kamybhi k liye aghr mahant zarori hai tu account mahant se bhi zyda zarori hai......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kamybhi k liye aghr mahant zarori hai tu account mahant se bhi zyda zarori hai......
    asslam o alikum all forex mambers kesy hain ap sub? umeed krta hun sub achy hungy.
    mera aj ka mozo hai account ap sub ny yah tu suna hoga k kamyb hony k liye mahant boht zarori hai? knowlege ki boht ahmiyat hai? or learning bhi boht ahmiyat rakhti hai?
    tu mera yah khyal hai k jub hmara account he nahi hai tu yah sub aghr hai bhi tu kiya hum kamyb ho skty hain?
    es liye mera yah manna hai k aghr hum kamyb hna chahty hain tu sub se zyda zarori hai k hum apny account ko save rakhen qk jitna lamba or strong hamra ccont hoga otna he hmari mahant bhi use ho skti hai hmari leaning bhi tab he use ho skti hai tu hmain apny account ko mange akran sub se zyda zarori hai es liye ap aghr forex main kamyb trading karna chahty hain tu apko apni trading main money mangement ka khas khyal rakh kar trdaing karni cahhye os k bad apko kamybhi bhi mil jati hai...... ap sub kiya kahty hain? THANKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kamybhi k liye aghr mahant zarori hai tu account mahant se bhi zyda zarori hai...

    Dear friend Mere Khyal se aap ka Sawal Itna vaulted Nahin Hai Kyunki Mein Naat vahin Banda Karta Hai Jiske pass Aage investment karne ke liye Kuchh source of income Hoga Jab Kisi ke pass acchi investment Hogi tabhi vah Forex Mein Kamyab aur accha work kar sakta hai isliye wahi Banda mehnat Karta Hai Joker apni income jakar bonus ke sath trading karna chahta hai isliye Agar Jyada Se Jyada mehnat Karen aur Forex trading se Kamyab Hona Chahte Hain To aapke pass Achcha experience Ka Hona bilkul bahut jaruri hai Jab aapke pass Achcha experience hoga isliye Hamesha pahle Achcha experience Hasil Karen Uske bad aap forex market Mein acchi aur nahin kar sakte hain isliye fabric Karen Taki aapko Behtar se behtar experience Hasil ho aur Aapke Aane Wale time mein aapko Achcha profit Hasil ho sake
    • #3 Collapse

      Re: kamybhi k liye aghr mahant zarori hai tu account mahant se bhi zyda zarori hai...

      agar hum forex mai mahnet sy kam kary gy to hamy ache eanring forex dy ga hamy mahnet sy or tawajo sy forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain is mai mahnet sy kam karna he kamyabeka subs sy bara razz hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahml hain foerex business pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy siraf or siraf loss ho jy ga
      • #4 Collapse

        Re: kamybhi k liye aghr mahant zarori hai tu account mahant se bhi zyda zarori hai...

        G han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex m successful hony k liay ye tmam chezan bot zrori han mehnat k bagar to ham kbi b agy ni bahrh skty q k mehnat hr kam m bot zyada zrori hy achi learning sb sy zyada zrori hy us k bd acha knowledge or best experience ap ko aik successful or perfect trader bnata hy mgr in sb chezon sy b zyada zrori hy account is k bagar to ham bilkal b trading ni kr skty trading k liay hmary pas acha or power full account hona zrori hy account jitna bara ho ga utna hi ap ki trading strong ho gi ham forex k mutaliq jo learning krty han jo experience or knowledge hasil krty han wo hamy tbi successful bnata hy jb hmara account strong ho ga hmari mehnat b tb hi kam aiay gi
        • #5 Collapse

          Re: kamybhi k liye aghr mahant zarori hai tu account mahant se bhi zyda zarori hai...

          bahot perfect pqty ki bat kahe hai mery dost ny ky hamen kamyabi hasel krna hai to ahmen aony kaam ko tawajoo sy sekhna ho ga learning krna ho ge apko pakistani forex forum sy hasel kr kaam aor knowledge ko demo account ma test krna ho ga zeyada tar tawvajoo apki h9ne chehie technical chezon ke learning ky leay jes ma.apko indicators oscillators aor trading ma support aor resistance ky levels major support minor support as it is resistance yeh sare baten apko sekhne hon ge trades kesy manage krty hain stoploss lgany ky leay kon sy awamel delhny hain aor in ky leay starting strategies aources kon sy hon gay in sari bato ka amal dakhal ise bat sy shuru aor isi py kahatam hai ky ham ny kaam aor account sono ko kesy sath ly ky chalna hai
          • #6 Collapse

            Re: kamybhi k liye aghr mahant zarori hai tu account mahant se bhi zyda zarori hai...

            Dear friend ap ny ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main agr account acha ho ga to hum ache trading kar sakty han dear jab humary pass knowledge or experience hon ga tab he to hum account ko save kar sakty han wasy to loss he karwa sakty han is ley mehnat apni jaga zarori ha account apni jaga zarori ha ap mehnat kar k apna demo account bana k bi learning kar sakty han demo account sy seek sakty han is ley pehly mehnat kar k ache tahra seekeny samjny or phr real account main ache trading karny apny knowledge or experience k mutabiq or proper money management or proper risk management k sath trading karny ta k hum kamyab ho sakeny
            • #7 Collapse

              Re: kamybhi k liye aghr mahant zarori hai tu account mahant se bhi zyda zarori hai...

              Forex ho ya koi business ho , sub say pehlay tou uss business ka hona zaroori hai. Jab koi business shuru kia jata hai ya chal raha hota hai tou uss kay liye learning ki jaati hai takay usay achay tareekay say kia jaa sakta hai aur mazeed acha kia ja sakta hai aur barhaya jaa sakta hai. Knowledge aur learning tou mill sakti hai usay improve bhi kia jaa sakta hai. Lakin iss sub baatoo say pehlay ye bohat zaroori hai kay traders ko bhi pata ho kay account mai balance hoga tab he trade ki jaa sakti hai agar balance hoga aur trade open ker saktay hain tab he knowledge aur learning bhi kaam aa sakti hai. agar trader kay account mai balance he nahi hoga tou wo apni learning aur knowledge kaha use karey ga. Iss liye sub say pehlay account ko save rakhnay kay liye mehnat zaroori hai takay baaqi sub mehnat bhi zaya nahi ho jaey
              • #8 Collapse

                Re: kamybhi k liye aghr mahant zarori hai tu account mahant se bhi zyda zarori hai...

                Friends may aapko baat batata hu k jistara ham kisi b kaam may mehnat kerray hay tou he uska acha phal milta hay agar mehnat nai karay gay tou kuch b hasil nai hota qk mehnat may barkat hay isu tara forex trading may hamay mehnat k saath dil laga k or tawajjo say kaam kerna chahiyay agar ham is tara kaam karay gay tou hamay acha profit b hoga earning b achi hoge or ham achay tareekay say trading b ker sakay gay agar ham laalach karay gay or shortcut lagaye gay tou hamay loss he loss hoga. Aap logou nay apnay aas paas daykha ge hoga k jo mehnat kerta hay ussi ko kamiaabi b milti hay jou fazool time guzaarta hay ussay ruswaai he mili hay
                • #9 Collapse

                  Re: kamybhi k liye aghr mahant zarori hai tu account mahant se bhi zyda zarori hai...

                  Dear ap ais market mai tab hi kaam kar sakty hai jab ap k pass ais mai real account ho ga aor ap ka account ais mai tab hi bachy ga jab ap ais market mai aram sakoon se soch samjh k kaam kary gay agar ap ais market mai kaam kar rahy hai aor ais market mai risk bahot hi zayda le rahy hai to ap ko ais mai loss ho sakta hai ais liay ap ne jab bhi ais market mai kaam karna hai to aus k liay aik plan bana ly k ais mai ap ne account ko kaisy safe rakh k kaam karna hai aor aus k baad ais market mai agar ap ne trade karni hai to ap ais market mai kitna risk ley jis se ap ka daily ka target asani se pora ho jaye agar ap account par bahot hi zayda risk ley gay to aus se ap ko kafi zayda loss ho sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: kamybhi k liye aghr mahant zarori hai tu account mahant se bhi zyda zarori hai...

                    Pyare dost main aap ki baat se ittefaq karta hun ki hamari tamam skills hamare liye use waqt karamad ho sakti hain jab hamare pass trading account mein ek acha capital maujood Ho. Magar Meri apni jaati rai yeh hi ke learning hasil karna ziada zaruri hai us ki wajah yah hai hi ki learning aur skills agar aap ne hasil kar lin to aap ke pass hamesha rahengi lekin aap ka Jo trading account hai aap dobara mehnat kar ke us ko rebuild kar sakte hain. Isliye tamam logon ka focus apni skills ko improve karne mein hona chahie jab skill improve ho jaayengi to uske bad Ham hard worke kr ke jo bhi platform ho ga use per Ham apna capital increase kar lenge aur future mein achi earning Le sakte hain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: kamybhi k liye aghr mahant zarori hai tu account mahant se bhi zyda zarori hai...

                      ji mere Bhai aapane bilkul theek kaha agar forex mein mehnat bahut jyada jaruri hai ISI tarah hamen account bhi main kahana bahut jyada jaruri hai agar ismein Ham sahi se account mein nahin aa karenge aur account rules and regulation ko follow nahin karenge aur ismein mehnat nahin karenge to Ham ismein loss ka samna karna pad sakta hai aur hamara account was bhi ho sakta hai isliye hamen ismein money management of time management ke sath chalna chahie aur jyada se jyada iske bare mein karna chahie hoga hamara experience gain hoga utna hi acche se Ham ismein account ko main kar sakenge aur utna hi achcha profit hasil kar sakenge isiliye hamen ismein mehnat ke sath money management aur account ko analyse karna chahie Taki Ham market ke rules ke mutabik apne account ko chala sake aur ismein successful Ban sake

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X