko support karain.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main Robot ka istimal krna.

          dear friends forex trading main robot ka istimal acha nhi hai q k robot automatically kam kerta hai isliye kabhi wo apko loss main lejaye tu apko account ko zero kerdega aur istarah apko loss hi loss hoga tu isliye robot ka istimal thik nhi hia dosto
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main Robot ka istimal krna.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: uzairarif635 پيغام ديکھيے
            Dear Dosto main aap sub ko yeh important baat bataon ga k forex trading main trading krney k lye Robot ka istimal nah karain bcoz Robot starting main Thora profit daita ha phr baad main aap ka zaidah loss bhi kray ga aor AAP ka Account wash bhi KR day ga better yehi ha k forex trading main trading krney k lye bs apna knowledge aor experience ko istimal kro...
            Bahut Sare traders trading karne ke liye robot ko use karte hain lekin main personally robots ko use karna Pasand Nahin Karta iska main reason yah Hai Ki Hamen robots ko use Karke pet reading Karke loss ho jata hai Iske alava Hamen robots ke liye pay bhi karna padta hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main Robot ka istimal krna.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: uzairarif635 پيغام ديکھيے
              Dear Dosto main aap sub ko yeh important baat bataon ga k forex trading main trading krney k lye Robot ka istimal nah karain bcoz Robot starting main Thora profit daita ha phr baad main aap ka zaidah loss bhi kray ga aor AAP ka Account wash bhi KR day ga better yehi ha k forex trading main trading krney k lye bs apna knowledge aor experience ko istimal kro...
              Bahut Sare traders trading karne ke liye robots ko use karte hain aap Jab robots ko use Karke kam karte ho to aapko uske liye payment bhi karne padati hai aur iske liye aapko sikhane ke liye bhi Kuchh Nahin Milta agar aap apne aap mehnat Karke kam karo to aap acche trading kar sakte ho aur successful bhi ho sakte hain trading Hamesha Khud Karni chahie robots per depend nahin karna chahie
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main Robot ka istimal krna.

                ap robot use karty hain ya nahi karty hain woh ap pay depend karta hai. ap koshish karian woh trade open karain jo ap apny experience sy karty hain or ap koshish karian jab be trade open karty hain tu apni mehnat or ap apny strategy ki base pay open karian. us kay bad ap decide karain gy kay ap ko kitna depend karna cheye apni trading skills pay. ager robot ki taraf jaty hain tu ap sara robot pay depend karain gy.

                اب آن لائن

                Working...
                X