Currency trading and gold trading main kia faraq hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency trading and gold trading main kia faraq hay?
    Forex market main aam tor pay 2 types ki trading ki jati hay aik currency trading aor dosri gold yehni metal trading mara ap sab Forum members say sawal hay k currency trading and gold trading main kia farq hay aor en ki importance kia hain aor en main say kon ci trading ziada behtar aor profitable trading hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currency trading and gold trading main kia faraq hay?

    Forex trading business mai bohat tarah ki trading hoti hai. Currency pairs, metals, future nergies aur registered companies kay stocks ki trading hoti hai. Agar aap nay tafseel daikhni aur smaajhni hoto symbols ko daikh kay undaza laga saktay hain kayforex market mai sirf currency nahi sub kuch trading kay liye available hota hai. Currency trading bohat simple formula pay samajha jaa sakta hai. Currency trading mai pairs pay trading hoti hai aur ye small amounts kay saath ki jaa sakti hai. Gold pay trading kay liye acha account capital hona zroaori hai. Gold ka spread ziada hota hai aur aik wrong lot size bohat barey barey accounts aik movement mai wash ker daita hai. Agar majmuie tore pay daikha jaey tou sub baato kay bawajud traders gold mai trading ko he ziada like kertay hain aur profit aur income bhi isi mai ziada hai
    • #3 Collapse

      Re: Currency trading and gold trading main kia faraq hay?

      Currency Teading

      Currecny mein trade kerny ky liey hamein aesy pair ki selection kerni hoti hai ky jis mein spread kam ho aur movement achi ho ky agar kisi currency ki news ho tou woh currency agar dollar ky sath forex market mein trade ho rehi hai tou hamein dollar index aur dollar related news ko bhi check kerna perta hai ho sakta hai news mein currency tou down ja rehi ho per agar dollar bhi down jaey ga tou phir pair mein movement na hony ky braber hogi agar aik ki news ho tou phir pair main one direction mein bari move ho jati hai aesy time per trade open ker ky faida hasil kia ja sakta

      Gold Trading

      Gold mein trade kerna bahot mushkil kam hai jis ki main waja is mein bahot zyada spread ka hona hai agar hamary trading account mein balance thora ho tou hamein good mein trade open kerny ki mistake nehi kerni chahiey ky very fast movement hai gold main market ki tou within minute hamara account wash bi ho sakta hai lekin achi amount ho tou achy analysis ky sath trade kerny sy acha profit bi gold sy hi possible ho sakta


      Result

      Forex market mein agar gold mein trading ka acha experience ho aur account mein balance bi acha ho tou gold mein trade bahot profitable hai lekin agar balance kam ho tou phir currency pairs mein hi trade best hoti hai gold mein phir risk nehi lena chahiey ky bahot jald account wash bi ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Currency trading and gold trading main kia faraq hay?

        Yeh baat theek hai ke Forex market main aam toor per currency trading aor dosri gold ke trading . Forex market mai iss kay ealwa b bohot he ziada bari tadad mai traders Crude oil baqi commodities per trading karty han aur iss kay sath sath stock per trading b kafi ziada popular hai .
        Ager Forex market mai currency trading and gold trading ke baat Karin aur inn ko compare Karin tu phir yahi idea hota hai ke Gold ke trading currency ke kisi b pair ke nisabt bohot he ziada risky hai , Lakin sath yeh baat b hai ke Gold ke makert currency ke maket say risky zaroor ziada hai lakin profitable b ziada hai.
        Ab yeh traders per depend karta hai ke ager woh ziada risky trading karna chaty hain ke inko jaldi aur ziada profit mil saky tu phir Gold ke market mai trading karna hota hai . warna Kam risk kay sath trading karny ke liye currency markets he best rehti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Currency trading and gold trading main kia faraq hay?

          Ji han frox mein Ham Kai chijon trading kar sakte hainumme gold bhi aata hai aur currency bhi aate Hain Ham gold paper trading kar sakte hain currency baby agar Ham currency trading karte Hain to ismein hamen yah kadam jyada loss nahin hota aur agar gold ki kimat jyada hoti hai to agar Ham gold per trade karte Hain to usmein hamen yah kadam bahut jyada loss ho jata hai isiliye hamare pass account ka Hun main hamari amount kam hai to hamen currency per trade karni chahie aur agar hamare pass amount jyada hai to hamen gold per trade karni chahie jisse hamen profit ke Chand se bhi jyada hote hain aur sab se Ham baat ye hai ki agar hamare pass experience hai aur ham ismein mehnat karte Hain to Ham kisi bhi chij per trade kar sakte hain hamen har Hal mein usmein fayda Hans hoga aur ham profit mein jaenge kyunki ismein experience bahut jyada jaruri hai
          • #6 Collapse

            Re: Currency trading and gold trading main kia faraq hay?

            Foreign currency trading.
            Foreign currency trading se Murad hoti hai ki ham mukhtalif Mumalik ki currency ki selling and buying karte Hain with the help of trading platform. Foreign currency trading hamesha pairs mein hoti hai, pair ki jo first currency hoti hai us ki ration ke hisab dekh kar sell ya buy option lagaya jata hai. Currency pairs muktalif qisam ke hote Hain, major currency pairs, cross currency pairs 1 to 5. Most of traders major currency pair mein trading karna pasand karte Hain kyun ki is ki movment hawk pair ki nisbat fast aur reliable hoti hai.
            Gold trading.
            Gold precious metal hai aur yah division ke hisab se a commodity mein aata hai, gold ki movment bahut hi ziada fast hoti hai aur is ko currency ke mukabaly mein judge karna bahut ziada difficult hai. Gold mein trading karne ke liye aapke pass kafi knowledge hona chahie otherwise aap us mein Bara nuksan bhi utha sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Currency trading and gold trading main kia faraq hay?

              Dear Forex market me gold trading aur currency trading me ye difference hota hay key jab app currency trading karty ho to app kesi currency ko buy kar lety ho aur jab app gold trading karty ho to es ka matlab hay key app ne gold ya US dollar ko buy kar leya hay, currency pairs ki market etni zeyda risky be nahi hay aur market be bahot slow move karti hay magar news sab se zeyda gold par hi effect karti hay es waja se gold ko sab se zeyda risky aur profitable samja jata hay, demo account me app gold ki market me trading karny ka experience easily hasil kar sakty ho.
              • #8 Collapse

                Re: Currency trading and gold trading main kia faraq hay?

                forex main trdaing karny k liye sik he trading method ko use kiya jata hai es main kuj aysa cobcept nahi hai jis se hmain lagy k yah alag alag yah ar pair main alag trha se order lagty hain or alakg he trading ki jati hai forex main over all he trdaing aik trha he ki jati hai jisk liye hmain buy sell krna hota hai es main internationl currencies k pair bna dye gy hain jin ko alag alalg cotogry main set kar diya hai jub k gold or oil ko aik alalg cotogry main set kiya hai jis koo comodiities ka name diya jata hai es liye aghr hum gold main trading karna chahty hain tu hmain osi method kofolow karna hota hai jis method se hum curremcies main trading karty hain bat sirf itni hai k gold ki trading ko risky smjha jata hai jis se hum apni trdaing main thora dehan se bhi kam karty hain or loss se bhi dart hain baki meri naazr main or koi diffrence nahi hai trading main
                • #9 Collapse

                  Re: Currency trading and gold trading main kia faraq hay?

                  Well bro trading to dono mein ek tarha ki hi hoti hai, bas currency trading jab ap karte hai to koe bhi currency pair matlab EUR/USD, GBP/USD (in ke ilawa bhi buhat sare currency pairs hai) pe trade lagate hai, aur gold trading mein ap Gold pe trade lagate hai. Gold trading karne ke liye ap ko account mein capital ziyada invest karna munasib hoti hai jab ke currency pairs ke liye gold ki nisbat mein kam invest mein pe bhi trading kar sakte hai.

                  Mere lihaz se trading ki knowledge, experience aur trading skills ke sath hi trading profitable banti hai phr chahe ap gold mein kare ya currency pe. Phly achi traha trading karna sekho aur samjho phr real trading start karne ka sochiye ga.
                  Last edited by ; 15-10-2019, 11:17 PM.
                  • #10 Collapse

                    Re: Currency trading and gold trading main kia faraq hay?

                    Dear jaisy ap ko pata hai k ais market mai agar hum kaam karty hai to humry pass bahot sary pairs hai jin par hum kaam kar sakty hai ais market mai hum ne agar currency par kaam karna hai to aus k liay humry pass bahot pairs hai jin par hum trade kar sakty hai ais market mai agar ap ne thory se time mai acha profit hasil karna hai to hum ko ais market mai gold par trade karni chyae kun k ais market mai hum agar achi lot use kary gay to hum ko ais market mai acha profit ho sakta hai ais market mai gold par trade karny k liay hum ko thora sa risk lena chaye aus k baad hum ais market mai acha profit bana sakty hai kun k ais market mai hum agar sahe trade lagye gay to hum ais mai acha profit bana sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Currency trading and gold trading main kia faraq hay?

                      G haan dostou may b aapki baat say agree kerta hu forex market may 2 tara ki trading hoti hay aik currency may pair trading hoti hay dura gold, silver matlub metal trading hay or metal trading may gold trading sub say profitable hay ub agar baat ki jaye account ki agar aapkay account may spread kam hay tou aapko trading hamaysha currency may he kerni chahiyay qk currency ka spread rate kam hota hay or aap ko agar loss ho tou aapka account itni jaldi waash nai hota agar aap gold trading kerna chahtay hay tou uskay liaye aapkay paas experience ka hona bobt zaruri hay dusri zaruri cheez aap ka account may ziada maaliat honi chahiyay phir he aap gold trading karay agar yay sharaaaait pouri nai hou ge tou aapko gold trading may acha khaasa loss hoga jo recover hona boht mushkil hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Currency trading and gold trading main kia faraq hay?

                        hello pyare bhaijaan Forex trading mein apko currency pairs aor gold ma farq ka maloom hona zarori hai aor is ma apko trading ky leay spread difference ka bhi ilm hona chye currency pair ki three types hain exotic pairs major pairs aor minor pairs forex market ma alko support aor resistance smjhni hai apko instrument ko us ekrna hai tolls ko use krna hai indicators ko baher lana hai apr gold ma apko trade leny ky leay spread ka andaza ho trend ka andaza ho aoko ota hona chye ky gold ki trend bahot short hoti hai ab gold neutral hai aor range ma hai range ko break mr ky wapis ajata hai is leay apko ab har kaam ko smjhna ho ga aor achi perfect trading krna ho ge tb he success milye ge ajkal.
                        • #13 Collapse

                          Re: Currency trading and gold trading main kia faraq hay?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
                          Forex market main aam tor pay 2 types ki trading ki jati hay aik currency trading aor dosri gold yehni metal trading mara ap sab Forum members say sawal hay k currency trading and gold trading main kia farq hay aor en ki importance kia hain aor en main say kon ci trading ziada behtar aor profitable trading hay?
                          Dear friend forex trading main hum log 2 tahra ki trading kar sakty han jis main aik currency pairs main trading or dosri commodities main trading kar sakty han currency pairs main normal 2 countries ki currency hoti han jin pe hum ache trading karni ki kosish karta han jab k commodities main hum log different metals main trading kar sakty han commodities main gold silver iron copper oil wagara shamil han ap ki marzi hoti ha ap kis main trading karna chahty han is ley hum currency pairs ya commodities main trading kar sakty han agr humary pass Knowledge or experience ho to hum kisi bi chez main trading kar sakty han
                          • #14 Collapse

                            Re: Currency trading and gold trading main kia faraq hay?

                            Currency Trading & GOld trading:

                            Actually jo currency trading hoti hey us mein different countries involve hotey hein aur us mein difference countries ki currencies hoti hein lekin jo Gold hey woh purey world ka aik hi international Pair hey aur pura world usy ko hi follow karta hey aur kioun keh Gold ko purey world se traders ne buy sell kiya hota hey is wjha se iski movement bhi kafi ziada fast hoti hey jab keh jo baqi currencies hein un mein ziada tar apne countries ke logon ne hi usko buy sell kiya hota hey is wjha se unki movement bhi kafi ziada slow hoti hey aur Gold ki movement aur baqi currencies ki movement mein bohot hi ziada farq hota hey.is wjha se Gold mein risk bhi bohot hi high hota hey aur profit bhi bohot high hota hey baqi currenceis ke muqabl mein.
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Currency trading and gold trading main kia faraq hay?

                              Dear friend Forex trading agar aap trading Karte Hain To ine donon Mein Koi Bhi Fark Nahin Hai Kyunki currency mein bhi trading ki Ja sakti hai aur metal Jaise ke gold silver ine chijon per bhi trading ki Ja sakti hai lekin bus ine donon chijon mein Fark sirf Itna hai ki gold ka separate Jyada hota hai aur currency ka kam to isliye gold mein jyada risky trade Hoti Hai Kyunki gold ki movement bahut jyada fast hoti hai aur gold Mein trading karne ke liye aapke pass acche balance Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki Agar aapke pass Achcha balance backup Nahin hoga to Gold Mein aapka account jald hi Band Ho Jaega To isliye trading donon Mein same hi hoti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X