kamyab hony k liye money mangement zarori hai....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kamyab hony k liye money mangement zarori hai....
    asslam o alikum all forex mambers?
    all dear mambers aghr hum chahty hain k hum apni trdaing ko kamyb bnaen tu hmain apni trdaing main money mangement ka khas khyal rakhna hoga jitni ap apni trdaing main apny account ko mange kar k chalengy otna he apko faida hoga or ap apni trading mainkamyb bhi ho skty hain es liye apo chahye k ap apni trdaing main risk ko mange karen jitna ap risk ko mange kar k trading karengy otna he apko loss hony k chances kam se kam hungy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kamyab hony k liye money mangement zarori hai....

    Dear members forex trading mein money management bahut ziada ehmiat ki hamil hoti Hy. Money management se Murad yah hoti hai ki aap apne trading account mein jitna capital rakhte Hain usi ke hisab se aap lot size ya trade place Karen. Bahut se senior status trader's yeh recommend karte Hain ke aap ko 25 se 30% of your total capital active trade hona chahiy. Agar is se ziada aap bari trade place karen ge to us mein chance yah hota hai ki aapka trading account wash out ho jaaye. As a new trader hamare pass capital bahut kam hota hai trading ke liye is liye hamen money management ko bahut zyada khyal rakh kar apni trade place karni ho gi agar Ham is ko follow karenge to zarur profit hasil karen ge.
    • #3 Collapse

      Re: kamyab hony k liye money mangement zarori hai....

      g ap ny bilkul thek kaha kamyab hony k lia mony management bohat zarori hy agr hum kamyab hona chahty han to hamyn maony ko manage karna parta hy forex trading aik mushkil work hy is lia management ka hona zarori hy agr acha profit hasil karna ho to mony ko manage karna parta hy jo log mony management k bary main nai janty wo log kamyab nai hoty un ko loss uthana parta hy is ki information or knowledge hasil karna bohat zarori hy .
      • #4 Collapse

        Re: kamyab hony k liye money mangement zarori hai....

        hamy money management kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha munafa kama saky gy forex aik big business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karn ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss hio jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai money magemnent ke bohat ahmeyat hain hamy isy kabe be ignore nahi karna chahey hamy acha experience gain kar ky forex mai kam karna ho ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hum apny boss ap he hain
        • #5 Collapse

          Re: kamyab hony k liye money mangement zarori hai....

          Forex trading business mai money management ka bohat important role hai. Trading business kisi bhi dusray business ki tarah totally money pay depend kerta hai aur issi liye sub say zaroori cheez money managment ko kaha jata hai. Forex trading kay real account mai mojud capital balance say lay kay trade kay profit/loss, trade kertay huay lot size , sl/tp waghaira sub he money management kay tools hain. Forex trading business mai jiss tarder ki money management achi hai wo kaamyab trader kehlata hai. Jab tak apnay account kay balance ko achi tarah aur safely trading mai use nahi ker saktay uss waqt na he trading achi ho sakti hai aur na he profit gain ho sakta hai. Issliye expert tarders pehlay money management pay focus ketay hain aur uss kay baad trading mai strategies ko banatay hain
          • #6 Collapse

            Re: kamyab hony k liye money mangement zarori hai....

            Ji haan mere bhai forex mein hamen money management karna bahut jyada jaruri hai kyunki forex ek aisa business hai jismein hamen profit to hota Hi hai uske sath sath hamen loss ke vichar se hote hain isliye Ham jitna jyada apne account ko manage karke chale ayenge utna hi jyada hamen profit ke chances jyada hai ismein hamare pass jitna experience hoga aur jitna jyada Ham money management karenge aur apne account ko stable rakhenge to utna hi jyada hamare account ke liye hamare liye fayda hai aur isase ham jyada se jyada profit hasil kar sakte hain isiliye ek expert trader money management ko bahut khas Kya rakha hai aur vah apne account ko manage rakhta hai
            • #7 Collapse

              Re: kamyab hony k liye money mangement zarori hai....

              Friend ji aapki baat bilkul theek hai Kamyab hone ke liye achhe experience Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki Itna Achcha experience Hoga aur uske sath sath money management Hogi to aap hi Kamyab ho sakte hain isliye Apne backup ke liye Kafi Achcha balance rakhen Taka Jitna Achcha backup ke liye aapke pass balance Hoga utna hi Achcha aap Forex main work kar sakte hain isliye hard work Karen mehnat Karen aur Forex ko acchi Tarah Se sabit Karen ki aap usmein Kamyab ho sakte hain isliye kamyabi ko chune ke liye jaruri hai ki aap Forex mein jyada Se Jyada balance backup rakhen aur Achcha experience Hasil Karte jaen Jitna Achcha experience Hoga utna hi fast aur acchi earning aap kar sakte hain Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: kamyab hony k liye money mangement zarori hai....

                gee janab management pairs ky uper trading krty huy ho chahy crude oil py ya gold py aoko money management to karna pary gi aor zaroei hai yeh aik important kam hai forex trading market ma agr apoo kisi bhe trah sy riak ko control krn ahai to money management bhi aor trade management bhe krne ho ge aor apko loss sy bachna ho ga loss sy bachny ka wahid hall hai stoploss lgana members kabi bhi stoploss lgany sy ghabrana nhe chye is ma bahot he faida hai aor hota rahy ga apko
                • #9 Collapse

                  Re: kamyab hony k liye money mangement zarori hai....

                  Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main humy apny account ko manage Karna ho ga tab he hum log kamyab ho sakty han is k ley humy proper management ki zarorat hoti ha jab hum apny account k hessab sy trading karty han any account k mutabiq trade open karty han proper stop loss or take propfit istamal karty han to humara account safe rehta ha is ley humy maximum knowledge or experience sy trading karni ho ge ta k humy maximum fayda ho or loss sy bach sakeny forex trading money management or risk management both ziada zarori han agr hum in ko manage ni karny gy to ulta humy loss ho sakta ha is ley humy ziada sy ziada mehnat karni chae ha or ache tahra seek phr forex trading start karni chae ha
                  • #10 Collapse

                    Re: kamyab hony k liye money mangement zarori hai....

                    W .salam friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex aik profitable business hy mgr ye difficult b hy is m agr ham apni trading m kamyab hona chahty han to hamy money management sy kam lyna ho ga q k ham jb b apny money k liay risk management krty han to trading sy hmasha faida hi hasil krty han agr ap investment krty han or risk management ni krty is k bagar hi ham trading krna chahty han to ye hamy kbi b successful ni hony dyta forex aik international business hy mgr hamy is m zyada sy zyada risk management k sath chlna hota hy tbi ham successful hoty han
                    • #11 Collapse

                      Re: kamyab hony k liye money mangement zarori hai....

                      hello dear friend Kisi bhi Kaam Ki kamyabi ke liye us Kaam ke bare mein pata hona Uske bare mein experience hona bahut zaroori hi lekin in sabse zaroori cheez management hai forex mein sabse zayada zaroori money management hai aapko Apne account ke hisab sy lot size ka intkhb karna padta hai aapko Apne account lot size aur Market ki up down ko madhya nazar rakhte hue manage karna hota hai ki aap zyada se zyada gane kar saken yah sab chizen use time Aati Hai Jab Ham zyada Se zyada time Forex trading m sarf krty Hain Jitna zyada Ham es platform ko time denge utna hi zyada hm management ka experience Hasil kar sakenge aur hamen yah knowledge bhi milega K trading kis time aur kis tarah karni hai k ham apni kam se kam investment mein zyada Se zyada gain kar saken
                      • #12 Collapse

                        Re: kamyab hony k liye money mangement zarori hai....

                        Dostou aap sub nay theek kaha k forex trading may money management aik boht mushkil kaam hay trading k liaye aapko trading k baaray may knowledge hona chahiyay. Forex trading may aapko apnay capital place kertay huye lot size ka khiyal rakhna chaiyay qk agar lot size hamaari money say 50% b hua tou b hamay loss hoga tou hamay 30%tak ka lot size rakhna chahiyay or isi tareekay say ham apni earning ko barha saktay hay ismay yay hay k agar loss b hota hay tou wo aapko utna feel nai hoga iai liaye forex trading may money management aik boht mushkil kaam hay. Laykin agar aapko iska sai may knowledge hay to app apni money ko asaani say manage ker saktay hay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: kamyab hony k liye money mangement zarori hai....

                          Dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai kun k ais market mai agar ap ne professional traders ko dekha ho to wo ais market mai jo bhi trade lagaty hai aus mai kuch baton ka khas khyal rakhty hai jaisy k agar wo ais market mai trade lagaty hai to aus mai money management k hisab se trade lagaty hai aor wo jab ais market mai analysis karty hai aor trade banaty hai to aus mai risk reward ratio ka khyal rakhty hai agar ap ne ais market mai koi trade lagani hai to aus k sath take profit aor stop loss lagana hai agar ap ye baaty apny mind mai rakh k trade lagaye gay to ap ais market mai asani se kaam kar sakty hai kun k ais market mai ap agar thora loss kary gay to ap ko ais mai recover karna masla ni ho ga.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X