Swap commission se Kia Murad Hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Swap commission se Kia Murad Hy?
    Dear members main aap se yah puchna chahta Hun ki swap commission se Kya Murad hoti hai. Jab aap ki trade overnight active rahe gi to aap per swap commission broker aap se Le ga aap ke pass is ke mutalik Jo bhi knowledge hai aap share Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Swap commission se Kia Murad Hy?

    Swap account agar app banaty ho to app ko trading key ley free margin dia jata hay jes ko app loan be samaj sakty ho es free margin key charges ya commission ko swap commission kaha jata hay, hamy Islamic trading account hi banana chaye aur swap trading karny ki koshish bilkul be nahi karni chaye,

    Non Muslims swap trading karty hey magar Muslim traders ko Islam kabi be swap trading ki ijazat nahi deta hay, Instaforex ne 2 type key trading account banaye hey, 1 swap account aur 2nd swap free trading account, mery khayal me ye bahot hi acha decision hay hamy instaforex ka shukriya ada karna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Swap commission se Kia Murad Hy?

      Dear friend swap account hota hai jo ki Muslim Logon ke liye hota hai isliye sawab free account Hamesha Hamen banana chahie Kyunki Ham Musalman hain aur Hamare din ke hisab se Aisa profit Joker fix Ho vah haram kar diya jata hai isliye Sama free account banaya jata hai jismein aapko fix profit hi Milta usmein Ek percentage ke hisab se company apps ke profit se Kat Leti Hai Aur use swap Commission ko company Khud Rakh Leti Hai Aur asse account ko Halal kar diya jata hai isliye Hamesha jawab free account open Karen Taki aap haram earning se bachake Kyunki haram khane wala jahannam Mein bhashan Hoga isliye Jyada Se Jyada hard work Karen aur Vahi account use Karen joke Islam ke hisab se behtar ho aur Hamare Din Mein Uske bare Mein Kuchh Na Kaha gaya hai isliye jawab free account open karke Usi Mein work Karen Taki aapko koi bhi masla pesh Na Ho Shukriya
      • #4 Collapse

        Re: Swap commission se Kia Murad Hy?

        Yeh business ka rule hai ky jo bhi broker apko forex market main trading ki access provide kerta hai woh apsy swapya commission zarur leta hai bus terms change ki hui hain ky kuch pairs main trade open kerty hain tou sirf spread pay kerna perta hai jo asal main broker ka comission hi hota hai kuch pairs main trade kerny sy spread nehi pay kerna perta lekin spread ky equal hi hamain comission dena perta hai tou jab hamain trade open kerny ky bahd profit hasil ho raha ho ya loss ho raha ho tou dono suraton main hamain swap bhi dena perta hai lekin hamari good luck yeh hai ky brokers hamain yeh facility provide kerty hain ky jab ham account register kerwaty hain tou hamain swapfree Islamic account hi register kerwana chahiay warna her trade open kerny ky sath hamain sirf swap dena hi perta hai aur agar real swapfree hai tou hamain morally bhi swapfree account hi register kerwana chahiay
        • #5 Collapse

          Re: Swap commission se Kia Murad Hy?

          Dear jab ap ais market mai koi trade lagaty hai to aus par ap ko commision dena parta hai ya aus par ap ko swap dena parta hai mean agar ap ne swap free account open ni kia to aus par ap ki her trade par swap charge hota hai ya ap ko swap milta hai ye ap ki trade k hisab se hota hai ais k baad agar ap ne ais market mai kai pairs dekhy ho gay jin par ap trade lagaty hai to ap ko aus par commision dena parta hai jaisy ap k pass crude oil hai agar ap ais mai koi trade lagaty hai to ais par ap ko commiosion dena parta hai aor ye diffrent brokers mai diffrent hota hai ais mai ye ni hai k ap ko koi broker ap se commision le raha ho aor koi ap se commiosion na ley sab broker ap se commision lety hai. ap k samny meri oil wali trade lagi hai ais par show ho raha hai.

          Click image for larger version

Name:	Commission.png
Views:	3
Size:	16.1 کلوبائٹ
ID:	12323364
          • #6 Collapse

            Re: Swap commission se Kia Murad Hy?

            Trading members main aapko ek baat batana chahta hun trading market mein aapko knowledge or experience ke sath sath market ka super duper analysis karna hota hai technical or fundamental analysis ke sath aapko perfect trade intry ke liye market mein indicator oscillator aur aur candlestick chart pattern mein use hone wale different indicators ko use karna hota hai relative strength index indicator bahut perfect indicator hai jo bonus affiliated program ke liye traders ki help kar sakta hai m hamen sabse pahle apni grooming karni chahie basic knowledge arsal karna chahie uske bad trading start kar deni chahie is ky elawa apko swap free islamic account bnana ho ga aik he opened option hai commission aor sood sy bacho.
            • #7 Collapse

              Re: Swap commission se Kia Murad Hy?

              forex sood sy pak aik acha business hain ham is main swap free account bana kar be kam kar sakty hain hamy is main acha or alla qualites ka kam karna chahey ham aik din main 50 posts or 4 threads reply karty hain hamy daily apny kam ki limite ko pora karna chahey pher hi ham apna target pora kar sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain forex students or hiuse wife ky liye aik acha business hain ham forex main kam kany ky sath sath apni talim ko be jari rakh sakty hain hamy apny bonus ko bohat soch samaj kar use karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or aik achy trader ban sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny agr beth kar is main kam kar sakty hain yai aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: Swap commission se Kia Murad Hy?

                forex main ham live trading karty hain hamy is main acha or mayari kam karna chahey hamy forex main kam karny ky liye is ky rules ko follow karna chahey hamy is main kamyabi ky sab tolls ko achy sy samaj kar use karna chahey hamy pata hon chahey ka kis tool ko kaha or kesy use karna chahey market main trade lagany ky liye is ky up or down ko dekh kr is main analysis or stop lo or take profit ko sahi jaga oar use karna chahey pher hi ham kamayba ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain ham is main apni marzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain ham is main dai main trading kar sakty hain or ham is main apni marzi sy night main be trading karni chahey ham future main forex business ko apna life time career be bana sakty hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Swap commission se Kia Murad Hy?

                  Dear member Jab Ham Forex trading Main kam karte Hain to Ham apni tradeplace karte Hain Agar Hamari yah trade over the night hold Ho jaaye to uske liye broker humse swap charges leta hai. Joker bahut chhoti si miqdar mein hote hain lekin vah broker ki fees hoti hai kuchh Muslim trader isko interest ka naam bhi dete Hain to aisi situation mein jitne bhi Muslim trader hai unke liye brokar ne ya facility bhi de hui hai ki aap Agar swap free account banana chahte Hain to banaa sakte hain. Swap free account mein Jab aap aap check karke save kar dete Hain to phir uske bad aap ki jitni bhi trade overnight pending rahti hai to uske charges Nahin parte isliye aapko chahie ki apne account ko swap free kar le.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X