Forex business me trading kab start ki jaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex business me trading kab start ki jaye?
    Forex esa business hay jes ki agar education hasil na ki jaye to es ko join karny me be bahot zeyda risk hay, new traders ko me mashwara deta hon key un ko business start karny se pehly en tips par amaal karna ho ga aur baghir sochy samjy trading business join nahi karna chaye,

    1. Forex ka education hasil karna most important hay es key baghir ham Forex business ko join karny ka mind me khayal be nahi karna chaye,

    2. Forex business se related information collect karni chaye ta key business me kamyab hasil karny me asani ho,

    3. Trading ki practice zeyda time tak karni chaye aur broker key terminal ko samjny ki koshish karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex business me trading kab start ki jaye?

    Forex business me trading learning key bad hi start karni chaye jab tak ham fully trained nahi ho jaty hamy risk leny ka nahi sochna chaye, Forex market ko baghir learning key agar start kia jaye to ye big risk hi hota hay, demo account me kam se kam be hamra practice ka period 2 years ka hona chaye, aur daily regular base par knowledge hasil karny par hamy focus be karna chaye, bahot learning trading start karna asaan nahi magar es ka result ye hota hay key bahot kam time me ham es business me fail ho jaty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Forex business me trading kab start ki jaye?

      Dear agar ap ne ais market mai kaam start karna hai mean ap new hai to aus se phly ap ko ais market mai learning karni chaye agar ap ais market mai kamyab hona chaty hai to aus k baad ap ko ais market mai market k bary mai pata chal jata hai magar aus k baad ap ko ais market mai experince hasil karna hota hai agar ap ais market mai demo par kaam karty hai aor ap ka experince ho jaye ais market mai to ap ais market mai kam karny k qabil ho jaty hai ais market mai agar ap risk kam lety hai to ap ais market mai asani se chal sakty hai kun k ais market mai ap ko ye dekhna hota hai k ais mai ap sirf aisy hi kaam kary jaisy ap ne sekha hai agar ap ais mai trading sekhty ni hai to aus k baad ap ais market mai tab tak kaam na kary jab tak ap ko kaam karna ni aata.
      • #4 Collapse

        Re: Forex business me trading kab start ki jaye?

        dear forex markeet ka yeh aik sab say important rule hay k jo isay baghair sochay samjhay use krta hay is main usay lose k ialwa kuch bhi nai bachta hay aur jo isay soch samjh kr krta hay wo is say kuch hasil kr laita hay agar ham iska knowledge kuch hasil krnay k baad is main thoray bahut real account say kaam krtay hain to hamko is say bahut jaldi aur bahut achi learning milty hay aur agar ham is main deposit nai krtay hain aur demo say knowedge hasil krnay k baad apnay aapko experts samjh kr kaam start krtay hain to hamko na jaldi learn hoga aur bahut dair k baad is main hamari earniing possble hoge is liye better hay k ham markeet main trading start krnay say pehlay apnay aapko maintain kr lain us k baad agar ham kaam start krtay hain to uska apna he amza hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Forex business me trading kab start ki jaye?

          dear friend kisi bhi business ko start karne se pahle Uske bare mein information experience bahut zaruri hai forex market hamen ak asa plate forum b farahm karta hy jis m new member k ly sekhny ka moka data hy es k elawa demo account b hota hy jis m new member zyada se zyada kam kren ta k experience zyada gain kren jitna zyada kam kren gy utna faida ho ga jb ap ko marketing m tajurba ho jy us k bad ap forex trading start kren q k bger ksi experience k es m kam Karna bht risk hy es m loss hi hota hy es ly phly sekho phr kam kro .
          • #6 Collapse

            Re: Forex business me trading kab start ki jaye?

            Dear friends forex trading start karne ke liye koi khaas waqt nahin hota bus agar aap ek bat zehan mein rakhen ge to aap forex trading start bhi kar sakte hain aur us se earning bhe hasil kar sakte hain. Forex trading start karne se pahle aap ke pass foreign currency ka mukammal knowledge hona chahie uske bad aap step-by-step market ki learning Karen ki market daily basis per weekly basis per aur monthly basis per kaise move karti hai. Tamam senior traders isi time frame ko judge kar ke market ki movment ko analyse karte Hain. Isliye dear member aap learning per focus rakhen aur jab aap ki learning achi Ho jaaye to aap trading start kar sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Forex business me trading kab start ki jaye?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Forex esa business hay jes ki agar education hasil na ki jaye to es ko join karny me be bahot zeyda risk hay, new traders ko me mashwara deta hon key un ko business start karny se pehly en tips par amaal karna ho ga aur baghir sochy samjy trading business join nahi karna chaye,

              1. Forex ka education hasil karna most important hay es key baghir ham Forex business ko join karny ka mind me khayal be nahi karna chaye,

              2. Forex business se related information collect karni chaye ta key business me kamyab hasil karny me asani ho,

              3. Trading ki practice zeyda time tak karni chaye aur broker key terminal ko samjny ki koshish karni chaye.
              Forex trading main jab tak ap k pass knowledge or experience na ho tab tak trading ni karni chae ha pehly ache tahra learning or practice karni chae ha ta k humy ziada fayda ho sakay
              Forex trading main jtna knowledge or experience ho ga hum kamyab hon gy is ley forex trading seekeny k ley humy kisi expert trader ya kisi achy dost jis ko kam ata ho us sy seekeny or phr usi knowledge ko demo account main apply karny karny ta k humy ziada sy ziada experience hasil ho or humy pata chaly k forex trading kasey hoti ha
              Forex trading market main movement kasi hoti ha or trading main market value kab or kase up down hoti ha news pe kase move karti ha seekeny k bad phr real account main trading karny ta k kamyab hon
              • #8 Collapse

                Re: Forex business me trading kab start ki jaye?

                First of all Hhamen Forex trading market ko understand karna chahie basic knowledge learning ki practice karni chahie aur acche se accha step by step demo Kaun work karna chahie jab ham demo account practice ko start kiye hue 2 month kam kar le tu fir hammen bonus account ke real work account ko join kar lena chahie Forex trading market main technical fundamental sentimental analysis hundred percent accurate samjhny karne ke bad bhi market main different sources use karna bahut zaruri hai moving average indicator aapko market ke recent trend ki update provide karta hai nextstep aapka candlestick chart pattern ko samajhna hae candlestick chart pattern mei different candles ki different type market ki situation ko maximum accurate btati hain aor scalping krna asan bn jata hae.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex business me trading kab start ki jaye?

                  Forex business mai trading kisi bhi waqt start ki jaa sakti hai. laikin sub say best tareeka yehi hai kay tarders trading shuru kernay say pehlay trading aur forex kay barey mai basic knowledge zaroor haasil ker lain. Basic knowledge say muraad ye hoti hai kay Forex kay barey mai ziada say ziada jana jaey kay ye kia hai. Forex business say kia muraad hai. Issay kaisay aur kab kia jata hai waghaira waghair. Phir basic forex knowledge haasil kernay kay baad traders ko technical knolwedge ki requirments poori kerni chaiye. Technical requirments mai traders ko MT4 trading terminal kay barey mai pata hona chaiye.Instaforex kay account ka pata hona cchaiye aur trading terminal kay barey mai mukammal maloomaat honi chaiye. Terminal mai mojud tools ka istamaal aur faiday nuqsaanat ka knolwdge ho.
                  Jab ye sub conditions poori ker li jain tou trading start ki jaa sakti hai aur phir trading start kernay kay baad bhi apni learning kabhi bhi stop nahi kerni chaiye bulkay koshish yehi honi chaiye kay jab bhi jaha say bhi forex ka koi knowledge jo faida day sakey aur correct ho usay zaroor haasil karey aur study kertay rahain. Iss tarah forex trading start ker kay bohat achi income ki ja sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex business me trading kab start ki jaye?

                    Dear ap ki bt bilkal durst hy forex m zyada tr log isi wja sy loss kr lyty han k un k pas forex education ni hoti ham koi b kam krty han to phly usy sekhty han isi tra forex trading ki b sb sy phly education hasil krna bot zrori hota hy hmary loss ki zyada tr yahi wja hoti hy k ham forex ko achi tra sekhty ni isy smjty ni na hi is ki education hasil krty han forex asal m aik difficult or risky business hota hy jisy ham apni mehnat sy sekh kr agy brh skty han new traders smjty han k forex ko join krty sath hi ap ko bot sa pasa mily ga or ap jaldi ameer ban jain gy mgr asa ni hota new traders ko forex m successful hony k liay zyada mehnat ki zarort hoti hy unan forex trading ki mukmal education hasil krni hoti hy demo account bna kr us m musalsal practice kr k experience hasil krna hota hy jo k lifetime tk hmary sath chlta hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex business me trading kab start ki jaye?

                      Forex Life start karne ka best time:

                      First of All jab hum is business mein enter hotey hein to hamen chahiye keh hum is business ko totally learn karen iske rules and regulations ko achi trha se study karen yeh business hamen kehta kiya hey yeh study karen aur is business mein hum kis tarah se kamiyab ho saktey hein iske rules ko achi trha se study karen. Uske bad hamen Demo account khol par us par practice shuru kar deni chahiye aur ziada se ziada practice karni chahiye jitne tak keh hum aik achey profit hasil karne ke qabil nahin ho jatey hein hamen is mein kabhi bhi Real money invest nahin karni chahiye,
                      Jab hamen yeh feel ho jaye keh hum ab is mein bilkul achi trha se work karne ke qabil ho gaye hein aur acha profit karne lagey hein to phir hamen is business mein enter ho jana chahiye aur Always forex ke rules ke ander rehtey huwe hi is mein work kartey rehna chahiye to hum is business mein kamiyabi se agey barhtey jatey hein aur kamiyab hotey jatey hein.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex business me trading kab start ki jaye?

                        Gee han hum ko waisay forex main aate forex business bilkul nai karna chayie first 6month tk forex ki learning karte rehna chayie forum par ya phir google se searching kar k forex ki study k sath forex par practice b karte rehna chayie agar aap demo par practice karo gai dil laga kar phir aap loss and tention na honay ki wajah se free experience hasil kar lo gai jab daikho demo par acha profit ban raha hai phir bonus par trading start kar do
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex business me trading kab start ki jaye?

                          Dear Members forex asa kam hy mary khayl say jas pay hum bgr sochy samjy khowlage experience k bgr koi bhii kam nii hota as lay humy jatna zyda ho sky us pay mahant k sth acha or quality wla phly kam krna chye experience bhra kr demo pay buht zyda time day kr apni hardworking k zaria say forex ki market maon in hona chye ku k jab hum demo pay time day gay kam kary gay mahant kary gay tu us surat humy buht fida hoga humri kamyabii mumkain hogie bgr demo pay kam krny say humy koi bhii fida hasill nii hota as lay humy jatna zyda ho sky apna sra time phly demo pay dena chye har pair
                          Ki moments ko achi tra samjna chye us ko follow krna chye jas ki badolt humy kam krny main buht asani or kamyabii hasil hogie hum kbii bhii bgr mahant say achy kam say or demo ko follow krna chye ku k jab hum mahant k sth acha kam kry gay demo pay time day kr market ko samjy gay fundamentals k tor pay as ki movement ko samjy gay technical analysis k sth apny kam ko kary gay
                          Hum jatna zyda forex pay time day gay kam kary gay us say humra meyar or humry kam ki quality uthna hi zyda or achi hogie humy har lihz say as pay mahant k sth acha or complete quality wla kam krna chye jas say humri earning mumkain ho sky or hum acha profit gain kar sky....
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex business me trading kab start ki jaye?

                            kesi bhi kaam ko karny ky lie sub sypehly us ky bary maelomat hasel karna parhti hain us kaam ky bary main ilam hasel karna hota hy keh hum ny is kaam ko kaisy karna is kaam main kaisy loss sy buchna hy or is kaam main kaisy hum ny tarqqi karni hy to forex markit main bhi kaam karna aik busnus hy or trading karna bhi aik karobar hy to is trading ko start karny sy pehly hamin trading ky bary mukamal maelomat lina parhin gi or is main hamin sara kuch sikhna parhy ga keh ji hum ny trading kaisy karnio hy or is main hum ny naffah kaisy kmana hy or loss sy hum ny trading karty waqt kaisy buchna hy to hamin chahy keh hum trading ky bary main mukal sikhny ky bbaed trading start karin
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex business me trading kab start ki jaye?

                              Ji bilkul koi bhi kam karny kam karne se pahle Uske bare mein zaroori knowledge lena chahie .agar aap bagair samjhe use kam ko Shuru Karte Ho To Hamesha vo kam last Mein jaega . Duniya Mein Koi kam bhi bagair mehnat aur Bhagair tajrby Ke Nahin ho sakta . ISI Tarah Forex ka business bhi hy. Forex ke business ko samajhne ke liye kam se kam 1 Sal darkar hota hai , Hamen kam se kam 1 Sal Tak demo account kam karna chahie. Tabhi jakar ke Ham Business mein Kamyab ho sakte hain .
                              BR
                              Shahbaz Saeed

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X