Bhout say new trader woh ya tu web trading ki taraf jaty hain ya phir mt5 main seekhny ki koshish karty hain tu mera kiyal hai new trader ho ya old trader jab tak woh mt4 ko start se or har step or tools ko na seekh lay us k alawa woh kuch karty hain tu woh kamyab nai ho sakta hai .woh Forex main mukamal confidence ko gain nahi kar sakta hai. esleey ager just mt4 kay sub tools or us ka use achi tarha seekh jaye tu woh kafi had tak achi trade kar sakta hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим