Asian session main kon say currency pairs ki trading karni chahiay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Asian session main kon say currency pairs ki trading karni chahiay?
    Forex market ko 3 big markets main divide kia gia hay jen ko session bhi kaha jata hay jen main Tokyo session, London session and New York session shamil hain en tamam session kay opening and closing time mukhtalif hain aor en session main mukhtalif currency pairs say trading karna faida mand sabit ho sakta hay mara ap sab Forum members say sawal hay k Tokyo session yehni Asian session main kon say currency pairs kitrading karni chahiay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Asian session main kon say currency pairs ki trading karni chahiay?

    Well bro Tokyo session day ka opening ession hota hai, agar ap is session mein trading karna chahte hai to koe bhi esa pair select kare jis mein Japanese yen shamil ho, jesa ke USD/JPY ya GBP/JPY .
    • #3 Collapse

      Re: Asian session main kon say currency pairs ki trading karni chahiay?

      Bhai jab Asian market open hoti hain tou bhi dollar price ko effect kerti hai tou hamain her aesy currency pair main trade open kerni chahiay ky jis main dollar ky against trade ho rehi ho ky jab Asian market open hoti hain Jesy ky Asian session open hota hai jo daily basis per market ka first session hota hai tou maximum pairs main movement kafi tez ho jati hai specially aesy pairs main jo dollar ky against trade ho rehy hon tou aesy time main dollar index ko read kerty huey bhi ham kisi pair main trade open ker ky achi earning ker sakty hain lekin hamain sirf Asian session ka hi wait nehi kerna chahiay balky tamam sessions ko market ko observe kerna chahiay ky hamain trade tou forex market main hi kerni hai tou jab ham forex market main tamam sessions ko judge kerny hain tou hamain pata chalta hai ky konsa session hamary liay best hai ky ham trade open ker ky acha profit bana sakty hain then hamain apni zyada trades same session open hony ky sath continue kerni chahiay
      • #4 Collapse

        Re: Asian session main kon say currency pairs ki trading karni chahiay?

        G bilkul waise tu Forex ke market iss tah ke market hai jo Monday say lay kar Friday tak har time he matlab 24 hours he open b rehti hai . ager session kay hisab say baat Karin tu forex trading ke market ke timing ko teen session mai taqseem kaiya jata hai.
        Forex market ka pehla session asian session hota hai aur phir iss kay baad London / eupore ka session aata hai aur last mai US ka session hota hai.
        Asian market mai trading ka volume kam hota ha iss ke waja say iss doran pairs ke price ke moment b baqi dono sessions ke nisbat kam hoti hai. Lakin Asian session mai b ager market fundamental kay hisab sy move ho rahi ho tu phir achi movment b nazar aa jate ha. Wasie amm toor per US/JPY aur US/AUD kay pairs asian session mai achy move karty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Asian session main kon say currency pairs ki trading karni chahiay?

          Ji haan mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya jab ham Asian tashan mein trade karne ki koshish karte Hain to hamen pata hai ki aajkal market ki main dollar bahut teji se munh kar raha hai isiliye hamen iske opposite koi bhi pareshan ho to kyunki aajkal iski opposite currency pair Asian session mein bahut jaldi utha rahe hain isliye hamen dollar mere hisab se dollar per trade karna chahie aur iske alava hamen kisi bhi pair per trade kar sakte hain aur kisi bhi currency per trade kar sakte hain agar hamare paas experience hai to Ham kisi bhi currency per trade karke ek successful trader Ban sakte hain aur usmein profit hasil kar sakte hain isliye hamen is mein sabse jyada jaroori mehnat aur experience hai jitna jyada experience aur mehnat hogi utna hi successful hone ke chances jyada hai
          • #6 Collapse

            Re: Asian session main kon say currency pairs ki trading karni chahiay?

            Dear mery khayal me news event par hi depend karta hay key Asian session me kes pair me zeyda profit earn kia ja sakta hay, agar Asian market session me important news release ho rahi ho to es ko zaror follow karna chaye, profitable trades ham kesi be market session me place kar sakty hey, jo be market session open ho chart me technical analysis aur news updates ko follow karna chaye es se hamy andaza ho ga key kon si news aur technical factors market key pair par high impact kar sakty hey, Asian session me market ki movement bahot slow hoti hay es ka matlab ya nahi key zeyda risk le kar trading ki jaye.
            • #7 Collapse

              Re: Asian session main kon say currency pairs ki trading karni chahiay?

              Dear ais market mai ap jab bhi koi trade karna chaty hai to aus k baad ap ais market mai koi bhi session select kar sakty hai ais market mai agar ap aik trading strategy banaty hai to aus mai ap ko ais mai ye dekhna hai k hum ais market mai kisi time par trade kary agar hum ais markket mai koi trade lagana chaty hai to hum ko ais market mai tab hi faida ho ga jab hum apni trading strategy k hisab se ais market mai trade kar sakty hai ais market mai ap ne agar aik hi session par kaam karna hai to hum ko ais mai ye dekhna hai k humri trading strategy kis time kaam karti hai aus par hum ko faida tab ho ga jab humri strategy k hisab se market moment kar rahe ho aor hum ais market mai trade lagaty hai.
              • #8 Collapse

                Re: Asian session main kon say currency pairs ki trading karni chahiay?

                Asalam.o.alikum forex forum fellows Asian session ma trading ky leay apko market ma alow trading oairs py tawajoo deni ho ge forex trading ma market ma apko major oair py zeyada faida ho skta hai apko forex market ma different sources sy analysis aor calendar ki help sy trade keni chye hasal ma us time ma major currency pairs ki news koi schedule nhe hoti is waja sy wo aik limit ma move krty hain misal ky tor py kabi 20pip up to phr 20 pip down aa jaty hain forex trading ma apko chart py trade open krne aor close krne hote hai apko sub sy perfect trade lene ky leay slow down ho jate hai pka analysis krna hai technical analysisaor themarket fundamental aspects and principles ko follow krna hota hai tb trading ki smjh ati hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Asian session main kon say currency pairs ki trading karni chahiay?

                  Forex trading market mai business kernay kay liye bohat si baato kay saath saath jis baat ka pata hona zaroori hai wo hain kay kiss waqt kon si market working mai hai matlab open hai. Poori duniya mai time zones ki division greenwich say honay ki wajah say markets GMT kay mutabiq open ho rahi hoti hai. Pakistani waqt kay mutabiq market ka opening session hamesha asian session hota hai. ye sessions GMT kay faraq kay hissab say hotay hain aur jiss waqt hamarey paas asian session open hota hai uss waqt uk mai abhi day ka 3rd session chal raha hota hai kiyu kay UK ka time pakistan say 4.5 hours peechay hai.

                  Asian market mai currencies pair mai kaam kerna faida mand rehta hai aur asian market mai agar JPY kay saath pair bananay waali currencies pay trading ki jaey tou kaafi acha profit lia jaa sakta hai. MT4 terminal pay symbols mai tmaam pairs jo JPY kay saath bantay hain unhain daikha jaa sakta hai aur unn mai say 2 say 3 select ker kay unn pay trading ker laini chaiye. Asian market mai metals aur energies pay ziada trading nahi ho rahi hoti

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X