Oversold and overbought indications ke leay best indicator Kon said Hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Oversold and overbought indications ke leay best indicator Kon said Hy?
    Dear members forex trading me oversold and overbought strategy bahut hi zyada popular Mani jaati hai isliye Mera aap se sawal yah hai ki oversold and overbought indication ko judge karne ke liye kaun se indicator zyada best and reliable hote Hain.?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Oversold and overbought indications ke leay best indicator Kon said Hy?

    Hamain oversold ya overbought stretigy sy hi trade kerni chahiay tou ham forex main trade open ker ky acha profit hasil ker sakty hain jab market oversold Ho tou hamain buy main trade open ker leni chahiay aur jab market overbought Ho tou hamain sell ki trade open kerni chahiay jis ky liay hamain best indicator sy madad leni chahiay jo bhi hamain overbought ya oversold ki achi indication provide ker saky tou agar ham same help stochastic oscillator indicator sy lety hain tou yeh indicator hamain overbought aur oversold ki bahot achi indication deta hai agar ham isko RSI ky sath mila ker read kerty hain tou hamain kafi asani sy pata chal jata hai ky ab market overbought Ho chuki hai ya over sold Ho chuki hai tou ham phir usi ky mutabiq trade open ker ky acha profit hasil ker sakty hain agar market hamari favour main move kerti hai tou
    • #3 Collapse

      Re: Oversold and overbought indications ke leay best indicator Kon said Hy?

      Dear agar ap ne ais market mai ye dekhna hai k abi market over sold hai ya over bolught hai to aus k liay hum ko ais market mai Rsi indicator use karna chaye ais mai hum agar ye indicator use karty hai to aus mai hum ko market ka pata chal jata hai k market ne up jana hai ya sell jana hai ais mai hum aus k hisab se trade laga sakty hai ais market mai RSI indicator bahot hi best hai ais mai agar RSI 30 par hai to aus ka matlab hai k market over sold hai aor agar market 70 par hai to market over bought hai aus time ap ais market mai sell ki trade lagaty hai ais market mai agar ap koi trade lagaty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida hota hai agar ap RSI divergence ko dekh k ais market mai trade lagaye gay.

      Click image for larger version

Name:	Rsi Indicator.png
Views:	3
Size:	33.2 کلوبائٹ
ID:	12323359
      • #4 Collapse

        Re: Oversold and overbought indications ke leay best indicator Kon said Hy?

        Dear RSI hi esa indicator hay jo key market ka overbought aur over sold area app ko define kar key de sakta hay, agar app demo account me RSI technical indicator ko test karo aur esi indicators key signals key base par trading karo to app ko andaza ho jaye ga key ye indicators ketna zeyda powerful hay jo app ko right time me market ka oversold area be show karwa sakta hay aur overbought area be define kar key de sakta hay, RSI indicator ko har time frame me hi test karna chaye some time small time frame me ye indicator acha result nahi be de sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Oversold and overbought indications ke leay best indicator Kon said Hy?

          Asalam.o.alikum forexforum friends and expert trader s apko market ma oscillators aor indicators ma farq ka pta hon achye kch indicators ko lagging indicators kaha jata hai aor aisy he kch leading bhe hain apko oscillators ko use krny chaye wahi overbought aor oversold ki confirmation aor conditions ko bta skty haun trading market ma aik to candlestick chart pattern ko dekho aor candlestick agr doni bn jay ohr dynamic momentum index different types ki time periods ko calculate kr ky hamen market ma overbought aor oversold ko confirm krta hai agr ap relative strength index indicator ko use kro to wo fix perfect periods ma discipline ky sath apko information deta hai
          • #6 Collapse

            Re: Oversold and overbought indications ke leay best indicator Kon said Hy?

            Forex trading mai kafi log market ke condition mai oversold aur overbuy ke postion dakh kar trading ke decision laite hain. kafi traders kay market kay anlayis ke plan ka yeh lazmi hisa hota hai ke woh yeh zaroor check karty hain ke market Oversold hai ya overbought chal rahi ha. Oversold and overbought indications ke liye best indicator maire hisab say tu RSI (Relative strength indicator) hai .

            RSI (Relative strength indicator) kafi simple indicators ha js ke waja say traders b iss ko kafi pasand karty hain. RSI (Relative strength indicator) mai ager values 70 ya 80 say oper ho tu phir market over bought hoti hai aur ager RSI (Relative strength indicator) ke value 30 ya 20 say kam ho tu traders iss ko oversold consider karty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Oversold and overbought indications ke leay best indicator Kon said Hy?

              Oversold and Overbought keliye best indicator:

              Oversold and Overbought keliye difference indicators ka istamal kiya jata hey aur iske liye har traders ki apni aik strategy hoti he jiske through woh is mein work kartey hein aur mein khud bhi is keliye aik hi indicator use karta hun jo keh mera permanenet indicator hey aur uska nam Stochistic hey hamen chahiye keh hum always aik hi strategy aur aik hi indicator par work karen agar hum bar bar apne indicators ko badaltey rehtey hein ya hum different kisam ke indicators ka istamal kartey hein to is se hum confusion ka shikar ho jatey hein aur hum achi trha se kabhi bhi trading nahin kar saktey hein isliye hamen chahiye keh hum always aik achi decipline aur aik hi indicator ko life time keliye seekh len to hamare liye kafi behter hota hey aur Oversold and Overbought keliye mein Stochistic use karta hun baqi har traders ki apni hi strategies hoti hein aur mujhey yeh sab se best lagta hey aur is mein easy feel karta hun aur mere khayal mein yehi sab se best hey.

              Click image for larger version

Name:	oversold.jpg
Views:	1
Size:	146.1 کلوبائٹ
ID:	12325294
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: Oversold and overbought indications ke leay best indicator Kon said Hy?

                over bought aur over sold ky lea sab sy acha indicator RSI hai jiss say ap aik achi income lay sakty hain RSI wahid asa indicator hai jiss main ap ko market main ager over sell ho gae ho tu ap ko aik indication day daita hai aur hamesha rsi ko big time frame main use karain phir he ap ko acha level mil sakta hai kuch log RSI ko small time frame main daikhty hain jiss say wo wrong movement say apna loss karwa laity hain main ap ko chart send kar daita hun jiss say ap ko guess ho jay ga ky ap nay kab rsi main sell ya buy karna hai aur kab over sold ko dekhna hai aur kab over bought ko dekhna hai.
                Click image for larger version

Name:	rsi.png
Views:	1
Size:	41.9 کلوبائٹ
ID:	12325315
                yahn pay daily chart pay ap dekh sakty hain ky RSI jab jab 70 level apy gea hai market nay sell mara hai aur jab RSI 30 level pay gea hai tu market nay buy ka signal genrate kia hai yehi level ko over bought aur over sell ky lea lia jata hai aur hamesha big time frame main chek karain gay tab he ap ko es ki accuracy mily ge.
                • #9 Collapse

                  Re: Oversold and overbought indications ke leay best indicator Kon said Hy?

                  forex aik wasee business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kari sakty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kkary gy to he hum agy bar saky gy forex aik amm business ke tarha nahi han hum is mai part time eb kam kaer sakty hain hum is mai full time be kam kar sakaty hain forex mai hamy acha experience gain kar ky RSI indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik bahtren business hain is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga forex aik acha business hain hum isy apan life time career be bana sakty han is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Oversold and overbought indications ke leay best indicator Kon said Hy?

                    hamy indcators ko use kar ky kam karna ho ga hum is mai apne marze s time table bana kr kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nai hota forex mai hum apny boss ao he hoty hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy ache learning gain karane ho ge hamy aik time table bana akr kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kra be kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai markte ka baalm nahi hota
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Oversold and overbought indications ke leay best indicator Kon said Hy?

                      Stop loss or take profit Ka istemal Karna Ham logon ko bahut hi jyada faydemand sabit ho sakta hai isliye Ham Logon Ko stop loss and profit kar diya Ja Se Jyada istemal karna hoga Taki ham log market se kamyabi Hasil kar sake

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X