kisi trade ko open kartay waqt jaldi n karein .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kisi trade ko open kartay waqt jaldi n karein .

    Trade mei kabhi bhi jald baazi na karo janab achya say analysis kar kya phair market ko open karna ho ga iss kya bad hum market say acha profit earn kar saktya hya ager hum nay jald bazi ki to iss say houm ko loss bhio ho sakta hay...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kisi trade ko open kartay waqt jaldi n karein .

      dear friends kisi bh trade ko open kaarny say phaly maarket samjh may ati hain too kary warna jaldi na kary open karny main agar trade ko jaldi say open kaary gy to os maain apko profiet mily ga agar jaldi karo gy to os main apko koch nhain mily ga
      • #18 Collapse

        Re: kisi trade ko open kartay waqt jaldi n karein .

        Gbbelkul jald bazi hamesha nuqsan daite hai loss ka sabab bante hai hamai chaye ke iss Mai soch samaj Kar patience k sath kaam karai iss maimjalr bazi belkul be na karai.
        • #19 Collapse

          Re: kisi trade ko open kartay waqt jaldi n karein .

          Yah bahut zaroori hai ke Forex mein ham jo bhi trade open Karen Uske bare mein pahle news padh le aur agar news acchi Hun to ham usko open Karen aur agar news acchi Na ho to usko open na Karen aur kisi bhi trade ko open karte hue bilkul bhi Galti na Karen Soch samajh Kar trade open Karen
          • #20 Collapse

            Re: kisi trade ko open kartay waqt jaldi n karein .

            g haan hamen as mainb chahiye kee ham as main kaam karte hain to hamenm as main jald bazi nhi karni chahiye agar ham as main jald bazi main kar kam karen ge to oher ham as main kabhi bhi kamyab nhi ho sakte kamyabi hamen os waqat mile ga jab ham as main aa kar sabar kee sath kam karna hi best hota hai
            • #21 Collapse

              Re: kisi trade ko open kartay waqt jaldi n karein .

              forex main kamyab hony k liay ap ko sub say phlay to forex ko learn kerny ki zarort hoti han belkay dunia ka koi b business ho usy ap learn keay begar work ni ker skatay or na hi us main ap kamyab ho sakty han asy forex main trade kerny say phlay to ap ko market ka analysis kerna cahiy or us k bad hi koi trade kerna cahiy ta ka ap ko loss na ho .
              • #22 Collapse

                Re: kisi trade ko open kartay waqt jaldi n karein .

                ji Assalamu Alaikum Mere Pyare dost aapane bilkul theek kaha ke kisi bhi trade ko Hamen open karte ho Karte jaldbaji nahin karna chahie Agar Ham jaldbaji Karenge To Ham Se Koi mistake ho jaega aur Hamara account wash sakta hai
                • #23 Collapse

                  Re: kisi trade ko open kartay waqt jaldi n karein .

                  members ma tu ye he samjta ho k forex trading business hai he wo kamyab shaks jo es business ko proper time dy kiun k jab tak tum es business ki learning ko time nai do gye tab tak earn nai kar sakho gye key liye to bhai jan ap ko time nikalna he parta hey aur asal kam he forex trading me learn karna hota hey baqi ager sirf trade dalni ho wo to aik 3 sal ka bacha be button dba kar dal sakta hey
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #24 Collapse

                    Re: kisi trade ko open kartay waqt jaldi n karein .

                    JI ha ap nay bilkul sahi kaha hai ke ager hum ko achi tread open karni hya to iss kay liya hum ko market ko achya say analysis kar kya phair market ko open karna ho ga iss kya bad hum market say acha profit earn kar saktya hya aur Jo log itna jaldi karte hain vah apna loss karvate Hain isiliye humko se kam Soch samajh Kar trade ko open Karen aur jyada jaldi Kabhi bhi Na Karen Jo log jaldi karte hain thank you.everyone
                     
                    • #25 Collapse

                      Re: kisi trade ko open kartay waqt jaldi n karein .

                      JI ha ap.nay bilkul sahi kaha hai ke ager hum ko achi tread open karni hya to iss kay liya hum ko market ko achya say analysis kar kya phair market ko open karna ho ga iss kya bad hum market say acha profit earn kar saktya hya ager hum nay aur humko trade ko open karne mein thoda jaldi nahin karna chahie Jo log itna jaldi karte hain vah apna loss karvate Hain isiliye humko se kam Soch samajh Kar trade ko open Karen aur.thank you everyone
                       
                      • #26 Collapse

                        Re: kisi trade ko open kartay waqt jaldi n karein .

                        g haan bilkul trade open krny mn jaldi na krin q k trade jb ap open krty hn to kabi b trade ko halka mt lain balky pahly analysis zror kr lin analysis mn ap sport resistance ko dakhin candles ko talash krin aur is k elawa ap trend ko dakhin news ko dakhna kabi na bholin news bhot strong hoti hn jis ko dakh kr hm trade open kr skty hn.
                        • #27 Collapse

                          Re: kisi trade ko open kartay waqt jaldi n karein .

                          Jio Sar aapane bilkul theek kaha hai kya main Kisi for trade co open karte hue jaldbaji nahin karna chahie Agar kam Ne Kisi trade co open karte waqt jaldbaji ki To Ham bahut hi jyada nuksan Ka Shikar Ban sakte hain to aap mera To Yahi Manana hai kya main Soch samajhkar trade open karna chahie Taki Ham loss aur nuksan se Bachke to aap Logon Se Bhi Mera yah Kahana hai ki aap log bhi Dhyan se tu Samajh Ke Apna trade open Karen Shukriya
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: kisi trade ko open kartay waqt jaldi n karein .

                            good swal kiya ha apny ka kisi b trade ko opne krny mn kabi b jald bazi ni krni chahiya pehly achi trha us ko analysis krain or phir soch samjh kr trade ko opne krain ta ka kisi b cheas ki markket ki movement ko achi trha samj sakin or is mn jald bazi bilkul ni krni chahiya hasmah saber sa kamm krna chaiya or cool minded ho kr krna chaiyua

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X