confirmations milnay pay hamko kis hisaab say risk laina better hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    confirmations milnay pay hamko kis hisaab say risk laina better hay?
    dear mujhay is baat ka experience nai hay k jub hamko is baat ki confirmations mil jaye to hamaray pass jitni bhi invest hay kia hamko usay dao pay laga daina chaye ya confirmations milnay pay bhi hamko risk aur reward ka khaas khayal rakhna theek hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: confirmations milnay pay hamko kis hisaab say risk laina better hay?

    Dear agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ais mai aik baat yaad rakh ley k ap ko jitni achi trade mil jaye ap ne ais market mai money management k hisab se market mai trade lagani hai agar ap k samny koi trend line break hoi aor aus k baad market ne aus ko retest kia aor ap ko confirmation mil gia hai k abi market ne moment karni hai to ap ais market mai sirf atni hi lot lagye jo ap k account k hisab se ban rahe ho ais mai stop loss ko dekhy aor apny account k 2 ya 3% k hisab se lot size calculte kar ley aor ais market mai enter ho jaye agar ap ne ais market mai trade lagani ho to ap ko ais mai stop loss aor take profit ko dekhna hota hai aus k baad ais mai lot select karty hain.
    • #3 Collapse

      Re: confirmations milnay pay hamko kis hisaab say risk laina better hay?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
      dear mujhay is baat ka experience nai hay k jub hamko is baat ki confirmations mil jaye to hamaray pass jitni bhi invest hay kia hamko usay dao pay laga daina chaye ya confirmations milnay pay bhi hamko risk aur reward ka khaas khayal rakhna theek hay?
      Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main chae confirmation ho ya ni ap ko kabi bi Bari lots ni lagani chae ha balky small lots sy ache trading kar sakty han jab hum apny account ka balance pura laga dan to ap ko sara ka sara loss ho sakta ha is ley humy loss sy bachena chae ha kam sy kam lots laga k ache trading karni chae ha is k ley risk or money donu ko manage Karna ho ga
      Forex trading main jab bi trading karny to money management or risk management sy trading karny ta k loss na ho
      • #4 Collapse

        Re: confirmations milnay pay hamko kis hisaab say risk laina better hay?

        G bhai may b aapki baat say agree kerta hu k forex trading aik boht acha business hay or jaysay k baat hui confirmation pata chalnay pay trading kerni chahiyay tou may b yai kehta hu k agar aap ko confirmation milti hay laykin phir b aap apnay trade may kam say kam lots lagaye qk choti choti lots lagaanay say ham acha earn ker saktay hay agar ham nay bari lots lagai laalich k liaye or aapjko loss hojaye tou aap wo recover nai ker saktay qk forex trading aik riski business hay isi liaye hamay apnay dimaagh say trading kerni chahiyay
        • #5 Collapse

          Re: confirmations milnay pay hamko kis hisaab say risk laina better hay?

          Dear member aap ko apna capital trade mein invest karne ka ek bahut aasan formula Share karta hun, aap ke account mein jitna bhi total capital maujud hai aap uske a 30% of total amount ap ne activ trades mein invest Karen. Koi bhi senior trader aapko market ki movement hundred percent nahin Bata sakta ki woh up jayegi ya down lekin agar aap ne above-mentioned formule se a trade open ki hogi to market ki movement jo bhi ho aap ko loss nahin ho ga. Forex market ki ek makhsoos range hoti hai jis mein wo up and down move karti hai agar koi bahut badi news bhi a jaaye to vah use range ke hi andar karti hai sometime 50 to 100 pips up down a jaati hai, Magar jab aap 30% formulae per Amal karenge to aapke trade ko lost ho sakta hai lekin aap market ke reverce hony ka wait kar sakte hain aur loss se bach sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: confirmations milnay pay hamko kis hisaab say risk laina better hay?

            Dear members forex trading main agar humain koi acha signal mil jata hy jis per humain profit hony k 80 percent chances bhi hon to humain trade laga daini chahiay forex trading aik business hy kyon k is main profit bhi hota hy aur loss bhi is liay yeh aik risky business hy is main risk laina he parta hy agar ap is main kamyab hona chahty to aik strong strategy k sath trading karain to ap is main zaror kamyab hongay
            • #7 Collapse

              Re: confirmations milnay pay hamko kis hisaab say risk laina better hay?

              hamy high amount invest kar ky high risk lena ho ga pher he hum market mai run kar skay gy or hum munafa kama skay gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex aik amm business ke nisbat acha busienss hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai live caht kar sakty hain hum forex mai pairs mai or currency mai kam karty hain forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala unique or legal business hain
              • #8 Collapse

                Re: confirmations milnay pay hamko kis hisaab say risk laina better hay?

                Asalam.o.alikum forex forum fellows Pakistan forex forum ma humen knowledge aor experience ky sath management ka kahs kheyal rakhna hota hai ma to yeh kehta hun jab support py market ay to pending buy withbelow stoploss use kro jab resistance py ay to sell trad3 with above stoploss use kro aor take profit open chor ky trade watch kro intra day tarde kro forex trading aik bat yad rakho ky robots bhi apko dokha deny ma pesh oesh hoty hain is leay apko slow market ma.alg strategies sy kaam krna ho ga fast market ma alg strategies sy kaam ko dekhna aor krna ho ga traders apko market ma bahot perfection dekhna hoti hai trader bnna bahot zarori hai thand na rakho kaam sekho forum ma name bnao
                • #9 Collapse

                  Re: confirmations milnay pay hamko kis hisaab say risk laina better hay?

                  Forex trading mai jitni bhi confirmations mill jaey kabhi bhi apni total investment ko daao pay nahi lagana chaiye. Forex market mai koi bhi movement kuch makhsus wajuhaat ki wajah say he hoti hai. Jiss ki wajah basically demand aur supply hoti hai laikin aisay waqt mai traders ko risk kabhi bhi nahi laina chaiye kiyu kay risk nuqsaan daita hai. Her trader ko iss baat ka khayaal rakhna chaiye kay confirm signals ya news pay bhi apnay account balance ka 30% say 40% tak he lagana chaiye kiyu kay baaqi 70 say 60% nay he usay aur uss kay account ko safe kerna hota hai. Aisi strategy apply kerni chaiye jiss say acha aur safe business run kia jaa sakey kiyu kay forex market mai trading kay Doraan aisay moqay miltay rehtay hain aur baar baar faida bhi uthaya jaa sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: confirmations milnay pay hamko kis hisaab say risk laina better hay?

                    agr ap ko confidence ke sath confirmation ke sath bhi signal mile tub bhi ap ko risk money management ke hisab se hi lena chahie kyuke baz dafa hamara signal 99% tak accurate hota ha par fundamental analysis ko waja se wo trades loss me chali jati ha or agr ap ne waha par big risk lia ho ga tu ap ko big loss ya ap ka account wash ho sakta ha isliey ap ko jub bhi signal mile tu ap ko money managemeny ke hisab se risk calculate karna chahie ke ap ka risk is trade par kitna banta ha phir os risk ke hisab se ap ko lots size ka intekhab karna chahie risk to reward ratio se trading karna isliey important ha ke forex aik risk ha or aik trade bhi ap ka account wash kar sakti ha
                    • #11 Collapse

                      Re: confirmations milnay pay hamko kis hisaab say risk laina better hay?

                      Economic news aur technical analyzing se agar ham 100% trend aur market key next target ki conformation mil jaye per be es bat ka khayal rakna chaye key zeyada risk le kar trading na ki jaye, market correction karny ki position me ajaye to es ki waja se bullish aur bearish trend weak ho sakta hay aur small capital account ko wash karny ka reason be ban sakta hay, large account balance ho to market trend ki conformation key base par big risk leya jaye to ye safe risk ho sakta hay magar trend conformation key bawajood be small investors ko bahot soch samaj kar aur bahot hi kam risk leny ki planing karna zarori hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: confirmations milnay pay hamko kis hisaab say risk laina better hay?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                        dear mujhay is baat ka experience nai hay k jub hamko is baat ki confirmations mil jaye to hamaray pass jitni bhi invest hay kia hamko usay dao pay laga daina chaye ya confirmations milnay pay bhi hamko risk aur reward ka khaas khayal rakhna theek hay?
                        Hamen Jab is baat ki confirmation Mil Gaya ki Hamari trade profit Mein Ja sakti hai To Hamen chance Lena chahie lekin Fir Bhi yah try Karen Kaise Jyada risk na len Kyunki agar aap bahut jyada risk Le loge to nuksan bahut jyada ho sakta hai isliye Hamesha drawing karaoke desh ko thoda Lene Ki Koshish karo Jitna Ham reskill kaam Lenge Hamare liye itna hi Baithe Hoga Agar trading karte hue Jyada risk Nahin Gaye to nuksan hone ke chances bhi bahut jyada ho Jaenge isliye Hamesha koshish Karo ke small rasgulla Saman rescue Lena Achcha hota hai Jyada risk Lekar trading ko kharab Kiya jata hai aur nuksan ke chances increase kiye Jaate Hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: confirmations milnay pay hamko kis hisaab say risk laina better hay?

                          Dear aap apne hisab se trading ke bare mein Soch rahi hai lekin Aisa Nahin hota agar aapko Ek Achcha signal Mil Bhi Jaaye to ismein yah Jaruri Nahin ki aap per apni sari investment risk Mein Dal Den Kyunki lalach ki vajah Se Hi loss hota hai to isliye jaruri hai ki aap lalach ko Dur karte hue kam Karen aur Jyada lalach na Karen Kyunki Jab aap risk free trading karte hain tabhi aap lifetime achi earning Hasil kar sakte hain lekin Jab Har martba aap Jyada risk per trading Karte Hain To Ek trade bhi aapki galat aapke account ko wash Kar Degi

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X