Pivot Points kisay kehtay hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pivot Points kisay kehtay hain?
    Forex trading market main trading karnay kay liay traders bohat say indicators use kartay hain hain aor en ki help say trade open and close kartay hain aor en ki madad say hi buy and sell kartay hain es indicators main say aik indicator Pivot Points bhi hay mara ap sab say sawal hay k yeh pivot points say kia murad hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pivot Points kisay kehtay hain?

    Market jab bhi kisi pair main upward aur downward movement kerti hai tou aik point aesa hota hai jis ko bar bar cross kerti hai jesy ky agar zero sy hundred aur hundred sy zero main market bar bar move ker rehi hai tou fifty uska pivot point hota hai ky usi ky ird gird hi market long time ky liay movement kerti rehti hai hamain pivot point ko daily basis per pehly find ker lena chahiay jab market pivot point ko cross ker ky tou hamain phir reverse order main trade open ker leni chahiay ky sirf aesy time per hi hai trade open ker ky kuch profit hasil ker sakty hain lekin yeh stretigy sirf aesy time per hi successful hoti hai jab market kuch points ky darmian hi long time ky liay movement continue rakhti hai jab market one direction main trend bana ker move ker rehi hoti hai tou aesy time per pivot point stretigy sy trade kerny sy bhi sirf nuqsan hi hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Pivot Points kisay kehtay hain?

      Jab market support aor resistance ky darmian move kerti hai tou is main aik pivot point hota hai jahan sy her bar market thora upward and thora downward move kerti hai agar koi point bhi market ki movement mein aesa ho ky her dafa usi point sy market kuch point up move kerny ky bahad phir kuch point down bhi zarur move kerti ho tou aesa point pivot point hota hai asan lafzon mein ham keh sakty hein ky pivot point woh point hota hai forex market mein ky jis ky around market chakkar lagati rehti hai kabi aik taraf tou kabi dusri taraf hamein trade open kerny sy pehly kisi bhi pair mein market chart open ker ky support resistance aur pivot point ko find kerna hota hai ky hamein market trend ko samjhny mein asani ho ky agar market mein trade open hony ky bahd market loss mein chali gai hai tou pivot point ko jab phir sy cross kery gi tou hamein apni trade aesy time per close kerni hai agar profit ho tou profit mein agar loss ho tou loss mein nehi tou dobara bara loss ho jaey ga
      • #4 Collapse

        Re: Pivot Points kisay kehtay hain?

        dear pivot point aik indicator ka name hay jiski help say ham yeh judgemnt krtay hain k markeet nay last week kis had tak moove ki thi aur next week ya month tak yeh kis targets tak moove kr sakty hay is main say ham ko aik andaza hota hay lakin hamko isay ya markeet k kisi bhi tools ko harfe akhir ka name nai daina chaye q k markeet main jitnay bhi tools hain wo hamko markeet main aik andazay k tour pay use krnay chayen agar ham in pay 100 percent ka beleive krtay hain to hamko na kuch arkeet say earn hoga aur na he ham makreet k baray main acha knowledge hasil krnay main success ho sakaingay is liye pivot ko samjhna lazmi hay is say ideas laina lazmi hay laikin is pay 100 percent beleive krna achi baat nai hay.
        • #5 Collapse

          Re: Pivot Points kisay kehtay hain?

          Click image for larger version

Name:	pivot indicator.png
Views:	2
Size:	30.2 کلوبائٹ
ID:	12323360

          Dear jaisy ap ne baat ki hai pivot indicator ki to ais mai ap k samny aik picture hai ais mai ap k pass aik pivot point show ho raha hai aor aus mai sath resisatance aor support level show ho rahy hai magar ais mai ap k pass jo pivot point hai wo ais mai aisa point hota hai jo hum previous day ki high low aor close price se nikalty hai aor ais level k pass hi market rehti hai ais mai agar ap ne koi trade karni ho to aus mai hum ko ye dekhna hota hai k market ki price kaha par hai aor jab market aik level par jati hai to aus k baad wapis aati hai tab hi hum ais market mai acha profit bana sakty hai kun k hum agar ais market mai pivot point indicator use karty hai to aus k baad hum ais market mai achi trade dhondh sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Pivot Points kisay kehtay hain?

            forum fellows market mo centre of gravity ko ya centre point ko ap pivot kehty ho jahan sy market support aor resistance bna ky darmeyan sy trend change kr leti hai aor aoko trend mk situation dekhni hoti hai agr ap forex trading market aimk perfect decision maker ho apko intelligence mind use krna ta hai to aoko forex ma.pivot point smjhna koi muahkil nhi hai pivot point indicator bhe majood hai forex trading ma hamary pas technology hoti hai aor technical analysis aor fundamental analysis isi bat ko kaha jata hai prerequisite ko he management bhe kaha jata hai precautions bhe kaha ja skta hai forex forum ma humen straggling krna ho ge tb he markrt ki smjh ay ge
            • #7 Collapse

              Re: Pivot Points kisay kehtay hain?

              Pivot point kisey kehtey hein?

              Pivot point basically aik aisa point hota hey jahan par traders keliye aik indicator hota he keh yahan se market kis taraf move kar sakti hey aur traders usko pick kar lete hein isliye uska jo nam hota hey woh pivot point hota he keh yeh point he jahan se Market ne buy and sell mein kisi bhi taraf jana htoa hey isliye is point ko find karne keliye bohot sarey traders apne knowledge & experience ka istamal kartey hein aur bohot sarey traders isko different kisam ke indicators ek zariye se find kartey hein jin mein Bollinger bands CCI RSI yeh sab indicator bhi hamen kafi achi trha se indicate kar dete hein keh apka pivot piont konsa ban raha hey aur apki market kis taraf move kar sakti hey. Deegai picture mein bhi aap pivot point ke concept ko achi trha se dekh aur samajh saktey hein aur is mein achi trha se kamiyab ho saktey hein agar aap isko learn kar len to aap always aik achi trade laga saktey hein.
              Click image for larger version

Name:	pivot point.png
Views:	1
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12325288
              https://t.me/pump_upp
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Pivot Points kisay kehtay hain?

                Pivot point level

                Pivot point level se market ki next movement ka andaza lagaya jata hay, pivot point level 1 tarha se potential turning point level hota hay, agar market movement zeyada average se pivot point level se up move karti hay to es se market ka bullish trend samja jata hay, pivot point level be 1 tarha ka support and resistance level jesa hi hay agar market 2nd time ya 3rd time be pivot point level se down move nahi karti to professional traders es ko conform bullish trend samjty hey, basically pivot point indicator ko trend identify karny key ley hi use kia jata hay.
                Click image for larger version

Name:	download5.png
Views:	21
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	12325302

                اب آن لائن

                Working...
                X